-
کل پوسٹس
13 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
1
سب کچھ gmoin نے پوسٹ کیا
-
m.youtube.com/watch?v=CXgARpEtfcI Sent from my YU5010A using Tapatalk Kya Step Mother [Soteli Maa] ki Bahen se Nikah jaiz hae by Mufti Akmal Sahib.3gp ki Bahen se Nikah jaiz hae by Mufti Akmal Sahib.3gp]
-
Salam, Ali Bhai Jo shakhs esa aqeeda rakhe ke Jitnta ilm Allah azo wajal KO hai utna hi Rasool Allah KO to esa aqeeda rkhana shirkiya hai. Iske Talluq se aap,Mufti AKMAL madani ki AL Furaqn serires ke program No.18,ke aage se sun sakte hain or aap Ye video Bhi dekh,sakte hain iske ilawa Bhi mufti,AKMAL ke or bayan Bhi hain is per Niche main MUFTI AKMAL,sb ka bayan likh raha hun MOZOO:SHIRK OR BID’AT BISMILLAH HIR REHMAAN NIR RAHEEM “SAHIH MUSLIM KI RIVAYAT HAI ALLAH KE RASOOL FARMAATE HAIN AGER KISI NE MUSALMAAN KO KAFIR KAHA OR VO KAFIR NAA HO TO YE KUFR KHUD KEHNE VAALE PE LOT AATA HAI OR KEHNA VAALA KHUD KARIF HO JAATA HAI” Awam main aaj kal SHIRK se mutalliq badi becheni payin jaati hai vajah kya hai ki baz waqat kuch galt fahmiyon ki bina per ek SHIRK ki top kayam kar di jaati hai or us se shirk ke golon ki salami hoti rehti hai SHIRK SHIRK SHIRK ? or lagta hai ki duniya main koi mushriq bina hoye rahega hi nahi aaj lagta hai her ek mushriq hai J J J J her cheez shirk ? ESA NAHI HAI MAIN AAPKO SHIRK KA MUANA/MAFHOOM SAMJHATA bade hi asaan andaaz main SHIRK ka lugvi/dictionary matlab hota hai shareek karna shareek thehraana or SHARAYI MATALAB hota hi ki ALLA KI ZAAT YA USKI SIFAAT/KHUBIYAN KE SAATH KISI GAIR KO SHAREEK KARNA JO zaat ke saath shirkat hogi use SHIRK FI ZAAT kaha jaata hai or ager koi sifaat main shirkat kar de to use SHIRK FI SIF’AAT kaha jaata hai. Shirk fi zaat main minimum 3 surten banti hain 1)Jese Allah hamesha se hai vesa kisi or ko manna.( Allah ki zaat kadeem hai) ye shirk hoga. 2)Allah ke siwa kisi bhi makhlook ko laik e ibadat samajhna ( jese but parast,aatash parast) ye bhi shik fi zaat hai. 3)Allah ke liye aulaad/beta/beti ka tasaw wur rakhna ye bhi shirk fi zaat hai (jese christian) SHIRK FI SIF’AT Allah azo wajal ki jitni bhi sifaat hain wo JIN KHUBIYON SE MUTASIF HAIN ya un sifaat main jo KHUBIYAAN PAYI JAATI HAIN unhi sifaat ko kisi makhooq ke liye unhi KHUBIYON KE SAATH maan lena ye SHIRK FI SIF’AT KEHLATA HAI. Allah ki saf’at ,main kam se kam 4 khubiyan zaroor hongi KUBIYAN 1) ALLAH ki har sif’aat KADEEM HAI/hamesha se hain or hamesha rahegi. 2)Allah ki tamam sif’at ZATI HAIN. (kise ne ata nahi kiya) 3)Tamam sif’aat LA MAHDOOD HAIN, (jis ki koi had hi nahi hai) 4)Tamam sif’aat GAIR E FAANI (KOI bhi sif’at per kabhi fana nahi hai/kabhi khatam nahi hogi) Ab ager koi MAKHOOQ ke ander in 4 main se 1 bhi KHUBIYON KO MAAN LEGA VO MUSHRIQ HO JAYEGA Jese 1)ager koi kahe ki falan wali ka ilm KADEEM hai vo mushriq ho jayga. 2) Makhlooq ki jitni sif’aten hain vo tamam Allah ne ata ki hai or atayi hai.( ager koi kahe ki allah ka wali madad kar sakta hai bina allah ki ata ke to phoran mushrik ho jayega, kyunki bina allah ki ata ke bina koi ek tinka bhi nahi de sakta) 3)Ager koi kahe ki makhlooq ki sif’at ki koi had nahi/la mahdood kahe to phorun mushriq ho jayega [NOTE: ek hai makhooq ki sif’at ko la mahdood manna or ek hai makhlooq ki sif’at ki had kya hai ye nahi pata donon alag baten hain. Jess Allah ke rasool ka ilm kitna hai ye ham nahi bata sakte lekin ye zaroor manna padega ki nabi ka ilm ki had hai/mahdood hai ye shirk nahi hoga.lekin kitni had he ye ham nahi bata sakte] 4) Makhlooq ki sif’at fana/khatam ho sakti hai. [NOTE:ye zaroori nahi ki faani ho to fana bhi ho jaye, jese Hamare nabi ke sif’at jo allah ne nabi ko ata farmaya us per ab fana MUMKIN hogi nahi lekin faani hai.kyunki Qur’an main aata hai SURAH AD DHUHA AAYA NO.-4 “INDEED THE LATTER IS BETTER FOR YOU THAN THE FORMER”] Ager koi uper ke 4 ko na maane to kaynaat main koi shirk se bach hi nahi sakta Misaal ke tor per aap ne jo kapde pehen rakhen hain uska maalik kon hai ya aapka ghar ka malik kon hai to aap kahenge ki aap khud hai Lekin qur’an main hai ki JO KUCH ZAMEEN MAIN HAI OR JO KUCH AASMANON MAIN HAI USKA MAALIK SIRF ALLAH HI HAI ab batayiye aap mushirq ho gaye ya nahi allah keh raha hai ki main malik or aap keh rahe hain ki main maalik ab batayiye milkiyat main SHIRKAT AA GAYI YA NAHI. AAP kese SHIRK ke ilzaam se bari honge to ab JAWAB UPER KI KHOOBIYON SE AAYEG. Aap kahenge ki allah ka malik hona kadeem hamara gair e kadeem, uska zaati mera atayi, uska gair faani mera faani, uska la-mahdood mera mahdood. SHIRK KHATAM HO GAYA EK or misaal lijiye Allah bhi dekh raha hai or aap bhi ye shirkat hui ya nahi to aap kahenge ki nahi kyunki allah ka zaati,gaire faani, la-mahdood,kadeem hain or hamara iska opposite. Ab aaten 1)ILM E GAIB KI TARAF ALLAH KE LIYE ILM E GAIB SABIT HAI main kehta hun ki nabi ki liye bhi sabit