Jump to content

Ghulam E Mustafa

رکنِ خاص
  • کل پوسٹس

    1,780
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    23

سب کچھ Ghulam E Mustafa نے پوسٹ کیا

  1. MasahAllah, SubhanAllah, JazakAllah....... but i think yeh tu Islamic Images mein hone cahiye.
  2. Zaalzala - Allamah Arshad-ul-Qadri Alaihe Rahmah Click here to read Click here to Download in PDF
  3. Bhai Zaalzala Book app yahan par sakty hain. http://www.nafseislam.com/en/Literature/Ur...ala/Zalzala.htm And app ne jiss section mein koi Topic post karna hai uss section mein jain aur Right Side per NEW TOPIC ka option hoo ga uss per Click karain uss say app koi topic post kar sakty hain. Allah hafiz
  4. Ghulam E Mustafa

    Masjid-Al-Noor

    Maine yeh pic aik Website say li Masjid buhat passand aai tu socha app sab say bhi share kar don. Apni Duaon mein yaad rakhain.
  5. Ajj kal woh buhat busy hain per InsahAllah mujhe umeed hai jald hee yeh request puri karain gai.
  6. MasahAllah I think iss ka right answer hoo ga.... KABHI NAHI...[/size]
  7. SubhanAllah bhai buhat achi sharing hai Allah Azawajal app ko jazai khair ata farmai... Ameen!
  8. Aur bhai aghar uss ka yeh Aitraaz hai ke Ambiya Alaihe Salam apni qabron mein zinda nahi tu uss ko yeh tamam Ahadith sunain aur aghar phir bhi woh kahai ke yeh bhi sabhi za'eef hain tu uss say saboot mangain. iss topics mein yeh Fatwa par lain. http://www.islamimehfil.info/Ambiya-Alaihe...hain-t4048.html
  9. Bhai yeh Hadith Shareef Ibn-e-Majah aur Mishkat Shareef mein hai app uss say iss ke za'eef hone ka saboot mangai. Dosri baat yeh ke aghar woh Allah ke Nabyon ko zinda nahi manta tu uss ko Muslim shareef ki hadith sunain ke Rasool Allah ne irshaad farmaya ke Meeraj ki raat meine Hazrat Mussa Alaihe Salam ko apni qabr mein namaz parrty dekha kiya yeh hadith bhi za'eef hai ? aur uss say pochain ke uss ke pass kiya saboot hai ke Bukhari aur Muslim mein koi nahi aur baqi tamam books mein za'eef ahadith hain ? aur uss say za'eef hadith ki tareef pochain. aur yeh bhi ke kya koi hadith za'eef hone say woh hadith mann gharat hoti hai ya hoti hee nahi ?
  10. Allah hum sub ko amal ki taufeeq ata farmai Ameen!...
  11. SubhanAllah waisy humain kehty hain jee sabz imama bidat hai... khudh joo bhi karain muaf hai buhat achi sharing hai sukriya.
  12. Kiya haal hai sab ka ? Umeed hai app sab khariyat say hoon gai. Chalain ajj aik new topic start karty hain shaid app sab ko interesting lagai. App ne yahan yeh post karna hai ke app ko IslamiMehfil ki konsi skin achi lagti hai ya phir app iss waqt konsi Skin use kar rahai hain ? Waisy mujhe tu IM-Soft-Blue buhat achi lagti hai aur mein use bhi yahi kar raha hon iss ka banner bhi buhat acha hai aur icons bhi.
  13. mujhe tu yeh buhat passand aya. Chalain app sab ko aik baat sunaata hon. Alhumdulillah jahan mein rehta hon yahan per 6 Masajid hain jinn mein say 5 Ahl-e-Sunnat Wal Jama'at ki aur aik Deo ke Pillon ki hai wahan per jo Imam hai woh Ala Hazrat Alaihe Rahmah ke Khilaf buuhat bolta tha per Alhumdulillah uss ke tamam aitrazaat ka jawab dai diya gaya aur uss rooz say uss ne koi aise harkat nahi ki aur Allah ke fazal say abb wahan bhi hum kuch aisa mahool bana rahai hain ke InsahAllah jald hee yeh Deo ke pilly wahan say bhi bhaagh jain gai. Acha tu main asal baat per ata hon ke wahan jo Imam hai woh shoor dalta hai ke Qabr per Jo Hafiz bethay jatay hain Quran parne ke liye yeh bhi ghalat hai Dua baad namaz-e-janaza bhi ghalat hai aur yeh kisi ki mout per Daswan 10 aur Chaliswan 40 bhi ghalat hai per kuch arsa pehlay itifaq say mein kisi ke 40 Chaliswayn per kaheen gaya tu dekha Molvi sahib wahan beth kar CHAWAL khaa rahai thay mujhe dekh kar buhat hansi aai aur maine wahan hee masla poch liya janab maine tu suna hai app ke nazdeeq Chaliswaan Najaiz hai per yahan tu app Chawal kha rahai hain bus phir kya tha Molvi sahib kabhi idher ki kabhi udher ki. Baat sirf itne hai becharon ko Jootiyan parrty howay bari nahi aati per SHARAM BHI NAHI ATI. Yaar tumhary Signature mein tumhare Ban hone ka Reason bilkul thekh likha howa hai
  14. Aslam o Alaikum,

    JazakAllah khair thanks for joining IM please Introduce yourself in this section.

    http://www.islamimehfil.info/-Introduction-and-Suggestions-and-Feedback--f28.html

    Be Active Here.

    Allah Hafiz

×
×
  • Create New...