
Muhammad_Adnan
اراکین-
کل پوسٹس
85 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
سب کچھ Muhammad_Adnan نے پوسٹ کیا
-
Subhan-Allah Subhan-Allah Kaash k Ankhain khul jain Kharji deobuundion o wahabion kii ..
-
Bahut umda pakra hai.. JazakAllah
-
topic title main aik sawaal likha tha.. muhtaram ne 3 sawaal kar daley.. main sochta hoon.. agr buchpun main .. main ne Quraan pak apney ustaad muhtram se sekhney k bajaye yeah socha hota yeah Allah ki Kitaab hai.. khudh parhoonga.. to main bhi sawaal karney waaley (jinhon ne topic diya) ki saf main hota.. ager main yeah bhi sochoon.. k Allah ne Quraan diya .. Nabi kareem k zariye Emaan hum tak pohanchaya.. to phir Masjid main Imaam ki koi gunjaish hi nai.. jin k peechey hum namaaz parhtey hain.. muqsud to unko bhi follow hi karna hai.. Apni soch ka daira wasee karo mere bhai.. topic deney waaley bhai shab.. Bahout shabaash hai aap ko.. yeah bhi bata dain aap Asmaan se direct tapkey hain.. ya jiss tarah normal Insaan paida hota hai usi tarah paida huye hain..
-
Brailviat k nazdeek hooli ki mathai khana halal hai.
Muhammad_Adnan replied to MOUWAHID's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
source to do kahan se liya yeah scan page aur waisey bhi Aalami Bhai chaarey ki roo se dekha jaye to sahi hi likha hua hai... Ta'asub ki nazar se naa dekhain.. bulkey ithai thandey dimagh se is parhain aur samjhain.. jawaab aap ko mil jaiye gaa.... -
Walaikum salaam signature restrictions laga daina behtar hai.. aik limit rakh dein k itni lines add ho saktii hain.. aur pic ka maximum size wagaira..
-
Walaikum salaam signature restrictions laga daina behtar hai.. aik limit rakh dein k itni lines add ho saktii hain.. aur pic ka maximum size wagaira..
-
aurat ka shaadi k baad apney shohar ka name lagana jaiz hai ??
اس ٹاپک میں نے Muhammad_Adnan میں پوسٹ کیا فتاوی اور شرعی مسائل کا حل
Kiya kehtey hain muftiyan e Karaam in swaalon k jawaab main k kiya Aurat k liye yeah zaroori hai k woh apney name k aagey apney shohar ka name lagaye?? kiya Aurat ka apney name k aagey apney shohar ka name likhain ger Sharai hai ?? mazeed yeah bhi batain kiya aurat ka apney shohar ka name lena makrooh hai ?? JazakAllah -
mughey koi aisi site bata dain jiss main mughey ... Islamic calligraphy mil sakey islamic aur ager kisi k paas durood shareef Asslaat u wassalaam alaika Ya RasoolAllah hai.. vector format main to plz mughey send kar dain... JazakAllah khair
-
Subhan-Allah Jazak-Allah..
-
Bismillah Calligraphy Collection
Muhammad_Adnan replied to Ghulam E Mustafa's topic in دیگر اسلامی مواد
JazakAllah -
Mughey family planning per k mozoo per muftyaan e Ahlsunnat k sawal jawaab aur articles darkaar hain... baraye madina.. merii is muamley main rehnumai farmain... mazeed ager kisi kissam ka fatwa is mozoo per miley ( muflisi k dar se bacho ko qatl karna) to zaroor share karain.. Quran main aik muqaam per Allah ne khudh ko sub se behtar tadbeer karney wala bataya hai.. is aayat ka tarjuma Kanzul Emaan se chahye.. JazakAllah
-
ISME MUHAMMAD SUNKAR ANGHOTE CHOMNE KA BEYAN
Muhammad_Adnan replied to Yasir Attari's topic in عقائد اہلسنت
JazakAllah.. -
muhtaram is bat ko koun secure keh sakta hai k computer per bana aks print ki soorat main bahir nahin nikalta hoga.. har giz yeah mat samjhiya ga main yeah sawaal fasaad ki soorat main kar raha hoon nahin.. bulkey main apni Islah chahta hoon... umeed hain aap hazraat rehnumai karain ge..
-
main aisey mahoul se hoon jahan k mere aas paas loug Imama sharef pehney shaks bari jaeeb nazar se dekhtey hain.. main hadhrat sahab ki pic lagans munasib nahin jaanta.. pata nahin kion but dil nahin manta.. mughey is main un k behurmati hotii mehsoos hotii hai.. is baat ka hargiz matlab nahin k main apney aas paas k mahol se khauf zada hoon.. nahin aisa nahin .. bus dil main yeah baat hotii hai k koi mere peer ko la ilmi main kuch keh na de..
-
Jazak-Allah
-
Saudia ki tareekh per literature darkaar hai
Muhammad_Adnan replied to Muhammad_Adnan's topic in دیگر تمام درخواستیں
memon tabiyat per reham khaiye .. pdf ya jpeg ki soorat main mil jaye to Dil baagh e madina ho jaye :$ -
Saudia ki tareekh per literature darkaar hai
اس ٹاپک میں نے Muhammad_Adnan میں پوسٹ کیا دیگر تمام درخواستیں
mughey aik literature darkaar hai.. jiss main king saud se pehley aur baad ki tareekh aur waqiyaat hon.. turkon aur saudon k ma bain honey waali jung k waqiyaat bhi hon.. JazakAllah -
Shahadat Husain رضی اللہ عنہ ki khabar Pehli hi thi
Muhammad_Adnan replied to Yasir Attari's topic in اسلامی حکایات و واقعات
JazakAllah -
Mian Garphic designer hoon + video editing aur animation bhi jaanta hoon.. main chahta hoon apni khidmaat Madani channel ko doon... jiss k liye mughey kisi muawzey ki zaroorat nahin hai.. main kiss tarh madani channel main shamoliat ikhtiyar karsakta hoon
-
heart wrenching .. :S Ya Allah Gurq kar dey aison ko dhaatey muzalim tere Mehboob nabi S A W ki ummat per.. Ya Allah nibsto naboot kardey aiso ko.... tughey shuhad e Karbala ka waasta.. ya Allah bhej humarey darmiyaan Hussaini Lashkar jo kut marey lekin huq ki raah main samjhota na karey.. Aameen!
-
Nohey, Marsiye sunna kesa hai..
Muhammad_Adnan replied to Muhammad_Adnan's topic in فتاوی اور شرعی مسائل کا حل
JazakAllah.. Allah hum sub Sahab e Karaam R.A k naqshey Qadam per chalney waala banaye.. aur shabadushman Anasir se bachey rakhey.. -
Nohey, Marsiye sunna kesa hai..
اس ٹاپک میں نے Muhammad_Adnan میں پوسٹ کیا فتاوی اور شرعی مسائل کا حل
ager koi dost noha ki majalis ki dawat de to kia iseey qabool kar saktey hain... aisi majalis main shirkat karney ka kia hukum hai ?? main noha sunta hoon.. mera yeah amal kesa hai ?? akser sham e ghareeban k bayanaat bhi sun leta hoon... meri rehnumai Farmain... -
Book chahiye.. Aaina e qyamat ( آئینہِ قیامت)
Muhammad_Adnan replied to Muhammad_Adnan's topic in دیگر تمام درخواستیں
JazakAllah ...