-
کل پوسٹس
561 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
7
سب کچھ Abdur Rehman نے پوسٹ کیا
-
Topic Change Section Name kay hawalay say yaha jo bahas ho chuki that is enough . Regarding various other subjects that are being discussed here, there are already specific threads therefore please post in relevant topics. Ab Taqleed , Aqaid ya Jis Mozu pay bhas karni ho tu Muta'allika threads mai baat karain..
-
Wahabi mazhab ki bunyad he thairhi hai is leay wahabiyo ko seedhi baat kabhe samgh nahee aati Nabi pak AlaihiSlat o WasSlam say barah e rast ilm e deen seekhnay walay Quran aur Shariyat samghnay walay Sahaba kiram rizwanullah Ajmaeen ko Zamana Nabuwat mai jo bhe masla darpaish hota wo Nabi pak alaihiSlam say barahe rast pooch laitay aur Nabi pak AlaihiSlam kay wisal kay baad Akabir Sahaba rizwanullah ajmaeen say dosray Sahba apni tashaffi kar lia kar laitay thay maslan Khulafa Rasheeideen , Syedina Abdullah Ibn e Abbas , Syedina Abdullah Ibn e Umar rizwanullah alaihim Ajmaeen. Muqallid wo hota hai jo khud ijtihad nahe kar sakta ijtihad kay leay zarori ilam usay hasil nahee ... hamaray jaisay musalmano ko apnay masail kay hal kay leay Ulama e Mujtahideen ka daman pakarna lazmi hai kyu kay Quran o Sunnat kay wasee Ilam ko samghna Har aik kay bas ki baat nahe . Wahabi jahalat ka bayyan saboot yehi hai kay dawa tu Quran o Sunnat ka magar koi wahabi mai ka lal aisa nahe jo kisi maslay mai khud hal nikalta ho fatawa kay majmooai , yei sari fatwa ask imam service band karo warna apnay ganday mazhab pay lanat bhaijo. lakh moo chura kay sahee Taqleed tu wahabi bhe kartay hain Undhay baazo ki jo na khud parwaz kar saktay hain na kisi ko rasta dikha saktay hain.. thak har kay aaik he jawab rah jata hai ham undhi taqleed nahe kartay jo mazeed kizb , undho ki taqleed undhay he kartay hain aur jo noor walay hain wo noor walo ki isi leay Hanafi Shafai Malaki Hanbali honay ka aaizaz Ahlesunnat ko hai magar Wahabi Ghair Muqallidi honay ka tamgha najdiyo ko..
-
bayshak yehi baat hai kay mukhalifeen e ahlesunat kay ilzamat mahaz aftara aur jhot ka punlanda he hotay hain , aap mard e haq hotay tu apka dawa sacha aur usool par manbi hota aur aap kahe say us pay koi roshan daleel tu latay magar aap ka Alahazrat Imame Ahlesunnat alahirahmat pay yei ilzam lagana aap ka ilmi diwalya pan aur zahni abtari wazah kar raha hai aur yei kay aap kay baki ilzamat ki bhee kia hasiyat hogee,, barha kaha ja chuka Hadaiq e Bakshish 3rd volume Imam e Ahlesunnat nay na tarteeb dia na chapwaya na aap ki zindagi mai is naam koi kitab kabhee shaya howi , aap ki wafat kay baad kalam kay makhtootat, hashiya pay kalam , mukhtalif jaga say fatawa kay auraq nuskhay waghaira jama kar kay chapwaya gaya , us chapay howay mai bhee jis baat pay aap ki gandi zahanyat ko aaitaraz howa wo asha'ar Alaihada chapay thay qasiday ka hissa nahe thay 2nd jis nay chapwaya yei us ki sah'v say ghalati howi aur us nay is pay Aalania tauba tajdeed e iman tajdeed e nikah bhe kara jo aap jaisay muftariyo ko achi tarah pata hai Saray Sunni lanat bhaijtay hain aisay shaks pay jo Syeda Ayesha raziAllah tala anha ki adna si gustakhi karay ..yehi kaam deobandi bhee karain aap un sari ibarat ka difa karnay kay bajaiy un pay lanat bhaijay aur deobandi molviyo say tauba tajdeed