hai, ab aap kahege ki ye to shirk ho gaya main kahoonga nahi,Allah ka ILM E GAIB KADEEM, LA-MAHDOOD, GAIR E FAANI, ZAATI. OR NABI KA GAIR E KADEEM, MADOOD, FAANI{lekin fana mumkin hai lekin hogi nahi daleel uper di gayi thi},OR A NABI KA ATAYI. Jab aap uper in 4 daleelon ko dekar shirk se bach gaye to nabi ka ILM E GAIB kese shirk ho sakta hai. 2) Milaad e mustafa ko kuch log kehte hain ki shirk hai LAHOLA WALA KUVAT jitna milad e mustafa shirk ko KHATAM karti hai utna koi nahi karta,daleel ki Milaad paidayish se hai or ALLAH KO KISI NE PAIDA NAHI KIYA, BANDA HI PAIDA HOTA HAI ALLAH NAHI YAHAN ye pata chala ki ye shirk nahi hai ab khuk batayiye ke bachkaana baat hai ya nahi. 3){ya rasool allah kehna}Nabi ko door se pukarna shirk hai kuch log kehte hain or in logon ki daleel ye hoti hai ki sirf allah door ki aavaz sunta hai to nabi nahi sun sakte. ZARA GAUR SE PADIYE GA AAGE ye ilzaam sara sar be buniyaad hai kyunki HAMARA RAB TO DOOR KI AWAAZ SUNTA HI NAHI HAI ,aap kahenge ki ye aap kya bol rahe hain, main kahoonga ki main bilkul sahi keh raha hun KYUNKI PEHLE US CHEEZ KA NAAM BATAYIYE JIS AALA TA’ALA DOOR HAI. Kyunki qur’an main aata hai ki allah to tumhari shah rag se bhi zyada kareeb hai to yahan se pata chala ki door ki awaaz sunna to nabi ka hi khassa ho sakta hai, shirkat kahan se ho jayegi 4) isi tarah kisi makhooq se mangna shirk nahi hoga kynki Allah ka dena kadeem,zaati,gair e faani,la mahdood or kis makhlooq ka dena gair e kadeem,allah ki ata se, faani, mahdood. Dusri daleel qur’aan main aata hai ki E MOMINO NAMAZ OR SABAR SE MADAD TALAB KARO(ab batyiye ye to gair ullah hai jab aapki namaz jiska pata bhi nahi ki kabool ho gi ya nahi us se madad jayez to jo ALLAH KE NABI JO BESHAK ALLAH KI BARGAAH MAIN MAKBOOL HAIN unse madad mangna kese shirk ho sakta hai) UPER SE PATA CHALA KI BINA ALLAH KI ATA KE NABI BHI EK PAANI KA KATRA BHI NAHI DE SAKTE LEKIN ALLAH KI ATA SE BAHUT KUCH DE SAKTEN HAIN OR NABI YA WALI SE MADAD JAYEZ HUI. YE ZAHAN MAIN ZAROOR RAKHEN KI ALLAH TA’ALA SE MADAD TALAB KARNA AFZAL WA AALA HAI,BE shak allah hi madad karne waala hai uski hi dast e kudrat main ham sab ki jaan hai . Note karne waali baat ye hai ki allah jab bhi deta hai to waseel se hi deta hai.Daleel mujhe ek esi cheez bata den jo barahe raste aapko direct allah ki taraf se mil gayi ho,her cheez ke liye ek dusri cheez ka waseela ban rahi hai, aap kaynaat main aaye maan-baap waseela ban gaye, aap ki parwarish hui maan ka doodh waseela bana,phir roti khana waseela ban gaya,har cheez ke liye allah ne ek waseel kayam kiya hai, TO ALLAH KISI WASEEL E KA MOHTAAJ NAHI LEKIN YE USKI AADAT E KAREEMA HAI KI WASEELA KAYAM FARMAATA HAI, TO VO GAIR E MOHTAAJ HOKAR WASEELA KAYAM KARE OR HAM TO KHUD MOHTAAJ HAIN AGER HAM SUNNAT E ILAHIYE SE WASEELA TALAB KAREN TO YE KESE GALAT HO SAKTA HAI. ISLIYE YE AQEEDAH HONA chahiye ki dene waali jaat allah ki hai aur tamam nabi, auliya allah, sahaba e ikraam us allah ta’ala ki raah main ek waseela hain or vo hamain ata farma rahe hain Ab main aap se puchta hun ki batayiy angoothe choomna shirk hai nahi to aap sochne ke baad kahenge ki ye kese shirk ho sakta hai na ye allah ke liye khas na isme shirk fi zaat, hai nah shirk fi sif’at hai.Nabi ke naam ko sun kar ager koi anghut chum raha hai to kya vo nabi ko maabood samajh raha hai ,kadeem samajh raha hai, khaliq samajh raha hai, NAHI NAA to phir shirk kese hua. Ye bilkul bachkaana baat hai ki anghute chumna shirk hai. Ye itna aasan nahi ki jita ham sab ko shirk keh dete hain or mushriq bana dete hain.Alhamdolillah ham MUSALMAAN hai hamen shirk se SHADEED NAFRAT HAI MUSHRIK BILKUL JAHANNAMI HAI YE HAM MANTE HAIN lekin wakayi mushrik ho ye nahi ki hum musalmaan ko mushirk bol bethen YAAD RAKHIYE KI AGER KISI MUSALMAAN KO MUSHRIK KEH DIYA TO “SAHIH MUSLIM KI RIVAYAT HAI ALLAH KE RASOOL FARMAATE HAIN AGER KISI NE MUSALMAAN KO KAFIR KAHA OR VO KAFIR NAA HO TO YE KUFR KHUD KEHNE VAALE PE LOT AATA HAI OR KEHNA VAALA KHUD KARIF HO JAATA HAI” AB BATAYI LOG KUCH LOG KEHTE HAIN KI AJMER KI DARGAAH YA PAKISTAAN MAIN DATA SAHAB KA MAZAAR SHIRK ADDA HAI OR SHIRK HO RAHA HAI,log sajde kar rahe hain vagerah vagerah MAIN ek nafees baat kehta hun zara si tawajjo se padiye ga apni SABIKA zindagi pe nazar daalen or dayanat daari ke saath sochiye aap ne apni zindagi main kisi ko SAJDA E IBADAT KARTE DEKHA HAI (yahan per sajda e ibadat likha hai naaki sajda e taziimi) beshaq aap ne nahi dekha hoga.AAP khud sochiye ki jahil se jahil bhi sahib e mazar ko maabood samajh kar sajda karega aap kahenge nahi bilkul nahi to aap kon hote hain shirk ka fatwa lagane waale Or haan ager aap kisi ko sajda e taazimi bhi karte dekhen to usse vo kafir ya mushriq nahi hoga aap usko samjhaye bhai ye galat or ye haram hai. Ab yaad kariye vahi muslim ki rivayat ager aap ne us sajde per use kafir ya