Jump to content

Ghulam E Mustafa

رکنِ خاص
  • کل پوسٹس

    1,780
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    23

سب کچھ Ghulam E Mustafa نے پوسٹ کیا

  1. Wah Wah yaar I think 21st Century ki sari ki sari aqal app ky damagh mein hai. Kya koi saboot pesh kar sakty ho ky Iss say muraad Islam say kharij ?
  2. Hahaha buhat interesting discussion chall rahi hai lagay raho meray bhaio
  3. Insah'Allah jo Gumbad-e-Khizra ki taraf meili nazar say bhi dekhe ga balky aisa sochy ga bhi woh Barbaad ho jai ga .
  4. Ise liye mein inn ko DEBANDI nahi DEOGANDI kehta hon aur yeh TAZKIRAT-UL-KHABEES meine bhi khareedni hai kyon ki Deogandion ky buhat karnamy hein iss Book mein. Thanks for sharing
  5. bhai Allah Azawajjal app ko Jazai Khair ata farmai... Aur MasahAllah Mufti Sahab ki Baishumar Books Internet per available hain khasosan www.faizaneattar.net per... Bhai meine app say aik Question karna tha ky kya Mufti Sahab ne kabhi Munazra kiya hai kisi say ? Aghar is baray mein koi tafseel ho tu zaror bayan farmain.
  6. Mozilla FireFox ky name say shaid hee koi Internet ka User na waqif ho... laikin hoo bhi sakta hai kyon ki IM per bhi mein kafi Users ko dekhta hon jo abb bhi Internet Explorer Use karty hein ya kuch dosry Browsers iss ka yeh matlab nahi ky unn ko firefox ka pata nahi laikin hoo bhi sakta hai kuch ko nah pata ho. Tu mein app sab ko Mozilla FireFox say Mut'araf karwane jaa raha hon jo ky aik buhat mash'hoor Web browser hai. Mein Firefox ko 2 years say use kar raha hon aur meine iss say behtar koi bhi browser nahi dekha... abb Mozilla Firefox ka version 3.0 bhi release ho chuka hai jiss mein bay shumar new things add ki gai hein aur abb Mozilla Firefox 45 Languages mein Available hai (Siway Urdu Ky). Mozilla FireFox ky baray mein kaha jata hai ky jab 18 June 2008 ko iss ka Version 3 Release kiya gaya tu 24 Hour mein iss ko itne zyada People ne Download kiya ky 18 June ko downloading ka day karar diya gaya aur Mozilla firefox ka name Genies book of the world record mein add kiya gaya. Mozilla FireFox 3.0 Info: File Size: 7.18 MB Lisence: Free Click here to Download Aur aghar app Mozilla Firefox ky baray mein mazeed Info cahty hein aur iss ko English ky ilawa kisi aur language mein use karna cahty hein tu nechy diya gaya link visit karain. http://www.mozilla.com/en-US/firefox/all.html
  7. Susti i know app ko jotiyan khane ki adat hai iss liye app replies karty karty thaktay bhi nahi aur sharam bhi nahi ati kyon ki jo hoo hee bai sharam uss ko jo marzi kaho kuch asar nahi hota
  8. InsahAllah mein jald app ko Money Order Post karon ga uss address per jo Form mein diya gaya hai.
  9. talienoor app Ala Hazrat ki kiss kiss Ibarat ko Shirkiya Ibarat kehty hein ? Aur app farar hone ki koshish kar rahai hein meine barhaa app say pocha ky Mujra ka Urdu lughat mein kya matlab hai ? Mein app say pochta hon ky aghar mein English mein koi naat likhon aur uss mein Huzoor ky liye YOU ka lafz use karon aur aik Naat urdu mein likhon uss mein APP ka lafz use karon tu jo naat meine English mein likhi uss mein meine YOU ka lafz use kiya tu YOU ka English mein buhat say Meanings hein tu kya app yahan per YOU ka matlab TUM hee lain gai ? umeed hai aghar app mein aqal name ki koi cheez hai tu app zaror answer do gai. Mein dobara pochna cahon ga Ala Hazrat ki kiss kiss Ibarat ko Shirkiya Ibarat kehty hein ?
  10. Astagfirullah Shion ne tu ghustakhion ki hadh kar di
×
×
  • Create New...