e iman aur tajdeed e nikah sabit kar dain nahe tu un pay bhee lanat bhaijain sara jhagra he khatam. Aur aap ki aqal o faham ka undaza aap ki guftago say achi tarah ho jata hai jis arab ki aap baat kar rahay hain usi Arab sharif mai sab say muqaddas jaga Harmain Sharifain kay babarkat aur Ahle haq ulema kay deay howay Mubarak fatawa ko aap kay ghatya zahan nay jotay talay rakhnay ki baat kari Allah azzwajal mujhay aur tamam Musalmano ko aisi gandi soch say mahfooz farmaiay amin,, Deen e Haq kay fatway sir pay rakhnay aur aankho say laganay kay qabil hotay hain aisa ho jata tu Ummat mai itna fitna aur fasad paida na hota ungraizo ka paida kia aik aur fitna itna na phailta magar aap jaisay undhi aqeedat kay maro nay apnay ulema kay aagay Hijaz e Muqaddas kay fatawa ko bhee radd kar dia aur Allah azzwjal kay Pyaray Habib alaihiSlam ka daman chotna tu gawarah kia magar apnay sheikh ka pecha na chora hatta kay aap mubarak fatwo ko joato kay nechay kah kay apnay deeni ghairat o hammiyat say baybahra honay ka saboot faraham kar chukay hain.. Deen e islam mai mayar Haq aur Batil hai Arab o Ajam nahee, kisi elaqay ya joghrafya'ai had mai hona sach honay ki koi daleel hai , Deen Allah azzwajal aur Nabi pak alaihiSlam ka hai aur us kay zabtay usool pay jo poora utarta hai wo arab ka ho ya ajam ka hamaray sir aankho ka taj tahray ga Sunni Saheeh ul Aqida jo Arab mai Sufi kahlaiay ya hindusta mai Barelvi Kahlaiay ya koi bhee naam day dia jaiay usko deen e islam ka wafadar he hai Alhamdulillah aur Naajdi khabis chahay wahabi ho ya ahlehadis ban jaiay ya deobandi Allah azzwajal aur Us kay Rasul alaihiSlam ka baghi he rhaay ga jab tak tauba kar kay deen kay sachay rastay pay na chalay. Aur yei baat mai pahlay bhe kah chuka kay Ilzam aap laga kar khud ko fateh na samgh lia karain Ham Ahlesunnat wal Jamat koi elaqai grouh hai na koi zamanay kay paida keay howay firqay . Ahlesunnat wal jamat Swad e Azam hai Aur Arab ho ya Ajam har jaga Musalmano ki Aksariyat Ahlesunnat wal jamat say wabasta hia Musalal Qadeem aur Mutawatir, jaisa Nabi pak alaihiSlam nay farmaya kay ziadatar Musalman jannati jamat say he wabasta rahaygain swad e azam. Aap baray shoq say apna mawad post kartay rahay laiken ikhtilaf baraiay ikhtilaf ki aainak utar kar aur apni taraf say apnay reference ki janch partal aur aap kay ilzam aur asal riwyat aur intisab sab ko daikh bhal kar phir koi ashkal ho aur haya say sir jhuknay kay bajaiay bayhaiay say gardan phir bhee oonchi rahay tu zaror post karain Allah azzwajal haq ko batil kay aagay ruswa kabhe nahe karta is leay hamai koi dar hai na khuaf . Aur is baat ki bhee hamai koi parwa nahee kay aaap refuse kar du gay hazar bar karo magar kabhee Allah azzwajal ka khauf dil mai paida ho tu apni musaddaqa kitabo mashoor tahreero mai, Allah azzwajal aur Habib e pak alaihiSlam ki gustakhi, munafiqat aur bayhayaai kay ja baja khulay muzahiray daikh kar Radd karnay kay bajaiay Sharam aur Tauba karna. Rahee baat haq aur Batil tu Haq aur Batil alag alag aur wazah hai Alhamdulillah jisay Allah azzwajal chahay haq pay karband farma day usay Sachai say roshnas kara day magar jis kay dil mai he bimari ho tu Allah azzwajal apnay insaf kay taqazay pooray farma chuka hujjat tamam ho chuki inshaAllah faisla Qayamat mai ho jaiay ga.