mushrid keh diya to aap jo takwe ke pekar bane hue hain or tawheed ka theka le rakha hai aap khud ba khud kafir ho jayenge. Ager aap is daleel ko sahi na samjhe to ruhe zameen per her insaan mushriq ho jayega jese Masjid main ek aadmi khada ho gaya or kehne laga ki tamam namazi mushrik ho gaye to namazi kehne lage kese to aadmi kehta hai ki main dekha ki imaam sahab deewar ko sajda kar rahe the 1 saf imam sahab ko 2 saf pehle saf ko sajda kar rahi the is liye aap sab mushrik ho gaye to ab sab kalma pado to kya sab namazi kalma padna shuru kar denge har giz nahi vo us aadami ko kalma padvaayeng e or kahenge HAM LOG BA ZAHIR EK DUSRE KE SAMNE JHUKE HUE THE LEKIN HAMARI NIYAT ASAL MAIN ALLAH KO SAJDA KARNE KI THI. MALOOM HUA ki niyat ka aitbaar hai jhukne ka nahi. Ager jhukne ka aitbaar hota to aap jhoote dhundh ne ke liye niche jhukte or mushrik ho jaate J J J J Ab batayiy ager koi sahib e mazar ke aage jhuka hua hai to uski niyat aap kese pata lagaynge. Nabi ke liye to aap deewar ki phiche ka ilm bhi naa mane or is aadmi ke andar aap is ke dil ki niyat ka pata laga kar fatwa de deven ye to badi ajeeb baat hai.INTIHAYI GALAT CHEEZ HAI. Mera akhri sawal ager ab bhi aap kahen ki nabi ka ilm e gaib manne waala mushirq hai to ye batayen phir jis imaam ke peeche namaz padten or vo ye ilm e gaib manta ho to uske peeche aapka namaz padna kesa. Ager mushik samajh kar namaz pad rahe hain to mushrik ke peeche namaz padna KUFR HAI. Or ager musalmaan samajh kar pad rahe hain to MUSHRIK KO MUSALMAAN SAMJHNA WAPAS SE KUFR donon surton main koi nahi bach sakta. Hakikat main ye baaten jaali ulema ki suni vi hoti hain or in ki koi asal nahi hoti, inhe zaban se ada kar diya jaata hai, Aur jab is ki haqiqat per gor kiya jaata hai to Parde khulte chale jaate hain KI HAM AAPAS MAIN BAHUT ZYADA GALAT PHEMIYON KA SHIKAAR HAIN. MUSALMAAN MUSHRIK NAHI HAI. YE SAMAJH NE KI ZAROORAT HAI HAAN JO GALAT HAI VO GALAT HAI USE KABHI KOI SAHI NAHI KAHEGA MAIN NAHI KAHUNGA KI MAZAR PAR HONE WAALI HAR CHEEZE SAHI HAI URSON KE ANDER HONE WAALI HAR CHEEZ SAHI HAI DOL TAASHE, NAACHNA GAANA, AURTON MARDON KA MILNA YE GANDI HARKAAT HAMARE BUZURGAAN E DEEN NE BILKUL NAHI KI IN KO MANA FARMAAYA. LEKIN AGER KOI AMAL JISKA DIFA/MANAHI QUR’AN WA HADEES SE SABIT NAHI TO USKO GALAT NA KAHIYE. SOCHE SAMJHE BINA AGER AAP KAHENGE TO AAP KHUD BHI NAHI BACH SAKENGE BUS akhri masla main or ek le leta hun ki log kehte hain ki milad bid’at hai, gyarvhi bid’at hai. WHAT IS BID’AT? Bid’at kehte hain nai cheez ko, jo bhi naya kaam deen va duniya main aaya ro vo nabi e kareem ke dor main na than use Bid’at kehte hain. OR HAR BID’AT BURI NAHI HOTI. Ager koi kaam nabi e kareem ke dor ke baad ijaad hua or qur’an wa hadees ke khilaaf hai to use BID’AT E SAYYIAH/BURI BID’AT KAHA JAYEGA or ye jahannnam main hai[NOTE: jo sarkaar ne farmaaya har bid’at gumrahi hai usse muraad ye waali bid’at hai] OR ager koi nabi e kareem ke baad ijaad hua or vo kaam deen k liye faydemand hai or qur’an or hadees ke khilaaf nahi hain ise bid’at ko BID’AT E HASNA/ACHI BID’AT . Or ager koi kaam naa faydemand hai or nahi qur’a n or hadees ke khilaaf hai to is ko BID’AT E MUBAH kahte hain. Jese masjidon per minaar or gumband kis ne banaye, asal main is ko banane ki ijazat ulema e ikraam ne di kyunki aaj ke dor main makaan pakke ho gaye to musafir pata chal ki masjid konsi hai or ghar konse. AB batayiye ye bid’at hai or ye aap ko har firqe ya jam’at ki masjid per nazar aayenge vahan jaake bid’at ka fatwa kyun dam tod deta hai. MEHRAAB nabi e kareem ke dor main nahi the sirf sidhi deewar hua karti thi, mehraab to taba tabyin ke dor main jaake banna shuru hui. NAMAZ ki jamaat ke liye time fix karna , fajr itne baje hogi, isha itne baje.NA NABI E KAREEM NE FIX KIYA NA SAHABA E KIRAAM NE, jab jama ho gaye namaz pada di koi time fix nahi hota tha aaj her maktaba e fikr ke masjid main namaz ka time fix hai. AB ye bid’at nazar kyu nazar nahi aati to maaloom hua ki her bid’at buri nahi hai. AB qur’aan ko hi aap dekh len airaab(zabar, zer, pesh) SAHABA E IKRAAM KE DOR MAIN QUR’AN PER NUKTE TAK NAHI THE. Hajaz bin yusuf jo ki ek zaalim baadshah tha us ne qur’an pe airaab lagvvaye, kya ye bid’at nahi hai ager hai to yahan per bid’at ki bandook ki goli kyun khatam ho jaati hai. Hazrat e AAYESHA siddiqa umme haatul momineen farmaatin hain ki nabi e kareem ke dor main jo sab se pehle bid’at zahir hui vo pet bher ke khana hai. TALIB E DUA typing kuch galti ho to muaaf kar dijiyega.
-
12 Points How To Gain Taqwa In Ramzan By Pir Saqib Shami
اس ٹاپک میں نے gmoin میں پوسٹ کیا General Forum
-
Arbi Sikhne K Liye Aasan Kitab Sunni Aalim Ki Mil Sakti Hai?
gmoin replied to MunAAm's topic in دیگر تمام درخواستیں
Minhajul arabiya....shayad ye aapko market main urdu main mil jaye -
Ala Hazrat Shia The? Is Post Ka Jawab Chahiye..
