Jump to content

wasim raza

اراکین
  • کل پوسٹس

    526
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    31

سب کچھ wasim raza نے پوسٹ کیا

  1. are janab gussa q hote ho? Kya aap roman urdu me likhein ge?
  2. Toheedi bhai maine suna hai ke imam abu hanifa ra ne iss hadees ka zikr Qaseeda e numaniya' me kiya hai, kya uss waqt ye hadees sahi thi? hakim ki iss hadees me jo rawi zaeef hai kya wo imam saab ke hum asr the ya phir imam saab ke baad me aaye?
  3. Hum Rafe yadain Kyun Nahi Karte ? Ghair Muqallideen Hazraat Abdullah Bin Omer ki Rafe-yadain ki Riwayato ko Bade Shauq se Pesh Karte haiLekin Hazrat Ibn Umar Rdh. ki Ahadees Ek Ek Jaisi Nahi Hai. Unki Ahadees me Shadeed Isteraab hai. 1. Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Bayaan Farmaate Hai Ke Maine Rasool Ullah SAW Ko Dekha Ke Jab Aap SAW Ne Namaz Shuru Farmaayi Toh Haato Ko Kaandho Tak Utaaya Aur Ruku Me Jaate Waqt Aur Ruku Se Uthte Waqt Aap Saw Ne Haat Nahi Utaaye Aur Dono Sajdo Ke Darmiyaan Bhi Haat Nahi Utaaye. [Musnad Al-Humaydi 277/2 , Hadees 614 , Saheeh Abu Awwaana : Jild 1 : 90 , Madawana Kubra: 71/1 , Saheeh Ibn Khuzaima : Jild 1 : 289 , Al-Khilaaqyaat Lil Bayhaqi V1/P404, Bawala Nasb Ur Riwaya 479/1] 6. Hazrat Abdullah Bin Umar Rdh. Takbeer e Tehrima , Ruku ke Baad , 2 Rakaato ke Baad Rafe- yadain Karte. (Saheeh Bukhari : Jild 1 : Safa 368 , Hadees No : 700 ) Note : Is Hadees me Ruku me Jaate Waqt Rafe-yadain Karne ka Koi Zikr Nahi hai. 7. Hazrat Abdullah Bin Omer Rdh. se Takbeer e Tehrima , Ruku se Pehle , Sajde se Pehle Rafe- Yadain Karna Manqool Hai. (Abu Dawud : 108/1) Lekin Iske Qilaaf Bahut Saare Sahaba Ikraam Rdh. Aur Tabien Rh. Namaz Me Takbeer E Tehreema Ke Waqt Haat Utaate The Phir Dobaara Nahi Utaate The. (Tirmizi Shareef : Aur Isi Tarah Khud Hazrat Ibn Umar Rdh. Ka Amal bhi In Tamaam Ahadees ke Khilaaf Hai.SANAD: Ibne Abi Dawood »»► Ahmad bin Yunus »»► Abu Bakar bin Ayaash »»► Hussain »»► Mujahid (rahmatullahi alaihim) Mujahid (Rah.) Farmate Hain Ke, “Maine Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Ke Peeche Namaz Parhi, Aap Ne Is Me Kahi’n Bhi Rafaul-Yadain Nahi Kiya Sivaaye Takbeer Aulaa (Tehreemah) Ke, Namaz Me.” [sharah Ma’aaniul Asaar : 163/1 , Musannaf Ibn Abi Shaiba : 417/2 , Hadees 2467]Aur Isi Tarah Yeh Riwayat Hazrat Mujahid Rh. ke Alawa Hazrat Ibn Umar Rdh. Ke Shaagird Hazrat Abdul Aziz Bin Hakeem se Manqool Hai. Wo Riwayat Karte Hai ke Maine Hazrat Abdullah Bin Omer Rdh. Ko Dekha ke Takbeer e Tehrima ke Waqt Kaano Tak Haat Utaate The aur Uske Siwa Haat Nahi Utaate The. (Muwatta Imam Muhammed : 93 , Al Hujjah Ala Ahlul Madinah : 97/1) Yeh Riwayat Muhaddiseen ke Usool ke Mutabiq Hasan Darje ki Hai. In Saheeh Riwayato se Maloom Huwa ke Ibn Umar Rdh. Tark e Rafedain ke Qaayal The. Aur Muhaddiseen ka Usool Hai : JAB RAAVI KA AMAL AHADEES KE KHILAAF HO TOH WO HADEES MANSOOQ MAANI JAATI HAI. Isliye Rafe-yadain Mansooq Hogaya Tha. Tabhi Toh Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Se Rivayat Hai Ke, “Nabi (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Sirf Namaz Ke Shuroo’ Me Rafaul- Yadain Farmate The, Iske Ba’d Dobarah Hath Nahi Uthaate The.” [Al-Khilaaqyaat Lil Bayhaqi V1/ P404, Bawala Nasb Ur Riwaya 479/1] Muhaddis-E-Hara m Sheikh Aabid Sindhi (Rah.) Farmate Hain Ke, “Mere Nazdeek Ye Hadees Yaqeeni Taur Per Saheeh Hai.” [ba-Hawalah Mu’arif As-Sunan 494/2]. Aur Ek Riwayat Me Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Bayaan Farmaate Hai Ke Maine Rasool Ullah Saw Ko Dekha Ke Jab Aap Saw Ne Namaz Shuru Farmaayi Toh Haato Ko Kaandho Tak Utaaya Aur Ruku Me Jaate Waqt Aur Ruku Se Uthte Waqt Aap Saw Ne Haat Nahi Utaaye Aur Dono Sajdo Ke Darmiyaan Bhi Haat Nahi Utaaye. [Musnad Al-Humaydi 277/2 , Hadees 614 , Hazrat Abdullah Bin Omer Rdh. Farmaate Hai