-
کل پوسٹس
1,780 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
23
سب کچھ Ghulam E Mustafa نے پوسٹ کیا
-
Namaaz partey waqat dono paaon ke darmian ka fasla
Ghulam E Mustafa replied to unknown's topic in دیگر تمام درخواستیں
Bhai link thekh nahi hai link dobara dain. -
Deobandi Molvi Ke Namaz Mai Nabi Muqtadi
Ghulam E Mustafa replied to Khalil Rana's topic in فتنہ وہابی دیوبندی
buhat achi sharing hai Allah app ko jazai khair ata farmai Ameen. -
مفتی اکمل قادری صاحب سے کچھ روز پہلے یہ مسئلہ احکام شریعت میں پوچھا گیا تھا کہ کسی انسان کی نماز یں رہ جائیں تو اس کی طرف سے کوئی دوسرا پڑھ سکتا ہے اگر وہ انسان زندہ ہو تو۔ تو انہوں نے فرمایا نہیں وہ نمازیں اسی کو پڑھنی ہوں گی۔ تو میرے خیال میں نوافل بھی جس نے نیت کی وہ خود ہے ادا کرے گا اور بہتر ہے کہ وہ دو دو کی نیت کر کہ پڑھے کہ اس میں ثواب زیادہ ہے۔ چار کی بھی پڑھ لے تو ہو جائیں گے لیکن جس چیز میں زیادہ فائدہ ہو وہ کرنی بہتر ہوتی ہے۔
-
JazakAllah buhat achi sharing hai.
-
Qaseeda Burdah Shareef Mowlaya salli wasallim daa iman abadan 'Ala habiibika kheyril khalqi kulli himi Muhammadun sayyidul kowneyni wa thaqaleyni Wal fariiqeyni min unrbinw wamin aajami Huwal habiib ulladhi turja shafa 'aatuhu Likulli howlim minal ahwaali muqtaahimi Ya akramal khalqi maali man aloo dhubihi Siwaaka 'inda hululil haadithil amaami Fa inna min juudi kad dunya wa da rataha Waamin 'ulumika 'ilm al lowhi wal qalaami
-
Qaseeda Burdah Shareef (Arabic~ Persian~ Urdu~ Saraiki~ English) Mowlaya salli wasallim daa iman abadan 'Ala habiibika kheyril khalqi kulli himi Muhammadun sayyidul kowneyni wa thaqaleyni Wal fariiqeyni min unrbinw wamin aajami Aan muhammad sarware konein o jin o ins ham Behtar e khalq e do 'aalam sayyide 'arb o 'ajam Aap hein khazrat muhammad sarware har do saraa Aap hein 'arb o 'ajam jin o bashar ke peshwa Ddu jahaanan da hei sarwar oo muhammad muhtaram Jeind e taabi' jin te aadam sab 'arab te sab 'ajam He is Muhammad peace be upon him; the lord of the both the worlds; the lord of man and all the hidden parts; The lord of the arabs & the lord of the rest of the world. Huwal habiib ulladhi turja shafa 'aatuhu Likulli howlim minal ahwaali muqtaahimi Oo habeeb ast o azo da reem chashm e iltifaat Dar balaii nagahaan o dar jamii' e haadthaat Aap hein mahboob e haq or shafi' e roz e jaza Naagahaani aafton main aap ke hei aasraa Hei habiib e har musiibat waale ki umeed gaah Hei shafi' te naagahaani aafton keete panaah He is the dearest, to whom hopes can look forwardfor succor and redress in all befallings, calamities and sudden frights. Ya akramal khalqi maali man aloo dhubihi Siwaaka 'inda hululil haadithil amaami Ii garaami tarz khalqat man na daaram multaja Juz to dar waqt e qiyaamat neez dar uftaadha Akram ul makhluq or maangun mein kiss se panaah Haadsaat e 'aam main hein aap meri takya gaah Akram ul makhluq thein bin koan ddeenda him panaah Har museebat 'aam o khaas ich tu hei meri takya gaah O most generous of all! Who else is there to give me protection in sudden calamities & common mis-haps? Surely there is none but You. Fa inna min juudi kad dunya wa da rataha Waamin 'ulumika 'ilm al lowhi wal qalaami Dunya hast az juud to da aakhirat az to karam Az 'ulum e tust 'ilm e loh neez 'ilm e qalam Be shuba donon jahaan hein aap ka juud o karam 'Ilm kul hei aap ka or juz wa hei loh o qalam Ei jahaan te oo jahaan ddu hein taidda juud o karam Aap de kul 'ilm da hik juz wahei loh o qalam This world and it's counterpart; the other world, owe their existence to Your liberality. Even the knowledge contained in the Pen and the Tablet is just a fragment of the sciences You are the master of!
