app ki nazar ager pakistan or india kay ilawa kahin aur jaye to phir hi app ko nazar aye...........
app ye link dekhiye saudi arab main melaad ki mehfil hai ager ye bhi ma nazar aye too pehlay apni nazar test karwayee................
allham do lillah sauda arab main bhi bohat baray baray sunni ullama hain mashah allah........
tamam user se meri ilteja hai kay jab tak ye sag e attar bahi kay in sawalat kay jawab na dain in se koi baat na ki jaye........please..........bara e madina.............