Jump to content

Ashiqa Barelvi

اراکین
  • کل پوسٹس

    79
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    8

سب کچھ Ashiqa Barelvi نے پوسٹ کیا

  1. Salat o salam ho un par Allah paak un se razi...
  2. Ashiqa Barelvi

    Istighaasah

    Tire yad me hai mera yad Ghaus e Aa'zam Balaye museebat ho rad Ghaus e Aa'zam Paye Mustafa dastgeeri ko aa tu Madad almadad almadad Ghaus e Aa'zam talib e dua :-(
  3. Ashiqa Barelvi

    Eid E Meelaad Mubaarak!

    مبارکا وہ صاحب جمال آتا ہے مبارکا وہ حسن بے مثال آتا ہے وہ جس کے نور کی شعاع سے جلے سورج مبارکا وہ شمس لازوال آتا ہے وہ جس کے اک اشارے پر ہی چر گیا چندا مبارکا وہ دین کا ہلال آتا ہے وہ جو ہے افضل انبیا میں اکمل انساں میں مبارکا کہ وہ ہی باکمال آتا ہے وہ جس کا خلق ہے عظیم اسوہ حسنہ مبارکا کہ وہ ہی خوش خصال آتا ہے وہ جس کا ذکر گھولتا ہے شہد کانوں میں مبارکا کہ وہ ہی خوش مقال آتا ہے خوش آمدید مرحبا و اھلا و سہلا مبارکا حبیب ذو الجلال آتا ہے مبارکا ربیع الاول آ گیا بارہ مبارکا کہ آمنہ کا لال آتا ہے علمی غلطی کی اصلاح کریں تمام عاشقان مصطفیٰ کو عید میلاد بہت بہت مبارک ہو
  4. sada khush raho meri behen...................... Allaah paak aap ko dunya aur aakhirat mein kaamyaab o kaamraan kare.............. aameen
  5. ok Mughal bhai! agar maine apni naadaani main aisa kiya hai to puraani ghaltiyon ke liye sorry,,,,,,,,,,,,,,,,,, ,,, aur aainda ke liye ahtiyaat ki koshish,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
  6. دل میں جگر میں جاں میں اجالا ہی ہوا ہے جو لمحہ لمحہ اور زیادہ ہی ہوا ہے احمد رضا سے پیار کیا جب سے قسم سے عشق نبی میں اور اضافہ ہی ہوا ہے
  7. اسلام علیک میری بہن اتنے سارے خوبصورت فریمز کہاں سے لاتی ہیں آپ ؟ !.....لگتا ہے آپ دسایننگ میں ماہر ہیں ، خوب جزاک اللہ عزوجل
  8. آپ نے بلکل صحیح کہا ، میرا بھی یہی مسلہ ہے، اصلاح کا عروض سے کلام موزوں اور متوازن ہو جاتا ہے آپ کا یہ شعر سلام ہو بے حد آپ پر اے ہمارے امام درُود ہو بے حد آپ پر اے ہمارے امام اگر آپ سرخ الفاظ کو ہٹا دیں تو اب شعر موزوں ہو گیا ہے سلام آپ پر اے ہمارے امام درود آپ پر اے ہمارے امام س لا ما ، پ پر اے ، ہ ما رے ، ا ما م ١ ٢ ٢ ، ١ ٢ ٢ ، ١ ٢ ٢ ، ١ ٢ ١ د رو دا ، پ پر اے ، ہ ما رے ، ا ما م ١ ٢ ٢ ، ١ ٢ ٢ ، ١ ٢ ٢ ، ١ ٢ ١ فعولن، فعولن ، فعولن ، فعول یہ بحر متقارب میں ہے دعا گو و طالب دعا
  9. حق ہے حسین حق کی حمایت حسین ہے دین محمدی کی حفاظت حسین ہے سینچا ہے اپنے خون سےاس گلستان کو اسلام کا وقار وجاہت حسین ہے
  10. عروضی حوالے سے آپ کی اصلاح کرنے سے قاصر ہوں کہ مجھے یہ زبان [غالبا پنجابی ] نہیں آتی اور اشعار کے اوزان کی درست ترتیب معلوم کرنے کے لئے صحیح تلفّظ ضروری ہے طالب دعا
  11. دنیا سے کہ رہی ہے شہادت حسین کی کل بھی تھی آج بھی ہے حکومت حسین کی میدان کربلا کا ہر اک ذرّہ ہے گواہ سر لے گئے نہ لے سکے بیعت حسین کی از : عاشقہ بریلوی
  12. پھر سے جو دے دیا ہے رمضان کا مہینہ یا رب عبادتوں کا بھی دے دے پھر قرینہ سحری کا سحر چھاے ،افطار اور عشرے رحمت کا،مغفرت کا ،جنّت کا طے ہو زینہ ہر روز رکھوں روزے ، قراں کی ہو تلاوت ترویح اور تہجّد ، آباد ہو شبینہ غیبت ، فریب ، چغلی ، بہتان ، جھوٹ ، کینہ ان سب غلاظتوں سے تو صاف کر دے سینہ شیطان قید میں ہے پھر بھی ہے خوف مجھ کو آذاد میرا اب تک جو نفس ہے کمینہ آندھی میں نفس بد کی بہ جاؤں میں کہیں نا یا غوث خیر سے ہو اب پار یہ سفینہ آمین رحمت اللہ علیہ
  13. .......میری والدہ کے لئے ایصال ثواب کریں

