Agar ye niyaz sirf allah k naam per hai tou haram nahe hai laken us may kisi wasila ka naam ya allah k elawa kisi aur k naam aajata hai tou wo haram aur us ko kha bhi nahe saktay kyn k wo haram hai quran may is cheez k liya haram use ho gaya tou wo kha nahe saktay hai aur quran pak may kafi jaga biyan kiya hai 4 meray pass 4 dalil hain is ke
2.Surah Bakra | ayyat 173
Maidah | ayyat 3
aanam |ayyat 145
Nahl |ayyat 115