
Karam Ho Ya Rasool Allah
اراکین-
کل پوسٹس
1,114 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
1
سب کچھ Karam Ho Ya Rasool Allah نے پوسٹ کیا
-
attari jin ka ghusl-e-mayeet
Karam Ho Ya Rasool Allah replied to Karam Ho Ya Rasool Allah's topic in دیگر اسلامی مواد
-
attari jin ka ghusl-e-mayeet
Karam Ho Ya Rasool Allah replied to Karam Ho Ya Rasool Allah's topic in دیگر اسلامی مواد
-
Arbi kaissey sahi pari jati hai?
Karam Ho Ya Rasool Allah replied to Bismillah's topic in شرعی سوال پوچھیں
http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=2844 -
attari jin ka ghusl-e-mayeet
Karam Ho Ya Rasool Allah replied to Karam Ho Ya Rasool Allah's topic in دیگر اسلامی مواد
-
attari jin ka ghusl-e-mayeet
Karam Ho Ya Rasool Allah replied to Karam Ho Ya Rasool Allah's topic in دیگر اسلامی مواد
-
-
shayad app ko is ki zarorat hai........??? ye qtv wala to nahi hai......but talbiya hi hai........
-
islamic poetry in urdu
Karam Ho Ya Rasool Allah replied to Qadria Attaria's topic in دیگر اسلامی مواد
-
Arbi kaissey sahi pari jati hai?
Karam Ho Ya Rasool Allah replied to Bismillah's topic in شرعی سوال پوچھیں
ji.....haroof per jo harakat hoon gain humain wohi ada kerni hai.......apni taraf se kuch nahi kerna hai.........ager ba per zaber hai to ba alif zaber baa aur ager khali ba per zaber hai to ba zaber ba hi parhain gain...........apni taraf se humain kuch bhi add nahi kerna hai....... baqi rahi baat un logoon ki kay jo log ap kay kehnay kay mutabiq ba pesh bo ko bou perhate hain to unhain khas islah ki zaroraat hai......aur kisi alim se samne bait ker jab tak nahi samjha jaye ga tab tak bolne se kuch samjh nahi ata....but ager confusion ho to wo door ho sakti hai........ jo log makharij sahi nahi parhte unko islah ki zaroraat hai....... -
10 Islamic Questions & Answers
Karam Ho Ya Rasool Allah replied to Ghulam E Mustafa's topic in گفتگو فورم
-
-
Bidat Kissey Kehtey Hain
Karam Ho Ya Rasool Allah replied to Bismillah's topic in قرآن، حدیث اور تفسیر
-
-
Arbi kaissey sahi pari jati hai?
Karam Ho Ya Rasool Allah replied to Bismillah's topic in شرعی سوال پوچھیں
bara e madina.......mazarat chati hoon........ mai ne post edit ker di hai ab wo link theek hai...... dobara link post ker deti hoon........ http://www.islamicacademy.org/html/Learn_N...ah_In_Audio.htm -
Arbi kaissey sahi pari jati hai?
Karam Ho Ya Rasool Allah replied to Bismillah's topic in شرعی سوال پوچھیں
madina..... ager app apni namaz kay makharij darust kerna chate hain to yahan se darust ker lijiye.... http://www.islamicacademy.org/html/Learn_N...ah_In_Audio.htm -
Arbi kaissey sahi pari jati hai?
