Inn tamam ayaat ke jawab mein sirf 1 Ayt kafi hai...
['' Beshak yeh Nabi ghaib batane mein bukheel nahi ']
Aur btw app ne jitne ayaat pesh ki unn ka Tarjuma mor taror kar bayaan kiya but phir bhi inn tamam Ayaat mein muraad yeh baat hai ke Huzoor ko zatti ilm-e-ghaib nahi tha balky atai tha.
Aur aghar sirf Jibra'eel bata jatay thay tu Membir per beth kar Huzoor ne yeh kyon farmaya ke POCHO JO POCHNA HAI ?
Muslim Shareef ki sirf 1 Hadith kafi hai app jaison ke liye jo Hazrat Umer (R.A) say marwi hai ke Huzoor ne Roz-e-Awal say lai kar Qayamat tak jo kuch hone wala hai sab kuch bata diya.
Aik Dafa apne Damagh ko Hazir rakh kar phir par lain app ne jo likha hai taakey uss ke bad iss ka Answer diya jai
I think app Josh mein hosh kho bethay hain.
Happy Birthday Brother, Allah app ko Lambi Umer ata farmai aur App ke Ilm-o-Amal mein Barkatain ata farma kar app ko Deen-e-Islam Ahl e Sunnat Wal Jama'at ki aur zyada Khidmat karne ki taufeeq ata farmai Ameen!
Thanks for info brothers, pata nahi yeh Deo k bandy kia cahty hain aur inhain kuch kehty kuch karty bilkul sharam bhi nahi ati.
Well iss story ka mujhe pehlay nahi pata tha buht sukriya share karne ka.
Qaiser bhai InsahAllah mein kal tak app ko inn rasail per chota sa tabsara likh kar yahan post kar don ga aur inn ke current rates + Phone numbers bhi.
Ajj yeh nahi hoo sakta kyon ki humari Masjid mein ajj buhat bari Mehfil hai so abhi mein wohi jaane wala hon.
But InsahAllah kal tak mein kar don ga.
Allah Hafiz
Ji thekh hai buhat sukriya but yeh Ghamdi ke baray mein uss bhai ne kaha ke Ghamdi kehta hai ke Sahaba ke kehne nah kehne say kuch farq nahi parta iss baray mein koi info ?