-
bayshak yehi baat hai kay mukhalifeen e ahlesunat kay ilzamat mahaz aftara aur jhot ka punlanda he hotay hain , aap mard e haq hotay tu apka dawa sacha aur usool par manbi hota aur aap kahe say us pay koi daleel tu latay . barha kaha ja chuka Hadaiq e Bakshish 3rd volume Imam e Ahlesunnat nay na tarteeb dia na chapwaya jis nay chapwaya aap ki wafat kay baad kalam kay makhtootat hashiya pay kalam waghaira jama kar kay chapwaya gaya us chapay howay mai bhee jis baat pay aap ki gandi zahanyat ko aaitaraz howa wo Alaihada chapay thay qasiday ka hissa nahe thay 2nd jis nay chapwaya yei us ki ghalati howi aur us nay is pay Aalania tauba tajdeed e iman tajdeed e nikah bhe kara jo aap jaisay muftariyo ko achi tarah pata hai ..aaap apnay molviyo say tauba tajdeed e iman aur tajdeed e nikah sabit kar dain sara jhagra he khatam. Aur aap ki aqal o faham ka undaza aap ki guftago say achi tarah ho jata hai jis arab ki aap baat kar rahay hain usi Arab sharif mai sab say muqaddas jaga Harmain Sharifain kay babarkat aur Ahle haq ulema kay deay howay Mubarak fatawa ko aap kay ghatya zahan nay jotay talay rakhnay ki baat kari Allah azzwajal mujhay aur tamam Musalmano ko aisi gandi soch say mahfooz farmaiay amin,, Deen e Haq kay fatway sir pay rakhnay aur aankho say laganay kay qabil hotay hain aap isay joato kay nechay kah kay apnay deeni ghairat o hammiyat say baybahra honay ka saboot faraham kar chukay hain.. Deen e islam mai mayar Haq aur Batil hai Arab o Ajam nahee, Deen na kisi arab kay shaikh say paida howa hai na kisi elaqay ya joghrafya'ai had mai hona sach honay ki koi daleel hai , Deen Allah azzwajal aur Nabi pak alaihiSlam ka hai aur Us kay zabtay usool pay jo poora utarta hai wo arab ka ho ya ajam ka hamaray sir aankho ka taj tahray ga Sunni Saheeh ul Aqida ko Arab mai Sufi kahlaiay ya hindusta mai Barelvi Kahlaiay ya koi bhee naam day dia jaiay usko deen e islam ka wafadar he hai Alhamdulillah aur Naajdi khabis chahay wahabi ho ya deobandi ahlehadis ban jaiay ya deobandi Allah azzwajal aur Us kay Rasul alaihiSlam ka baghi he rhaay ga jab tak tauba kar kay deen kay sachay rastay pay na chalay. Aur yei baat mai pahlay bhe kah chuka kay Ilzam aap laga kar khud ko fateh na samgh lia karain Ham Ahlesunnat wal Jamat koi elaqai grouh hai na koi zamanay kay paida keay howay firqay . Ahlesunnat wal jamat Swad e Azam hai Aur Arab ho ya Ajam har jaga Musalmano ki Aksariyat Ahlesunnat wal jamat say wabasta hia Musalal Qadeem aur Mutawatir, jaisa Nabi pak alaihiSlam nay farmaya kay ziadatar Musalman jannati jamat say he wabasta hogain. Aap baray shoq say apna mawad post kartay rahay laiken ikhtilaf baraiay ikhtilaf ki aainak utar kar aur apni taraf say apnay reference ki janch partal aur aap kay ilzam aur asal riwyat aur intisab sab ko daikh bhal kar phir koi ashkal ho aur haya say sir jhuknay kay bajaiay bayhaiay say gardan phir bhee oonchi rahay tu zaror post karain Allah azzwajal haq ko batil kay aagay ruswa kabhe nahe karta is leay hamai koi dar hai na khuaf . Aur is baat ki bhee hamai koi parwa nahee kay aaap refuse kar du gay hazar bar karo magar kabhee Allah azzwajal ka khauf dil mai paida ho tu apni musaddaqa kitabo tahreero ma, Allah azzwajal aur Habib e pak alaihiSlam ki gustakhi munafiqat aur bayhayaai kay ja baja khulay muzahiray daikh kar Radd kar kay bajaiay Sharam aur Tauba karna. Rahee baat haq aur Batil tu Haq aur Batil alag alag aur wazah hai Alhamdulillah jisay Allah azzwajal chahay haq pay karband farma day usay Sachai say roshnas kara day magar jis kay dil mai he bimari ho tu Allah azzwajal apnay insaf kay taqazay pooray farma chuka hujjat tamam ho chuki inshaAllah faisla Qayamat mai ho jaiay ga.
