Quran o hadith ki roshni main agar shohar 10 saal sy biwi k qareeb na aya ho or koi azdwagi rishta na bnaya ho to kya hukam hai... ?
Aik aam mian biwi jn k beech main sab kuch theek ha or wo aik dusray k qareeb b atay hain laikn 3 dinoun sy biwi us k qareeb janay ki koshish kar rahi hai or shohar har bar mana kr daita hai is k baray main kya hukam hai... ?
Umar k konsay hisay main mian biwi ko karna chor daina chahye...???
Please guide me.
Thanks