Karam Ho Ya Rasool Allah replied to Bismillah's topic in شرعی سوال پوچھیں
inshah allah azwajal sab samjh aye ga........ madda teen haroof nahi.....smile..........haroof e madda teen hain. aur qaim maqam ka matlab kay ager waoo ki jagha pesh ho to waoo aur ager pesh ki jagha waoo ho to is se kuch khas farak nahi parta.jese ba pesh bo aur ba waoo bo etc.....lekin quran pak mai hum changes nahi ker sakte.wo jese likha hai usi ko sikh ker parhana ho ga........ ye app ko istemal kahin nahi kerne bas ye yaad rakhna hai kay pesh ki jagha pesh hi parhana hai yani pesh ko lamba ker kay waoo nahi banana. aur app ko shukriya kehne ki koi zaroorat nahi....inshah allah azwajal jo sekha hai use dosroon tak to punchana hai na..... madina mera naqis mashwara hai kay app jitni jaldi ho sake kisi hafiz se dawate islami ka madani qaida hasil ker kay parh lijiye.inshah allah azwajal app kay tamam waswase aur makharij sab darust ho jain gain.but qaida perna shuru karain to himat nahi hariye ga.yaqenaan ek bar parhane se samjh nahi aye gi.isi bar bar kam az kam 5 bar zaroor ba zaroor parhiye ga. -
Islamic Multiple Choice Questions
Karam Ho Ya Rasool Allah replied to Karam Ho Ya Rasool Allah's topic in گفتگو فورم
next question..... Q. In the Night of Mearaj Which of the HOly Prophets requested the Prophet of ISlam to ask Allah to decrease the Prayers (namaz) from 50 ? Options: a- Hazrat Ibrahim Alaihis Salam b- Hazrat ISmail ALaihis Salam c- Hazrat Isaa Alaihis Salam d- Hazrat Moosa Alaihis Salam e- i dont know -
Islamic Multiple Choice Questions
Karam Ho Ya Rasool Allah replied to Karam Ho Ya Rasool Allah's topic in گفتگو فورم
app ka jawab sahi hai....... madina:ager koi aur member question post kerna chahain to apne jawab kay sath hi bata diya kerain kay next question wo post kerna chatain hain. -
-
special 4 shweeeet asma attaria
Karam Ho Ya Rasool Allah replied to Karam Ho Ya Rasool Allah's topic in بچوں کا فورم
smile......... mai kafi dinoo se soch rahi thi kay kuch esa ho jaye jis se asma ka reply jaldi jaldi ana shuru ho jaye.......... to allah azwajal ne payare payare mustafa kay sadqay meri madad ki aur mujhe itni payari hadees e mubaraka mil gai aur asma ki mama phans gain..... -
Aurat Ka Mard ko Dekhna
Karam Ho Ya Rasool Allah replied to Bismillah's topic in قرآن، حدیث اور تفسیر
-
Arbi kaissey sahi pari jati hai?
Karam Ho Ya Rasool Allah replied to Bismillah's topic in شرعی سوال پوچھیں
ji.......esay hi parhate hain........ ji sahi kaya app ne kay nabudo mai koi waoo nahi hai....... but app ko mai harakat ka batati hoon..... app pehle ye zehan nesheen ker lijiye kay harakat kisay kehtay hain? jawab ye hai......zaber,zeer aur pesh ko harakat kehtay hain....... dosra sawal kay haroof madaa kitne hain aur kon kon se hain? jawab:haroof e madaa ten(3) hain.alif,waoo aur ya. 3rd ye kay alif madaa,waoo madaa aur yaa madaa ki pechaan ya ye kab hoon gain? jawab:alif se pehlay zaber hoto alif madaa,waoo se pehle pesh to waoo madaa aur ya se pehle zeer hoto ya madaa. ye maddaat se hi app kay sawal ka buhat gehra taluq hai..... ise bar bar parh ker samjhne ki koshish kijiye ga........ bahi app ko kuch to samjh aa gai ho gi kay zaber alif kay qaim maqam hai....for example(ba alif ba-aur-ba zaber ba)dono same hain.lekin ager hum ye kahain kay ba alif zaber to ye hoga baa. aur ye maade tabaei ki pechan hai. aur jo app ka sawal hai us ka taluq zayada pesh (jise arabic mai damma kehte hain) se hai.jis tarha zaber alif kay qaim maqam hai usi tarha pesh waoo kay qaim maqam hai. for example:ba waoo bo-aur-ba pesh bo but ager waoo aur pesh dono ko parhana hai to ye paraha jaye ga ba waoo pesh boo. ager app nabudo kay do ko urdu main 2 ki tarhain parhain gain to ye sahi nahi hai.is mai app apni taraf se waoo ka izafa ker rahain hain. note:qaim maqam hone ka ye matlam hai kay app ye dekhain kay waoo bolte howay app kay hount(lips)gool ho jate hain....right? aur waoo bolte waqt bahi app kay lips gool ho jate hain....right? ager ab bhi na samjh aye to mai ab bhi hazir hoon.ap ko jo jo waswase hian app pochte jaye......