Jump to content

Hanafi Muslima

Composing Team
  • کل پوسٹس

    1,994
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Hanafi Muslima نے پوسٹ کیا

  1. MashaaaaaaaaaaAllah Azawajal SubhaaaaaaaaanAllah Azawajal Fidaka Ya Rasool Allah Thanks 4 sharing!
  2. Strong sa ilaj ye hai ke Us k khane ka khiyaal apne dil se Nikaal dejeye.Or Piyaare Nabi Pak ki piyaari zindagi Mubarika ko apne Tassawur mein laye jinhoon ne ham gunahgaaroon k leye itne mushkilain othaen.Aap Tasawur mein laye k wo to Rehmatullil Aalameen hein or Unhoon ne apni pori zindagi mubarika mein sirf 3 martaba seerab ho kar khana khaya hoo gaa. Salaam Us per ke Jis ne Badshahi mein Faqeere ki
  3. Abu Huraira RadiAllah Anhu se rawayat hai ke Rasool Allah ne farmaya:"Tum badgumani de bacho kyoun k badgomani sab se zaida jhothi baat hai or kisi ki raaz joi na karo, or na jasoosi karo or na kimat barhane k leye boli do, or na aik dosare se HASSAD karo or na apas mein boghz rakho,or na aik dosre se qata ta'aluk karo,or Ay Allah ke bande bai bai ho jao.(Imam Bukhari or Imam Muslim ne is ko riwayat kiya hai). Is Hadeese Mubarika mein HASAD karne se bhe mana Farmaya gia hai. Hasad kai kisam ka hota hai,Kisi ki maalo dolat,kisi ki sohrat ,izzat se wagairah. Yani hasad karne wala chahata hai ke jis cheeze se wo mahroom hai,dosara bhe us se mahroom ho jae.Hasad rohani or maadi dono tarah ho skta hai. Aik Hadees Pak hai"Hasad naikiyoon ko is tarah khaa jata hai,Jis tarah aag laqri ko jila kar rakh kar daite hai"
  4. Kalmae Shihadat or Duroode Pak ki apni apni Fazilatein hein. KALMA SHIHADAT KI FAZILAT: Jis qadar mumkin ho sake ye Kalima parha karein Hadees Shareef mein Aya hai k: Rasool Allah ne Farmaya keh "Jo sakhs bhe ye guwahi de ga Allah kay siwa koi ma'abood nahi or ye k Hazrat Muhammad Allah Azawajal k Rasool hein.Allah us per dozakh ki aag haram kar dain ge.Hazrat Ma'aaz bin Jabel Radi Allah Anhu ne(Ye Hadees sun kar) arz kya: Ya Rasool Allah kya mein logon ko is ki khaber na day doon k wo khos ho jaen.Aap ne Farmaya Tab to log isi per bharoosa kar lein ge aur sab naik kaam chore baithein ge.(Aur in k azro suwaab se mehroom ho jaen ge).Isi leye Hazrat Ma'aaz bin Jabel(Radi Allah Anhu) ne sirf(Haq baat chopane k) gunah se bachne ke leye Apni rehlat kay waqt is Hadees ko biyaan kya hai. Aik or Hadeese mubarika mein hai "Jo sakhs sache dil se is Kalima Shihadat ko kahe ga.(Or phir is per qaim rhe ga or amal kare ga) to Allah us ko dozakh per haraam kar de gaa. isi tarah Duroode pak ki bhio bohot zaida fazilatein hein. FAZILATE DUROOD SHAREEF: Quraan Majeed mein hai Allah or us k farishte Nabi Pak per Durood baijhte hein.Ay Imaan walo tum bhe Aap per Duroodo Salaam bejho". Huzoor Pak ne farnmaya "Jo Mera Naam sun kar Mujh per Durood na baijhe wo bakheel hai". Hazrat Jabir(radi Allah Anhu) kahte hein ke Rasool Allah ne farmaya "Jo sakhs subha or maghrib ki namazoon ke baad kalaam karne se pehle 100times durood Shareef parh lay to Allah us ki 100 zarooratein pori farmata hai.30 duniya mein or 70 aakhirat mein" Rasool Allah ne farmaya "Dua us waqt tak zameeno asmaan key darmiyaan rahte hai jab tak Mujh per Durood na baijha jae". Aik or Hadees pak hai "Jo Mujh per aik baar Durood Pak parhata hai Allah Azawajal us k leye aik qiraat ajr likhta hai,or qiraat Ohad pahaar jitna hai." Aik or Jadha per Nabiye Rehmat ne Farmaya "Jis ne Mujh per 10 martaba darood pak parha Allah us per 100 Rehmatein nazil farmae gaa". Abu Horaira RadiAllah Anhu se marve hai ke Rasool Allah ne farmaya: Jis ne Mujh per Aik martaba Durood parha Allah Us per 10 martaba Durood baijhe gaa.Or Tirmizi ne in Ilfaaz ka izaafa kiya : Or Allah is ke leye 10 naikiyaan bhe is(Durood parhane) ke badle mein likhe gaa". Hazrat Abdul Masood Radi Allah Anhu se marvee hai ke Rasool Allah ne Farmaya: "Qiyamat kay roz logon mein se Maire sab se qareeb wo ho ga jo (is duniya mein) kasarat se mujh per Darood baijhta hai." Hazrat Abdullah (RadiAllah Anhu) se mrvee hai ke Rasool Allah ne farmaya"bila shuba Allah ke Farishte zameen mein phirte or Mujhe Omat ka Salaam pohonchate hein."
  5. MashaAllah Azawajal Bohot hi piyaaari sharing hai.SubhanAllah Azawajal
  6. Astaghfirullah!! ye kaisa fatwa he!.Ab aise bhe fatwe aana shoro ho gae.Allah Azawajal in wahabis,deobandies ko hidayaat ata farmae
  7. MashaAllah Azawajal ye jan kar bohot khoshi hoi.Bataane or share karne ka bohot bohot shukriyaa.
  8. Marhaba ya akhi. InshaAllah Azawajal u will enjoy ur stay here.
  9. Jazakillah Azawajal Bohot hi piyaari Post hai Allah Azawajal Sab Musalmanoo ko is Babarkat mahine mein Roze Rakhne ki Toufeeq ata farmae(Ameeen Bejahil Nabeyil Ameen )
  10. Bohot hi piyaara Qasidaa hai MashaAllah Azawajal
  11. Meri Taraf se bhe sab ko Aamade Hazarte Ali Mushkil Kushaa bohot bohot Mubarik hoo.
  12. welcome to IM.Hope u will enjoy ur stay here
  13. Hanafi Muslima