  14. Ashiqa Barelvi

    Intiqaal E Pur Malaal

    Salam, meri waalida ka intiqaal ho gaya hai inna lillaahi wa inna ilaihi raji'oon ya Allahi azzawajal apne habeeb alaihis salaatu wassalaam ke sadqe aur tufail meri walida ki behisaab bakhshish wa magfirat kar de, jannat mein aalaa maqaam ataa kar de, qabr o hashr ki mushkilaat aasaan kar de. Aye beniyaaz! Tu hamaare gunaah o sawaab se beniyaaz hai bila hisaab bakhsh de, bakhsh de, bakhsh de... Aameen bijaahin nabiyyil kareem sallallahu alaihi wa sallam Baraaye madeena zyada se zyada magfirat ki duaen karen aur eesaal e sawaab karen hamesha... Rabbi arhamhumaa kamaa rabbayaani sageera We love you amma! And we'll always miss you. I am sorry. Main teri aulaad hun mujhe muaf kar de mujh se hamesha raazi reh, main tujh se raazi hun, aye allaah tu bhi ham se raazi reh, main apni har neki tujhe eesaal e sawaab karti hun amma! ta dam e aakhir. Fi amaanillaahi azzawajal....
  15. Salam, kai din guzar chuke hain meri walida ke jism mein koi harkat nahi...har guzarta din ham par pahaad hai...please aap log dua karen un ki jaan ko shadeed khatra hai....apni active maa ko sakit wa jaamid dekh kar ham par kya guzarti hai ye ham hi jaante hain...plz dua karen.....
  16. Ashiqa Barelvi

    Sihat Ki Dua Ki Guzarish

    Salaam, meri waalida ki tabee'at be intaha critical hai doctors ne jawaab de diya hai unki zindagi risk mein hai woh fajr se behosh hain...abhi tak.... Allah ke liye dua karen tamaam islami bhai aur behnen unki sihatyaabi ki......
  17. salam,mere islami bhai badgumani na karen sunni da'wat e islaami hind ki sunni barelvi aalamgeer tehreek hai jiske ameer Hazrat Maulana Shakir Noori Razavi daamat barkaatuhumul aaliya hain aur har saal Sunni da'wat e Islami ki jaanib se munbai mein Waadi e noor (Aazaad maidan) mein bade paimane par mardon ke liye aur ek din khususan aurton ke liye ijtimaa'aat muna'qad kiye jate hain. In dinon fitnon ka daur daura hai gehoon ke saath ghun bhi pis ja raha hai Allah azzawajal ahle sunnat mein, sunni tahareek mein barkaten ataa kare.hamare ikhtilaafaat ko door kare sab mil kar maslak e aalahazrat ka kaam aur naam karen. Ameen
  18. Ashiqa Barelvi

    Aisa Kyun?

