Jump to content

Abdur Rehman

مدیرِ اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    561
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    7

سب کچھ Abdur Rehman نے پوسٹ کیا

  1. Wa-alaikum Asslam aap poori thread ko awwal say aakhir baghour parh lain phir itminan say aaaitaraz karain yaha baat make up ki zimni hai masla darasal dooghli policy aur khokhlay bayanat hai jo loago mai nam nahad sadigi ka parchar karta phiray bar bar apnay bayanat mai yei beauty parlour janay wali aurtain kahta phiray phir us kay apnay ghar mai undhair machi ho balkay LAKHO kay zaiwarat chori ho jaiay us aadmi aur us kay pairokaro ko aisay Shaks ki asliyat dikhai gaee hai . Aap islamic studies ki student hai sad marhaba aati raheay ga Quran e Karim , Ahadis e Nabawi alaihiSlam, Sahaba e kiram rizwanullah ajmaeen , Tabain , Taba Tabaieen Salf Salhieen Rizwanullah alaihim ajmaeen say lay kar aaj tak Ummat e Muslima kay kia Aqida hai us pay bhee ghour farmaiay phir aap ko sab pata lag jaiay ga wahabi deobandi kia hai aur Ahlesunnat wal jamat kaun hai Aik Misal sun lain Ahlesunnat Aqida : Allah azzwajal Zaman o Makan say Jism say Jismaniyat say Pak hai aur Har burai say Pak o Munazza hai. Wahabi Aqeedah- Khuda ka jisam hath pao kan nak mo sab hai aur wo kursi pay bhaitha hai jisay farishtay uthaiay howay hai. Deobandi Aqeedah- Allah azzwajal jhot bol sakta hai har burai ka kaam kar sakta hai jo jo burai insan karta hai Allaah azwwajal bhe kar sakta hai . jo shaks Islam say Islami aqido say hat kar alag alag, naiay aqeeday nikalay Musalmano ko tableegh kay naam pay gumrah kaay us shaks ka chahra loago kay samnay aana chaheay takay loagi aisay tamma fitno say bachain . Aqiday Ganday Batain Jhoti Daway Khokhlay Tableegh Bahana Momino Hoshiyar - Tableeghiyo say Iman bachana. buhat si batain zimnan zikar kar dee related sections mai post karain inshaAllah aap kay tamam ashkal ka jawab mil jaiay ga aur Islami studies parhain tu Islam pay ghour bhe farmaiay.
  2. ; MashaAllah jazakAllah Rana sahab , Deobandi Wahabi Alahazrat Imam e Ahlesunnat alaihiRahmat ki dushmani mai un pay jhotay ilzam tu lagatay hi hain magar intehai sharm aur bayghairti ka muqam hai deobandiyo nay kaisa jhota bandha kay Alahazrat alaihirahmat tu apnay khwab apnay Istakhara ka matlab akhaz kar rahay hain aur khud mana nikala zahir pay rakh kay magar is waqaiy ko saaf saaf badal kay deobandiyo nay Nabi pak alaihiSlato wasSlam pay bhee jhoat bandh dia kay Nabi pak alaihiSlam nay farmaya kay alif ha zaal kay manay hai fazool bak. jis kisi kay pas malfozat ka asal page bhe ho wo bhe laga dain
  3. Lahori Ahmedji jamat jo Qadiyani Dajjal ko Nabi nahe kahtay balkay Mujaddid mantay hain magar wo bhe kafir hain is leay kay jo lanati kisi ghair muslim ko Musalman samghay wo khud kafir ho jata hai molvi , imam , sheikh , mujaddid tu bari du'r ki baat hai. isi tarah jo Aghkhan aur Aghakhaniyo kay kufriyat jan kar bhee yehi kahain kay nahe us ko kuch na kaho tu wo khud jhotay hain aur baki Aghakhaniyo ki tarah he hain.
  4. jazakumullah khaira aamin Buhat shukria Khalil Rana Sahab , Sag e Attar Sahab aur sab ... inshaAllah Allah azzawjal Ahlesunnat ka boa'l bala farmaiay aur jhoto'n ka moo'n kala farmaiay amin. wasslam
  5. aap kay jawabat mairi last post mai maujood hain baghour parhain aap say darkhwast kee the aur usi ziman mai Aap say sawalat karay thay aap un ka jawab dain wazahat say aur to the point.
