Share

Mazar Banane Ka Saboot Aur Sahaba Aur Ahle Bait Ki Mazaro Par Bulldozer Chalane Wale Chupe Hue Kafir (Wahabiyo) k Muh par Haq Ka Tamacha
SAHIH BUKHARI,JILD:1,KITABUL-JANAEEZ ,BAAB MAA JAAHAA FEE KABARINNABIYE WA ABEE BAQARIN WA UMAR ME HAI HAZRAT URAWAH RADIALLAHO TAALA ANHO FARMATE HAI KI "WALEED IBNE ABDUL MAALIK KE ZAMANE ME RAUZ-E-RASUL ALLAH SALALAHO TAALA ALAI WASSALAM KI EK DIWAAR GIR GAYI" "FA'AKHAZU FEE BENAA'EEHI" "HAZRAT WALEED NE HUKUM DIYA K TAMEER KARO SUB USSE BANNANE ME MASHGUL HUYE" "FABADAT LAHUM QADAMUN FAFAZA'U WA JANNOO ANNAHAA KADAMUNNABEEYE ALAIHISSALAAMU" "EK QADAM ZAHIR HO GAYA TO LOG GHABRA GAYE OR SAMAJHE KI YEH HUZUR ALAIHISSALAATU WASSALAAM KA QADAM-E-PAK HAI" "HAZRAT URAWAA RADIALLAHO TAALA ANHO NE KAHA KI "ALLAH KI KASAM YE HUZUR ALAISALAAM KA QADAM NAHI HAI,YEH HAZRAT UMAR-E-FAROOQ RADIALLAHO TAALA ANHO KA QADAM HAI"" PUCHA KITNE SAAL BAAD NIKLA KAHA K KAI SAAL BAAD NIKLA FARMATE PAIR AISA THA JAISA ZINDO KA HOTA HAI
IS HADITH SE MALUM HUA KI MAZAAR-E-MUBARAK AAQA SALLALLAHO ALAIHE WASALLAM K SAHABA KI SUNNAT HAI AUR AMBIYA SAHABA AUR AULIYA APNI QABRO ME ZINDA HAI.
SAHIH BUKHARI,JILD:1,KITABUL-JANA'EEZ OR MISHKAAT BAABUL-BUKAA ALAL-MAIYAT ME HAI KI "HAZRAT IMAM HASAN IBNE ALI RADIALLAHO TAALA ANHO KA INTEQAAL HO GAYA" "ZARABAT IMRAATUHUL-KUBBATA ALAA KABAREHEE SANATANA" "TO UNKI BIWI NE UNKI KABAR PAR EK SAAL TAK KUBBAA DAALE RAKHA" YE BHI SAHABA IKRAM KE ZAMANA ME SABKI MAUJUD ME HUA.KISI NE INKAAR NAHI KIYA OR UNKI BIWI WAHA EK SAAL TAK RAHI FIR GHAR WAPAAS AAGAYI JESA HADITH ME HAI.
IS HADITH SE MALUM HUA MAZAR PAR KUBBAA BANANA SAHABA KI SUNNAT HAI
HAZRAT ABU JAUZA RADIALLAHO TAALA ANHO NE BAYAAN KARTE HAI KI "EK MARTABA MADINE SAKHT SUKHA PAD GAYA,LOGO NE UMMUL MOMINEEN HAZRAT AAISHA RADIALLAHO TAALA ANHO SE SHIKAYAT KI" HAZRAT AAISHA RADIALLAHO TAALA ANHO NE FARMAYA "RASUL ALLAH SALALAHO TAALA ALAI WASSALAM KI KABAR-E-ANWAR KO DEKHO OR ISKE THIK UPAR AASMAAN KI JAANIB CHHAT ME SURAAKH KARDO,YEHA TAK KI KABAR-E-ANWAR OR AASMAAN K BICH KOI PARDA NA RAHE" LOGO NE ESA HI KIYA TO IS ZOR KI BAARISH HUYI KI KHUB SABAZA UGAA HARIYAALI CHHAH GAYI OR UTH MOTE HO GAYE YEHA TAK KE INKI CHARBI FATTI JAATI THI OR IS SAAL KO KHUSHALI KA SAAL KAHA JAANE LAGA"" [MISHKAAT,BAABUL QARAAMAAT,SAFA: 545]
IS HADEES SE MAALUM HUA K MERE AAQA SALALAHO ALAI WASSALAM KI MAZAAR-E-MUBARAK PAR CHHAT US WAQT BHI MAUJUD THI. AGAR MAZAAR BANNANA SHIRK O BIDDAT HOTA TO KYA RASUL-E-AAZAM SALALAHO ALAI WASSALAM K GULAM SHIRK KARTE RAHE BIDDAT KARTE RAHE MAAZALLAH YE MAZAAR PE CHHAT OR YE KUBBA BANNA AGAR SHIRK O BIDDAT HOTA TO RASUL-E-AAZAM K GULAM KABHI ESA NA KARTE. YE MERE RASUL ALLAH SALALAHO ALAI WASSALAM K SAHABA KA MAZAAR BANNANA IS BAAT KI DALIL HAI KI MAZAAR BANNANA SHIRK O BIDDAT NAHI BALKI RASUL-E-AAZAM KE SAHABA IKRAM KI SUNNAT HAI..