Jump to content

Karam Ho Ya Rasool Allah

اراکین
  • کل پوسٹس

    1,114
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

سب کچھ Karam Ho Ya Rasool Allah نے پوسٹ کیا

  1. madina........ ye sahib meri maloomat kay mutabiq hazrat allama syed shah tarab ul haq qadri hain.......aur mujhe to theek lag raha hai jo inhoo ne parha hai..........mufti sahab ne alena hi parha hai.......
  2. iyya Kana Budoo sahi lafz hai..... jo app ne likha kay........ to bahi ye app ne sahi nahi likha.... ba pesh bo hai aur dal pesh do hai......... ba waoo pesh bou ho ga........jo sahi nahi hai...... baqi inshah allah azwajal mai written aur audio mai puri namaz is topic mai post ker doon gi.........inshah allah azwajal us se app ko buhaat faida hoga.........
  3. ye dono makharij darust hain......... but 3rd question dobara wazeh ker kay batain kay app ko waswasa kaha pareshan ker raha hai.....kyo kay is tarha to in ko ada kerne ki buhaat si aqsaam hain....but wo ese samjh nahi aa sakti....jo app pochna chate hain dobara wazeh ker kay bata dain.........
  4. asma shweeeeeeeeeeto ye app kay liye special hai....... app in ahadees mubaraka mai se point num 1 aur point num 3 pe jald se jald amal kerne ki tarkeeb banaoo......... point number 1 pe amaal ho ga to app ka reply jaldi jaldi aya kare ga........ asma attaria ki mom se madani request hai kay jab bhi app ye ahadees parh lain humari payari payari asma ko zaroooooooooooor suna dain.......
  5. ta waoo pesh tou hota hai. aur ta pesh to hota hai.....jo kay attahiyat mai hai....... app ye audio clip bhi suun lijiye.....aur waswasoo ko baghaye........ Attahyaat.mp3
  6. ab app kay dil mai ye waswasa bhi aye ga kay isay ray khari zeer ri kyo nahi parha..... wo is liye kyo kay ye quran kareem ka ek hi esa lafz hai jese urdu kay qatray ki ra ki tarhan parhain gain. ab app ko is lafz majrayha kay hijay bhi batati hoon. amala wala lafz majrayha kay hijay is tarhaan karain gain..... meem jeem zaber maaj, ra amala wali ray, majray, haa alif zaber haa= majrayhaa..... ye para num 12,surah huod,ayat num 41 mai hai.app quran kareem se dekh sakte hain. ager kisi se pochna chahain to kisi hafiz se ya us se pochiye ga jis ne tajweed se quran shreef parhaa ho ya jo hifz ker raha hoo... ab aye darood shareef wali laam per...... kuch ulama karam ne is salle ala ko laam bari zeer lay likha hai. aur arbic lehjay mai laam zeer li likha hai. aur app kyo kay arabic zaban nahi jante to app isi tarhan parhain jese audio mai mufti sahab parh rahe hain. aur koi sawal ho to poch lain........
  7. pehle to jazak allahu khaira....kay jo app ko waswasa aya app ne us ko door kerne kay liye sawal kiya......... ab app darood shareef suniye....... is mai lam bar ye zeer lay parha hai........ ye ek baat yaad rakhain......mai ne saudi quran shreef parha hai aur samjh lijiye kay saudi alima se parha hai....to is liye app se ye kaha kaysaudi lahjay ko sirf wohi jante hain jo arabi bolna jante hoon.aur sahi arabi mai salli hi parhate hai.beshak yaha laam kay nechay zeer ho. jese ek example share ker rahi hoon shayad app ko samjh aa jaye...... ab app is misaal ko dekhain kay ye harf majrayha hai. quran kareem mai sirf ek hi esa lafz hai jese ra kari zeer ray parhain gain.jese urdu ka lafz qatray ki ray ko parhate hain. Durood_Ibrahimi.mp3 Durood_Ibrahimi0.mp3
  8. ek aur addition ker deti hoon..........ek alima ne abhi abhi bataya hai kay darood shareef mai salli ala darut hai.....arab kay qawaid mai ese hi parha jata hai but pakistani salli ala ko salle ala parhate hai ye bhi darust hai..... app in haroof kay makhraj dekh lijiye arabi mai..........saad laam zaber sal, aur laam zeer li.........salli dosra.....saad laam zaber sal,laam bari ye zeer lay sallay..... pehlay walay mai salli kahain gain ager zeer ko lamba ker dain gain to wo theek nahi ho ga.... isi liye na samjh aye to dosra wala sallay ala bhi durust hoga lekin is mai bhi sallay ko lamba nahi karain gain.....jald se sallay ala keh dain to darust hoga........ note:ager mujhe galti kerti pain to meri islah ker dain.
  9. ghar mai dakhil hote waqt sidha paon(right foot)pehlay rakhte hain aur niklte waqt left foot pehlay baher nikalte hain..... ye hi tariqa masjid mai dakhil hone aur nikalne ka hai.........
  10. mazeed maloomaat kay liye is risalay ka mutalaa kijiye......... http://library.faizaneattar.net/Books/index.php?id=341
×
×
  • Create New...