ke Hum Sahaba Rdh. Makkah Mukkaramah me Aap SAW ke Saat Shuru Namaz me Namaz ke Andar Ruku ke Waqt Rafedain Kiya Karte The , Pas Jab Nabi e Karim SAW ne Madina Munawwara ki Taraf Hijrat Farmaayi Toh Namaz ke Andar Ruku Wala Rafedain Tark Farmaadiya aur Sirf Shuru Namaz Wala Rafedain par Saabit Qadam Rahe. (Akhbaar ul Fuqaha Wal Muhaddiseen : 213). Is Wazeh Qaul se Saabit Hogaya Hai ke Rafedain Mansooq Hogaya Tha. Ahnaaf ka Maslak : Ahnaaf ka Maslak Tark e Rafe- yadain ka hai.Iski Daleel Yeh hai : Hazrat Abdullah Bin Mas’ood (Raziallahu Anhu) Ne Apni Shaagirdo Se Farmaya: “Kya Main Tumhein Us Tarah Namaz Padhkar Na Dikhaao , Jis Tarah Rasoolullah (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Namaz Padha Karte The , Phir Hazrat Ibn Masood Rdh. Ne Namaz Parhi Aur Takbeer E Tehreema Ke Alawa Dobara Haat Nahi Utaaye.” (Tirmizi : 59 /1 , Hadees : 252, Abu Dawud 748 , Nisaai : 1060 ). Yeh Jaan Le ke Sirf Yahi Ek Sahabi Hazrat Abdullah Bin Masood Rdh. Hai Jinse Sirf Tark e Rafedain Saabit. Rafedain karne Koi Hadees Hazrat Abdullah Bin Masood Rdh. Se Nahi Hai. Jitni Bhi Hai Sab Tark e Rafedain ki hi Hai. Yahi Wajah hai ke Ulama e Ahnaaf ne Hazrat Abdullah Bin Masood Radhi Allahu Anhu ki Is Hadees se (Jo Isteraabaat se Baari hai) Istedlaal Kiya hai — Hum Rafe yadain Kyun Nahi Karte ? Ghair Muqallideen Hazraat Abdullah Bin Omer ki Rafe-yadain ki Riwayato ko Bade Shauq se Pesh Karte haiLekin Hazrat Ibn Umar Rdh. ki Ahadees Ek Ek Jaisi Nahi Hai. Unki Ahadees me Shadeed Isteraab hai. 1. Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Bayaan Farmaate Hai Ke Maine Rasool Ullah SAW Ko Dekha Ke Jab Aap SAW Ne Namaz Shuru Farmaayi Toh Haato Ko Kaandho Tak Utaaya Aur Ruku Me Jaate Waqt Aur Ruku Se Uthte Waqt Aap Saw Ne Haat Nahi Utaaye Aur Dono Sajdo Ke Darmiyaan Bhi Haat Nahi Utaaye. [Musnad Al-Humaydi 277/2 , Hadees 614 , Saheeh Abu Awwaana : Jild 1 : 90 , Madawana Kubra: 71/1 , Saheeh Ibn Khuzaima : Jild 1 : 289 , Al-Khilaaqyaat Lil Bayhaqi V1/P404, Bawala Nasb Ur Riwaya 479/1] 6. Hazrat Abdullah Bin Umar Rdh. Takbeer e Tehrima , Ruku ke Baad , 2 Rakaato ke Baad Rafe- yadain Karte. (Saheeh Bukhari : Jild 1 : Safa 368 , Hadees No : 700 ) Note : Is Hadees me Ruku me Jaate Waqt Rafe-yadain Karne ka Koi Zikr Nahi hai. 7. Hazrat Abdullah Bin Omer Rdh. se Takbeer e Tehrima , Ruku se Pehle , Sajde se Pehle Rafe- Yadain Karna Manqool Hai. (Abu Dawud : 108/1) Lekin Iske Qilaaf Bahut Saare Sahaba Ikraam Rdh. Aur Tabien Rh. Namaz Me Takbeer E Tehreema Ke Waqt Haat Utaate The Phir Dobaara Nahi Utaate The. (Tirmizi Shareef : Aur Isi Tarah Khud Hazrat Ibn Umar Rdh. Ka Amal bhi In Tamaam Ahadees ke Khilaaf Hai.SANAD: Ibne Abi Dawood »»► Ahmad bin Yunus »»► Abu Bakar bin Ayaash »»► Hussain »»► Mujahid (rahmatullahi alaihim) Mujahid (Rah.) Farmate Hain Ke, “Maine Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Ke Peeche Namaz Parhi, Aap Ne Is Me Kahi’n Bhi Rafaul-Yadain Nahi Kiya Sivaaye Takbeer Aulaa (Tehreemah) Ke, Namaz Me.” [sharah Ma’aaniul Asaar : 163/1 , Musannaf Ibn Abi Shaiba : 417/2 , Hadees 2467]Aur Isi Tarah Yeh Riwayat Hazrat Mujahid Rh. ke Alawa Hazrat Ibn Umar Rdh. Ke Shaagird Hazrat Abdul Aziz Bin Hakeem se Manqool Hai. Wo Riwayat Karte Hai ke Maine Hazrat Abdullah Bin Omer Rdh. Ko Dekha ke Takbeer e Tehrima ke Waqt Kaano Tak Haat Utaate The aur Uske Siwa Haat Nahi Utaate The. (Muwatta Imam Muhammed : 93 , Al Hujjah Ala Ahlul Madinah : 97/1) Yeh Riwayat Muhaddiseen ke Usool ke Mutabiq Hasan Darje ki Hai. In Saheeh Riwayato se Maloom Huwa ke Ibn Umar Rdh. Tark e Rafedain ke Qaayal The. Aur Muhaddiseen ka Usool Hai : JAB RAAVI KA AMAL AHADEES KE KHILAAF HO TOH WO HADEES MANSOOQ MAANI JAATI HAI. Isliye Rafe-yadain Mansooq Hogaya Tha. Tabhi Toh Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Se