-
کل پوسٹس
395 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
62
سب کچھ M Afzal Razvi نے پوسٹ کیا
-
Hayat Un Nabi Sallalaho Alaihe Wasallam
M Afzal Razvi replied to Khalil Rana's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
Yar clear toh karo k Ap is Waqt Nabi Kareem صلی اللہ علیہ وسلم ko Hayat nahi manty ho kiya chahy Barzakhi hi sahi..? Aur Agar Barzakhi Hayaat manty ho toh Bar bar wafaat ki rat kun lagayi ja rahy hain Jab k khud Barzakhi zidnagi k bhi qail hain ap, aur dusri baat uper maine bhi aur @Khalil Rana bhai ne bhi Kaha hy k Wafaat k bary mein toh kisi qism ka koi ikhtilaaf hy hi nahi.. Aur @Ahlehadees apny kaha k برزخی زندگی غیبیات سے تعلق رکھتی ہے toh Janab ham ne kab dawa kiya hy k wo Sab kuch hmari ankhon k samny hy har waqt, Barzakh k ma'ani hi parda k hoty.. Ap waziya toh karo k Ap is barzakhi zindagi k qail ho ya nahi.. Agar ho toh phir bar bar wafaat ki zid kun.. @Raza Asqalani bhai in se pehly iska moqa'af pocha krain, kun k har daleel k bad inka aqeeda badal jata hota hy.. is bary mein bhi inki jama'at k logon k kafi moqa'af hain.. -
Kiya Jawahir e Khamsa Mustanad Book Hai?
M Afzal Razvi replied to kashmeerkhan's topic in کتب پر تبصرہ
Pyary bhai @kashmeerkhan mazrat k sath ye Na_cheeze yahi kahy ga k apko ye topic shuru nahi karna chahiye tha. previous topic ko Administration ne locked kar k acha kiya tha, chahiye tha k baat wohi pe hi khatam ho jati.. aur @Raza Asqalani bhai main phir se Ap se yahi request karun ga k Ap leave kar dain is behas ko.. aur @Sag-e-Attar kindly bhai forum ka koi aisa asool rakhain k is tarha k Farui ikhtilaaf masail pe behas na ki jaye.. Sunni bhaiyon is tarha k hazaron masail Aslaaf se ly kar ab tak chaly aa rahy hain.. Agar bhaiyon is sab issues ko discuss karny pe lag jayain toh phir is forum ka maqsad bhi khatam ho jaye ga.. Aur Badmazhabon ko bhi faida hi hoga aisi discussions se.. Aur Sab Sunniyon se Aajzana Darkhwast karun ga k plz Apny sunni logon k sath Compromise kar k kam karna seekhain, unki choti choti baton pe ko ignore karna seekhain aur Darguzar karna seekhain.. Ap loag Badmazhaob ko hi daikh lain beshumar ikhtilafat un mein yahan tak k aqaid mein bhi, phir bhi wo loag mil kar Ahl-e-sunnat ko nuqsan pohancha rahy hain.. umeed hy Sab bhai meri is baat pe ghoar krain gy.. koi baat buri lagy toh chota bhai samajh k maaf kar dijiye ga.. Jazak Allah.. -
بقول وھابی عبدالرزاق ملیح آبادی..وھابی تنگ نظر‘ ظاہرپرست ہیں اور دین کے جواہرکھوبیٹھےہیں۔۔(ذکرآزاد ١٣٧)
-
