Jump to content

AhmedA

اراکین
  • کل پوسٹس

    3
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About AhmedA

Previous Fields

  • فقہ
    Hanafi

AhmedA's Achievements

Newbie

Newbie (1/14)

  • First Post
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. AhmedA

    Napaki Ki Halat Main Wazaif Parhna

    Assalam o alaikum! Mera sawal ye ha kay na-paki ki halat ma wazifay parh saktay hain? Matlab khanna khatey hoye har bite ay baad 'ya-wajido' parhna , chalte phirte durood shairif parhna bina wazu ya na-paki ki halat ma? Na-paki ki halat ma kia kalma, Bismilllah aur basic wazifey bhi nahi parh sakte?
  2. AhmedA

    Jamaat Ki Namazo Main Milnay Ka Byan

    Assalam o alaikum! Mujhy namaz kay mutaliq confusion ha. poochna ye ha kay agr hum jammat ma dair sa shamil hon aur aik ya 2 rakkat chhot jain to imam sahib kay salam phirne kay baad humy apni rakkat puri karni hoti hain. To ab jo ma rakkat khud poori karun ga to us ma Surah e fatiha kay baad koi surah parhun ga ya nai? for example kyun kay ma nay zuhr ki 1 rakkat chori jis ma imam sahib nay surah fatiha kay baad koi surah parhai ho gi to ma bhi koi surah parhun ya direct rukoo ma chala jaon.
×
×
  • Create New...