hazrat karem rasol s.w ne hazrat umar aur hazrat ali k.w se farmaya ke mere baad awais karni se dua karwana hanla ke wo taabe tha aur ye sahabe the magar wajha ye thi ke awais karni apni ma ki buhat khid mat karta tha to hazrat umar hazrat ali k.w ne awais se dua karwai the .qisa to buhat bara he me kuch mukhtsir likh raha ho. Fir awais maka me raha tha kuch taim baad hazrat umar ke pas taabe i the maka se to hazrat umar r.a.t.a ne pocha ke apne awais karni se dua karwai he to unho ne kaha ke nahe to hazrat umar ne kaha ke awais dua karwana to wo taabe wapis aakar awais dua karwane lage to awais karni ne pocha ke apko kis ne kaha he hazrat umar ne to unho ne kaha g ha to awais ne ausi raat ko waha se hijrat kardi ke yaha pir parsti na hojai . To kia pir pasti gunha he kia piro se mangna chaheye