-
phichli post mai mai nay wazahat achi tarah aasan aur saf alfaz mai kar de thee aap ko dono articles aik jaisay lag rahay hai yei hairat bala'aiy hairat ka muqam hai shaayd aap ki nazar aur aqal dono pay prejudice ki patti bandhi hai.
-
Asslamo ala man ittabail huda aaik amal jo aaik jaga sawab hai dosri jaga us amal ko tarak karna Wajib hai ... aakhir kis ki suni jaiay Yaha hai kay 10 Moharram kay din Ahlo Ayal pay Faraghi karna karna yei Hadis say Sabit hai Jis ko Baaz Muhaddiseen nay Zaeef bhe kaha hu magar kyu kay buhat si Asnad say yehi riwayat hai is leay yei Qawi hai Zauf Dur ho jata hai. is leay IN 2 KAMO KAY ELAWA (ROZA AUR AHLOAYAL PAY FARAGHI) BAKI KAMO KO TRAK KARA JAIAY Hadis say sabit hai tu Amal karna Sawab hai Yaha kaha ja raha hai kay 10 Moharram kay din Ahlo Ayal pay Faraghi karna Sabit nahe hai is say Biddat ki hoslafzai hoti hai AUR IS KAAM KO TARAK KARNA WAJIB HAI.
-
Aap nay baja farmaya hai yei silsila chalta rahay ga aur yei silsila koi naya nahee buhat purana hai Momin aur Munafiq ka yei silsila Nabi pak AlaihiSlatowasSlam kay du'ar say he chalta aa raha hai Batil apnay aap ko Haq sabit karnay ki tag o du mai aaj say nahee sadyo say masroof hai yei tu Allah azzwajal ki pak mashiyat aur Rahmat kay jisay chahay Haq pay karband kar day aur Batil say mahfooz kar kay Sacho kay saath kar day jaisa Khud us nay hukam farmaya kay Kono Ma3s Sadiqeen ... aur rahee baat kay gustakhyo say Sunni Ulema bari nahee tu aap ko shadid ghalat fahmi howi hai ya anjan bannay ki kaifyat hai. Fard e Jurm mai aur Tazeer mai buhat faraq hota hai Fard e jurm jis pay aaid kar dee jaiay wo Mujrim nahe ho jata . Deobandi Wahabi apnay guman mai Ahlesunnat wal Jamat kay Ulema par jo jo Ilzam lagatay hai wo mahaz Jhoot faraib dhokay bazi pay manbi hotay hain sirf awam un nas ko dhokay mai dalnay kay leay apnay ghar say kitabain bhe iaijad kar laitay hai aur musannif bhee warna sachay hotay tu in ilzamaat pay kahee koi puraaitamad ta'eed tu latay magar hal yei kay jhota ilzam laga kar faisla bhe khud suna daitay hain ,, aik sathai ilm rakhnay wala mamoli muta'la ka hamil bhee janta hai kay Aaj tak Ahlesunnat Wal jamat ka Daman kisi bhee Jurm say pak hai ham apni Safo mai Allah azzwajal aur Nabi pak AlaihiSlam kay gustakho ko khud nahe ghusnay daitay ..jaisay he koi nam nahad Ahlesunnat aisi koi bhee harkat karta hai tu usay Ahlesunnat wal jamat say bahar nikal kay phaink dia jata hai nasli shaksi wabastagi qarabatdari kisi ta'allak kisi nisbat kisi baray mai nahe socha jata ,, Alhamdulillah azzwajal . Harmain Sharifain kay Ulema nay Deobandi Akabireen par Fatwa e Kufr day kar Qayamat tak kay leay Allah azzwajal ki ata say faisla kar dia hai kay Haq kaun hai aur Batil kaun .. Yei ghutti kab ki sulajh chuki hai khud deobandi ulema bhe tasleem kartay hai kay un kay Akabireen pay Harmain Sharifain kay Ulema ka Fatwa Kufr Maujood hai phir bhee Allah azzwajal ka khauf nahee aata aur Nabi pak alaihiSlam say haya nahe aati apnay baap dada ustad mufti say qata'a Taallak pasand nahee hota chahay Allah azzwajal aur Nabi pak AlaihiSlam say Nata toatay .. tu Munafiq ki phaichan yehi hai. ab koi apnay guman e fasid mai jo marzi sochta rahay faisla bhe ho chuka aur doodh ka doodh pani ka pani kab ka ho chuka jisay Aqle Saleem aur Sachi justajo hai wo foran faisla kar sakta hai Allah azzwajal ka wada aur Dastoor hai kay wo Tayyabo aur Khabbeeso ko alag alag kar kay rakh daita hai...