المعجم الاؤسط للطبرانی اردو Jild # 1 https://archive.org/download/AlMujamAlAwsatJild1/al mu'jam al awsat Jild 1.pdf Jild #2 https://archive.org/download/Al-Muajam-ul-Aosat-lil-Tabrani/AlMujamAlAwsatJild2.pdf Jild # 3 https://archive.org/download/AlMujamAlAwsatJild3/al mu'jam al awsat Jild 3.pdf Jild # 4 https://archive.org/download/AlMujamAlAwsatJild4/al mu'jam al awsat Jild 4.pdf Jild # 5 https://archive.org/download/AlMujamAlAwsatJild5/al mu'jam al awsat Jild 5.pdf Jild # 6 https://archive.org/download/AlMujamAlAwsatJild6/al mu'jam al awsat Jild 6.pdf Jild # 7 https://archive.org/download/AlMujamAlAwsatJild6/al mu'jam al awsat Jild 7.pdf
-
Hayat Un Nabi Sallalaho Alaihe Wasallam
M Afzal Razvi replied to Khalil Rana's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
اچھا مسند ابو یعلی والی روایت کیا کہتی ہے؟؟؟؟ میاں ہم نے تو حدیث بیان بتادی۔۔ اچھا نہیں آپ ٰہم سے پوچھنے کی بجائے خود ہی پڑھنے کی زحمت کرلیں۔ مسند ابو یعلی والی روایت برزخی زندگی سے متعلق ہے. نہ کہ دنیوی. لو جناب آپ خود حیات کے قائل ہیں چا ہے کیفیت کا اختلاف سہی۔ اب جناب ذرا چند الجھنیں دور کر دینا۔ ١-آپ حیات برزخی کے قائل بیں تو اموات والی احادیث کیوں پیش کررہے ہیں۔؟؟ ٢-کیا آپ حیات کا اقرار کرکے قرآن کی مخالفت نہیں کر رہے۔؟؟ باقی باتیں بعد میں۔۔ @Ahlehadees میں نے آپ کی پوسٹ میں ہی ہر بات کا جواب ریڈ کلر میں لکھ کر دے دیا ہے۔ -
امام خطیب بغدادی کی کتاب "الرحلة في طلب الحديث" کا اردو ترجمہ۔۔
اس ٹاپک میں نے M Afzal Razvi میں پوسٹ کیا اصلاحی کتب
امام خطیب بغدادی کی کتاب "الرحلة في طلب الحديث" کا اردو ترجمہ۔۔ Download link.. https://archive.org/details/Rihlahfitalabalhadith -
Tib E Nabvi "sallallahoalaihiwasalam"
M Afzal Razvi replied to Ubaid Kashmiri's topic in شرعی سوال پوچھیں
Bhai isk ilawa Apni Sunni Website per طب نبوی اور علاج | کے زمرے میں ( 7 ) کتابیں میسر ہیں۔http://books.nafseislam.net/cat_wise.php?id=108&cat=cure -
Tib E Nabvi "sallallahoalaihiwasalam"
M Afzal Razvi replied to Ubaid Kashmiri's topic in شرعی سوال پوچھیں
-
Women Face Covering (Chehray Ka Pardha)
M Afzal Razvi replied to dani.143's topic in اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
-
Moderator Se Aik Aham Guzarish
M Afzal Razvi replied to Abdullah Yusuf's topic in دیگر تمام درخواستیں
