-
کل پوسٹس
21 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
سب کچھ Äśïm Ĵävëđ Äśïm نے پوسٹ کیا
-
haan janab ap ko kafi ilm hy mujhy pata hy hadees jb wazy alfaaz majood hn aur riwayat b sahi hy ( ya kahoo k sahhih bukhari main zaef aur moazoo riwayat majood hain) ..... ham hadees pesh krty hain aur dawa wazy hota hy aagy sy apni allim ki andhi aqeedat ki base pr baat code kr dety hain aur khush ho jaty hn ham ne jawab dy dia hy ...... riwayat sy bachny ka hi hal hy ya to riwayat kaho ghalat hy ya sabit kro k likha howa nahi hy jo main ne kaha hy ..
-
tum logo ki bewaqoofio pr hansi nahi rukti....... fulan fulan kitaab mn yeh alfaaz nahi hn is kitaab mn to majood hn is sy ki farq parta hy k dosri riwayat main majood nahi hain ik sahi hadees main to majood hy ..... agy irlivent riwayat aur andhi aqeedat ki base pr ik 2 hadees apni kitabo sy zikar kr dia jin ki hamary liay koi ahmiyat nahi hy.... sahi muslim mn alfaaz b majood hain aur riwayat b theek hy jis sy meri dawa sahi proof hota hy simple
-
itny page paste krny pahly khud hi prh lety to behter tha..... pahli baari is sy mera dawa theek hy k is ayat k shan e nazool main ikhtalaaf hy .... walida sahiba wali ik riway ko to tum ne b khud theek kah dia hy..... sahaba wali jo hazrat ali a.s ki sahi sanad wali riwayat ka koi jawab nahi dia..... end pr mussayat wali baat hy mussayat wali baat baat mani nahi ja skti q k mussayab 10,11 saal baad muslim howa tha us waqt woh wahan majood b nahi tha.... ya to us ki majoodgi sabit kro ya dariyaan ka ravi batao warna musayat wali riwayat ka koi faida nahi hy
-
sorat tauba ki ayat 113 ka main jawab dy chuka hn... ap ne shayed prhny ki zahmat hi nahi kia hy...
-
falan falan mulla ne yeh kaha ..... jb k riwayat khud sub kuch kah rahi hy ... taveelo ki zarorat hi nahi hy... akhir tk naraz rahna aur janazy mn na hona fazy likha hy
-
mujhy pata hy tum ne jo b kahna hy janab... baat simple c hy.... jo main ne kaha hy woh is sy proof ho raha hy baqi tum loog jano tumhari kitabeen... meri baat proof nahi ho rahi to bata do..??
-
g bilkul jhoota kaha hy aur hadees ko b hazrat umer ki apni zubani sahi muslim main prh lo yeh lo us ka hawala...
-
-
ap ka link main ne dekh yeh mera sawal ka jawab manhi hy..... hadees main likha hy ""hazrat ayesha ne kaha is ayat ko is tarha likho"" hazrat ayesha yeh sub kuch ayat main likhny ka kah rahi hy aur ap kah rahy batany k liay kaha hy. yeh to koi jawab na howa... ap ka link main ne dekh yeh mera sawal ka jawab manhi hy..... hadees main likha hy ""hazrat ayesha ne kaha is ayat ko is tarha likho"" hazrat ayesha yeh sub kuch ayat main likhny ka kah rahi hy aur ap kah rahy batany k liay kaha hy. yeh to koi jawab na howa...
-
main ne is mulla ki jhoot ki taraf ishara kia hy janab jo is ne speech main boly hain... is speech ko sunnany k koi etmenaan bakhsh jawab hy to number k sath mukhtasir bata den
-
ik to tum ne aksar bateen apni kitabo di hain.. 1. bukhari main fatima s.a ka razi na ho sabit hy.. kia tum logo k mutabiq sahi bukhari ki baat ko dosri kitabo sy rad kia jaskta hy?? 2. kia bukhari waali baat ghalat hy?? hy to reason? 3. la meeraas wali ayat ko hazrat ali a.s ne ghalat ka hy aur abu bakr aur umer dono ko jhoota hy... 4. ap ne ilm ki fazilat wali hadees ka ghalat matlb nikala hy jb k yeh hadees ""meeraas"" k bary main hain ki nahi ..
-
yeh qirat ka masla nahi hy janab.... agr yeh theek tha to tum loog aaj kr q nahi nahi likhty... aur riwayat tarimzi hy aur husn sahi hy.... yeh taweel fazool hy. khabar wahid nahi hy hifza ki riwayat ka b zikar kia hy tarimzi ne.
-
..............................
-
Imam Hussain(Radi'Allahu Anhu) Was Martyred By Shia
Äśïm Ĵävëđ Äśïm replied to ExposingNifaq's topic in فتنہ شیعہ
......................................... -
tamam hawaly ik taraf ... kia koi sunni is ka jawab dy ga jo ham pr ilzaam lagata hy?