-
Ahlesunnat Wal jamat hi najia Mazbah e Haq hai is ka sab say bara saboot yehi hai kay yei musalsal hai us kay siwa saray mazahib ghair musalsal hain aik he firqay ka aik aadmi kuch kahta hai dosra kuch aur Ahlesunnat wal jamat poori dunya mai musalsal 1400 salo say mutaffiqa aqaid o mamolat kay hamil hain na chahrtay soraj kay sath hamarai wabastagi badalti hai na deen jaisa aur sab batil firqo ka mamool hai. JazakAllah khair wasSalam
-
Daad o tahseen ki tamanna dunyawi kam kay leay hoti hai. yaha kisi ka maqsad hargiz daad wasool karna nahee balkay Nabi pak alaihiSlatowasSlam ki bholi bhali ummat ko iman kay lutairo ki asliyat say aagah karna hai takay wo un kay bahkaway mai aa kar aur un ki darhi pagri chogha daikh kar apna i'man na kho dain..aur apnay qadeem deen e haq par sakhti say karband rahain us kay baray mai kisi shaitan kay ala'kar kay phailaiy howay shakook o shubhat ka shikar na ho wahabiyo najdiyo qadinyano idreesiyo shiyo aur aisay batil firqo kay bahkaway aur propoganda ka shikar na ho ..amin
-
Saudia ki tareekh per literature darkaar hai
Abdur Rehman replied to Muhammad_Adnan's topic in دیگر تمام درخواستیں
Tareekh e Najd u Hijaz (hazrat mufti Abdul Qayyum Qadiri) yei kitab kisi ahlesunnat kay maktabay say hasil kar lain jazakAllah wasSlam -
Qayam-e-Tazeemi aur Aitrazaat ky Jawabat
Abdur Rehman replied to Ghulam E Mustafa's topic in اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
thanks for posting -
karachi kay bahar say call karain pakistan kay kisi aur shahar say tu 021 aur pakistan kay bahar say karachi tu 0092 21 i think yei isi tarah hota hai
-
What is this/yeh kia hai
Abdur Rehman replied to Fatah-Momin's topic in Debate and Refutation of Deviants
-
Somalia: insurgency spreads, Sufis appeal for peace
Abdur Rehman replied to Jeddawi's topic in اسلامی خبریں
Wahabis always served and kept on serving zionist agenda by creating mischeif amongst ummah.. May Allah unite us all against our enemies. amin -
Thanks for Sharing.. May Allah azzwajal save the Ummah from internal and external foes may Allah azzawjal protect Palestine and all Islamic land and people from their enemies amin. Ghaza is a wakeup call for all, tougher time is ahead for Muslim Ummah. Zionist are stepping up for their dream of Greater Israel.
