Jump to content

Abdur Rehman

مدیرِ اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    561
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    7

سب کچھ Abdur Rehman نے پوسٹ کیا

  1. غوث پاک رضى اﷲ تعالىٰ عنہ کى قبر شريف کى تصوير يو ٹيوب پر ايک عربى قصيدے سے لى ہے
  2. bari khoushi ki baat hai aur http://www.alahazratnetwork.org/ wala link bhee kam kar raha hai wasslam
  3. Yasir Attari bhai nay Hazrat Allama Muzaffar Hussain Shah damatbarkatuhm alia ka zikar kar dia hai tu maira bhee yehi mashwara hai kay kisi jaga sakoon say amnay samnay manazra ho jaiay deobandi forum walo ko chaheay kay aaj kal kay sab say mashoor deobandbandi manazir ko dhondhain jo na hi bhagay na hi dosra manazir lanay ki baat karay takay baat aik martaba mukammal ho he jaiy...
  4. Please comment............................................ yei maira apna kalam hai jo abhee abhee mai nay likha aaj first time apna koi bhee kalam kahee share kar raha ho ghalati ki islah zaror keijay ga
  5. بسم اﷲ الرحمٰن الرحيم منقبت بر شانِ سيدنا ابو بکر رضى ﷲ عنہ مقام امت ميں سب سے اولوالعزم صديقِ اکبر کا خدا کى راہ ميں ہے ہر اک قدم صديقِ اکبر کا نبى کے عشق ميں گھر بار اپنا سب لٹا بيٹھے فقط حامد و احمد پہ ہے بھرم صديقِ اکبر کا , , سبھى اصحاب و کل امت کرے جتنى بھى خيرات احد سے صدقے پہ بھارى دھرم صديقِ اکبر کا زھر سے پاۓ اقدس ميں جو آيا تھا ثور کے اندر ھر اک قربانى سے بڑھ کر تھا ورم صديقِ اکبر کا عدوِمصطفىٰ سے عار سب سے بڑھ کہ ہے انکو غلامِ مصطفىٰ پہ ھے بے حد کرم صديقِ اکبر کا , لڑےاﷲ کى راہ ميں مگر خود اپنےنفس کى خاطر کسى دشمن پہ بھى ديکھا نہ ستم صديقِ اکبر کا عمر،عثمان وعلى بھى لب بستہ ہيں حاظر خدمت , , ہے رتبہ بعد از انبياء سب سے اھم صديقِ اکبرکا يھى رسول اﷲ کے ناءب، ہيں خليفہ بے فصل يھى , سب سے دونوں عالم ميں اونچا عَلم صديقِ اکبر کا اسے چھو کر نہ گزرے گى شفاعت شافى محشر کى کہ نہ ھو جسکى حالت پر کرم صديقِ اکبر کا وہ ہى سمجھے تھے مطلب آيتِ تکميلِ دينى کا سبھى اصحاب سے بڑھ کر عِلم صديقِ اکبر کا رضى ﷲ عنہ
  6. اگر مناظرہ ہونا طے ہو چکا ہے تو اس کے ليے ميرى چند گزارشات ہيں مناظرے ميں مناظر، صدر مناظرہ ، معاونين کے علاوہ کسى کو بولنے ، ماءيک پر آنے کى اجازت نہ ہو تاکہ شورو غل کا تدارک ہو سکے اور بھترين انداز ميں ريکارڈ نگ ممکن ہو مناظرے کے وقت ، تاريخ اور شراﺋط طے کر کے انھيں مناظرے سے ايک ہفتہ پھلے ہى مشتھر کر دياجاۓ مکمل مناظرہ تحرير ميں لايا جاۓ اور فريقين کے دستخط اورمصنفين کے فيصلے سميت مکمل دستاويز بناٸ جاۓ اورتحريرى، صوتى اور ممکن ہو تو ويڈيو کى صورت ميں متعلقہ فورمز پر سب کے ليے مھيا کيا جاۓ ۔ بنيادى شرط تکميل ہونى چاہيۓ کہ کوٸ بھى فريق کسى بھى وجہ سے مناظرہ کو ادھورا چھوڑ کر نہ جاۓ اور ہم دوسرا مناظر لاٸيں گے والى کوٸ بات نہ ہو اسليٸے پھلے سے ہى اپنے بھترين مناظر کو لايا جاۓ فريقين لکھ کر دستخظ کريں اور بيانيہ صورت ميں فيصلے کو تسليم کريں۔ اسکےعلاوہ ميرى گزارش ہے کہ ايک کے بعد ايک سارے اختلافى مساٸل پر مناظرے ہوں بھترين معيار سے ريکارڈنگ کے ساتھ يہ سارے مناظرے مکمل ہوں چاہے وقت کتنا لگے اور واضح نتيجہ تک پھنچا جا سکے۔ اور تحرير ، آڈيو اور ويڈيو کي شکل ميں محفوظ کر ليے جاٸيں اور انکى تشھير کى جاۓ
