Jump to content

M Afzal Razvi

مدیر
  • کل پوسٹس

    395
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    62

سب کچھ M Afzal Razvi نے پوسٹ کیا

  1. Pyary Bhai Is Link pe Alahazrat Alairehma k 100 se ziada Risalain hain.. Magar mujhy in mein se talash karny pe bhi apka Matlooba Risala nahi mila.. Aur na internet pe.. link ye hy.. Ap Bhi check kar lain.. May be mujh se Ignore ho gaya hoga.. http://www.alahazratnetwork.org/modules/TDMDownloads/viewcat.php?start=200&limit=50&cid=1&sort=title&order=ASC
  2. Hambli Maslak Mashoor Imam Shabuddin Abilfalah Abdul Hayyi Bin Ahmad Bin Muhammad Ibn E Ammad Al-Akri Al-Hambali Al-Damisqi (1089Hijri) Ne Bhi Naql Kiya Aap Likhte Hai:- نتوقف في شأنه بل في كفره وإيمانه لعنة الله عليه وعلى أنصاره وأعوانه "Ham Yazeed Ke Masle Mai Tawaqquff Nahi Karte Na Hi Uske Kufr O Iman Mai, ALLAH Ki Lanat Ho Us Par Uske Sathio Par Uske Madadgaro Par. •[sajrauzZah'ab Fi Akhbar Man Zah'ab Li Ibn E Ammad Jild.1 Safa.278]
  3. Mashoor Shafai Imam Shaikh Sulaiman Bin Muhammad Bin Umar Al-Bejrami Al-Shafai(1221hijri) Ne Bhi Naqal Kiya Aap Likhte Hai:- وفي شرح عقائد السعد يجوز لعن يزيد "Aur Shrah Aqaid Al-Saad Ke Mutabik Yazeed Par Lanat Jaiz Hai". •[Tuhafa Tul Habib Ala Shrah Al Khatib Al-Maroof Hasiya Al-Bejarmi Jild.5 Safa.91]
  4. Yazeed Par Allama Taftazani rh Ka Fatwa Or Us Fatwe Se Yazeed Par Lanat Ke Jawaz Ke Qail Ulmaa, →Allama Sa'aduddin Masood Bin Umar Bin Abdullah Al-Taftazani Al-Shafai(793hijri) Farmate Hai:- و الحق: أن رضا يزيد بقتل الحسين و استبشارهبذلك، و اهانته أهل بيت النبي عليه السلام، مما تواتر معناه، و ان كانت تفاصيله آحادا، فنحن لا نتوقف فى شأنه، بل فى ايمانه- لعنة الله عليه و على أنصاره و أعوانه . "Aur Haq Ye Hai Ke Yazeed Ka Hazrat Imam Husain(Radiallahuanhu) Ke Qatl Par Razi Hona Aur Ahle Bait Nawubat Ki Ihanat Karna Un Umoor Mai Se Hai Jo Tawatur E Ma'anwi Ke Sath Sabit Hai Agarche Un Ki Tafseel Ah'ad Hai To Ab Ham Tawaqquf Nahi Karte Us Ke Bare Mai Balke Us Ke Imaan Ke Bare Mai ALLAH Ki Lanat Ho Us Par Us Ke Madadgaro Aur Dosto Par. [sharah Aqaid Nasfiyya Shafa.374-375]
  5. Ayesha behna is group ki wajah se ham loag khud pareshaan hain.. Kun k ye group aik sunni Bhai ne bana k khud fb pe online hi nhai hoty hain.. Na is mein post approval ki option hy.. gali-galoch sab chalta hy wahab pe us bhai ko inbox mein msg bhi kiye dafa k approval lagao, koi jawab hi nahi ata uska.. Khair ham loag add hain is group mein..
  6. Syed Kamran Bhai ap se pehly bhi araz ki thi k Is forum pe har koi achi arbi nahi janta hy.. Plz ap tarjuma bhi sath mein likh diya krain.. Jazak Allah.. wesy wahabi ghair-muqalid ibrahim silakoti ne Ijsaam k muktilaaf hisson (hath wagyra) ki barkaat apni kitab siraj um munira mein likhi hain..
  7. Wa-Alaikum Salam.. Bhai Behtar hota k ap Aslaaf ki wo sari ibartain bhi pesh kar dety.. Ta k hmain wo Hawala Dhondny aur Jawab deny mein asani ho.. Bhai In mein se 1 Baat jo imam Malik Rh se mansoob ki jati hy.. Wo kuch is tarha hy.. "Abu zaid zameer Sahaab ne Imam Maalik Rh. Al Mutawaffa 179 Hij. ka Qaul Pesh kiya hai, ke Allah tala Aasmaan par hai aur uska Ilm Har Jagah hai, Koi Jagah Aisi Nahi jo Uske Ilm ke a-haate se Khaali ho" magr ye Ibarat ka kuch page change hy.. (Seer Alamun Nubula : Jild 8 : Safa 101) kiya Jo Hawala apne btaya Yahi baat hy Isi book k dusry page mein..?? Iska Jawab apko mil jaye ga.. Jis book se ye qoal liya gya hy..wo kitab wahabiyon k mutabiq sabit hi nahi.. Dusri is rewayat ki sand bhi zaeef hy..
  8. Tayyib Qadir Bhai ye Hazrat Umar Razi Allahu Anha wala Waqiya Imam Suyuti Rh ki Tareekh-ul-khulfa mein bhi hy, Unho ne Iski sanad ko hassan bhi kaha hy.. Usk ilawa ye rewayat mukhtilaf sand aur alfaaz k sath Bohat c books mein hy..