    Huzoor Aa'agae hein

    HUZOOR A"AGAE HEIN Falak ke nazaro zamin ki baha'roh sub Eid'ai manawo Huzoor :saw a'gayai hain Huzoor a'gayai hain, Huzoor a'gayai hain Huzoor a'gayai hain, Huzoor a'gayai hain Ut'toh bai saharoh chalo gam kai maaro khabar yai su'naawo Huzoor a'gayai hain Huzoor a'gayai hain, Huzoor a'gayai hain Huzoor a'gayai hain, Huzoor a'gayai hain Anokha niraala Woh zeeshan Aaya woh saarai Rasu'lo ka Sultan Aaya Aaray baadshaho arai kaj kula'ho nigha'hain jhukawo Huzur a'gayai hain Sama hai sanayai Habibe Khuda ka ye Meelad hain Sarwarrai Umbiya ka Nabi ke ghadawo sub aiq du'sarai ko khabar ye suna'wo, Huzoor a'gayai hain Huzur a'gayai hain, Huzoor a'gayai hain Huzur a'gayai hain, Huzoor a'gayai hain Hawaa'o main jazbaat hain marhaba ke fizaa'o main naghmaat Salle'alla ke Daruudo ke gajrey salaa'mo ke tofai gulaamo sajaa'o, Huzoor a'gayai hain Huzur a'gayai hain, Huzoor a'gayai hain Huzur a'gayai hain, Huzoor a'gayai hain Huwaa char su Rah'mato ka ba'sera ujaala ujaala sawera sawera Halima ko pohnchi khaber Aaminah ki merai ghar main a'woh, Huzoor a'gayai hain Huzur a'gayai hain, Huzoor a'gayai hain Huzur a'gayai hain, Huzoor a'gayai hain Kahaan mai Zahuri kahaan Unki ba'tain Karam hi Karam hain yai din aur ra'tai jahaa par bhi ja'oo dilloko jagao yahi kehte jaao, Huzur a'gayai hain Huzoor a'gayai hain, Huzoor a'gayai hain Huzoor a'gayai hain, Huzoor a'gayai hain
×
×
  • Create New...