  6. Janab Haqeeqqt sahab Aap nay jo sawal pocha hai us ka jawab az khud aap ki paish karda aayat mai wazah maujood hai aap zara baghour mulahaza farmaaiy bahar hal apka jawab ap ko mil jaiay ga inshaAllah first of all: Allah azzwajal nay Nabi pak AlaihisSlam say farmaya kay Zinda aur Murda barabar nahee aur Allah azzwajal jisay chahay suna day tu pahlay aap is sawal ka jawab enayat karain kay Allah azzwajal nay jo farmaya Allah azzawjal jisay chahay suna day aur us say pahlay farmaya kay Zinda aur Murda barabar nahee tu in dono aayat mai yei kyu farmaya gaya? aur phir Agli aayat mai yei farma kay k Aap un loago ko nahe suna saktay jo Qabro mai hai , yei kyu farmaya gaya kay Aap tu Sirf Daranay Walay hain ? aur yei bhee bata deaijay kay Allah jab kisi ko sunata hai tu kaisay sunata hai ? kis ki aawaz mai sunata hai ? Aur Sora al najam ki aayat 3-5 bar bar baghour parhain aur phir jawab dain kay Nabi pak AlaihiSlam kay baray mai Wama Yantiqu Anil Hawa ki jo gawahi Quran e kareem mai Allah azzwajal nay dee us ka kia matlab hai? In howa illa Wahyun Yoha ka kia Matlab hai ? Allamahu Shadidul Qu'wa say kia murad lai gain aap? Intihai soch samgh kay jawab deijay ga. wasslam o ala man'it'tabail huda.
  7. ; Brother this nasheed is with Daff, we should avoid listening to naat with zikar , daff etc
  8. Rana sahab kay reply mai is ka jawab maujood hai jab tak zameen pay Allah ka zikar karnay walay maujood hain qayamat nahee aaiy gee jab qayamat aaiy gee tu is zameen pay Allah azzwjal ka naam lainay wala koi nahe hoga ..
  9. Alahazrat Imam e Ahlesunnat Imam Ahmed Raza Khan alaihirahmatir Rahman nay Ismail Dahalvi ki kitab say bayshumar kufriyat naqal karay laiken is ki takfeer nahee farmaiay is ko kafir kahnay say Sakoot farmaya aur yei is baat ka saboot hai kay jo deobandi kahtay hai Alahazrat nay har kisi ko kafir kah dia wo sab say baray jhotay hain. Alahazrat ka Ismail dahlavi ki takfeer na karna is baat ka buhat bara saboot hai kay Ulama e Ahlesunnat kisi ki takfir kay baray mai kis qadar ahtiyat say kaam laitay aur Alahazrat nay yaqeenan jin pay kufr ka fatwa lagaya wo apnay kufr pay qayam rahay , na koi wazahat na koi tau'ba balkay barha dawat dee khat likhay koi asar na howa ,,,, Ismail Dahalvi kay baray mai albatta yei mashoor hogaya tha kay us nay ta'uba kar lee hai aur apni kitab taqwiyat ul iman kay aqa'id say tai'b hogaya hai isi waja say Alahazrat nay Is kay baray mai sakoot farmaya kay 1 baat aisi mashoor ho gaee thee kay Is shaks nay tauba kar lee hai .. Fatwa kufr say pahlay Alahazrat nay deobandi wahabi dosray mullao ko bhee khatot likhay thay kay wo wazahat karain apni kitabo mai darj gustakhana ibarat ki , Tauba karain magar wo sab apnay kufr pay datay rahay salha sal wo kitabain waisay he chapti rahee na koi tauba kee gaee na koi wazahat kari gaee jab kahee ja kay har ahtiyat har mumkin qadam uthanay kay baad Alahazrat Imame Ahlesunnat nay deobandi mullao pay fatwa kufr lagaya.. Deobandiyo ka hal yei hai kay khud he kahtay hai Alahazrat nay hamaray mullao ko kafir kah dia barelvi har kisi ko kafir kah daitay hain (jo kafir hai us ko phir kia kaha jaiay ga?) phir khud he yei bhee dawa kartay hai Alahazrat nay Ismail Dahalvi ko kafir nahe kaha .. in say koi pochay jab har kisi ko kafir kah daitay hai tu Ismail dahalvi ko kahnay mai kia haraj tha? sabit howa Alahazrat nay jin jin deobandi wahabi mullao ki takfeer kari un pay takfeer sabit ho chuki thee aur un ki takfer lazim ho chuki thee