اس ٹاپک میں نے gmoin میں پوسٹ کیا اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
Salam Aap tamam se guzarish hai ki niche likhe aitraaz k jawab den. Baaz k jawab is FORUM pe diya ja chuka hai lekin. Kuch ka jawab nahj mila. Aap jawab ya link de den. Jazak ALLAH bismillahirrehmanirraheem Janab ahmad raza ki family ke baare me sirf itna hi pata chala hai ki unke baap daada ki ginti hanafi ulama me hoti hai, albatta janab barelwi sahab ke dushmano(deobandi,wahabi) ki taraf se ilzaam hai ki unka relation shia family se tha. Unhone saari umar taqiya kiye rakha (chupaye rakha) aur apni asliyat ka pata na chalne diya taaki we ahle sunnat ke beech shia aqeedon ko riwaaj de saken. Inke virodhi is baat ke saboot ke liye jin tareeqon ko pesh kiya karte hain unme se kuch ya yahan bayan kiya jaa raha hai- 1-Janab ahmad raza ke baap dada ke naam shia naamon se milte julte hain unka shajar-e-nasab hai -Ahmad raza bin naqi ali bin raza ali bin kaazim ali (HAYAT AALA HAZRAT-2) 2- Barelwion ke aala hazrat ne ummul momineen hz ayesha(ra) ke khilaaf bahut hi ghatiya word istemal kiya hai. Aqeeda ahle sunnat se juda koi insaan iske baare me soch bhi nahi sakta. Apne kaseede Me unhone likha hai- TANG WA CHUST UNKA LIBAAS AUR WAH JOBAN KA UBHAAR, MASLI JAATI HAI QABA SAR SE KAMAR TAK LEKAR YAH FATA PADTA HAI JOBAN MERE DIL KI SURAT KI HUE JAATE HAI JAMA SE BARON SEENA WA BARR, (HADAIQH BAKSHISH 3-23) NAUZUBILLAH 3- Unhone musalmano me shia mazhab se liye gaye aqeedon ki dawat dene me bharpoor role ada kiya, koi asli shia apne is maqsad me itna qaamyaab na hota jitni qaamyaabi ahmad raza sahab ko is silsile me taqayya ke lubaade se mili. Unhone apne shia hone par parda daalne ke liye kuch aise risaale bhi likhe jinme dikhawe ko shia mazhab ka virodh aur ahle sunnat ki himayat paayi jaati hai. Shia taqayye ka yah bhaav hai jiska taqaaza unhone poori tarah ada kiya (fatawa barelwi 14) 4- Janab ahmad khan sahab ne apni kitaabon me aisi riwayaton ko likha hai jo khaalis Shia riwayatein hain aur unka aqeeda ahle sunnat se door ka bhi waasta nahi hai, jaise ki- “Hz ali qiyamat ke din jahannum ki ticket baatenge” (al aman wal oola-58) “hz fatima ka naam fatima isliye rakha gaya ki allah ne unko aur unki aulaad ko jahannum se azaad kar diya hai” (khatm nubuwwat 98) ” Shia imamon ko taqdees ka darja dene ke liye unhone yah aqeeda gada ki agwaas( qaus ka plural matlab logon ki fariyaad sunkar poori karne waale) hz ali se hote hue hasan askari tak pahuncte hain is silsile me unhone wahi serial no. Rakha hai jo shia imamon ka hai” (malfoozat 115) ” Jo insaan mashoor saifi( jo shia aqeede ki tarjumani karti hai) padhe uski mushkile hal ho jaati hain” dua e saifi ye hai- ” Hz ali ko pukaaro jinse ajeeb kaam hote hain tum unko madadgaar paoge, aiy ali Aapki wilayat ke tufail tamam pareshaaniya door ho jaati hain” (al aman wal oola-12-13) isi tarah unhone panjatan paak ko aam kiya aur is sher ko riwaaj diya- ” paanch hastiyan aisi hai jo apni barqat se har bimari ko door karti hain, muhammad, ali, hasan, hussain aur fatima ” (rizwiya 2-187) Unhone shia aqeede ki tarjumani karne wali cheez “zaafar” ko batate hue apni kitaab khaalisul etiqaad me likha hai- “Zafar chamde(leather) ki ek aisi kitaab hai jo imam zaafar saadiq ne ahle bait ke liye likhi. Isme hz ki saari cheezen darj kar di hain. Isi tarah isme qiyamat tak hone waale waqyon ka bhi zikr kar diya gaya hai” (khalisul etiqaad-48) Janab barelwi ne ek aur shia riwayat ko apni kitaab me darj kiya hai ki- ” Imam raza shia ke 8we imam se kaha gaya ki koi aisi dua sikhaayen jo ham ahle bait ki qabron ki ziyarat ke waqt padha karen to unhone jawab diya ki qabr ke paas jaakar 40 baar Allahuakbar kah kar kaho-” assalamu alaikum ya ahlul bait” aiy ahlul bait main apne aur mushkilaat ke hal ke liye aapko khuda ke saamne sifarishi banakar pesh karta hun aur aale muhammad (sws) ke dushmano se apne ko alag karta hun” (hayatul mawaat, fatawa rizwiya 4-299) Yani shia ke imamon ko musalmaanon ke nazdeek muqaddas aur sahaba kiram aur ahle sunnat ke imamon se uncha qaraar dene ke liye unhone is tarah ki riwayatein aam ki jabki ahle shha ke imamon ke serial no. Aur is tarah ke aqeedon ka aqeeda ahle sunnat se koi talluq nahi hai. Janab ahmad raza shia taajiye ko ahle sunnat me banane ke liye apni ek kitaab me likhte hain- ” Tabarruk ke liye hz hussain ra ke maqbare ka namoona banakar ghar ke andar rakhne me koi harz nahi” (risala badrul anwaar-57) Is tarah ki bahut si riwayatein aur masail unki kitabon me paya jaata hai. -
Ashraf Asif Sb Ka Deobandi Farooqi Ko Munazra Ka Jawab By Deobandi Forum.