Administration aur Forum k Members se kuch Aisi shikayatain Hmain bhi hain.. 1-Administration mein se koi bhi proper se time nahi dy rahy Siwaye 1,2 bhai k.. 2-Forum k Baqi Members bhi interested nahi lagty siwaye 4, 5 members k na kisi k comments aur na posts hoti hain.. Administration, Forum Members aur baqi sab Ahl-e-sunnat hazraat se request karun ga k Agar Ahl-e-sunnat k liye dard rakhny waly chand afraad ne 1 platform bnaya hy toh sab hazraat mil k unka sath dain.. Yahan koi apny za'ati mufaad k liye kuch nahi kar raha hy.. Isliye kindly is kawish mein sab Ahl-e-sunnat mil kar kam krain.. Note- Administration 1 meeting rakhy us mein beth k sab discuss kary jo jo issues aa rahy hain.. Aur Forum Members kam_iz_kam apny hony ka ehsaas toh dilayain k wo forum per majood hain, interested hain etc.. Agar kisi ko meri koi baat buri lagy toh Mazrat.. -
Bhai Wesy mega.nz archive se mujhy acha laga khas kar Slow internet walon k liye.. kun k Wahan file archive se jaldi downlaod ho jati hy..aur In case internet off ho jaye toh On hony ki surat mein wahin se download hona shuru hoga jahan se net off howa tha.. ye lijiye Archive pe.. Jild # 1 https://ia801900.us.archive.org/13/items/SahiIbneHibbanJild1-8/Sahih%20Ibn%20Hibban%20Jild%201%20LRes.pdf Jild # 2 https://ia801900.us.archive.org/13/items/SahiIbneHibbanJild1-8/sahi%20ibne%20hibban%20Jild%202%20HRes.pdf Jild # 3 https://ia801900.us.archive.org/13/items/SahiIbneHibbanJild1-8/Sahih%20Ibn%20Hibban%20Jild%203%20LRes.pdf Jild # 4 https://archive.org/download/SahiIbneHibbanJild1-8/Sahih%20Ibn%20Hibban%20Jild%204%20LRes.pdf Jild # 5 https://ia801900.us.archive.org/13/items/SahiIbneHibbanJild1-8/Sahih%20Ibn%20Hibban%20Jild%205%20LRes.pdf Jild # 6 https://archive.org/download/SahiIbneHibbanJild1-8/Sahih%20Ibn%20Hibban%20Jild%206%20LRes.pdf Jild # 7 https://archive.org/download/SahiIbneHibbanJild1-8/Sahih%20Ibn%20Hibban%20Jild%207%20LRes.pdf Jild # 8 https://archive.org/download/SahiIbneHibbanJild1-8/Sahih%20Ibn%20Hibban%20Jild%208%20LRes.pdf
-
Bhai Agar baat Muqallid aur Ghair_muqallid ki hy toh phir Ham toh bas Farui Masail mein 1 Imam k muqallid hain, Toh Ahl-e-Najd Baqi Hanafi Aima, Aslaaf Ya Majooda doar k Hmary Ulma k Hawaly kun Batoar Aitraaz naqal karty hain..?? Mera Yakeen nahi hy toh Wahabiyon ki kitabin utha k daikh lain, Kitbain bhari pari hain.. filhal ap iska jawab ly k dy dain.. Warna Is jahilana baat ki koi ahmiyat nahi siwaye isk k wahabi khud ko aur apny logon ko tasalli dy lain.. Han Apny jo Baat likhi k kisi ki bhi baat Quran_o_hadees k khilaaf toh wahabiyon k liye hujjat nahi, Zara Un wahabiyon se ye bhi pata kar dyna k apko kaisy pata chal jata hy k apk Aalim ya Aslaaf ki ye baat Quran_o_Hadees k khilaaf hy..?? Ya Majooda Wahabi Un se ziada Quran_o_Hadees ko samjhty hain..