Rivayat Hai Ke, “Nabi (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Sirf Namaz Ke Shuroo’ Me Rafaul- Yadain Farmate The, Iske Ba’d Dobarah Hath Nahi Uthaate The.” [Al-Khilaaqyaat Lil Bayhaqi V1/ P404, Bawala Nasb Ur Riwaya 479/1] Muhaddis-E-Hara m Sheikh Aabid Sindhi (Rah.) Farmate Hain Ke, “Mere Nazdeek Ye Hadees Yaqeeni Taur Per Saheeh Hai.” [ba-Hawalah Mu’arif As-Sunan 494/2]. Aur Ek Riwayat Me Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Bayaan Farmaate Hai Ke Maine Rasool Ullah Saw Ko Dekha Ke Jab Aap Saw Ne Namaz Shuru Farmaayi Toh Haato Ko Kaandho Tak Utaaya Aur Ruku Me Jaate Waqt Aur Ruku Se Uthte Waqt Aap Saw Ne Haat Nahi Utaaye Aur Dono Sajdo Ke Darmiyaan Bhi Haat Nahi Utaaye. [Musnad Al-Humaydi 277/2 , Hadees 614 , Hazrat Abdullah Bin Omer Rdh. Farmaate Hai ke Hum Sahaba Rdh. Makkah Mukkaramah me Aap SAW ke Saat Shuru Namaz me Namaz ke Andar Ruku ke Waqt Rafedain Kiya Karte The , Pas Jab Nabi e Karim SAW ne Madina Munawwara ki Taraf Hijrat Farmaayi Toh Namaz ke Andar Ruku Wala Rafedain Tark Farmaadiya aur Sirf Shuru Namaz Wala Rafedain par Saabit Qadam Rahe. (Akhbaar ul Fuqaha Wal Muhaddiseen : 213). Is Wazeh Qaul se Saabit Hogaya Hai ke Rafedain Mansooq Hogaya Tha. Ahnaaf ka Maslak : Ahnaaf ka Maslak Tark e Rafe- yadain ka hai.Iski Daleel Yeh hai : Hazrat Abdullah Bin Mas’ood (Raziallahu Anhu) Ne Apni Shaagirdo Se Farmaya: “Kya Main Tumhein Us Tarah Namaz Padhkar Na Dikhaao , Jis Tarah Rasoolullah (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Namaz Padha Karte The , Phir Hazrat Ibn Masood Rdh. Ne Namaz Parhi Aur Takbeer E Tehreema Ke Alawa Dobara Haat Nahi Utaaye.” (Tirmizi : 59 /1 , Hadees : 252, Abu Dawud 748 , Nisaai : 1060 ). Yeh Jaan Le ke Sirf Yahi Ek Sahabi Hazrat Abdullah Bin Masood Rdh. Hai Jinse Sirf Tark e Rafedain Saabit. Rafedain karne Koi Hadees Hazrat Abdullah Bin Masood Rdh. Se Nahi Hai. Jitni Bhi Hai Sab Tark e Rafedain ki hi Hai. Yahi Wajah hai ke Ulama e Ahnaaf ne Hazrat Abdullah Bin Masood Radhi Allahu Anhu ki Is Hadees se (Jo Isteraabaat se Baari hai) Istedlaal Kiya hai — Hum Rafe yadain Kyun Nahi Karte ? Ghair Muqallideen Hazraat Abdullah Bin Omer ki Rafe-yadain ki Riwayato ko Bade Shauq se Pesh Karte haiLekin Hazrat Ibn Umar Rdh. ki Ahadees Ek Ek Jaisi Nahi Hai. Unki Ahadees me Shadeed Isteraab hai. 1. Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Bayaan Farmaate Hai Ke Maine Rasool Ullah SAW Ko Dekha Ke Jab Aap SAW Ne Namaz Shuru Farmaayi Toh Haato Ko Kaandho Tak Utaaya Aur Ruku Me Jaate Waqt Aur Ruku Se Uthte Waqt Aap Saw Ne Haat Nahi Utaaye Aur Dono Sajdo Ke Darmiyaan Bhi Haat Nahi Utaaye. [Musnad Al-Humaydi 277/2 , Hadees 614 , Saheeh Abu Awwaana : Jild 1 : 90 , Madawana Kubra: 71/1 , Saheeh Ibn Khuzaima : Jild 1 : 289 , Al-Khilaaqyaat Lil Bayhaqi V1/P404, Bawala Nasb Ur Riwaya 479/1] 6. Hazrat Abdullah Bin Umar Rdh. Takbeer e Tehrima , Ruku ke Baad , 2 Rakaato ke Baad Rafe- yadain Karte. (Saheeh Bukhari : Jild 1 : Safa 368 , Hadees No : 700 ) Note : Is Hadees me Ruku me Jaate Waqt Rafe-yadain Karne ka Koi Zikr Nahi hai. 7. Hazrat Abdullah Bin Omer Rdh. se Takbeer e Tehrima , Ruku se Pehle , Sajde se Pehle Rafe- Yadain Karna Manqool Hai. (Abu Dawud : 108/1) Lekin Iske Qilaaf Bahut Saare Sahaba Ikraam Rdh. Aur Tabien Rh. Namaz Me Takbeer E Tehreema Ke Waqt Haat Utaate The Phir Dobaara Nahi Utaate The. (Tirmizi Shareef : Aur Isi Tarah Khud Hazrat Ibn Umar Rdh. Ka Amal bhi In Tamaam Ahadees ke Khilaaf Hai.SANAD: Ibne Abi Dawood »»► Ahmad bin Yunus »»► Abu Bakar bin Ayaash »»► Hussain »»► Mujahid (rahmatullahi alaihim) Mujahid (Rah.) Farmate Hain Ke, “Maine Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Ke Peeche Namaz Parhi, Aap Ne Is Me Kahi’n Bhi Rafaul-Yadain Nahi Kiya Sivaaye Takbeer Aulaa (Tehreemah) Ke, Namaz