  7. يا رب ميرى سوءٸ ھوءٸ تقدير جگا دے آنکھيں مجھے دى ہيں تو مدينہ بھى دکھا دے
  8. يہ کون سر سے کفن لپيٹے چلا ہے الفت کے راستے پر فرشتے حيرت سے تک رھے ہيں يہ کون ذى احترام آيا
  9. بھاٸ ميرا مشورہ ہے کہ آپ اگر باقاءيدہ سند تافتہ عالم اور مناظر نھيں ہيں تو مناظرہ نہ کريں... وھابيوں کو مناظرہ کا شوق ہے تو ان سے بوليں کے اپنا عالم لاءيں اور آپ کسى سنّى عالم سے رابطہ کريں ۔ ويسے کتنے ہى مناظرے ہو چکے ان وہابيوں سے کافى ساءيٹس پر وغيرہ پر موجود ہيںnooremadinah.net , islamieducation.com مثلاً پر بھى مناظرہ لکھکر تلاش کريں youtubeاور اور ضرور وہابى کو وہ مناظرے دکھايں اور دعوتِ حق ديں مگر ميرا مشورہ يھى ہے کہ از خود مناظرے سے پرھيز کريں وﷲ اعلم و رسولہٰ اعلم
  10. Ham sab Allah azzawajal ki makhlooq hai wo khaliq o malik. hamai jis hal mai bhee rakhay yei us ki marzi Allah azzawajal ham sab ko apnay hafz o aman mai rakkhay aur har aafat o parichani say bachaiay aur har imtahan mai kamyab karay aur dono jahan mai shad rakhay aamin. Aap ka yei ilzam kay ham loago ko dawa ki targheeb nahee daitay theak nahee hai..dawa ki ahamyat apni jaga hai aur tawakkal ka tareeka Nabi alislam nay yehi sikhaya hai kay insan pahlay janwar ki rassi bandh day phir Allah azzawjal pay tawakkal karay aur nateeja Allah ki zaat pay he choray .. dawa elaj ki ahamyat pay Alhamdulillah pahlay bhe baat howi thee isi forum pay aik post maujood hai aur Syedi Ameer e Ahlesunnat damatbarkatuhum aaliya ka aaik maktoob bhee hai jis mai is baat ki targheeb dee gaee hai .. http://www.islamimehfil.info/islamic-broth...wain-t2765.html http://www.dawateislami.net/library/litera...7&year=2006 ........... Allah azzwajal ki tadbeer hamari samgh hamari aqal say buland o bartar hai Allah azzawajal pay tawakkal karain dunya tu baysabati ka ghar hai.. ham mai say kisi nay bhee yaha hamaisha nahe rahna ..jaha hamaisha rahna hai waha ki fikar mai lag jain Allah azzawajal nay apnay pyaray Anbiya alaislam ko bayshumar aazmaisho mai mubtala kia Syedina Aadam alaislam jannat say zameen pay bhaijay gaiay , Syedina Ibrahim alaislam ko aag mai dala gaya , Syedina Ayub alaislam ko taweel arsay bayinatha sakht bimari mai mubtala rakkha gaya , Syedina Ismail alaislam ko walid ki churi kay neachay litaya gaya, Syedina Younis alaislam ko samundar mai phainka gaya aur machli kay pait mai rahna para, Syedina Yaqoob aur Yasoof alaislam ko taweel judai aur apno ki baywafai ka gham sahna para, Syedina Isa alaislam ko un ki qaum nay parichan rakha, Syedina Yahaya alislam ko Syedina Zakaria Alaislam ko nahaq shaheed kia gaya .. Nabi pak alaislam ki zindagi hamaray samnay hai kay sahaba kiram kay sath Aap alaislam nay shikam e aqdas pay pathar tak bandhay , Jisme Naz pay patthar maray gaiay , rastay mai kantay bhichaiay gaiay , Sahaba kiram rizwanullah alaihim ko tarpaya gaya tapti rait pay angaro pay litaya gaya, bhook piyas ki taweel takleef uthani pari, Syedina Usman e Ghani