Farz rozay ki qaza k lye shohar ki ijazat zarori hai?Agar shohar bivi ko ye kehay k phelay shohar ki khidmat krna farz hai (yahan khidmat sy mtlb sirf humbistri hai) aur bivi ko maaray aur galyian dy aur kahay k uski koi ibadat qabol nhi hui. Aisay men agar aurat roza tor dy tu eska kua hukum hai. Aur kia shohar ka ye rawaya jaiz hai ?