Me.” [sharah Ma’aaniul Asaar : 163/1 , Musannaf Ibn Abi Shaiba : 417/2 , Hadees 2467]Aur Isi Tarah Yeh Riwayat Hazrat Mujahid Rh. ke Alawa Hazrat Ibn Umar Rdh. Ke Shaagird Hazrat Abdul Aziz Bin Hakeem se Manqool Hai. Wo Riwayat Karte Hai ke Maine Hazrat Abdullah Bin Omer Rdh. Ko Dekha ke Takbeer e Tehrima ke Waqt Kaano Tak Haat Utaate The aur Uske Siwa Haat Nahi Utaate The. (Muwatta Imam Muhammed : 93 , Al Hujjah Ala Ahlul Madinah : 97/1) Yeh Riwayat Muhaddiseen ke Usool ke Mutabiq Hasan Darje ki Hai. In Saheeh Riwayato se Maloom Huwa ke Ibn Umar Rdh. Tark e Rafedain ke Qaayal The. Aur Muhaddiseen ka Usool Hai : JAB RAAVI KA AMAL AHADEES KE KHILAAF HO TOH WO HADEES MANSOOQ MAANI JAATI HAI. Isliye Rafe-yadain Mansooq Hogaya Tha. Tabhi Toh Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Se Rivayat Hai Ke, “Nabi (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Sirf Namaz Ke Shuroo’ Me Rafaul- Yadain Farmate The, Iske Ba’d Dobarah Hath Nahi Uthaate The.” [Al-Khilaaqyaat Lil Bayhaqi V1/ P404, Bawala Nasb Ur Riwaya 479/1] Muhaddis-E-Hara m Sheikh Aabid Sindhi (Rah.) Farmate Hain Ke, “Mere Nazdeek Ye Hadees Yaqeeni Taur Per Saheeh Hai.” [ba-Hawalah Mu’arif As-Sunan 494/2]. Aur Ek Riwayat Me Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Bayaan Farmaate Hai Ke Maine Rasool Ullah Saw Ko Dekha Ke Jab Aap Saw Ne Namaz Shuru Farmaayi Toh Haato Ko Kaandho Tak Utaaya Aur Ruku Me Jaate Waqt Aur Ruku Se Uthte Waqt Aap Saw Ne Haat Nahi Utaaye Aur Dono Sajdo Ke Darmiyaan Bhi Haat Nahi Utaaye. [Musnad Al-Humaydi 277/2 , Hadees 614 , Hazrat Abdullah Bin Omer Rdh. Farmaate Hai ke Hum Sahaba Rdh. Makkah Mukkaramah me Aap SAW ke Saat Shuru Namaz me Namaz ke Andar Ruku ke Waqt Rafedain Kiya Karte The , Pas Jab Nabi e Karim SAW ne Madina Munawwara ki Taraf Hijrat Farmaayi Toh Namaz ke Andar Ruku Wala Rafedain Tark Farmaadiya aur Sirf Shuru Namaz Wala Rafedain par Saabit Qadam Rahe. (Akhbaar ul Fuqaha Wal Muhaddiseen : 213). Is Wazeh Qaul se Saabit Hogaya Hai ke Rafedain Mansooq Hogaya Tha. Ahnaaf ka Maslak : Ahnaaf ka Maslak Tark e Rafe- yadain ka hai.Iski Daleel Yeh hai : Hazrat Abdullah Bin Mas’ood (Raziallahu Anhu) Ne Apni Shaagirdo Se Farmaya: “Kya Main Tumhein Us Tarah Namaz Padhkar Na Dikhaao , Jis Tarah Rasoolullah (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Namaz Padha Karte The , Phir Hazrat Ibn Masood Rdh. Ne Namaz Parhi Aur Takbeer E Tehreema Ke Alawa Dobara Haat Nahi Utaaye.” (Tirmizi : 59 /1 , Hadees : 252, Abu Dawud 748 , Nisaai : 1060 ). Yeh Jaan Le ke Sirf Yahi Ek Sahabi Hazrat Abdullah Bin Masood Rdh. Hai Jinse Sirf Tark e Rafedain Saabit. Rafedain karne Koi Hadees Hazrat Abdullah Bin Masood Rdh. Se Nahi Hai. Jitni Bhi Hai Sab Tark e Rafedain ki hi Hai. Yahi Wajah hai ke Ulama e Ahnaaf ne Hazrat Abdullah Bin Masood Radhi Allahu Anhu ki Is Hadees se (Jo Isteraabaat se Baari hai) Istedlaal Kiya hai —
  4. Hum niyaz fatiha Q karte hai ? Hadiyatul Hara Main Bab 13 Page 68 » Hazrat Abu Zar. Gaffari Radiallahu anho Riwayat Karte Hain Hazrate Ibrahim Radi Allaho Taala Anho Farzande Hazrate Muhammed Mustafa. ﻪﻴﻠﻋ ﻪﻠﻟﺍﻰﻠﺻ ﻢﻠﺳﻭ Ka Visal Huwa tisra (3rd) din Tha Huzur ﻢﻠﺳﻭ ﻪﻴﻠﻋ ﻪﻠﻟﺎﻯﻠﺻ k pas Khusk Khajoor Doodh Aur Jaw ki Roti Badi Taadaad Me Layi Gayi. Sarkar ﻪﻴﻠﻋﻪﻠﻟﺍ ﻰﻠﺻ ﻢﻠﺳﻭ Ne Apne Nazdik Rakhwaya. 1martaba sure FATIHA Aur 3 Martaba Sure EKHLAAS Padha Aur Farmaya Maine Baksha Es Ka Sawab Apne Bete Ibrahim Ko , Phir Huqm Farmaya Tajdare Madeena ﻪﻴﻠﻋﻪﻠﻟﺍ ﻰﻠﺻ ﻢﻠﺳﻭ Ne K Logo k Darmiyan Taqseem Kardo. < Yeh kitab Hazrate Mulla Ali Qarii Alaihirehmatula hil baari Ki Hai Jo10 vii Sadi k Buzurg Hai Aur Es Kitab ParArab shareef k 27 Ulema ki Dastakhate (sign ature) Hai Aur Taqreez Par Imame AhleSunnat Ki Mubarak Dastakhat Hai >
  5. hzt hamare shahar me aaye the. Bahoot hi umda taqreer karte the.
