Jump to content

Ghulam E Mustafa

رکنِ خاص
  • کل پوسٹس

    1,780
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    23

سب کچھ Ghulam E Mustafa نے پوسٹ کیا

  1. Thanks bhai waisy yeh tu maine pehlay bhi kaha ke unn ki aqal ka janaza nikla howa hai aitraaz tu uss ko karna cahiey jiss mein khudh koi ghalti nah ho per yahan system hee alag hai.
  2. Deobandion ke chand questions hain jinn ke answer cahiye please help me about it. Alhumdulillah Nabi Kareem ko hum Hazir-o-Nazir manty hain tu Quran ki ayaat ke roo say manty hain per aik Wahabi Kharabi aur Deobandion ki yeh kharabi hai ke Nabi Kareem ki tareef nahi sun sakty khair koi aqal mand Nabi Kareem ke hazir-o-nazir hone ke mutaliq humara aqida hee sun lai tu woh samajh jai ga aur Nabi Kareem ke Hazir-o-Nazir hone ke mutaliq mujhe Ahl-e-Sunnat Wal Jama't ka Aqida maloom hai per phir bhi Deobandi ki Aqal ka Janaza nikla howa hai uss ne yeh Questions kiye hain please inn ke jawabat cahiye. 1. Nabi Kareem ko hum hazir-o-nazir manty hain tu kia Auliya ko bhi aisa hee manty hain ? 2. Nabi Kareem hazir-o-nazir hain tu kia sirf achi jaghon per ya burai ki jaghon per bhi hain ? 3. Kia Nabi Kareem sirf dekhne waly hain ya Nabi Kareem ko dekha bhi jaa sakta hai ?
  3. Paray (Non-Muslims) tu pehlay bhi Humare Aqa ki shaan ko manty thay yeh tu Muslims mein problem hai jaisy Wahabi/Deobandi per i think jo Aqa say bughz rakhta hai woh Musalman kehlane ke laik nahi.
  4. Main IslamiMehfil team ko aur Khasosi taur per Sag-e-Attar bhai ko Mubarik baad daita hon http://www.ja-alhaq.com/ launch karne per. MasahAllah dekh kar buhat khushi hoi ke woh Islam ke liye kitna work kar rahai hain Allah say dua hai ke Allah app sab ko mazeed istaqamat ata farmai aur Madinah Shareef ki ziarat say bar bar mustafeed farmai aur Badmazhabon ke khilaf aur zyada kam karne ki taufeeq ata farmai.. Ameen!
  5. Rahay ga yon hee Unn ka charcha rahai ga Paray khak ho jain jal jane walay
  6. JazakAllah buhat achi sharing hai Allah amal ki taufeeq ata farmai. Ameen!
  7. Ghulam E Mustafa

    Dua kyon kabool nahi hoti ?

  8. JazakAllah buhat achi batain batai hain app ne mujhe pehlay nahi pata tha per Deobandion ko sharam nahi ati.
  9. Iss ke radd main jo book likhi gai hai woh meray pass hai aur jaisa ke bhai ne kaha ke Yeh Ala Hazratnetwork bhi available hai per ajj kal woh site ko upload kar rahai hain.
×
×
  • Create New...