Namaz e istasqa pura baab bandha hai imaam Bukhari ne Bukhari sharif men k kis tarah ek sahabi e rasool (Sallallaho alihi wa alihi wasallum) aaker arz kertey :"ya rasool ALLAH (sallallaho alihi wa alihi wasallum) janwar marrahey hen, qehat hochuka faslen tabah horahin" juma ka din ap (sallallaho alihi wa alihi wasallum) minbar per jalwa afrooz hain, usi lamhe hath buland kiye (yeh nahi kaha k ae bande tum masjid men aak mjhsey kiu kehrahey ho ALLAH sey mango) Aur dua shru ki, abhi hath nechey bhi na hue they k barish shru hogai. (bukhari shareef-namaz istasqa)
Mjhe iska reference chiayeh just bukhari shareef sey