اس ٹاپک میں نے gmoin میں پوسٹ کیا فتنہ وہابی دیوبندی
Salam to all Maine sajid khan deobandi je ek post pe vo images dalin jo molvi Farooqi deobandi ko jawab or munazra ke talluq se thi is ke jawab main SAJIN KHAN DEOBANDI NE COMMENT main ye link dali or pura risala e ki images daalin. Aap mujhr iska jald se jals jawab dene ki koshish karen. Jawab esa den ke SAJID KHAN DEOBANDI dubara ye post naa karen http://www.************************************ moderator edit: badmazhab sites ke link share kerne ki ijazat nahi. please follow rules. jawab lene ke lye related images yahan attach kejye ya text copy/paste keren. -
Scan: Nabi Jise Chulen Use Aag Nahi Jalati
اس ٹاپک میں نے gmoin میں پوسٹ کیا حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
Muje kisi ne challenge kiya hay ki ek hadees dikhao jismein huzoor saulalaho alaihiwasallam ne farmaya ho ki JIS CHEEZ KO HUZOOR CHOOLEIN USS CHEEZ PAR JAHANUM KI AAG HARAAM HAY... Khaas kar woh hadees jis mein tandoor par huzoor ke haath se rakhi huwi roti nahi pakk rahi thi... Kyonki uss roti ko huzoor ke daste aqdass ne chuwa tha.... Meharbani karke muje aisi hadeesoon ka abhi hawala chahiye... Nahi tau yeh gustakhe rasool hamein aaj ek discussion mein hamein joota sabit karna chahte hein... Plz give reference of proper book of hadees with chapter. No and page no... Plz take it very serious -
Sajid Khan Deobandi Ke Aitaraz Ka Jawab Chahye
gmoin replied to gmoin's topic in اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
Ye. Deobandi gadhe jab yahan aaya atha us ki link de dem bhai. taki iske chelom ko dikha sakun iski okat ye aaj kal kuch zyada hi bhonkne laga gaua hai- 3 replies
-
- sag e attar
- tauheedi bhai
-
(and 2 more)
Tagged with:
-
Sajid Khan Deobandi Ke Aitaraz Ka Jawab Chahye
اس ٹاپک میں نے gmoin میں پوسٹ کیا اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
Deobandi munazire sajid khan naqshbandi ke fb post ke aitraaz ka ilmi jayeza or jawabaat Mujhe aap tamam ahle sunnat ke ahbaab ki madad chahiye. FB PE DEOBANDI MUNAZIRE SAJID KHAN NAQSHBANDI ROZ EK POST BANA KE AITRAAZ KARTA HAI. IN AITRAAZ KA JAWAB DENA MERE BUS KI BAAT NAHI ISLIYE AAP SAB SE ILTIJA HAI KI MERI MADAD KAREN. MAIN USKE POST YAHAN PASTE KARA KARUNGA OR USKE COMMENT MAIN JAWAB DUNGA. TAKI SARE DEOBANDI KE MUNH BAND HO JAYE Aitraaz post 1 %%% نبی کریم ﷺ کے بارے میں رضاخانیوں کے ایک غلیظ عقیدے کی نقاب کشائی %%% :: ساجد خان نقشبندی :: بریلوی غزالی و رازی دوراں و فلاں فلاں مولوی عمر اچھروی اپنی بدنام زمانہ کتاب ’’ مقیاس حنفیت ‘‘ میں لکھتاہے: ’’حضور ﷺ زوجین کے جفت ہونے کے وقت بھی حاضر ناظر ہوتے ہیں‘‘۔ (مقیاس حنفیت ،ص282) استغفر اللہ ! العیاذباللہ! و ہ حیاء دار نبی !شرم و عفت کا وہ پیکر! جس کی امت کو یہ تعلیم ہو کہ جب چلو تو نگاہیں نیچی کرکے چلو ،جس حیاء دار نبی کے بارے میں سیرت کی کتابوں میں ملتا ہے کہ کنواری دلہن سے زیادہ شرم و حیاء والے ،او جن کی بیبیوں کے بارے میں قرآن کہتا ہے کہ جب تم نبی کی بیبیوں سے کچھ پوچھو تو پردے کے پیچھے سے پوچھو،جس نبی کی عفت مآب بی بی ہماری ماں عائشہ صدیقہ رضی اللہ تعالی عنہا کی عفت شرم و حیاء کا یہ عالم ہو کہ فرماتی ہیں’’ جب میرے گھر میں عمر فاروق کی تدفین ہوئی تو اس کے بعد میں پردہ کرکے قبور مطہرہ کی زیارت کو آتی‘‘۔ جو صدیقہ نبی کی حیاء کو ان الفاظ میں بیان کرے کہ ساری زندگی نہ سرکار نے میرا ستر دیکھا نہ میں نے ان کا ستر دیکھا ،ارے وہ مقام جہاں شرم و حیاء کے مارے فرشتے بھی الگ ہوجائیں یہ بدبخت بے حیاء کہتا ہے کہ نبی کریم ﷺ وہاں بھی حاضر ہوتے ہیں موجود ہوتے ہیں سب کچھ دیکھ رہے ہوتے ہیں ملاحظہ فرمارہے ہوتے ہیں یا اللہ !آسمان پھٹ کیوں نہیں پڑتا۔۔۔؟زمین شق کیوں نہیں ہوجاتی۔۔۔؟قلم ٹوٹ کیوں نہیں جاتے۔۔۔ ؟ان بد بختوں کے ہاتھوں پر یہ سب بکواس لکھتے ہوئے ریشہ طاری کیوں نہیں ہوتا۔۔۔؟ کیا کوئی بے غیرت بیٹا یہ پسند کرے گا کہ جب وہ اپنی بیوی کے ساتھ مخصوص حالت میں ہو تو اس کاباپ وہاں ’’حاضر و ناظر ‘‘ ہو؟ اگر نہیں اور یقیناًنہیں ،تو نبی کے بارے میں اس قسم کی بکواس کرتے ہوئے تمہیں موت نہیں آتی؟ ہائے ! جس نبی کے دین میں میاں بیوی کو یہ حکم ہو کہ اگر آس پاس کوئی جانور ہو تو اس مخصوص حالت میں نہ آؤ آج اسی دین کے نام لینے والے بد بخت ’’مقیاس حنفیت ‘‘ کا نام لیکر نبی کو وہاں حاضر ناظر مان رہے ہیں ۔۔۔نہیں ۔۔۔نہیں ۔۔۔خدا کی قسم ہم پیشاب کی بوتل پر لگے ہوئے اس زمزم کے لیبل کو ہر گز فروخت ہونے نہیں دیں گے ۔ یہ بکواس ’’مقیاس الکفر‘‘ تو ہوسکتی ہے ،مقیاس حنفیت نہیں ۔ پھر اس بدبخت مولوی نے جس حدیث کو آڑ بناکر یہ بکواس کی ہے حضرت ابو طلحہؓ کی اس حدیث میں تو اتنا ہے کہ حضرت ابو طلحہؓ کے بیٹے بیمار تھے اس رات وہ فوت ہوگئے حضرت ابوطلحہؓ جب سفر سے رات کو گھر آئے تو بیوی نے اس خبر کو ان سے چھپائے رکھا کانوں کان خبرنہ ہونے دی کہ رات کا وقت ہے پوری رات غمگین و حزین رہیں گے ان کی بیوی نے بالکل عام حالات کی طرح ان سے برتاؤ کیا جیسے کچھ ہوا ہی نہیں ۔حضرت ابو طلحہؓ نے ان سے رات کو جماع فرمایا جب صبح ہوئی تو ام سلیم نے یہ خبر جاگزیں سنائی: ’’ رات آ پ کے بیٹے فوت ہوگئے تھے میں نے آپ کو خبر نہ کی کہ آپ پریشان ہوں گے اب ان کی تجہیز و تکفین کا بندو بست کردیں‘‘۔صبح حضرت ابو طلحہؓ نے خود سارے واقعہ کی خبر نبی کریم ﷺ کو دی جس پر حضرت ابوطلحہ کی زوجہ کے صبر و استقلال پر بطور تعجب سوالیہ انداز میں نبی کریم ﷺ نے فرمایا : اعرستم اللیلۃ اعرستم اللیلۃ کیا اس اندو دہناک واقعہ کے بعد تم نے گھر والی سے جماع بھی کیا اور وہ پھر بھی کچھ نہ بولی؟ حضرت ابوطلحہ نے فرمایا’’ جی ہاں‘‘۔ اس میں یہ کہا ں ہے کہ نبی کریم ﷺ خود وہاں موجود تھے ؟ زید اگر الیاس عطار سے پوچھے کے حضور رات گھر والی سے جماع کیا؟ اور عطار صاحب بولے جی ، تو اس کا مطلب ہے کہ زید وہاں بیٹھا تھا؟ کچھ تو عقل کو ہاتھ لگاؤ ۔ چنانچہ علام نووی نے ’’اعرستم اللیلۃ ‘‘ کا یہی معنی بیان کیا جو میں نے ذکر کیا: السوال للتعجب من صنیعھا و صبرھا و سروراً بحسن رضاھابقضاء اللہ ثم دعا صلی اللہ علیہ وسلم لھما بالبرکۃ فی لیلتھما فاستجاب اللہ۔( شرح مسلم ج2ص209) نبی کریم ﷺ کا یہ فرمان اعرستم اللیلۃ یہ ام سلیم کے اس فعل اور ان کے اس عظیم صبر پر بطور تعجب کے تھا اور اللہ تعالی کی قضا پر اس طرح خوش اسلوبی سے راضی رہنے پر بطور خوشی کے تھا پھر نبی کریم ﷺ نے ان دونوں کیلئے اس رات میں برکت کی دعا کی جو اللہ نے قبول کی یعنی اللہ نے انہیں ایک بیٹے سے نوازا۔ بریلوی شیخ الحدیث غلام رسول سعیدی ’’اعرستم اللیلۃ‘‘ کا مطلب بیان کرتے ہیں: ’’رسول اللہ ﷺ نے جو حضرت ابو طلحہ سے عمل زوجیت کے متعلق سوال کیا اس کی ان کے اس صبر اور راضی برضا ئے الٰہی رہنے کے حیرت انگیز جذبے پر تعجب کا اظہار تھا (شرح مسلم ،ج6ص505،فرید بک سٹال لاہور ،دسمبر 2002) عمر اچھروی نے یہ روایت مسلم ہی کے حوالے سے نقل کی مگر مسلم کے شارع امام نووی شافعی ؒ کو یہ شیطانی استدلال نہ سوجھا جو عمر اچھروی کو سوجھا۔خود مسلم میں اس پر یہ عنوان باندھا گیا: استحباب تحنیک المولود عند ولادتہ و حملہ الی صالح یحنکہ و جواز تسمیتہ یوم ولادتہ و استحباب التسمیۃ بعبد اللہ و ابراہیم و سائر اسماء الانبیاء علیہم (الصحیح للمسلم ج2ص208) بچہ کی پیدائش کے وقت اس کو گھٹی دینے اور اس کی پیدائش کے دن اس کا نام رکھنے کا استحاب اور عبد اللہ، ابراہیم اور دیگر انبیاء علیہم السلام کے اسماء پر نام رکھنے کا استحسان۔ ابن اثیربھی اس روایت پریہی باب باندھتے ہیں : (جامع الاصول فی احادیث الرسول،ج1ص366) ریاض الصالحین میں حضرت نووی نے اس روایت پر’’ باب الصبر ‘‘ قائم کیا۔ ( ریاض الصالحین ،ص54) ابن قیم جوزی رح نے اس روایت پر باب قائم کیا: ’’فی استحباب تحنیکہ‘‘۔(تحفۃ المولود،ص32) غرض جس جس محدث نے اس روایت کو ذکر کیا انہوں نے اس روایت پر کم و بیش اسی عنوان کے باب قائم کئے جو ہم نے ذکر کئے۔ چیلنج پوری دنیا کے زندہ مردہ بریلویوں کو چیلنج ہے کہ چودہ سو سال کے مسلم بین الفریقین کسی بھی شارح حدیث سے اس جملے کا وہ شیطانی مطلب بیان کرنا ثابت کردیں جو عمر اچھروی کے فتنہ پرور و حیاء سوز دماغ میں آیا ۔اگر نہیں اور یقیناًنہیں تو جان لو کہ نبی کریم ﷺ کی حدیث پر جھوٹ بول کر تم نے اپنا ٹھکانہ جہنم بنالیاہے۔ ایک باطل تاویل کا جواب پنڈی مناظرے میں حنیف قریشی رضاخانی ،طالب الرحمن زیدی غیر مقلد کو کہتا ہے کہ تم نے آگے کی عبارت نہیں پڑھی اس میں لکھا ہے :’’ یہ الگ بات ہے مثل کراماکاتبین الجواب: یہ تاویل بالکل باطل اور خود مصنف کے موقف کے خلاف ہے اس لئے کہ وہ تو نبی کریم ﷺ کو ’’حاضر ناظر ‘‘ ثابت کرنا چاہ رہا ہے اگر نبی کریم ﷺ آنکھیں بند کرلیں تو پھر ’’ناظر‘‘ تو نہ رہے۔ تو عمر اچھروی کی عبارت میں ’’حاضر ناظر‘‘ بیک وقت دونوں لفظوں کا مقصد کیا ہوا؟نیز یہ تاویل کرنا کہ آنکھیں بند کرلیتے ہیں اس بات کی دلیل ہے کہ تم بھی وہاں نبی کریم ﷺ کو ’’ناظر‘‘ ماننا گستاخی سمجھتے ہو تو اگر ’’ناظر‘‘ ہونا گستاخ اور نبی کریم ﷺ کی شان کے خلاف ہے تو ’’حاضر ‘‘ ہونا کیوں نہیں ؟ ثانیاً:اگر تمہاری اس تاویلِ باطل کو تسلیم کرلیا جائے تو اس سے ثابت ہوتا ہے کہ تمہارے نزدیک اگر نبی کریم ﷺ آنکھ بند کرلیں تو ان کو آنکھ کے پیچھے نظر نہیں آتا تو ایک طرف تو تم مسلمانوں پر اعتراض کرتے ہو کہ ان کا عقیدہ ہے کہ نبی کریم ﷺ کو دیوار کے پیچھے کا علم نہیں یہ گستاخ ہیں ۔دیوار تو اتنی موٹی یہاں تم آنکھوں کے پتلے پتلے پپوٹوں کے پیچھے کے علم کی نفی کررہے ہو کہ کیا ہورہا ہے حضور ﷺکو کچھ علم نہیں، کیا یہ گستاخی نہیں؟ الجھا ہے پاؤں یار کا زلف دراز میں ثالثاً:آپ کے مذہب کا اصول ہے کہ ایسا ذو معنی لفظ جس میں نبی کریم ﷺ کی توہین کا پہلو نکلتا ہے وہ بھی کفر و گستاخی ہے تو اس میں پہلو نہیں صراحتاً نبی کریم ﷺ کی گستاخی ثابت ہورہی ہے اس لئے اگر کوئی پہلو اچھا نکال بھی لو تب بھی یہ گستاخی ہی تسلیم کیا جائے گا۔ اگر جواب یہ دو کہ ہم آپ کے پہلو کے ذمہ دار نہیں تو اس پر ہمارا جواب ہے کہ پھر ہماری عبارتوں میں آپ کے خود ساختہ احتمالات کے ہم ذمہ دار نہیں ۔ رابعا: نصیر الدین سیالوی بن اشرف سیالوی سرگودھوی لکھتاہے: ’’اس سے پتہ چلا کہ عبارت گستاخی کی موہم ہے کیونکہ سمجھنے سمجھانے کی ضرورت وہیں پیش آتی ہے جہاں الفاظ کسی غلط معنی کے موہوم ہوں ‘‘۔ ( عبارات اکابر کا تحقیقی و تنقیدی جائزہ ،ج1ص128) اس کتاب پر بریلوی استاذ المناظرین اشرف سیالوی کی تقریظ ثبت ہے۔ منشاء تابش قصوری رضاخانی لکھتا ہے: ’’صا ف اور سیدھی بات ہے کہ توہین آمیز الفاظ یا عبارات کے قائل کو شرعا اخلاقااپنی صفائی کا قطعا حق نہیں پہنچتا‘‘۔ (دعوت فکر،ص16،مکتبہ شرفیہ ۔مرید کے1983) ’’کچھ دیوبندی حضرات ان کفریہ عبارات کی تاویلات کرتے ہیں مگر سچی بات یہ ہے کہ اگر یہ عبارات کفریہ نہیں تو تاویلات کیوں ؟تاویلات دینے سے تو یہ بات ثابت ہورہی ہے کہ عبارا ت کفریہ ہیں تو تاویلات کی جارہی ہے ‘‘۔(معرفت ،ص102) اس کتاب پر 36’’رضاخانی مفتیان ‘‘ کی تقریظات موجود ہیں۔ تو جناب آپ کا اس عبارت کو سمجھانا اس کی تاویل کرنا ہی اس کی دلیل ہے کہ دال میں کچھ کالا نہیں پوری دال ہی کالی ہے۔ الحمد للہ ! رضاخانیوں کے بنائے ہوئے اپنے ہی اس اصول سے اب تک بدنام زمانہ گستاخان رسول ﷺ احمد رضاخان ،احمد یار گجراتی ،حشمت علی ،نعیم الدین ،عمر اچھروی وغیرہم کی جن عبارات کی تاویل رضاخانی کرتے ہیں یا ان کی عبارات کے دفاع میں اب تک جو کچھ لکھا گیا وہ سب کالعدم ہوگیا بلکہ ان کے دفاع میں لکھی جانے والی یہ کتب ان رضاخانیوں کے گستاخان رسول ﷺ ہونے پر رجسٹری ہے۔ ۔خامساً:خود مولوی عمر اچھروی لکھتا ہے: ’’جیسا کہ اللہ تعالی پاک کی نسبت ان برے مقامات پر باوجود موجودیت کے نسبت کرنا گستاخی و کفر ہے کیونکہ اس کو ان مقامات سے نفرت ہے اسی طرح نبی ﷺ بھی حاضر ناظر تو ہیں اور اس کو جاننے والے بھی ہیں ۔اور آپ کی شہادت بھی ان مقامات کی ضرور ہوگی ۔ لیکن بوجہ آپ کی ذات پاک ہونے کے ان مقامات متنفرہ کی طرف منسوب کرنا عین گستاخی ہے اور ایمان سے بعید ہے‘‘۔ (مقیاس حنفیت ،ص279،دارالمقیاس ۔اچھرہ ۔دسمبر 1966) تو عمر اچھروی کا نبی کریم ﷺ کی طرف ان مقامات کی نسبت کرنا اس بات کی دلیل ہے کہ عمر اچھروی گستاخ رسول ﷺ اور یہ عبارت ایمان سے بعید ہے۔ الحمد للہ ! انتہائی مختصر انداز میں اس عبارت کے متعلق رضاخانی تاویل کی دھجیاں اڑا دی گئی ہیں اگر بریلوی پٹاری میں مزید کوئی جواب ہو تو اسے بھی سامنے لے آئے کیونکہ ، یار زندہ صحبت باقی بریلوی حکیم الامت مفتی احمد یار گجراتی لکھتا ہے : تاریک راتوں میں تنہائی کے اندر جو کام کئے جاویں وہ بھی نگاہ مصطفی علیہ السلام سے پوشید ہ نہیں ( جاء الحق ،ص79) تاریک راتوں میں تنہائی میں سوائے حرام کاریوں کے یا بیوی کے ساتھ ہم بستری او ر کونسے کام کئے جاتے ہیں ؟ رضاخانیوں کا گندہ عقیدہ ملاحظہ ہو ۔عمر اچھروی کا شاگرد اور رضاخانی امام المناظرین اپنے استاد کا سکھایا ہوا گند اس طرح ظاہر کرتا ہے : کیا سینماؤں شراب خانوں ناچ گھروں اور چکلوں پر اللہ تعالی اور رسول اکرم علیہ الصلوۃ والسلام اور فرشتوں کا حاضر اور ناظر ہونا اور ہم جیسے بدکار انسانوں کا حاضر و ناظر ہونا دونوں برابر ہیں ؟ اور کیا اللہ تعالی اور اس کے رسول اکرم علیہ الصلوۃ والسلام کا فلمی کاروائیوں اور اس جیسی دیگر بے حیائی کا علم رکھنا اور عام انسانوں کا ان گندے علوم کو حاصل کرنا برابر ہے ؟(تنویر الخواطر،ص71) یہ بدبخت کہنا چاہ رہا ہے کہ نبی شراب خانوں سینماوں فلمی گھروں چکلہ خانوں میں حاضر ناظر ہیں فلمی گانوں کا علم رکھتے ہیں اور بدکار انسانوں پر انہیں قیاس مت کرورضاخانیوں کی طرح بدکار انسانوں کا ان مقامات پر حاضر و ناظر ہونا تو یقیناًان کی گستاخی ہے مگر نبی کریم ﷺ کیلئے یہ سب جائز ہے اس لئے گستاخی بھی نہیں اس لئے برابر نہیں نبی کا اور بدکار انسانوں کا ان مقامات پر حاضر و ناظر ہونا استغفر اللہ میں کہتا ہوں کہ کیا تو احمد رضاخان بریلوی ،احمد یار گجراتی ،عمر اچھروی ،الیاس عطاری اختر رضاخان کو بھی بدکار انسان مانتا ہے ؟اگر نہیں تو انہیں کبھی چکلنے خانے شراب خانے اور انڈین فلمیں دیکھنے اور بنانے کیلئے حاضر ناظر کیا ہے ؟ ایک طرف تو رضاخانی کہتے ہیں کہ ہم نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کو اللہ کے برابر نہیں سمجھتے اور پھر جب نبی کریم کے متعلق ان کے کسی خدائی عقیدے پر اعتراض کیا جاتا ہے تو فورا معاذاللہ اللہ پر قیاس کرنے لگ جاتے ہیں مثلا اگر اللہ کے نبی ہر جگہ حاضرناظر تھے تو تو اپنے صحابہ کے بیر معونہ میں کیوں بھیج دیا زہر آلود گوشت کیوں کھالیا تو جھٹ سے جواب دیں گے کہ اللہ بھی تو یہ سب جانتا تھا خدا کے بندے اللہ تو فعال لما یرید لا یسئل عما یفعل و ھم یسئلون اس کی شان ہے کل تو کو کوئی تمہاری طرح عقل سے پیدل کسی کو قتل کردے کسی کی ٹانگ یاتھ توڑ دے کسی کو آگ میں ڈال دے اور یہی قیاسی شگوفہ چھوڑے کہ جب اللہ یہ سب کچھ کررہا ہے اور اس پر کوئی اعتراض نہیں تو مجھ پر کیوں ان سے کہا جاتا ہے کہ جب ہر جگہ حاضر ناظر تو کیا گندے مقامات پر بھی