  6. ZAEEF HADEES BHI FAZEELAT KE AMAL ME QAWI MAANI JATI HAI: . Fazail a’maal aur Baab Manaqib me amuman Ahadeesa kaetbar kiya jata hai, Isliye munasib malum hota hai ki yahan par un baaz qarain ka zikr kar diya jaye jinke bina par Zaeef Hadees Qawi ho jati hai aur uska zof jata rehta hai. Pehli surat ye hai ki jab . 1: Hadees Zaeef mu’tad isaaniyad se marwi ho to wo Hasan Leghairihi ho jati hai, chunanche tamam mustanad Usool- e-Hadees ki kitabo me ye masla marqum hai, Mohaqqiq ala Itlaq Imam Ibne Hammam ne bhi (Fateh- ul-Qadee r J-1, S-248, Matbua Misr) me isko wazahat se bayan kiya hai. Aur Allama Sho’rani likhte hain: . 2: ‘Jab Hadees zaeef Mu’tad isnaadiyat se marwi ho to jamhur Muhaddesin isse istedlal karte hain aur isko gaah-e-Saheeh ke sath aurGaah-e- Hasan ke sath La-Haq karte hain.’ (Meezanunsh Shariatul Kubra, J-1,S-68) By: Imam Abdul Wahhab Sho’rani. . Dusri surat ye hai ki jab kisi Hadees Zaeef ke mawafiq, Mujtahdeen me se kisi ka qaul mil jaye, to usse bhi Hadees Zaeef ki taqwiyyat hojati hai, yani wo Mazbut ho jati hai. ChunancheAllama Shaami likhte hain: . 3: Mujtahid jab kisi Hadees se istedlal kare to uska istedlal bhi Hadees ke Saheeh hone ki dalil hai, Jis tarah Tehrir me Imam Ibne Hammam ne tehqiq farmayi hai. (Raddul Muhtar, J-4,S-1) By: Allama Ibne Aabedin Shaami Matoofi 1252. . Teesri surat ye hai ki agar kisi Zaeef Hadees ke mawafiq Ahle Ilm me se kisi ka Qaul ho to ussebhi Hadees qawi ho jati hai, chunanche Imam Tirmizi Hadees ‘Iza ti Ahadokumus salaata wal Imam Ali Haalal Hadees’ ke tehet likhte hain. ‘Haaza Hadees Ghareeb La Nu’refo Ahadus Sanad Al-imarawi min Haazal wajah wal amal ala Haaza Inda Ahlal Ilm’ Mulla Ali Qari iski Sharah me likhte hai., . 4: Allama Nawawi farmate hain ki ye Hadees Zaeef hai aur Imam Tirmizi Ahle Ilm ke amal seis Hadees ki taqwiyat ka irada farma rahe hain. (Mirqaat J-3,S-98) By: Mulla Ali Qari Matoofi 1014 Hijri. . Chauthi surat ye hai kibaaz Auqat Saalehin ke amal se bhi Hadeeski taqwiyat ho jati hai. Chunanche Salaatut Tasbeeh jis riwayat se sabit hai, wo Hadees zaeef hai aur haakim aurBaihqi ne iski taqwiyat ki waja ye batai hai ki Abdullah Bin Mubarak ke amal ki waja se ye Hadees taqwiyat paa gayi. Chunanche Maulana Abdul Khi likhte hain, . 5: Allam Baihaqi likhte hain ki Abdullah bin Mubarak, Sallatut Tasbeeh padha karte the aurBaad ke tamam Ulama isko ek dusre se naqal karke padhte rahe, is Waja se is Hadees marfuko taqwiyat mil gayi. Ye qawi ho gayi. (Al Asaarul Marfooa, S-23) By: Maaulana Abdul Khi Matoofi 1304 Hijri. . 6: Muslim Sharif ki Sharah likhne wale Allama Nawawi likhte hain. ‘Hazraat muhaddesin,fuqh a, aur deegar ulama-e-kiram farmate hain ki Fazail A’maal, Targheeb aur Tarheebme Hadees zaeef par amal karna mustahab(Behtar ) hai,jabki wo mauzu na holekin halal aur haram ke ehkaammaslan, bai’e nikah, aur talaq wagairah me Hadees Saheeh ya Hasan ke siwa aur kisi par amal durust nahi illa ye ki isme ehtiyat ho, maslan bai’ ya nikah ki karahat me koi Hadeeszaeef waarid ho.’ (Sharah Muslim Nawawi alal Muslim, J-1, S-21) By: Abu Zakariya Yahya bin Sharaf Nawawi Matoofi 676 Hijri. . . . In Tamam Usool-E- Ahadees se saaf zahir hota hai ki Zaeef Hadeese bhi ye Shartein maujud honepar Qawi ho jati hain aur Ehkaam me nahi lekin Fazeelat ke maslo parZaeef Hadees ko bhi shumar kiya jata hai aur use qawi maana jata hai. . Fazeelat me wo amal shumar hote hain, jinko karne se sawab milta hai, lekin chhodne per gunah nahi milta, jaise- Salat-o-Salam padhna, Azan se pehleDarud-o-Sa lam padhna, Fateha Dilana, Urs manana, Nabi alaihesalam ke naam par anguthe chumna, Buzurgo ke hath paaon chumna, etc. Lehaza in fazeelat wale a’maalo ke liye Zaeef Hadees ko bhi Qawi maana jata hai. Yehi Hadeeso ka Usool hai, jo ki tamamMuhaddesin ne bayan kiya hai. Ab agar koi Wahabi apni marzi se hi koi Usoolbana le aur fazeelat ke amal me bhi Hadees koZaeef kehkar inkar karta rahe to ye uski jehalat hai, aur kuch nahi.
  7. Bhai aap khud in ahadees ki kitabon me dekhlo. Sahe sitta ke hawale hai dhondne me aapko ziyada takleef nahi hogi.
  8. immam bukhari ne apni sahi me baab ke unwaan ke taur par ye Hadith Riwayath ki hai:Allah talah ka farman:Aur Allah ki shaan nahi ke woh kisi quam ko gumrah karde-is ke baad ke isne inhe hidayath se nawaz diya ho yaha takke wo inke liye wo chizen waze farmade jinse inhe parhez karna chahiye-Aur ibne Omer (raziAllahu talah anhuma) (Khawarij) Ko Allah ki Badtareen maqlook samajhty the- (kiyoun ki) inho ne Allah talah ki in ayat ko liya jo kuffar ke haq me nazil howi thi aur in ka itlaq momin par karna shuroo kardiya HADITH REF:BUKHARI FI SAHI 6/2539 and sahi bukhari 2/1024. immam bukhari ne apni sahi me baab ke unwaan ke taur par ye Hadith Riwayath ki hai:Allah talah ka farman:Aur Allah ki shaan nahi ke woh kisi quam ko gumrah karde-is ke baad ke isne inhe hidayath se nawaz diya ho yaha takke wo inke liye wo chizen waze farmade jinse inhe parhez karna chahiye-Aur ibne Omer (raziAllahu talah anhuma) (Khawarij) Ko Allah ki Badtareen maqlook samajhty the- (kiyoun ki) inho ne Allah talah ki in ayat ko liya jo kuffar ke haq me nazil howi thi aur in ka itlaq momin par karna shuroo kardiya HADITH REF:BUKHARI FI SAHI 6/2539 and sahi bukhari 2/1024.
