Jump to content

MunAAm

اراکین
  • کل پوسٹس

    460
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    11

سب کچھ MunAAm نے پوسٹ کیا

  1. MunAAm

    Mazar Ka Tawaaf

    Asslamualaikum Mazar ka tawaaf krne ki kin ulma ne ijazat di hai?
  2. Is masle par Aalahazrat se b suwaal hua tha jiska bohat hi behtreen jawaab aap ne tehreer kiya hai lekin waha aisa waqia naql nahi tha (albatta isi kitaab me shaikh Mansoor Batahi ka khawab bayaan kiya jisme Nabi E Akram ne basharat di k aap ki behan ko jo ladka paida hoga o waliyo sab se afzal hoga aisa jaisa Anbiya me Mai hu aur qos me likha hai apne zamane me afzal hone se murad darja Gausul Aazam k baad hone ka zikr hai Hazrat Sayiduna Gausul Aazam ki afzaliat par ijma e ummat hai)
  3. Sharful Anaam naami kitab kiski hai? is book me Arbi me naat aur salam hai aur owais raza qadri ne jo AAQA KA MILAD AAYA kalam padha hai usme jo arbi ashaar hai wo b usi kitab k hai mere paas wo kitab hai magr usme musannif ka koi zikr nahi hai
  4. maine tehzirunnas dekhi hai jisme saail ne jo suwaal kiya tha uska jawaab pehle nanotavi ne diya uske baad likha hai jawaab az ulma e lakhnaw usme nanotvi ya uske jawaab ka koi zikr nahi maine wo jawaab padha magr o meri samjh se bahar ka tha deobandia jhoote use taqreez kehte hai
  5. Mere paas Seerat Gaus e Aazam hai jisme qaseeda gausiya (baiyah) me ye sher hai yaani ISI TRAH IBN E RIFAI BHI MUJHSE HAI کذا ابن الرفاعی کان من AUR EK KITAAB JO 1302 HIJRI ME CHAPI HAI JISME QASEEDA HAI AUR US KITAB ME YE SHER NAHI MAGR WAHA HAATH SE YE SHER LIKHA HAI....
  6. koi shaq nahi Imam Muhammad Shaibani aur Imam Shafi'aiee ek dusre ka bohat ahtram kiya krte jaisa k dono ulma k aqwaal ek dusre ke liye mashoor hai.. albatta mujhe qasam e khuda wale qol sahi nahi lagta
  7. mai kam aql samjh nahi paya kyu k mere paas jo kitab hai taqreeban 100 saal pehle chapi hai aurusme tarjuma me thoda farq hai isme fatwa zahiriya k waqia se pehle kuch lines nahi hai usme likha hai Imam E Aazam Alairehma k mazhab me khata ka ahtimal nahi hai....lekin behtar mazhab k waqt Aap Alairehma ke aankho se aansu aagaye k haihat(mere paas jo kitab hai usme haihaat likha hai) mai imam e aazam ka naam nahi le sakta lekin unke ek shagird the... is wajah se mai samjh nahi pa raha tha khair Albatta Imam Shafi'ee Alairehma ka mashhooor qol hai maine kabhi qasam ya shayad khuda ki qasam kabhi nahi li Imam Shafi'ee ke aqwaal Imam Muhammad ke baare me
  8. Rahatal Quloob jo Hazrat Nizamuddin Auliya Allah ki tarf mansoob krda kitab hai jis Hazrat Ganj Shakr Alairema ne farmaya samjh nahi pa raha k usse kya samjhna chahiye pehle likha gaya hai YE YAQEEN RAKHE IMAM AAZAM ABU HANIFA ALAIREHMA KA MAZHAB SAB FAZIL TAR HAI... PHIR SAB SE BEHTAR MAZHAB K WAQT AAPPNE IMAM MUHAMMAD SHAIBANI AUR IMAM MUHAMMAD SHAFI'AIEE KI TARF ISHARA KIYA HAI kya isse ye samjha jaye k imam abu hanifa alairehma ka mazhab sab se mazhabo se upr hai ya ye samjha jaye sab se behtr aur sahi imam shafi'aiee alairehma ka mazhab hai
  9. maine maktoobat e aalahazrat me ek khat padha jis me Sayyed Sahab ka zikr hai mujhe inke baare me janna hai
  10. IBN E BAAZ ne apni kitab Al Haj wa umrah wazziyarah me Asslatuwasslamu alaika Ya Rasoolallah kehna jaiz likha aur o hadith darj ki hai
  11. daf waali sunne me koi harj nahi kya hanfi maslak me daf jaiz nahi hai???
  12. :P :P :P :P BESHARMO ISKA JAWAAB 20VI SADI( ISVI) HI ME USI WAQT CHAP KE TUMHARE MOLIYO KO ZALEEL KRCHUKA HAI
  13. https://sites.google.com/site/sunnishafaee/
  14. Sirat E Imam Shafi'ee رضي الله عنه Hindi https://drive.google.com/file/d/0B97rn4Hx70N_UGVVVGhQSV92cTA/edit?pli=1
  15. fdfa ko select krk Alt + x press kre
×
×
  • Create New...