raziAllah anho ko un kay apnay he ghar mai baygunah 40 roaz kay rozadari ki halat mai shaheed kia gaya, Jigar Gosha Rasool alaislam Syedina Imam e Hussain raziAllah anho aur Nabi alaislam ki aal e pak karbala mai bhooki piyasi khak o khoon mai tarpai gaee .. kia ham ko apni zara si parichaniya un sab aazmaisho kay muqablay mai zara si hasiyat ki bhee dikhai daiti hain.. lakh baddil badguman sahee mai nahe samghta kay koi kabhe yei kah sakta hai is leay khudara ham sab ko chaheay kay apnay aap ko Allah azzawajal ki raza pay rakhain shikwa dil mai he daba lain yaha tak kay dil Rab azzawjal ki raza pay razi ho jaiay inshaAllah azzawajal ... dil mai paida laam ho he jaiay ga Is dunya mai ham aish o ishrat kay leay nahee aaiy hamara maqsad yehi kay is imtahan mai kamyab ho jain aur Iman kay saath is dunya say rukhsat ho aur aakhirat mai kamyabi naseeb ho aur wapis apni meeras jannat mai jaian.. yei tu qaida aur ussol hai kay nateeja acha maqsood ho tu tayyari mai paraichani uthani he parti hai.. is bat say barh kay aur kia kay Allah azzawajal nay hamain iman walo kay ghar mai musalman paida kia aur karorha naimatain ata kari jo kuch us nay ata kia us ka ahsan hai shikwa tu jab hota jab hamara haq hota hamra haq kuch na tha sab Allah azzawajal ka ahsan hai aur Haq tu us ka hai kay ham shukar ada karain Alhamdulillah ala kulli hal phir jo imtahan Allah azzawjal ata karay us mai sabit qadam bhee wohi rakhta hai Aazmaish wafadari ka saboot hoti hai warna Moo say har koi daa'wa kar lay .. Tamam musalman bahan bhai hamaisha dawa aur dua dono pay yaqeen rakhain kay dawa bhe sabab hai aur dua bhe magar bharosa hamain apni dawa pay hai na apni dua pay na apnay aamal pay na apni zaat pay .. bharoosa sirf aur sirf Allah azzawajal aur us kay Habib alaislam ki ata pay hai . Allah azzwajal jab ata farmana chahta hai kamil sabab bhee paida farma daita hai. Aiay Allah azzawajal kisi hal mai tairi na shukri howi ho tu ham sab musalmano ko maaf farma Alhamdu lillah azzawajal ala kulli hal wa Slalaho ala syedal Anbiyai wal Mursaleen wa ala aalihi wa sahbihi ajmaeen. wasslam
  11. http://www.islam786.org/ghazialmillatspeeches.htm http://www.yanabi.com/mediadb/index.cfm?ca...p;ShowMaxRecs=8 http://www.nooremadinah.net/MediaLibrary/M...p;txtCategory=0 inshaAllah you will find many Speeches audio and video from the above links wasslam
  12. بے شک کسى مولوى کے کھنے سے کچھ حلال يا حرام نھيں ہو سکتا حلال وہ ہے جسے اﷲ اور اسکے رسول نے حلال کرديا اور حرام وہ ہے جسے اﷲ اوراسکے رسول نے حرام کر ديا باقى سب کچھ مباح ہے اکثر اوقات ديوبندى ، وہابى۔ ميلاد ، فاتحہ ، عرس ، نزر نياز اور دوسرے ايسے معاملات کے بارے ميں بولتے ہيں کہ قرآن و حديث سے ثابت نھيں اور بھولے بھالے سنى مسلمانوں کو دھوکہ دينے کى کوشش کرتے ہيں لہذٰ ھميشہ جب بھى کوﺋي ان معاملات کو اپنى ناقص عقل سے حرام و ناجاﺋز قرار دے ہرگز ہرکز اس کى نہ سنيں۔۔ اور بدمزہبوں کو يہ جواب ديں کہ تم کسى دليل سے ثابت کرو کے يہ سب حرام و ناجاﺋز ہے ورنہ اپنا راستہ ناپو۔ ياد رکھيں ہر چيز کي اصل يھى ہے کہ وہ جاﺋز ہے جواز کے لۓ کوﺋى دليل مانگے تو اسکو يہ جواب ديں کہ تم حرمت کى دليل لاو ۔۔ جواز کى دليل خود عدم حرمت ہے۔ يعنى جو کچھ بھى حرام نھيں وہ بلاشبہ جاﺋز ہے يا حلال ہوگا يا مباح ايک ديوبندى نے اس بات سے انکار کيا کہ شريعت ميں اشياء کى اصل مباح ہونا نھيں ہے تو ميں نے دار العلوم ديوبند سے يہ فتوٰي ليا تھا آپ سب کے لۓ حاضر ہے