  9. Ummat-e-Muhammadi Shirk Nahin karegi: ALHADEES: BAHAWALA: Sahi Muslim, Kitaab-Ul- Fazail,Hadees 30, Matbuwa Istambol Turkey TARJUMA: Hazrat Uqba bin Aamir (REHMATULLAH ALEH) se Riwayat hai k, SARKAR-E-AAZAM (ALEH SALAAM) ne Shohda-e- Uhad k Pass tashreef le kar NAMAZ-E-JANAZA parhi, phir Mimbar par tashreef farma huwe, aur farmaya, "MAIN tumhara SAHARA aur tum par GAWAH hun. ALLAH TA'ALA ki Kasam main apne Hoz-E-Qausar ko is waqt bhi dekh raha hun, aur beshak mujhe Zameen k khazanon ki Kunjiyyaan ata ki gai hain, aur Beshak mujhe yeh khatra nahin k tum mere baad SHIRK karne Lago ge, mujhe is baat ka dar hai k tum Dunya k JAAL main Phans jao ge". NATEEJAH (RESULT): SARKAR-E-AZAM (ALEH SALAAM) ne apni Zaat par ALLAH TA'ALA k diye huwe INAAMAAT aur INAAYAAT ka Zikar karte huwe, ALLAH TA'ALA ki Ata kardah ILM k Zariye sadiyon ka NAQAAB ulat diya, k MAIN dekh raha hun k tum SHIRK se mehfooz raho ge. Jab SARKAAR (ALEH SALAAM) mutmaeen hain, K UMMAT, SHIRK se mehfooz rahe gi, magar MUSALMAANON par SHIRK k fatway lagane waale BECHAIN hain, In ZAALIMON ko har dusra MUSALMAAN MUSHRIK nazar ata hai, ALLAH TA'ALA aese logon ko Hidayat naseeb kare.. Aameen
  10. Shirk Tha Jab Naaz Ahmade Mukhtar Par Nukta Chin The Log Jab Sayyade Abrar Par Har Wali Har Gaus Ko Be Dasto Paa Samjha Gaya Ya RasoolALLAH Kehne Par Tha Fatwa Shirk Ka Kufr Par Ek Din Maseeyat Ko Jalal Aa Hi Gaya Mere Aaqa Ki Muhabbat Ka Sawal Aa Hi Gaya Suratien Taskeen Ki Nikli Dile Seemav Se Ek Kiran Futi Achanak Charkh Pe Mehtab Se Us Kiran Ko Ahle Deen Ahmed Raza Kehne Lage Ummate Khatmo Rasool Ka Paswan Kehne Lage Us Kiran Ne Raahe Imaan Ko Munawwar Kar Diya Phool To Hai Phool, Khaaro Ko Dile Tar Kar Diya Qaum K Imaano Gurbat K Nigehbaan Zindabad Zindabad Ae Muftiye Ahmed Raza Khan Zindabad Abre Rahmat Tere Markaz Par Ko Har Baari Kare Hashr Tak Shaane Karimi Naaz Bar Dari Kare Fana K Baad Bhi Baaki Hai Shaane Rahbari Teri Khuda Ki Rehmate Ho Ae Ameere Kaarwan Tujh Par. . . . . . .
  11. wasim raza

    Ala Hazrath Aur Bidat Ka Khatma.

    »»»► (1) Sajda ALLAH ke siwa kisi ke liye nahi. Gairullah ko Sajda e Ibadat Shirk Aur Sajda e Ta’azimi Haraam hai. (Azzubdatuz Zakiyya, Safa -5) »»»► (2) Roza e Anwar ka na Tawaf karo, na Sajda, na itna jhuko ke Rooku ke barabar Ho. Huzoor sallallahu alaihi wasallam ki ta’azeem unki Ita'at me hai. (Fatawa Razawiya, 10 /769) »»»► (3) Mazar ka Tawaf ba-niyyat Ta’azeem najaiz hai. Tawaf sirf ka’abe ke liye makhsus hai. (Fatawa Razawiya, 4/08) »»»► (4) Khabardar (Huzoor sallallahu alaihi wasallam ke Roza ki) jaali ko bosa dene ya haath lagane se bacho ke ye Khilafe adab hai, Balke 4 haath ke faasle se zyada qareeb na jaao. Ye un ki rehmat kya kam hai ke apne huzur bulwaya. (Fatawa Razawiya, 10 /765) »»»► (5) Farzi mazaar banana aur us ke saath asl ka sa muamla karna najaiz Aur Bid'at hai. (Fatawa Razawiya, 9/425) »»»► (6) Jis waqt •Aurat• (Mazar parjaane ke liye) ghar se irada karti hai la'anat shuru ho jaati hai aur jab tak wapis aati hai, mala’ika la'anat karte rehte hain. Siwaye Roza e Rasool ke kisi mazaar par jaane ki ijazat nahi, Ke wo Zarya e Magfirat hai. (Malfuzat, Safa -240) »»»► (7) Mazaamir ya’ni Aalat e lahwo la'ab (Musical instruments) bila shuba haraam hain. Jin ki hurmat Auliya aur Ulema ke kalimaat me wazeh hai. Unke sunne sunane ke Gunah hone me shak nahi. Aur Saadaat e Chisht ki taraf unki nisbat iftera hai. (Fatawa Razawiya, 10/54) »»»► (8) Randiyo ka Naach be-shak Haraam hai. Be-qaid jaahilo ne ye ma’asiyat phelayi hai. (Fatawa Razawiya, 29/92) »»»► (9) Aatish baazi israaf hai aur Israaf haraam hai, Khane ka aise lutana be- adabi Aur Be-adabi mehroomi hai, Maal ka israf hai. Roshni agar masaliha e shariya Sekhali ho to wo bhi israaf hai. (Fatawa Razawiya, 24/112) »»»► (10) Qabro ki taraf Shama le jaana ye Bid'at aur Maal ko zaaya karna hai. (Al Bareequl Manaar, Safa -9) »»»► (13) Mazar par jab chadar majood ho, Kharab na hui ho, Badalneki haajat nahi to chaadar chadhana Fuzulkharchi hai, Balke jo rakam is me sarf karen, wo ALLAH ke wali ko isaale sawab karne ke liye kisi mohtaj ko den. (Ahkaam e Shariyat, Jild -1/42) »»»► (14) Kisi ne agar ►'Taaziye'par Mannat maani to ye Nazar baatil aur najaiz hai. (Fatawa Razawiya, 24/501) »»»► (15) (Mazaar par Dua ka tareeqa) : Fatiha ke baad Sahibe mazaar ke Waseele se Allah se Dua karen Aur apni jaaiz murad pesh karen. Phir Salam karte hue wapis aayen. Mazaar ko na haath lagaen, Na Bosa den. Tawaf bil ittefaq Na- jaaiz hai Aur Sajda Haraam hai. (Fatawa Razawiya, 9/522)
  12. wasim raza

    Zaeef Hadees.

