Ye tamam batain khandan-e-Nabi kareem (saww) or ahlebait karam say bughz o enaad mehsoos horahi hai Khatoon-e-Jannat, Dukhtar aqdas BiBi Fatima ki zaat-e-mubarika is say kahin barh kar hai aisay waqiyat jinko yahan bina tehqeeq k man gharat bataya jaraha hai Koon o Makan K Aqa Kareem ki dukhtar say baeed nahi k aisay waqia roonuma ho kio k wo Fatima jis ki dehleez pak par farishtay jhuk kar salam kartay ho us zaat shareef k liyai ye sub itna mushkil nahi Mjhay is topic par aisi post daikh kar hairat horahi hai kum az kum barailvi aisi bay aqeedi ka muzahira nahi kartay thay magar aj kal inmay bhi wahabiyat o najdiyat ka gunda beej bo diya gaya hai.......
kisi paak o muqaddas hasti k mojizaat par eman o aqeeda ain deen hai ye tamam mojzaat Allah ki taraf say kuch khas hastio ko miltay hain aisay waqiyat par aqeeda rukhna aur iskay tufail apni murad mangna kia jurm hai? ya barkat ka baais hai?
Janab syeda ki kahani ko shio ka likha kehna kia iski haqqaniyat ki nafi karti hai jab k sunniyat may bhi iska riwaj hai yani murad o mannat ka hum tou is dunia k aam logo ko bhi wali bana kar unsay aqeedat rukhtay hain jab k humain unki qabar ka haaal bhi nahi pata hota
phir baghair tehqeeq k fatway ki toop chalana kaisa hai?
yahan may sunnio ki tehreer karda janab syeda ki kahani ki picture post kr raha ho apni andhi bani ankhain khool kar daikho