-
Habibe Khuda Ka Nazara Karoon Mein Habeeb-e-Khuda ka nazara karoon mein Dilo jaan unpar nisaaraa karoon mein Yeh ek Jaan kya hai agar ho karoro Tere Naam par sab ko waaraa karoon mein Tere Naam par sar ko qurbaan kar ke Tere sar se Sadqe utaara karoon mein Mera Deen-o-Imaan Firishte jo pooche Tumhari hi jaanib ishaaraa karoon mein Khudara ab aawo ke dam he labo par Dame wapasi to nazaara karoon mein Khudaa kher se laye woh din bhi Noori Madine ki galiyan bohaaraa karoon mein Mujhe apni rehmat se to apna karle Siwa Tere sab se kinaaraa karoon mein Mein kyoon ghair ki thokare khane jawoon Tere Dar se apna guzaaraa karon mein Tera Zikr lab par khuda dil ke andar Yunahi zindagani guzaaraa karoon mein Dame wapasi tak tere geet gaoon Muhammad Muhammad phukaaraa karoon mein Tere dar ke hote kahan jawoon pyare Kahan apna daaman pasaaraa karoon mein Khudaa aisi kuwat de mere qalam mein Ke Bad-Mazhabon ko sudhaaraa karoon mein
-
Har waqt Tasaw'wur mein Har waqt Tasaw'wur mein Madine ki gali ho Aur yaad Muhammed ki mere dil mein basi ho Do soz Bilaal AQA mile dard Raza sa Sarkaar ata ishq Owais-e-Qarni ho Ai kaash! mai banjaoon Madine ka musafir Phir roti huwi Taibah ko baraat chali ho Phir Rehmat-e-Bari se chaloon soo-e-Madina Ai kaash! muqaddar se mayas'sar woh ghadi ho Jab aaon Madine me to har chaak girebaan Aankhaon se barasti huwi ashkaun ki jhadi ho Ai kaash! Madine mein mujhe maut yoon aajae Qadmaun mein Tere sar ho meri rooh chali ho Jab leke chalo gharibaan ko janazah Kuch khaak Madine ki mere munh pe saji ho Jis waqt nakirein meri qabr mein aaein Us waqt mere lab pe saji Naat-e-Nabi ho ALLAH! karam aisa kare tujh par jahaan mein Ai Dawate Islami teri dhoom machi ho AQA ka gada hoon ai jahan'nam tu bhi sunle Woh kaise jalay jo ke ghulam-e-Madani ho Sadqa mere murshid ka karoon door balaein Pura mera Sarkaar har armaan dili ho Allah ki rehmat se to jannat hi milegi Ai kaash! mahille me jagah unke mili ho Mehfooz sada rakhna Shaha be adbaun se Aur mujhse bhi sarzor kabhi be adbi ho Attar hamara hai saray hashr ai kaash! Daste Shaha batha se yehi chit'thi mili ho
-
Chamak Tujhse Paate CHAMAK TUJH SE PAATE HE SUB PAANE WAALE MERA DIL BHI CHAMKA DE CHAMKAANE WAALE All those who attain brightness attain it from You Brighten my heart also, O? You who Brightens BARASTA NAHI? DEKH KAR ABRE REHMAT BADO PAR BHI BARSA DE BARSAA NE WAALE The rain of your Mercy descends, on all.? Allow it to descend upon the sinners as well, O You who Showers (his mercy upon us) TOO ZINDA HE WAL'LLAH TOO ZINDA HE WAL'LLAH MERE CHASME AALAM SE CHUP JAANE WAALE You are alive By Allah, By Allah You are Alive! O You who is hidden away from our physical sight RAHE GA YUNHI UNKA CHARCHA REAHEGA PAR?E KHAAK HO JAAYE JAL JAANE WAALE Forever shall His indestructible excellence be publicised whilst the jealous will burn in their jealousy to ashes RAZA NAFS DUSHMAN HE DUM ME NA AANA KAHAA TUM NE DEKHI HE CHAND RAANE WAALE