-
-
(وھابی نمازمیں کھڑے چمگادڑ لگتے اور خدا کو پسند نہیں(بقول وھابی
اس ٹاپک میں نے M Afzal Razvi میں پوسٹ کیا فتنہ وہابی غیر مقلد
(وھابی نمازمیں کھڑے چمگادڑ لگتے اور خدا کو پسند نہیں(بقول وھابی. وھابی عبد الرزاق ملیح آبادی لکھتا ہے۔ "غور تو کیجیے لمبے لمبے کرتے‘ آدھی پنڈلیوں پر رکے ہوئے بد ضع پانجامے‘ لمبی لمبی داڑھیاں- صف میں ٹانگیں چیرے‘ پاؤں گمھائے کھڑے ہیں اور سینوں پر ہاتھ باندھے ہیں! سچ عرض کرتا ہوں ‘ یہ نظارہ دیکھ کر مجھے چمگادڑ یادآجاتا ہے۔۔۔۔۔۔جو شکل انسانوں کو پسند نہیں کیوںکر مان لوں خدا کو پسند ہوگی"۔" (ذکر آزاد - ص ١٣٨٨) -
(مسند ابو داود طیالسی (اردو سنی ترجمہ-مع تخریج وتحقیق 1-جلد https://archive.org/download/MusnadAbuDawudTayalisiJild1LR/Musnad%20Abu%20Dawud%20Tayalisi%20Jild%201LR.pdf 2-جلد https://archive.org/download/MusnadAbuDawudTayalisiJild2/Musnad%20Abu%20Dawud%20Tayalisi%20Jild%202.pdf 3-جلد https://archive.org/download/MusnadAbuDawudTayalisiJild2/Musnad%20Abu%20Dawud%20Tayalisi%20Jild%203.pdf
-
Hazrat Ameer Muawiya Per Aitrazat
M Afzal Razvi replied to Abdullah Yusuf's topic in اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
Is Kazzab ne is video mein Jhoot bola.. is video k 5:52 (time) pe isny kaha k "Is Hadi wali hadees ko Imam Hakim aur Nisayi ne Zaeef kaha (Is Kazzab ne hawala toh koi diya hi nahi) aur kuch ne Hassan kaha Jaisy k Nasir Albani sahib aur Shaikh Zubair ali zai ne Hassan kaha sahih nahi.." isk Shaikh Zubair Zai aur Albani ne isy hassan kaha ya sahih..Khud dakhain iska jhoot.. Note - Is Gadhy ka ye kehna k is hadees ko Hassan kaha sahih nahi, Toh isi se is gadhy ki jahliyat zahir ho gayi, 1-Imam Tirmizi rehmatullah k Nazdeek Hassan Hadees sahih hadees hi hoti hy.. (Sharah Elal e Tirmizi : Jild 1 : Safa 392) 2-Imam Hajar Rehmatullah ne Hassan hadees ko sahih hadees ki Qism kaha hy..(An Nukat : Jild 1 : Safa 290) 3-Aur Imam Ibn e Kaseer Rehmatullah k mutabiq Jamhoor k nazdeek Hassan Hadees Sahih ki qism hy..(Baa-esul Hasees : Safa 35) -
Bhai is bary mein kafi Arsa pehly maine post ki thi.. wo yahan bhi share kar dyta hon.. حضرت عبدالله بن عمررضی اللہ تعالیٰ عنه اور بدعت حسنہ.. حضرت اعرج روایت کرتے ہیں حضرت عبدالله بن عمررضی اللہ تعالیٰ عنه سے نماز چاشت کے بارے میں پوچھا تو فرمایا بدعت ہے اور اچھی بدعت ہے۔۔ سند صحیح۔ (فتح الباری ٣ /٥٢٢) Is Hadees ki kuch Wazahat jo Mujhy mili thi..
- 2 replies
-
- 2
-
-
- Salat ad-Duhagood innovation
- two rakaat of Duha
- (and 7 more)
-
مسند ابویعلیٰ الموصلی - سنی ترجمہ جلد1 https://ia601503.us.archive.org/22/items/MusnadAbuYaAlaAlMusaliJild1/Musnad-Abu-YaAla-AlMusali_Jild_1.pdf جلد2 https://archive.org/download/MusnadAbuYaAlaAlMusaliJild2/Musnad-Abu-YaAla-AlMusali_Jild_2.pdf جلد3 https://ia601506.us.archive.org/27/items/MusnadAbuYaAlaAlMusaliJild3/Musnad-Abu-YaAla-AlMusali_Jild_3.pdf جلد4 https://ia601503.us.archive.org/34/items/MusnadAbuYaAlaAlMusaliJild4/Musnad-Abu-YaAla-AlMusali_Jild_4.pdf جلد5 https://archive.org/download/MusnadAbuYaAlaAlMusaliJild5/Musnad-Abu-YaAla-AlMusali_Jild_5.pdf
-
Wa Alaikum Salam. Bhai ye hadees ki kitab hy.. Is kitab aur Musanif ki kuch detail Sunni Mutarjim se..
-