    Salam, "Haiz ya nifaas waali ka jab tak haiz ya nifaas baaqi hai thehre paani mein be dhula haath ya badan ka koi hissa daalegi paani MUSTA'MAL nahi hoga haan agar yeh bhi sawaab ki niyyat se daalegi to MUSTA'MAL ho jaayega" (Islami Behnon Ki Namaaz) Is ki wazaahat kar den aam haalaat mein to aisa nahi hota phir aisi haalat mein hi kyun paani musta'mal na hoga?
  19. Ashiqa Barelvi

    Eid Aai Hai!

    786 Jo dukht e maah e saum ho gayi paraai hai Khushi se tab uroos ban ke eid aai hai Kisi ko gam firaaq ka teri duhaai hai Khasaara hi hua hai sab ke kuchh kamaai hai Kisi ko hai khushi ke Rab ki rehmaten ban kar Yeh eid shaadmaaniyon ke lamhe laai hai Aye roozahdaar tees roz ki riyaazat se Bataur e tohfa eid e fitr tu ne paai hai Zaeef aur jawaan o tifl sab ko bhaai hai Sabhi ke dil mein eid ki khushi samaai hai Shehar shehar, nagar nagar hua charaagaa hai Uroos e eid ne ki khoob khudnumaai hai Tamaam sunni mominon ko sari duniya ke Taraf se Ashiqa ke eid ki badhaai hai EID MUBAARAK TO ALL ईद मुबारक!!
  20. Salam, bhai main khud orientalists ke khilaf hun aur mujhe English par uboor bhi nahi, bore lagta hai main to urdu medium hun aur urdu kitaaben hi padhti hun Alhamdullillahi azzawajal Alaahazrat alaihir rahma ke qaul ko maanti hun aur music ko galat jaanti hun.
  21. Salam, in dino mehfil e sama ke naam parmehfil e mazameer bhi qaim ki jati hai. Mazeed wazahat.. "Although the role of music is a controvercial topic in Islam condemned by some "mullahs" for the sufis it is the path to further spiritual development." phir chand instruments ke bhi naam liye jaise Morocco ka bendir..
  22. Ashiqa Barelvi

    Music Halal Hai Ya Haram?

    Salam, Kya music ke halal hone main jawaz hai? Kisi ne ye hawala dia hai.. THE HOLY BIOGRAPHY OF HAZRAT KHWAJA MUINUDDIN CHISHTI by W.D Begg 1st eddition december -1960 significance of sama or qawwali and its deterioration at Khwaja Saheb's Dargah page no-149 to 152 galti hui ho to muaf karen kyunki main English main uboor nahi rakhti, padh kar samajh sakti hun magar ravani se likh nahi sakti to the best of my knowledge, maine to kitabon main padha hai ke mazaameer haraam ast yani music haram hai was salam
  23. 786 Kaha na jaaye, likha na jaaye, maqaam aisa hai ik wali ka Buzurg o bartar, laqab hai Haidar, ye zikr e aali hai us Ali ka Woh jiska Maulid hai khaana ka'ba, hai pehla manzar bhi roo e ka'ba Abul Hasan aur Husain hai jo, suhaag hai fatima kali ka Mah e walaayat, rah e sharee'at, woh Gaus o Khwaja ke pyare Baba Woh jiski naslen wali hain aur khud woh baadshaah hai har ik wali ka Woh fath e khaibar, Umar ka rehbar, woh 'ilm ke shehr ka jo hai dar Usi ki nisbat, buland himmat wahi to bal hai har ik bali ka Ali hain mujh se, main hun Ali se har ek momin ke woh wali hain Yeh qaul pyaara hai Mustafa ka, ye martaba hai mere Ali ka Sallallahu alaihi wasallam wa Raziyallahu anhum ajma'een Ya Ali mushkil kusha al madad!
×
×
  • Create New...