    ZAEEF HADEES BHI FAZEELAT KE AMAL ME QAWI MAANI JATI HAI: . Fazail a’maal aur Baab Manaqib me amuman Ahadeesa kaetbar kiya jata hai, Isliye munasib malum hota hai ki yahan par un baaz qarain ka zikr kar diya jaye jinke bina par Zaeef Hadees Qawi ho jati hai aur uska zof jata rehta hai. Pehli surat ye hai ki jab . 1: Hadees Zaeef mu’tad isaaniyad se marwi ho to wo Hasan Leghairihi ho jati hai, chunanche tamam mustanad Usool- e-Hadees ki kitabo me ye masla marqum hai, Mohaqqiq ala Itlaq Imam Ibne Hammam ne bhi (Fateh- ul-Qadee r J-1, S-248, Matbua Misr) me isko wazahat se bayan kiya hai. Aur Allama Sho’rani likhte hain: . 2: ‘Jab Hadees zaeef Mu’tad isnaadiyat se marwi ho to jamhur Muhaddesin isse istedlal karte hain aur isko gaah-e-Saheeh ke sath aurGaah-e-Hasan ke sath La-Haq karte hain.’ (Meezanunsh Shariatul Kubra, J-1,S-68) By: Imam Abdul Wahhab Sho’rani. . Dusri surat ye hai ki jab kisi Hadees Zaeef ke mawafiq, Mujtahdeen me se kisi ka qaul mil jaye, to usse bhi Hadees Zaeef ki taqwiyyat hojati hai, yani wo Mazbut ho jati hai. ChunancheAllama Shaami likhte hain: . 3: Mujtahid jab kisi Hadees se istedlal kare to uska istedlal bhi Hadees ke Saheeh hone ki dalil hai, Jis tarah Tehrir me Imam Ibne Hammam ne tehqiq farmayi hai. (Raddul Muhtar, J-4,S-1) By: Allama Ibne Aabedin Shaami Matoofi 1252. . Teesri surat ye hai ki agar kisi Zaeef Hadees ke mawafiq Ahle Ilm me se kisi ka Qaul ho to ussebhi Hadees qawi ho jati hai, chunanche Imam Tirmizi Hadees ‘Iza ti Ahadokumus salaata wal Imam Ali Haalal Hadees’ ke tehet likhte hain. ‘Haaza Hadees Ghareeb La Nu’refo Ahadus Sanad Al-imarawi min Haazal wajah wal amal ala Haaza Inda Ahlal Ilm’ Mulla Ali Qari iski Sharah me likhte hai., . 4: Allama Nawawi farmate hain ki ye Hadees Zaeef hai aur Imam Tirmizi Ahle Ilm ke amal seis Hadees ki taqwiyat ka irada farma rahe hain. (Mirqaat J-3,S-98) By: Mulla Ali Qari Matoofi 1014 Hijri. . Chauthi surat ye hai kibaaz Auqat Saalehin ke amal se bhi Hadeeski taqwiyat ho jati hai. Chunanche Salaatut Tasbeeh jis riwayat se sabit hai, wo Hadees zaeef hai aur haakim aurBaihqi ne iski taqwiyat ki waja ye batai hai ki Abdullah Bin Mubarak ke amal ki waja se ye Hadees taqwiyat paa gayi. Chunanche Maulana Abdul Khi likhte hain, . 5: Allam Baihaqi likhte hain ki Abdullah bin Mubarak, Sallatut Tasbeeh padha karte the aurBaad ke tamam Ulama isko ek dusre se naqal karke padhte rahe, is Waja se is Hadees marfuko taqwiyat mil gayi. Ye qawi ho gayi. (Al Asaarul Marfooa, S-23) By: Maaulana Abdul Khi Matoofi 1304 Hijri. . 6: Muslim Sharif ki Sharah likhne wale Allama Nawawi likhte hain. ‘Hazraat muhaddesin,fuqh a, aur deegar ulama-e-kiram farmate hain ki Fazail A’maal, Targheeb aur Tarheebme Hadees zaeef par amal karna mustahab(Behtar ) hai,jabki wo mauzu na holekin halal aur haram ke ehkaammaslan, bai’e nikah, aur talaq wagairah me Hadees Saheeh ya Hasan ke siwa aur kisi par amal durust nahi illa ye ki isme ehtiyat ho, maslan bai’ ya nikah ki karahat me koi Hadeeszaeef waarid ho.’ (Sharah Muslim Nawawi alal Muslim, J-1, S-21) By: Abu Zakariya Yahya bin Sharaf Nawawi Matoofi 676 Hijri. . . . In Tamam Usool-E- Ahadees se saaf zahir hota hai ki Zaeef Hadeese bhi ye Shartein maujud honepar Qawi ho jati hain aur Ehkaam me nahi lekin Fazeelat ke maslo parZaeef Hadees ko bhi shumar kiya jata hai aur use qawi maana jata hai. . Fazeelat me wo amal shumar hote hain, jinko karne se sawab milta hai, lekin chhodne per gunah nahi milta, jaise- Salat-o-Salam padhna, Azan se pehleDarud-o-Sa lam padhna, Fateha Dilana, Urs manana, Nabi alaihesalam ke naam par anguthe chumna, Buzurgo ke hath paaon chumna, etc. Lehaza in fazeelat wale a’maalo ke liye Zaeef Hadees ko bhi Qawi maana jata hai. Yehi Hadeeso ka Usool hai, jo ki tamamMuhaddesin ne bayan kiya hai. Ab agar koi Wahabi apni marzi se hi koi Usoolbana le aur fazeelat ke amal me bhi Hadees koZaeef kehkar inkar karta rahe to ye uski jehalat hai, aur kuch nahi.
