Hazrat Abudullah Bin Bisr narrated that one person asked, “Ya Rasool Allah! There are many commands on me of Islam. Tell me of such a thing which I may hold on to steadfast. Rasool Allah replied, “Always keep your tongue wet from Zikr of Allah.” (Tirmizi)
Hazrat Anas (RadhiAllahuAnhu) narrated that Rasool Allah said, “When you pass by gardens of paradise, eat fruits of them. The Sahaba said, “What are the gardens of Paradise?” He said, “The gatherings of Zikr.” (Tirmizi)
talinenoor tum phir aa gai yaar sharam name ki koi cheez hai tum mein jinn topics per pehly baat kar rahai thay wahan say kyon bhagh gai ho aur yeh aik naya topic start kar liya.
Meray bhai Allama Saeed Ahmed Qadri jo ky pehly Deobandi thay aur aik Munazra karne gai thay aur wahan per unhein Ahl-e-Sunnat ki haqaniyat ka saboot mila aur Allah ne unhein Sirat-e-Mustaqeem dekhaya aur woh Deobandi Mazhab ko chor kar Barelvi aur Sachy Muslim ban gai.
Unhon ne yeh book likhi thi Raza Khani Mazhab laikin unho ne yeh buhat dafa apni Speechs mein elaan bhi kiya aru pamphelts bhi shaya kiye ke meine Ahl-e-Sunnat ky khilaf jitne books likhi thi woh sab jhoot hain aur ainda aghar unn books ko koi publish karai ga tu uss ky khilaf kanoni karwai karon ga.
Abb tu woh Ala Hazrat ky sachy Ashiq ban gai hain.
Aur Khalil Ahmed Rana Sahab Alhumdulillah Sachy Scholar hain Ahl-e-Sunnat ky.