-
JazakAllah Thanks for Sharing
-
matam k bary mien shia zakireen k fatwy shia k khilaf
Abdur Rehman replied to Aashiq Koun's topic in فتنہ شیعہ
Aap ka khayal hai yei saray kam sab shia matam mai nahe khoushi mai kartay hai aur sath mai yei bhe batatay hai zanjeer ka matam talwar ka matam hunter ka matam aag ka matam . khud matam bhe kahtay hai aur khud jahilana baat bhe ho gaee .. aur Ummul momineen syeda Ayesha Siddiqa raziAllah anha nay matam kia is daway ko Musalmano ki mustanad kitab say sabit zaror karain baki aahliya kay leay shauhar kay intaqal pay dosro ki banisbat ziada din tak ghami aur soag karna allowed hai aur khali itna he is say ziada kuch nahee.. matam seena kobi aur dosray jahiliyat kay kaam nahe aur na aisay kam koi Musalman karta hai. -
jin kitabo ka aap reference day rahay hai asal kitab say with authentic sunni translation scan bhee zaror enayat kar dia karain. aur taqayya jaisi naik cheaz ko chor kar karbala mai ghareeb ul watani mai pooray gharanay ko shaheed karanay walay syedina Hussain raziAllahoanhu sahee thay ya ghalat agar taqayya itni naik cheaz hai tu sir kata dia laiken sir jhukaya nahee aakhir kyu jab kay aap kay he kay mazhab kay mutabiq khud un he kay walid raziAllah anho nay taqayya kar kay jhoti bait kar lee thee halat sazgar nahee thay. Baray bhai Imam Hasan raziAllah anhu nay bhee bait kar lee thee halat bhe saazgar thay phir bhee.. Syedina Ali karramallaho tala wajhaul karim aur Hasnain karemain raziAllaho anhuma mai say kaun sahee tha aur kaun 2 ghalat. qayamat tak jawab day du haan jawab usooli aur seedha daina taqayya mar karna
-
Pray for Admin of IM Sajjad Bahi
Abdur Rehman replied to Gham-e-Madinah's topic in دیگر تمام درخواستیں
masha Allah subhanAllah Allah azzwajal sajjad bhai ko aur sab musalam bahno bhaiyo ko apnay hafzo aman mai rakkhay amin -
Pray for Admin of IM Sajjad Bahi
Abdur Rehman replied to Gham-e-Madinah's topic in دیگر تمام درخواستیں
Asslam alaikum we all are praying and hopeful inshaAllah amin wasslam -
chalain khadim e diobend sahab aap nay tasleem kar he lia kay aap ki haqeeqat yehi hai kay aap hanafiyat kay parday mai chupay howay islam aur musalmano kay ghatyatareen dushman yani WAHABI hain... tu apnay deegar band deo kay khadimo ko bhe mashwara dain kay apni haqeeqat khul kay bayan kia karain..
-
Ashraf Thanvi stupid remarks about Quran e Azeem
Abdur Rehman replied to F.Shahzad's topic in فتنہ وہابی دیوبندی
Quran e karim mai har shay ka bayan hai chahay shariyat kay ahkam ho zindagi guzarnay kay tareekay halat o waqiyat uloom o funnon gharaz har har cheaz ka bayan Quran e karim mai maujood hai...rahee baat Thanvi sahab kay bayan ki tu unho nay Quran e karim ko sirf aur sirf Tibb e Rohani tak mahdood kia hai aur baki kisi shay ka byan is mai maujood hona nuqs aur maraz. aur mairi tarah zuban istamal karnay mai aap ko hargiz majboor nahe kara gaya na aap aisa kar saktay hai waisay koshish farma bhe lai tu shayad isi say kuch faida ho jaiy kam az kam bat karnay ka saleeqa he aajaiy ga naqal he sahee. Hazrat Abdullah Ibne Abbas raziAllah anho farmatay hai'n ; Ugar Mairay A'ount ki Rassi bhee Gum ho jaiay tu Mai isay Quran say Talash Kar L'aun. islam hai ya ghair islam yei thanvi sahab