Assalam-o-Alaikum
mera sawaal hai keh agar kisi shakhs ki doo biviaan hoon to unki aulaad mein jaidaad kaisay taqseem ki jay gee??
please reply anybody.
Assalam-o-Alaikum
mein nay sunna hai k agar jaidaad dada ki malkiyat ho aur beta fooot ho jay to warasat mein sey yateem(matlab k betey ki olaad) ko hissa nahi milta,kia yeh durust hai?
Plz reply anybody
ALHAMDOLILLAH AZAWAJAL GULZAR-E-TAIBA(sargodha) MEIN BARA RABIUN NOOR SHAREEF KI RAAT FAIZAN-E-MADINAH KA IFTATAH HO CHUKKA HAI.tamaam ISLAMI BHAIO AUR ISLAMI BEHNOO ko mubarik ho.