  13. http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=19 19.mp3
  14. Aaj kal deobandi/wahabi chand aahais ka ghalat tarjuma kar kay us say yei sabit karnay ki koshish kartay hain kay Ahadis e mubarka mai sabaz amamay sharif kay khilaf baat maujood hai aur aisay kisi garoh ka zikar hai... jo sarasar jhot aur bad-diyanati hai aur Ahadis e pak pay iftara kay siwa aur kuch nahee . darj zail fatwa mashoor deobandi mufti Ebrahim desai ka hai jis say har deobandi wahabi waqif hoga is fatway mai wo saf saf kah rahay hai kay un ahadis ka misdaq sirf aur sirf yahood hai aur kisi muhaddis kisi aalim nay kabhee in ahadis ki kabhee aisi tashreeh nahe kari kay kisi musalmano ki jamat ko in ahadis ka misdaq tahraya ho. aur wo iran kay shiayo ko bhe is ka misdaq nahe samghtay tu aaj koi wahabi deobandi apnay he muftiyo kay fatway kay barkhliaf in ahadis say Ahlesunnat wal jamat murad lai tu yei sirf aur sirf zid baraiay zid aur adawat e Ahlesunnat wal jamat kay alawa aur kuch nahe ho sakta.
  15. Sage Attar bhai and all muslims Nasir nauman sahab ka aqida yei hai kay Allah azzawajal wahdaho la sharik tu hai magar jo insan zinda ho Allah us ko apnay sath sharik kar laita hai aur us banday say madad hasil karna shirk nahe balkay haqooq ul abad ban jata hai yani shirk jaisa gunah na sirf shirk nahe rahta balkay sawab ho jata hai aur us banday kay martay hi us say madad hasil karna phir shirk ho jata hai. aur Sage Attar bhai kay reply mai aayat jo unho nay paish kee apnay tarjumay kay saath us say aqida sabit karna chaha kay Allah azzawajal kay siwa jis ko bhe pukara jaiay jo khaliq o malik na hu zameen o asman ki takhleq karnay wala na ho tu wo sarasr shirk hai tu ab yei pocha jaiay kay janab Nasir numan sahab is aayat ki ro say tu maan ka bacho ko mia ka biwi ko bacho ka baap ko is ka us ko har kisi ka har kisi ko pukarna shirk sabit hota hai kay Allah kay siwa na koi khaliq hai na malik na zinda na murda..... magar phir apni he baat say mukar jatay hain. Aisi tauheed say Allah ham sab ko bachaiay aamin. wasslam o ala man itabail huda
  16. dawa aap ka tha 100% wahabi ka aur ab aap itna utna istarah ustarah karnay lagay. jaisa sage Attar bhai nay kaha aap yaha hamara aur apna waqt barbad na karain shroo say lay kay aakhir tak har post mai aap wohi raag alap rahay hain jis ka koi sir pair nahee dawa hai daleel ghayab. aap un kay sawalat ka jawab dain yei numbaro aur lafzo ki kareegari rahnay dain aur sage Attar bhai kay sawalat ka jawab dain.
×
×
  • Create New...