  13. wasim raza

    Shan E Ala Hazrath.

    ABDUL MUSTAFA AALA HAZRAT Faziley Barelvi Radi ALLAHU Ta’ala Anhu Se Muhabbat Ki Vajah- Shayar Galib Likhta Hain: Haan Wo Nahi Khuda Parast Jao Wo BeWafa Sahi, Jisko Ho Jaan-o-Dil Azeez Uski Gali Me Jaaye Kyu… Uski Gali Chhod Kar Jaane Waale Kahi Ka Nahi Rehta HAIN, Duniya O Aakhirat Dono Jagah Jaleel-o-Khwaar Hota Hain, Dar Ba-Dar Bhatkta Rehta Hain Thokar Khata Rehta Hain.. Aur Wo Farmate Hain: Phir Ke Gali-Gali Tabaah Thokrein Sab Ki Khaaye Kyu, Dil Ko Jo Aql De KHUDA Teri Gali Se Jaaye Kyu…. Aashiq-e-RASOOL To WO Hain Jo Ye Farmaye : Dozakh Ki Aag Ko Bujhaane Ka EK Hi Tarika Hain, Aaqa-e-Do Jahaan SALALLAHU TA’ALA ALAIHI WASALLAM Ki Muhabbat Ki Aag Apne Dil Me Jalaye Rakhiye… Ishq e Mustafa Ki Aag Dil Mein Jala Lijiye Kyu Ki Ye Hi Aag Lagaoge To Isi Aag Ko Bujhaoge.. Yu Farmaya: Aye Ishq Tere Sadqe Jalne Se Chhute Saste, Jo Aag Bujha Degi Wo Aag Laga Li Hain….. Aur Aashiq-e-MUSTAF A To Wo Hain Jo Farmaye: Jiski Dosti Aur Dushmani Sirf Sarkar SALALLAHU TA’ALA ALAIHI WASALLAM Ki Jaat Par Ho… Shaah e RAZA Ko Usi Se Se tlluq Hain Jisko Sarkar SALALLAHU TA’ALA ALAIHI WASALLAM Se Talluq Hain, Jo Unka Pyara Hain SARKAR SALALLAHU TA’ALA ALAIHI WASALLAM Ka Pyara Hain…. Log AALA HAZRAT ABDUL MUSTAFA IMAAM AHMED RAZA KHAN FAZILEY BARELVI Ki Shiddat Ki Shikayat Karte Hain Lekin UnhoneKabhi Ishq Kiya Ho To Unhe Pata Chale Ki Muhabbat Me Mehboob Ki Shaan Me Koi Gustakhi Kare To Aashiq Ke Jazbaat Ki Shiddat Kya Hoti Hain….. Isliye Imaam RAZA Farmate Hain: Dushman-e-AHMAD Pe Shiddat Kijiye, Mulheedo Ki Kya Murawwat Kijiye… Gaiz Me Jal Jaaye Be- Deeno Ke Dil, Ya RasoolALLAH Ki Kasrat Kijiye…. Shirk Thehre Jisme Ta’azim-e-Habee b, Us Bure Mazhab Pe Laanat Kijiye…. Aage Farmate Hain: Momin Wo Hain Jo Unki Izzat Pe Mare Dil Se, Ta’azim Bhi Karta Hain Najdi To Mare Dil Se…. AALA HAZRAT Ki Tarif Kyu Karte Hain Unhe Mujaddid Kyu Kahte Hain Ham Isiliye Unhe Mujaddid Kahte HAIN Kyu Ki AAPNE Ye Bataya : “Hamara Aqeeda Hamara Mazhab o Maslak Agar Milta Hain To Wo Aqeeda-e-Risala t Se Milta Hain Sirf Aqeeda-e-Tauhee d Se Nahi Milta Kyu Ki Tauheed Ko Maan Ne Wale Bahut Se Hain, Gair Muslim Me Bhi Sikh, Yahoodi, Nasrani Aur Esaayi Tauheed Ko Maante Hain… Lekin Aapne Ye Bataya Ki Islam Us Waqt Tak Kisi Ko Nahi Apnata JabTak Wo Aqeeda-e-Risaal at Par Dil Se Imaan Na Le Aaye, Jab Tak Sarkar Ki Risalat Ko Na Maan Le….. ALHAMDOLILLAH Hame AALA HAZRAT Ki Seerat Me Shaan-e-Farooqi Nazar Aati Hain, Kyu Ki AALA HAZRAT ABDUL MUSTAFA IMAAM AHMED RAZA KHAN FAZILEY BAREILVI RADI ALLAHU TA’ALA ANHU Hamesha Shariat-e- MUSTA FA Ke Mutabiq Har Baat Quran o Hadees Se Batayi Hain…….. Aashiq –e- Rasool Kahlane Waale Bahut Hain Lekin Sadion Me Agar Kisi Ko Hamne Sachha Aashiq Paya Hain To Unka Naam SARKAR AALA HAZRAT ABDUL MUSTAFA IMAAM AHMED RAZA KHAN FAZILEY BARELVI Hain… Jab Koi Shaqhs Kahta Hain Ki Tum RAZA Ko Itna Q Maante Ho To MainTo YE Hi Kahta Hun Ki Ham Aashiq-e-Rasool Apne Aap KO Nahi Maante Ham To Itne Bade Gunahgaar Hain Ki Aashiq-e-Rasool Kahlaane Ke Layek Bhi Nahi Hain Ham To EK Aashiq-e-Rasool Ke Aashiq Hai, EK Aashiq-e- NABI Se Sachhi Muhabbat Rakhte Hain…….Hamare Liye ye Hi Bahut Badi BAAT Hain Ki Ham Ishq-e-RASOOL Rakhne Waale Se Muhababt Rakhte Hain…….. Hamare Liye MADEENE SHAREEF Tak Pahunchne Ke Liye BAREILLY SHAREEF Ki Rasaai Kafi Hain ALLAH Hame Naik Toufeeq De Aur MASLAKE AALA HAZRAT Pe Maut Naseeb Farmaye….. (Amee n) Aye RAZA Meri Iltija Kubul Kijiye- Is Nishaani Ke Jo Sag Hain Nahi Maare Jaate, Mere Galey Me Bhi Rahein Hashr Tak Patta Tera… Sag-e-RAZA- wasim raza.
×
×
  • Create New...