  9. Imam Ahmad Bin Hanbal Rh ka Yazeed se rewayat na leny ka faisla.. Imam ZEHBI (Rh.) Likhte Hain Ke, Imam AHMAD Bin Hambal (Rh.) Farmate hain: “ YAZEED Se Riwayat NAA Ki Jaye ” [Meezanul Aiteedal, Jild: 4, Safa: 440, Raqam: 9754]
  10. ghar ko aag lag gyi ghar se chiragh se.. wahabi zubair Ali Zayi ka hadees ko hassan man'na. ​
  11. behna Ayesha Fatima Fb pe Kis group mein..?? ap hmain link dy sakti hain.. wahabi ko baghana hmara kaam hy.. kun k ye aam logon ko bewqoof bnaty hain.. Matlab jo ziada is bary mein nahi janty hoty.. aur Kashmeer bhai ki baat ka ap ghlat matlab na samjhain.. Unk kehny ka matlab shayd ye hy k dobara phir ap apny post kiye gye aitraaz pe wapis hi nahia ati, Matlab k pata nahi ap phir aah jawab daikhti bhi hain ya nahi..
  12. uper jo timiya ka pehla scan page hy uska tarjuma kuch youn hy.. Imam Suyuti Rh wala poster by mistake us scan k sath post ho gya.. ​
  13. wahabiyon k pyary saudi aur ibn-e-timiya k farmaan..
  14. Mazid Imam Bukhari Rh Ka bhi Wohi Aqeeda Jo Sunniyon ka hy.. Fatah ul bari Mein Majood hy.. Aur Aslaaf mein Se sab se pehly Ibn-e-timaya Ne ye gumrah aqeeda Pesh kiya Aur Ahl-e-Sunnat Se Kharij howa.. Ap behna Ye Aitrazat kahan se ly k ati hy..?? Agar Facebook Pe kisi ne ye aitraz kiya toh ap us wahabi ka naam Batayain, Almost Sary Fb k wahabiyon ka Pata jo is tarha K posters bnaty hain. Aur Last Mein Sunni bhaiyon aur behno Uper Kahin kuch ghalt likha gya ho Toh islaah farma Dyna Shukriya..
  15. mera khayal hy k itny hi jawabat kafi hain.. Han Koi Wahabi Yahan meedan mein ana Chahy toh Aye, Uski mazeed tasali bhi kara di jaye gi.. Aur Apne jo Sawal Pocha Muhtarma Uper Imam Abu hanifa Ka us Shaks k Bary mein Faisla bhi majood hy k jo Siraf arsh ko Yani Jagah ko sabit kary, Usy Imam Abu Hanifa Rh Kafir manty thy.. Mazeed Is pe Beshumar dalail Hain k wahabiyon se pehly k daor mein Kuch Firqy Isi Gumrah Aqeedy ki wajah se Ahl-e-sunnat (swad-e-Azam) se Juda howy.. Wahabi un sab Gumrah , khawarji Firqon ka majmoa hy.. for example.. ★ عبد القاهر بن طاهر البغدادي التميميؒ(المتوفى: 429ھ) فرماتے ہیں: أواجمعوا على انه لَا يحويه مَكَان وَلَا يجرى عَلَيْهِ زمَان خلاف قَول من زعم من الشهامية والكرامية انه مماس لعرشه. [ الفرق بين الفرق(ص/321)] ”اس پر اجماع ہے کہ اللہ تعالٰی کو کسی مکان نے گھیرا نہیں نہ اس پر زمان یعنی وقت کا گذر ہوتا ہے بخلاف اس فرقہ ہشامیہ اور کرامیہ کے اس قول کے کہ اللہ (صرف)عرش پر ہے“۔
  16. Al – Jawaab no 3 : Teesra aur Ahem Jawaab yeh hai ke Is riwayat ke Bunyaadi Raavi Abu Mut’ii al Balkhi Ghair Muqallideen ke Zaeef hi Nahi Balke Hadeese Gardne waala raavi hai. Hawaalaat Mulaheeza Farmaaye : 1 – Ahlehadees Muhaddis Hafiz Zubair ali zai Sahaab Abu Mut’ii Al Balkhi par Jarah Naql Karne ke baad Likhte hai ke Hafiz Zehbi ke Nazdeek Abu Waza’a, Jhoota, Hadeese Gardne waala tha. (Azwaahul Masaabih : Safa 128) 2 – Ahlehadeeso ke Muhaqiq Hafiz Shahid Mehmood Sahaab Likhte hai ke Abu Mut’ii Al Balkhi Saqt Zaeef aur Matrook Raavi hai. (Difa’a Saheeh bukhari [Haashiya] : Safa 192) 3-Ghair Muqallideen ke Shah Sahaab Yaani Talib ur Rehman Sahaab Likhte hai ke Muhaddiseen ke Nazar Yeh [Raavi] Kazzab aur Waza’a [Yaani Hadees Gardne waale] hai. (Tableeghi Jamaat ke Aqaaid : Safa 52) balky jis kitab mein reawayat hy ye Usi Kitaab me Imam Ibn Abil Izz Rh. ne hi Abu Mutii al Balkhi par Matrook aur Hadeese Gardne ki Jarah Naql ki hai.[ Dekhiye, (Sharah Aqeedatut Tahawiya Li Ibn Abil Izz : Safa 480) attachment=73964:usi kitab mein zaeef.png]
×
×
  • Create New...