Nabi Kareem alaihisSlatoWasslam ki aik hadith hai.. Hadhrat Umar aur Hadhrat AbuBakr RaziAllaho'anhuma ki namaaz k mutaliq..
k Hadhrat AbuBakr RaziAllahoanho dheemi Awaaz main namaaz Parhtey they....
Aur Hadhrat Umar Farooq RaziAllahoanho buland Awaaz main namaaz perhtey they...
Baraye Madina rehnumai farmain..
JazakAllahi
Assalaam o Alaikum
mughey Mayyat ko dafnaney k sharai tareeqey per Hadith aur Quranic sources darkaar hai...
barahey madina rehnumai farmain...
JazakAllah
JazakAllah..
mughey yeah waqiya dhundhla sa yaad tha.. mukammal tor per nai pata tha..
Allah aap ko iski jaza dey
koi ebook ya koi aisi sharign mil saktii hai.. jiss main aur bhi details hon..
kita aisa koi waqiya hai k
Hadhrat umar emaan laaney se pehley .. Nabi Kareem
ko qatal karney ki niyat se talwaar utha chukey they...
ager hai to plz .. provide kar dain..
JazakAllah
baraye Madina
Ilm Hasil karo .. chahey tumhey cheen hi kion na jaana parey..
is hadith ka refrence provide kara dein..
aur ager lafz aagey peechey ho to sai correct kar dain..
JazakAllah
Hashmi miyaan sahib barelvi aqeedey se hi hai i think..
unhon ne Qadrion , chishtion , Naqshbundiyon in sub ka bazahir naam lekar
kisi aur ko tanqeed ki hai..