  10. Mairi last post mai aapka jawab maujood hai mazeed yei bhee baghour parh lain kuch hissa aur us mai say mazeed kuch alfaz aap ki mazeed asani kay lay different colour aur bold kar deay hain ghour say parh lain aur phir bata daina kay Zanb kay kia manay hai aur liZanbika say kia murad hai .. تفسير مفاتيح الغيب ، التفسير الكبير/ الرازي (ت 606 هـ) مصنف و مدقق { فَٱعْلَمْ أَنَّهُ لاَ إِلَـٰهَ إِلاَّ ٱللَّهُ وَٱسْتَغْفِرْ لِذَنبِكَ وَلِلْمُؤْمِنِينَ وَٱلْمُؤْمِنَاتِ وَٱللَّهُ يَعْلَمُ مُتَقَلَّبَكُمْ وَمَثْوَاكُمْ } ولبيان المناسبة وجوه الأول: هو أنه تعالى لما قال: { فَقَدْ جَاءَ أَشْرَاطُهَا } [محمد: 18] قال: { فَٱعْلَمْ أَنَّهُ لاَ إِلَـٰهَ إِلاَّ ٱللَّهُ } يأتي بالساعة، كما قال تعالى: { أَزِفَتِ ٱلآزِفَةُ * لَيْسَ لَهَا مِن دُونِ ٱللَّهِ كَاشِفَةٌ } [النجم: 57، 58]، وثانيها: { فَقَدْ جَاءَ أَشْرَاطُهَا } وهي آتية فكأن قائلاً قال متى هذا؟ فقال: { فَٱعْلَمْ أَنَّهُ لاَ إِلَـٰهَ إِلاَّ ٱللَّهُ } فلا تشتغل به واشتغل بما عليك من الاستغفار، وكن في أي وقت مستعداً للقائها ويناسبه قوله تعالى: { وَٱسْتَغْفِـرْ لِذَنبِكَ } ، الثالث: { فَٱعْلَمْ أَنَّهُ لاَ إِلَـٰهَ إِلاَّ ٱللَّهُ } ينفعك، فإن قيل النبي عليه الصلاة والسلام كان عالماً بذلك فما معنى الأمر، نقول عنه من وجهين أحدهما: فاثبت على ما أنت عليه من العلم كقول القائل لجالس يريد القيام: اجلس أي لا تقم ثانيهما: الخطاب مع النبي عليه الصلاة والسلام، والمراد قومه والضمير في أنه للشأن، وتقدير هذا هو أنه عليه السلام لما دعا القوم إلى الإيمان ولم يؤمنوا ولم يبق شيء يحملهم على الإيمان إلا ظهور الأمر بالبعث والنشور، وكان ذلك مما يحزن النبي عليه الصلاة والسلام، فسلى قلبه وقال أنت كامل في نفسك مكمل لغيرك فإن لم يكمل بك قوم لم يرد الله تعالى بهم خيراً فأنت في نفسك عامل بعلمك وعلمك حيث تعلم أن الله واحد وتستغفر وأنت بحمد الله مكمل وتكمل المؤمنين والمؤمنات وأنت تستغفر لهم، فقد حصل لك الوصفان، فاثبت على ما أنت عليه، ولا يحزنك كفرهم، وقوله تعالى: { وَٱسْتَغْفِـرْ لِذَنبِكَ } يحتمل وجهين أحدهما: أن يكون الخطاب معه والمراد المؤمنون وهو بعيد لإفراد المؤمنين والمؤمنات بالذكر. وقال بعض الناس { لِذَنبِكِ } أي لذنب أهل بيتك وللمؤمنين والمؤمنات أي الذين ليسوا منك بأهل بيت وثالثهما: المراد هو النبي والذنب هو ترك الأفضل الذي هو بالنسبة إليه ذنب وحاشاه من ذلك وثالثها: وجه حسن مستنبط وهو أن المراد توفيق العمل الحسن واجتناب العمل السيء، ووجهه أن الاستغفار طلب الغفران، والغفران هو الستر على القبيح ومن عصم فقد ستر عليه قبائح الهوى، ومعنى طلب الغفران أن لا تفضحنا وذلك قد يكون بالعصمة منه فلا يقع فيه كما كان للنبي صلى الله عليه وسلم وقد يكون بالستر عليه بعد الوجود كما هو في حق المؤمنين والمؤمنات، وفي هذه الآية لطيفة وهي أن النبي صلى الله عليه وسلم له أحوال ثلاثة حال مع الله وحال مع نفسه وحال مع غيره، فأما مع الله وحده، وأما مع نفسك فاستغفر لذنبك واطلب العصمة من الله، وأما مع المؤمنين فاستغفر لهم واطلب الغفران لهم من الله { وَٱللَّهُ يَعْلَمُ مُتَقَلَّبَكُمْ وَمَثْوَاكُمْ } يعني حالكم في الدنيا وفي الآخرة وحالكم في الليل والنهار Syedina Abubakr Siddiq , Syeinda Umar Farooq raziAllah anho Sahaba kiram rizwanullah alaihim ajmaeen say Allah azzawjal nay RaziAllaho anhum wa Radu an'h ka wada farma lia