تو جھٹ سے جواب کیا اللہ کو وہاں کا علم نہیں ظالمو! اللہ اللہ ہے اور مخلوق مخلوق میں تم سے پوچھتا ہوں کہ کیا نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی حیاتی میں ان کیلئے یہ جائز تھا کہ وہ ان مقامات پر جائے غیر محرم عورتوں کو دیکھے? ایک ساتھی نے کہا کہ میں نے ان رضاخانیوں سے سوال کیا کہ جب حضور حاضر ناظر ہیں ہر جگہ تو ہمیں نظر کیوں نہیں آتے تو کہا اللہ کیوں نظر نہیں آتا پھر اللہ کو مثال میں پیش کردیا کیا تم نبی کو اللہ مانتے ہو ? جاہلو اللہ جسم سے پاک ہے جبکہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم جسم رکھتے تھے وہ بھی جسم کثیف حیاتی میں ہر ایک کو جب موجود تھے تو نظر بھی آتے تھے خدا تو اس وقت بھی نظر نہیں آتا اب جب حضور موجود نہیں تو نظر بھی نہیں آتے ایسے جاہلوں کو یوں جواب دو کہ قرآن میں اللہ کے ہاتھ و چہرے کا ذکر ہے اب لازم ہوا کہ اللہ کا معاذاللہ نبی کریم کی طرح ہاتھ بھی ہے اور چہرہ بھی ہے اس لیے کہ جب تم نبی کو اللہ پر قیاس کرسکتے ہو تو کوئی اور اللہ کو نبی پر قیاس کیوں نہیں کرسکتا اب پوچھو منظور ہے یہ سیاسی شگوفہ? ان حضرات کی بنیادی غلطی ہی یہی ہے کہ مخلوق کو اللہ پر قیاس کرتے ہیں اس لئے خدا ئی صفات بھی ان کیلئے تسلیم کرتے ہیں اگر یہ مخلوق کو مخلوق کی حد تک محدود رکھتے تو ان شرکیہ عقائد میں کیوں گرفتار ہوتے۔۔۔!!! ایک اور بدبخت رضاخانی سید فیض علی شاہ نبی کریم ﷺ سے اپنی دلی بغض کا اظہار یوں کرتا ہے : جس جگہ کوئی زنا کررہا ہے جس جگہ کوئی رشوت حاصل کررہا ہے جس جگہ کوئی شراب نوشی کررہا ہے یا جس جگہ کوئی بدکاری کررہا ہے یا خلوت میں بدفعلی کررہا ہے یا چوری کررہا ہے حضور اس کے شاہد ہیں حضور مشاہدہ فرمارہے ہیں (تفسیر اسرار البیان ،ص23) استغفر اللہ۔شرم۔۔۔۔۔۔۔شرم۔۔۔۔شرم حیرت ہے کہ اگر یہودی عیسائی نبی کریم ﷺ پر زیادہ شادیاں کرنے اور اس پر ایک گندہ اعتراض کریں تو سب کی زبانیں باہر نکل آتی ہیں اور یہ پاکستانی سلمان رشدی تمہاری بغلوں میں بیٹھے ہوئے ہیں یہ ان ننگی باتوں کو نبی کریم ﷺ کا کمال بتارہا ہے آخر کوئی حد ہے اس بے ایمانی کی یعنی سور کو بکرے کا گوشت بتاکر بیچا جارہا ہے اور اعتراض کرنے والوں کو الٹا الزام کے یہ بکرے کی حلت کے منکر وہابی گستاخ ہیں ۔ Ye uska complet post hai usne inke sath scan bhi dhale the vo mujhr yahan dalna nahi aate kyinki main mobile se chalata hun. KHALIL RANA SB SAEEDI SB TOHEEDI SB SAG E ATTAT SB AAP SAB SE REQUEST HAI KI ISKA JAWAB DEVEN AAP MAIN SE KOI FB PE HAI TO MUJHE APNI ID BATA DEN MY EMAIL gulammoin8 at gmail.com Fb user name. Gulam.moin.14 (gulam moin mansuri) ..........- 3 replies
-
- sag e attar
- tauheedi bhai
-
(and 2 more)
Tagged with:
-
Adam Aleh As Salam Ne Waseela Manga Scan Required
اس ٹاپک میں نے gmoin میں پوسٹ کیا حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
mujhe neeche diye gaye hawalon ke scan chahiye ager kisi ke paas ho to Allah ke vaaste de den. Bis millah hir rehmaan nir raheem Bahut se log ya fareeqian e mukhalif ye ikhtilaaf karte hain ki WASEELA shirk/bid’at/haram he. Or is cheez ka bhi ikhtilaaf hota hai ki adam alehi as salam ne rasool allah sallal laho alehi wassalam ke waseele se dua nahi ki,neeche diye gaye hawale is hadees ke talluq se ki adam alehe as salam ne waseela manga hai or ye Hadees in kitaab main di gayi hai. 1. Imam hakim ne AL MUSTADRAK MAIN jild-2 pg-222 hadees no.- 487 2. Imam tabrani ne MAJUMUL AUSAT pg -269 jild-7 hadees no-6487 3. Imam tabrani ne MAJUMUS SAGHEER pg-83 jild -2 4. Imam behki ne DALAILIL NABOOWAT main 5. Imam takyudin subqi (rd) ne SHIFAA US SIKAAM pg-359 per 6. Imam abdur rehmaan ibn e jauzi ne AL WAFA BE AHWAALE MUSTAFA pg-47 per 7. Imam abu noem ne DALAILUN NABUWAT main 8. Imam qazi ayaz ne AS SHIFAA jild-1 pg-173 9. Imam husamuddin hindi ne KANZUL UMAAL jild-11 pg-455 hadees no.32138 per 10. Imam ibn e as saakir ne TAREEK E DAMISHQ jild -2 pg-323 per 11. Imam ibne kaseer ( ahle hadees ke nazdeek bahut bade ulema) ne AL WIDAYA WAN NIHAYA jild -1 pg-323 12. Imam ibn e hajar askalani ne LISANUL MIZAAN main 13. Imam kastalani ne AL MOHEBUL LADUNIYA jild-1 main 14. Imam ab baki zarkani ne SHARA E ZARKAANI MAIN 15. Imam samhoodi ne AL WAFA jild-4 pg-1371 per 16. Imam ismail nabhaani ne TAFSIHIRUL BAYAN main jild 1 ayat QAD JAAKUM MINALLAHI NOOR ki tafseer main likha -
Ye Hadees Ka Scan Page Chahiye Ki Allah Ne Kaha Ai Rasool Ager
اس ٹاپک میں نے gmoin میں پوسٹ کیا حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
ye hadees ka scan page chahiye ki Allah ne kaha ai rasool ager tum ko paida karna maqsood na hota to main ye kaynaat ko paida naa karta. Plzp ye deobandiyon ne challenge kara hai. Help me