kay kisi mureed say poch leaijay ga. الكتاب : الإتقان في علوم القرآن المؤلف : جلال الدين عبد الرحمن السيوطي دار النشر : دار الفكر - لبنان - 1416هـ- 1996م الطبعة : الأولى عدد الأجزاء / 2 تحقيق : سعيد المندوب بسم الله الرحمن الرحيم الكتاب : الإتقان في علوم القرآن المؤلف : جلال الدين عبد الرحمن السيوطي دار النشر : دار الفكر - لبنان - 1416هـ- 1996م الطبعة : الأولى عدد الأجزاء / 2 النوع الخامس والستون في العلوم المستنبطة من القرآن 5321 - قال تعالى ما فرطنا في الكتاب من شيء وقال ونزلنا عليك الكتاب تبيانا لكل شيء 5322 - وقال ستكون فتن قيل وما المخرج منها قال كتاب الله فيه نبأ ما قبلكم وخبر ما بعدكم وحكم ما بينكم أخرجه الترمذي وغيره 5323 - وأخرج سعيد بن منصور عن ابن مسعود قال من أراد العلم فعليه بالقرآن فإن فيه خبر الأولين والآخرين قال البيهقي يعني أصول العلم 5324 - وأخرج البيهقي عن الحسن قال أنزل الله مائة وأربعة كتب أودع علومها أربعة منها التوراة والإنجيل والزبور والفرقان ثم أودع علوم الثلاثة الفرقان 5325 - وقال الإمام الشافعي رضي الله عنه جميع ما تقوله الأمة شرح للسنة وجميع السنة شرح للقرآن 5326 - وقال أيضا جميع ما حكم به النبي فهو مما فهمه من القرآن 5327 - قلت ويؤيد هذا قوله إني لا أحل إلا ما أحل الله ولا أحرم إلا ما حرم الله في كتابه أخرجه بهذا اللفظ الشافعي في الأم 5328 - وقال سعيد بن جبير ما بلغني حديث عن رسول الله على وجهه إلا وجدت مصداقه في كتاب الله (2/330) 5329 - وقال ابن مسعود إذا حدثتكم بحديث أنبأتكم بتصديقه من كتاب الله تعالى أخرجهما ابن أبي حاتم 5330 - وقال الشافعي أيضا ليست تنزل بأحد في الدين نازلة إلا في كتاب الله الدليل على سبيل الهدى فيها فإن قيل من الأحكام ما ثبت ابتداء بالسنة قلنا ذلك مأخوذ من كتاب الله في الحقيقة لأن كتاب الله أوجب علينا اتباع الرسول وفرض علينا الأخذ بقوله 5331 - وقال الشافعي مرة بمكة سلوني عما شئتم أخبركم عنه في كتاب الله فقيل له ما تقول في المحرم يقتل الزنبور فقال بسم الله الرحمن الرحيم وما آتاكم الرسول فخذوه وما نهاكم عنه فانتهوا 5332 - وحدثنا سفيان بن عيينة عن عبد الملك بن عمير عن ربعي بن حراش عن حذيفة بن اليمان عن النبي أنه قال اقتدوا باللذين من بعدي أبو بكر وعمر 5333 - وحدثنا سفيان عن مسعر بن كدام عن قيس بن مسلم عن طارق بن شهاب عن عمر بن الخطاب أنه أمر بقتل المحرم الزنبور 5334 - وأخرج البخاري عن ابن مسعود أنه قال لعن الله الواشمات والمتوشمات والمتنمصات والمتفلجات للحسن المغيرات خلق الله تعالى فبلغ ذلك امرأة من بني أسد فقالت له إنه بلغني أنك لعنت كيت كيت فقال ومالي لا ألعن من لعن رسول الله وهو في كتاب الله تعالى فقالت لقد قرأت ما بين اللوحين فما وجدت فيه كما تقول قال لئن كنت قرأتيه لقد وجدتيه أما قرأت وما آتاكم الرسول فخذوه وما نهاكم عنه فانتهوا قالت بلى قال فإنه قد نهى عنه 5335 - وحكى ابن سراقة في كتاب الإعجاز عن أبي بكر بن مجاهد أنه قال يوما ما شيء في العالم إلا وهو في كتاب الله فقيل له فأين ذكر الخانات فيه (2/331) فقال في قوله ليس عليكم جناح أن تدخلوا بيوتا غير مسكونة فيها متاع لكم فهي الخانات 5336 - وقال ابن برجان ما قال النبي من شيء فهو في القرآن به أو فيه أصله قرب أو بعد فهمه من فهمه وعمه عنه من عمه وكذا كل ما حكم به أو قضى وإنما يدرك الطالب من ذلك بقدر اجتهاده وبذل وسعه ومقدار فهمه 5337 - وقال غيره ما من شيء إلا يمكن استخراجه من القرآن لمن فهمه الله حتى أن بعضهم استنبط عمر النبي ثلاثا وستين سنة من قوله في سورة المنافقين ولن يؤخر الله نفسا إذا جاء أجلها فإنها رأس ثلاث وستين سورة وعقبها بالتغابن ليظهر التغابن في فقده 5338 - وقال ابن الفضل المرسي في تفسيره جمع القرآن علوم الأولين والآخرين بحيث لم يحط بها