aur Nabi pak AlaihiSlam nay dunya mai he jannat ki gurantee day thee magar yei zindagi bhar Allah azzwjal kay azab say dartay howay dozakh ki panah mangtay Astaghar kartay rahay .. kia unhain Nabi pak AlaihiSlam ki guranantee pay yaqeen nahee tha kay yei sab jannati hain? ugar tha tu phir kia waja thee un kay baypnah khauf ki Allah azzawjal ki bargah mai girya zari iztarab ki ? Yei aap kay haan hota hoga jab jee chaha Haq ka chashma laga lia phir utar dia jo jee chaha man lia jo jee chaha thukra dia ,,ham Ahlesunnat wal jamat hain hamari Aankho ko Allah azzawjal zindagi bhar har har lamhay haq dikhata hamai haq sunata haq manwata aur haq pay he amal karwata hai Alhamdulillah azzawjal
  11. Asslam alaikum Dear Brother Exothermic07 JazakAllah kay aap nay ghalati ki nishandahi ki Ahlebait ka lafaz typing mistake say Ahle niyyat ho gaya tha, aap nay itni mahnat say usay theak kar kay sahee image wapas post ki aapka buhat shukria jazakAllahu ahsanal jaza amin ab wo mistake theak kar dee hai jazakAllah for identifying..
  12. Jis site say aap nay information hasil kari hai aur jo sawalat jawabat aap nay paish keay hain tu kuch bato maslan imam kay peachay sora fatiha waghaira (jaisay jawabat) say maloom yehi hota hai kay yei site walay Ahlehadis ghairmuqallad hain lahaza aap aisi sites say bachain Alhamdulillah sunni sites maujood hain waha pay time dia karain bayshumar books information maujood hai Alhamdulillah http://www.faizaneraza.org http://www.faizaneattar.net http://www.dawateislami.net/library http://www.islamieducation.com http://www.trueislam.info http://www.ahlesunnat.net http://www.ja-alhaq.com http://www.nooremadinah.net http://www.sunnispeeches.com http://www.razanw.org aur islamimehfil pay aatay rahain inshaAllah yaha apny ilam apni barkat say ham sab ko mustafeed farmaiay..
  13. Ismaili AghaKhani aik alag mazhab hai yei apnay Imam ko Khuda ka Aua'tar us ka Roop kahtay hai aur yei kay Un kay Jismo mai Khuda ki Rooh halool kar gaee hai , Quran ka koi bhee hukam in ka Imam yani aghakhani khuda mansookh kar sakta hai chaahay tu poora ka poora Quran us kay saray ahkam mansookh kar day jo cheaz Allah azzawjaal aur uskay Rasul alaihiSlam nay haram kari hai us ko inka Iman chahay tu halal kar day aur chahay tu kisi bhe Halal ko Haram kar day Gunah ko Sawab bana day; chunanchay in kay kisi Imam nay agha khaniyo say namaz zakat sab mansookh kar dee tu ab kisi agha khani pay kuch faraz nahee AghaKhani Ismailiyo kay yei Aqiday un ki mustanad kitabo say sabit hain In ka Islam say koi ta'allak nahee na Quran kareem ki kisi aayat kisi lafz kay baray mai in kay kahay matlab ki koi aahmayat hai yei tu aisa he hai jaisay koi hindu kisi Musalman ko bataiay kay Quran kai is lafz ka matlab yei hai.. Ab koi shaks bolay mai In sab bato ko nahe manta laiken Imam manta ho Agha khan ko tu Imam man'na tu dur ki bat hai. jo kisi ghair musalman ko musalman bolay wo khud Islam say bahar ho jata hai .. -- Alahazrat alaihiRahmat nay khaub farmaya Tairi nasle pak mai hai bacha bacha noor ka tu hai aain e noor taira sab gharana noor ka jis ko sirf Hazoor Nabi e Kareem ka Mubarak Hath choo jaiay usay Aaag nahee cho sakti tu jo Aap ki nasal e mubarak say ho wo hargiz hargiz badaqida , badmazhab nahe ho sakta. Allah azzawajal nay apnay pyaray Nabi alaihiSlam ki mubarak aur pak nasal ko mahfooz farmaya hai. Yad rakkhain Nabi pak AlaihiSlam ki Nasl e Pak mai Sab Pakkay Sachay Momin balkay Momino kay leay Sahara aur Dilo ka Chain hain.. aur jo gumrah, badmazhab , kafir khud ko syed kahta phiray us kay kahnay ka koi aaitabar nahee , wo hargiz syed nahe ho sakta wo koi jhota kazzab he ho sakta hai ..aur kisi badmazhab ki tazeem karna uska ahtaram karna Islam ki Amarat ko dhanay kay barabar hai.. jo aghakhani waghaira aisi batain karay us ko Ahlesunnat ki kisi masjid kisi alim ka address ya websites ka link day dain kay waha ja kay baat karay, hamain in ki kisi baat pay kan nahe dharna chaheay aur har mumkin koshish karni chaheay kay aiso'n say duu'r rahain
  14. JazakAllah Barkati sahab; Thora sa Mazeed yei kay; jin Auliya kiram, Murshid, Sheikh, Ulama Kiram ka abhee Intiqal nahee howa hai un ka zikar kartay waqt , waghaira istamal kia jata hai.
  15. Ugar aap pahlay jo parh chukay us ki waja say poch rahay hain tu sawab tu Allah azzawjal qubool farma kay ata farma daita hai magar Isale sawab momin ka hadiya hai dosray sab Iman walo kay leay inshaAllah jab ham is dunya mai nahe hogain tu hamai bhe dosray musalman yad rakkhain gain ... aur yei kay Isale sawab aap nay jo pahlay aaamal achay karay un sab ki niyyat kar kay abhee bhe kar saktay hain ...
  16. Awwal akhir darood sharif kay saath Sahri kay Anmol Wazeefa wali dua say Har Sahri mai Allah azzawajal ka zikar karain aur jo bhee dua waghaira parhna chah'hain parhain .. aur phir is ko Nabi pak alaihiSlam ki bargah mai hadiya karain aur tamam Anbiya kiram Sahaba kiram Ahlebait Auliya kiram tamam Musalmano ko Isal e Sawab karain inshAllah is kay buhat faiday hai jaisa ooper likha howa hai.. Yad rakkhain wazeefa mai jo ta'daad likhi howi ho jab wo wazeefa parhian tu utni he bar parha karain jitna wazeefay mai likha gaya hai na kam na ziada.. baki phir darood sharif parh kay aagay jitni martaba jo dua parhni hai parhain.. aur yei dua kaee mo'atabar ulama ki kitabo mai likhi howi hai ..
  17. Yeh dua parh lain aur kal ka roza is leay kay Sahri aap raat kay akhri hissay mai kartay hai aur roza aglay din ka hota hai.. yani aj rat mai jo sahri karta ho wo aj kay rozay ki nahe balkay kal kay rozay ki hoti hai.. wasslam
  18. Asslam alaikum Gulzar bhai har post kay sath aap check karay screen pay left ki taraf REPORT likha hota hai tu us button ko press karain aur phir form open hoga us pay apna problem likh dain .. Report say aap koi ghalat post jo na munasib ho ya ghalti ho us mai wo bhe report kar saktay hain ...
  19. The debate on Waseela is ongoing 7 pages pay peachay sara discussion ho chuka hai did u bother u read?? debate karain pahlay saray points peachay parh lain phir un ka jawab dain
  20. Janab sunny prince sahab aap nay parh lia hai tu yaha attach kar dain takay baki sab bhe parh lain kia likha hai...
  21. Amongst the recent ones my favourite is Sheikh Ahmed Bin Ali AL AJAMI and all time best is Abdul Basit Abdul Samad no doubt inshaAllah i would give you the link for downloading complete Quran in the voice of both of them. right now listen to this 099.mp3
×
×
  • Create New...