-
Deobandi Mazhab k aik Admi ka Ghaib ka Mushahida
Ghulam E Mustafa replied to Ghulam E Mustafa's topic in فتنہ وہابی دیوبندی
bhai abb aghar yeh princy nah manay tu bai sharmi ki hadh ho gi. -
Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa, Anwaar Ka Alam Kya Hoga Har Koee Fida Hai Bin Dekhe, Deedaar Ka Alam Kya Hoga Ek Simt Ali Ek Simt Umar, Siddiq Idhar Uthmaan Udhar In Jug Mug Jug Mug Taraun May, Sarkaar Ka Alam Kya Hoga Jis Waqt Haleemah Ki Godi, Anwaare Khuda Say Raushan Thi Us Waqt Haleemah Daee Kay, Ghar Baar Ka Alam Kya Hoga Jab Inke Gada Bhar Detay Hain, Shahaanay Zamana Ki Jholi Mohtaaj Ka Jab Yeh Alam Ha, Mukhtaar Ka Alam Kya Hoga Chahay To Ishaaraun Say Apne, Kaya Hi Palat Day Duniya Ki Yeh Shaan Hai Unke Ghulamau'n Ki, Sardaar Ka Alam Kya Hoga Sun Sun Kay Sahaba Ki Batein, Kuffar Musalmaan Hotay Thay Phir Mere Rasool-E-Akram Ki, Guftaar Ka Alam Kya Hoga Taibah Say Hawaein Atee Hai Baikal Ko Sukoon Mil Jata Hai Iss Paar Ka Jab Yeh Alam Hai, Uss Paar Ka Alam Kya Hoga
-
Namaaz partey waqat dono paaon ke darmian ka fasla
Ghulam E Mustafa replied to unknown's topic in دیگر تمام درخواستیں
ASLAM O ALAIKUM, MEIN KOI ALIM TU NAHI LAIKIN ALHUMDULILLAH MEINE AZ KHUDH ULAMA SAY YEH MASLA POCHA HAI AUR ULAMA KA KEHNA HAI KE YEH INSAAN KE WEIGHT PER DEPEND KARTA HAI ZARORI NAHI KE SIRF 4 UNGLION (AIK HATH KI 4 UNGLIAN) KA FASLA HOO JO LOGH FAT HOTAY HAIN WOH TU 4 UNGLION KA FASLA RAKH KAR KHARAY HEE NAHI HOO SAKTY KYON KI AGHAR WOH ITNA FASLA RAKHEIN TU WOH GIR SAKTY HEIN SO JITNA ASAANI SAY INSAAN KHARA HOO SAKAY UTNA FASLA RAKH LAI LAIKIN ITNA ZYADA BHI NAH HOO KE DOSRAY NAMAZION KO PARESHANI BANAI HAAN 4 UNGLION SAY ZYADA FASLA HONA CAHIYE 1 HATH KI 4 UNGLION SAY ZYADA. -
videos regarding Sheikh Amin on youtube
Ghulam E Mustafa replied to Mustafa Ali's topic in فتنہ صلح کلیت
brother buhat acha work hai Allah app ko iss ki jazai khair ata farmai Ameen. Alhumdulilah hum bhi apne ilaqa mein iss fitna ke khilaf logon ko kafi bata rahai hain. -
Kuch days pehly mein Maktaba per gaya tha Ahl-e-Sunnat ka maktaba tu wahan per Khatm-e-Nabuwat ke mozo per meine Muhammad Mateen Khalid ki kafi books dekhi 6-7 tu thi aur kafi bari bari books hain meine pochna tha ke yeh kaisa banda hai Ahl-e-Sunnat sy hai ya koi wahabi/deobandi ??? Please confirm answer dijiye.
-
JazakAllah buhat khoob Muhataram Khalil Rana Sahib
-
Deobandi Mazhab k aik Admi ka Ghaib ka Mushahida
Ghulam E Mustafa replied to Ghulam E Mustafa's topic in فتنہ وہابی دیوبندی
brother -
Molvi Tariq Jameel Ki Wife Key Zaiveraat Chori
Ghulam E Mustafa replied to Faraz Madani's topic in فتنہ وہابی دیوبندی
Astagfirullah yeh tu Thanvi aur Gangohi say bhi 4 hath agay nikal gaya. -
Ashraf Thanvi stupid remarks about Quran e Azeem
Ghulam E Mustafa replied to F.Shahzad's topic in فتنہ وہابی دیوبندی
Saif bhai