-
article copy paste krny sy pahly ravio waly comment ko prh lety bahter tha... aesy web sy utha kr itna bara article paste kr dia
-
is mulla ne is baat ka inkaar kia hy aur kaha hy k bibi fatima s.a bhaag e fiddak maangny nahi gai thi... 1. abu bakr k fiddak na deeny pr bibi fatima s.a ka bukhari main na likha howa main shia mazhab choor don ga. 2. sahi muslim main hazrat ali a.s ne abu bakr ki is hadees, abu bakr aur umer ko jhoota na kaha ho main mazhab shia choor don ga. 3. yeh rishny nana ka zikr krta hy aur awaam ko bawar krwany ki koshish krta hy is ki waja sy bibi fatima s.a nahi maangta skti then.. is hawaly sy abu bakr [nana] ko fatima s.a ka rishta maangty howy is rishty ka lihaaz nahi aya tha?? 4. yeh kahta hy k aesa kafan pahny sy us shakhs k tamam amaal zay ho jaen gy..... agr kisi shakh k rishtadaar dushmani ya bughz ki waja sy khalat kafan pahna deen to kia us shakhs k sary amaal zay ho jaen gy?? woh jahanam main jay ga.?? 5. is ne kaha hy k mawiya katib e wahi hy ... ""mishkaat shareef"" vol 3 ilm rijjal main mawiya k chapter main yeh na likha ho k ""mawiya ne wahi bilkul b nahi likhi"" to main mazhab shia choor don ga. w salam asim javed asim
-
ap ki kitabo main hazrat abbas a.s k mutabiq hazrat abu talib ne kalma b prh lia tha... seerat ibne hashaam jild2 page page 35 aur madaris mabowat jlid 2 wafat hazrat abu talib a.s k chapter main.
-
ایمانِ ابوطالب ؑ (صحیح بخاری کی حدیث 3884کا جواب) ناصبی بغض اہل بیت ؑ میں اندھے ہو کر ( معاذ اللہ ) حضرت ابو طالب ؑ کو کافر ثابت کرنے کے لئے مسیب بن حزن کی روایت پیش کرتے ہیں جو کہ اس کے بیٹے سعید(تابعی) نے روایت کی ہے اس کا جواب پیش خدمت ہے 1۔ مسیب بن حزن فتح مکہ کے بعد مسلمان ہوا یہ کیسے ممکن ہے کہ حضرت ابوطالب ؑ کی رحلت کے دس گیارہ مسلمان ہونے والا بندہ اس وقت کی روایت بیان کرے جبکہ وہ مسلمان بھی نہیں ہوا تھا ؟ اسے سہی بھی مانا جائے؟ 2۔ سیرت النبی ؐ جلد نمبر ۱ صفحہ ۱۴۹ پر شبلی نعمانی اس حدیث کے بارے کہتا ہے " محدثانہ حیثیت سے بخاری کی یہ روایت چنداں قابلِ حجت نہیں کہ اخیر راوی مسیب ہیں جو فتح مکہ میں ایمان لائے اور ابو طالب ؑ کی وفات کے وقت موجود نہ تھے اسی بنا ء پر علامہ عینی نے اس حدیث کی شرح میں لکھا ہے کہ روایت مرسل ہے" پس ثابت ہوا یہ حدیث قابل حجت نہیں ہے ۔ والسلام عاصم جاوید عاصم https://fbcdn-sphotos-d-a.akamaihd.net/hphotos-ak-frc3/1379491_460350654080846_1893154493_n.jpg https://fbcdn-sphotos-c-a.akamaihd.net/hphotos-ak-ash3/1375863_460350560747522_1296346098_n.png ایمان ابو طالب ؑ ( روایت کرنے والے راوی) سنیوں میں مشہور روایت ہے جس میں کہا گیا ہے کہ ( معاذ اللہ ) حضرت ابو طالب ؑ نے کلمہ نہیں پڑھا کے راویوں کو ہی دیکھ لیا جائے تو اس روایت کو جھوٹا کہنے کے لئے کافی ہے 1۔ مسیب بن حزن ( فتحِ مکہ کے بعد مسلمان ہوا ۔ رحلتِ ابو طالب ؑ کے وقت موجود نہیں تھا) 2۔ ابو ہریرہ ( فتحِ خیبر کے بعد مسلمان ہوا ۔ رحلتِ ابو طالب ؑ کے وقت موجود نہیں تھا) 3۔ ابن عباس ( رحلتِ ابو طالب ؑ کے وقت بعض کے مطابق ایک ماہ کا تھا اور بعض کے مطابق پیدا نہیں ہوا تھا) سیرت النبی ؐ جلد نمبر 1 صفحہ149 پر شبلی نعمانی صحیح بخاری حدیث3884 کے بارے کہتا ہے " محدثانہ حیثیت سے بخاری کی یہ روایت چنداں قابلِ حجت نہیں کہ اخیر راوی مسیب ہیں جو فتح مکہ میں ایمان لائے اور ابو طالب ؑ کی وفات کے وقت موجود نہ تھے اسی بنا ء پر علامہ عینی نے اس حدیث کی شرح میں لکھا ہے کہ روایت مرسل ہے" والسلام عاصم جاوید عاصم