علما حقيقة إلا المتكلم بها ثم رسول الله خلا ما استأثر به سبحانه وتعالى ثم ورث ذلك عنه معظم سادات الصحابة وأعلامهم مثل الخلفاء الأربعة وابن مسعود وابن عباس حتى قال لو ضاع لي عقال بعير لوجدته في كتاب الله تعالى ثم ورث عنهم التابعون بإحسان ثم تقاصرت الهمم وفترت العزائم وتضاءل أهل العلم وضعفوا عن حمل ما حمله الصحابة والتابعون من علومه وسائر فنونه فنوعوا علومه وقامت كل طائفة بفن من فنونه فاعتنى قوم بضبط لغاته وتحرير كلماته ومعرفة مخارج حروفه وعددها وعدد كلماته وآياته وسوره وأحزابه وأنصافه وأرباعه وعدد سجداته والتعليم عند كل عشر آيات إلى غير ذلك من حصر الكلمات المتشابهة والآيات المتماثلة من غير تعرض لمعانيه ولا تدبر لما أودع فيه فسموا القراء 5339 - واعتنى النحاة بالمعرب منه والمبني من الأسماء والأفعال والحروف العاملة وغيرها وأوسعوا الكلام في الأسماء وتوابعها وضروب الأفعال واللازم والمتعدي ورسوم خط الكلمات وجميع ما يتعلق به حتى إن بعضهم أعرب مشكله وبعضهم أعربه كلمة كلمة (2/332) bashukria - Hazrat Khalil Rana Sahab. -
Khatra ki Ghanti - Full Book scanned
Abdur Rehman replied to Ghulam e Azhari's topic in رد بدمذہب پر کتب
Prople like Tahir Qadiri and others hide their real faces and apply a sunni mask on their faces when they meet sunni aalims from other part of world .. deobandis , minhajis and such other people they show off as Ahlesunna wal jama'a , to get sympathy from the Ahlulsunnah ulema arounnd the world by completely hiding and stating /acting against what their own real beleives are. When we have seen and heard their ignorance and their opposition for swade azam AhlulSunnah wal jama'a we should keep ourselves far away from all such people and follow the way ,the advice , the minhaj of swad e azam ahlesunnat wal jamat and its ulema . wasslam -
Ashraf Thanvi stupid remarks about Quran e Azeem
Abdur Rehman replied to F.Shahzad's topic in فتنہ وہابی دیوبندی
Kabhee tu apni peer parasti aur akbair parasti say baaz aaja'iy magar masla tu yehi hai kay deobandi mullao nay jo kah dia wo chahay hazar gustakhi ho hazar Quran o Sunnah kay mukhalif ho kisi deobandi ko kuch nazar nahe aata sab theak hai kah kay aankhain mo'and laitay hain laiken kab tak ? aik din Allah azzwajal ko jawab daina hei hoga.... waha yei taweelain dhoka dahi jhot faraib nahe chalnay wala.. Al-An'am 6:59 وَعِندَهُ مَفَاتِحُ الْغَيْبِ لاَ يَعْلَمُهَا إِلاَّ هُوَ وَيَعْلَمُ مَا فِي الْبَرِّ وَالْبَحْرِ وَمَا تَسْقُطُ مِن وَرَقَةٍ إِلاَّ يَعْلَمُهَا وَلاَ حَبَّةٍ فِي ظُلُمَاتِ الأَرْضِ وَلاَ رَطْبٍ وَلاَ يَابِسٍ إِلاَّ فِي كِتَابٍ مُّبِينٍ اور اسی کے پاس ہیں کنجیاں غیب کی انہیں وہی جانتا ہے اور جانتا ہے جو کچھ خشکی اور تری میں ہے، اور جو پتّا گرتا ہے وہ اسے جانتا ہے اور کوئی دانہ نہیں زمین کی اندھیریوں میں اور نہ کوئی تر اور نہ خشک جو ایک روشن کتاب میں لکھا نہ ہو Quran mai har aik cheaz hai choti bari har cheaz ka bayan hai ,Allah azzwajal farmata hai har khush o tar ka bayan Quran mai hai aur thanvi sahab kah rahay hai dosri cheazo ka Quran mai manna aik maraz hai aur Quran mai nuqs aata hai is say.. ab aap Quran ko chor kay thanvi ki jahilana aur gustakhana mantaq ko maneay isay kahtay hai akabir parasti. -
Istamdad bad az wisal - muhaddeseen karam ka aqeedah
Abdur Rehman replied to Khalil Rana's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
JazakAllah MashaAllah Shukria Rana Sahab