-
کل پوسٹس
530 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
31
سب کچھ wasim raza نے پوسٹ کیا
-
Maslak E Gaus E Azam Aur Mukhalifin.
wasim raza replied to wasim raza's topic in حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
Toheedi bhai kya wahabion ki kitab 'Deen alhaq ba jawab e ja-alhaq' kitab ke rad me koi kitab likhi gayi hai? -
Maslak E Gaus E Azam Aur Mukhalifin.
اس ٹاپک میں نے wasim raza میں پوسٹ کیا حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
Maslak e Gaus e azam aur mukhalifin. 'Hum Rafayadain q nahi karte? Kya kisi ke paas in 2no books ki Pdf hai. -
40 din tak wo kutte ka bachha bina kuch khaaye zinda kaise tha? kya wo bhonkna bhi bhool gaya tha?
-
are janab gussa q hote ho? Kya aap roman urdu me likhein ge?
-
Sihah-E-Sitta , Fiqah-E-Hanafia Aor Naji Firqa
wasim raza replied to Eccedentesiast's topic in رد بدمذہب پر کتب
Jazakallah usman bhai. -
Jazakallah abdul bhai.
-
Ameen.
-
Hum Rafe yadain Kyun Nahi Karte ? Ghair Muqallideen Hazraat Abdullah Bin Omer ki Rafe-yadain ki Riwayato ko Bade Shauq se Pesh Karte haiLekin Hazrat Ibn Umar Rdh. ki Ahadees Ek Ek Jaisi Nahi Hai. Unki Ahadees me Shadeed Isteraab hai. 1. Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Bayaan Farmaate Hai Ke Maine Rasool Ullah SAW Ko Dekha Ke Jab Aap SAW Ne Namaz Shuru Farmaayi Toh Haato Ko Kaandho Tak Utaaya Aur Ruku Me Jaate Waqt Aur Ruku Se Uthte Waqt Aap Saw Ne Haat Nahi Utaaye Aur Dono Sajdo Ke Darmiyaan Bhi Haat Nahi Utaaye. [Musnad Al-Humaydi 277/2 , Hadees 614 , Saheeh Abu Awwaana : Jild 1 : 90 , Madawana Kubra: 71/1 , Saheeh Ibn Khuzaima : Jild 1 : 289 , Al-Khilaaqyaat Lil Bayhaqi V1/P404, Bawala Nasb Ur Riwaya 479/1] 6. Hazrat Abdullah Bin Umar Rdh. Takbeer e Tehrima , Ruku ke Baad , 2 Rakaato ke Baad Rafe- yadain Karte. (Saheeh Bukhari : Jild 1 : Safa 368 , Hadees No : 700 ) Note : Is Hadees me Ruku me Jaate Waqt Rafe-yadain Karne ka Koi Zikr Nahi hai. 7. Hazrat Abdullah Bin Omer Rdh. se Takbeer e Tehrima , Ruku se Pehle , Sajde se Pehle Rafe- Yadain Karna Manqool Hai. (Abu Dawud : 108/1) Lekin Iske Qilaaf Bahut Saare Sahaba Ikraam Rdh. Aur Tabien Rh. Namaz Me Takbeer E Tehreema Ke Waqt Haat Utaate The Phir Dobaara Nahi Utaate The. (Tirmizi Shareef : Aur Isi Tarah Khud Hazrat Ibn Umar Rdh. Ka Amal bhi In Tamaam Ahadees ke Khilaaf Hai.SANAD: Ibne Abi Dawood »»► Ahmad bin Yunus »»► Abu Bakar bin Ayaash »»► Hussain »»► Mujahid (rahmatullahi alaihim) Mujahid (Rah.) Farmate Hain Ke, “Maine Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Ke Peeche Namaz Parhi, Aap Ne Is Me Kahi’n Bhi Rafaul-Yadain Nahi Kiya Sivaaye Takbeer Aulaa (Tehreemah) Ke, Namaz Me.” [sharah Ma’aaniul Asaar : 163/1 , Musannaf Ibn Abi Shaiba : 417/2 , Hadees 2467]Aur Isi Tarah Yeh Riwayat Hazrat Mujahid Rh. ke Alawa Hazrat Ibn Umar Rdh. Ke Shaagird Hazrat Abdul Aziz Bin Hakeem se Manqool Hai. Wo Riwayat Karte Hai ke Maine Hazrat Abdullah Bin Omer Rdh. Ko Dekha ke Takbeer e Tehrima ke Waqt Kaano Tak Haat Utaate The aur Uske Siwa Haat Nahi Utaate The. (Muwatta Imam Muhammed : 93 , Al Hujjah Ala Ahlul Madinah : 97/1) Yeh Riwayat Muhaddiseen ke Usool ke Mutabiq Hasan Darje ki Hai. In Saheeh Riwayato se Maloom Huwa ke Ibn Umar Rdh. Tark e Rafedain ke Qaayal The. Aur Muhaddiseen ka Usool Hai : JAB RAAVI KA AMAL AHADEES KE KHILAAF HO TOH WO HADEES MANSOOQ MAANI JAATI HAI. Isliye Rafe-yadain Mansooq Hogaya Tha. Tabhi Toh Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Se Rivayat Hai Ke, “Nabi (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Sirf Namaz Ke Shuroo’ Me Rafaul- Yadain Farmate The, Iske Ba’d Dobarah Hath Nahi Uthaate The.” [Al-Khilaaqyaat Lil Bayhaqi V1/ P404, Bawala Nasb Ur Riwaya 479/1] Muhaddis-E-Hara m Sheikh Aabid Sindhi (Rah.) Farmate Hain Ke, “Mere Nazdeek Ye Hadees Yaqeeni Taur Per Saheeh Hai.” [ba-Hawalah Mu’arif As-Sunan 494/2]. Aur Ek Riwayat Me Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Bayaan Farmaate Hai Ke Maine Rasool Ullah Saw Ko Dekha Ke Jab Aap Saw Ne Namaz Shuru Farmaayi Toh Haato Ko Kaandho Tak Utaaya Aur Ruku Me Jaate Waqt Aur Ruku Se Uthte Waqt Aap Saw Ne Haat Nahi Utaaye Aur Dono Sajdo Ke Darmiyaan Bhi Haat Nahi Utaaye. [Musnad Al-Humaydi 277/2 , Hadees 614 , Hazrat Abdullah Bin Omer Rdh. Farmaate Hai ke Hum Sahaba Rdh. Makkah Mukkaramah me Aap SAW ke Saat Shuru Namaz me Namaz ke Andar Ruku ke Waqt Rafedain Kiya Karte The , Pas Jab Nabi e Karim SAW ne Madina Munawwara ki Taraf Hijrat Farmaayi Toh Namaz ke Andar Ruku Wala Rafedain Tark Farmaadiya aur Sirf Shuru Namaz Wala Rafedain par Saabit Qadam Rahe. (Akhbaar ul Fuqaha Wal Muhaddiseen : 213). Is Wazeh Qaul se Saabit Hogaya Hai ke Rafedain Mansooq Hogaya Tha. Ahnaaf ka Maslak : Ahnaaf ka Maslak Tark e Rafe- yadain ka hai.Iski Daleel Yeh hai : Hazrat Abdullah Bin Mas’ood (Raziallahu Anhu) Ne Apni Shaagirdo Se Farmaya: “Kya Main Tumhein Us Tarah Namaz Padhkar Na Dikhaao , Jis Tarah Rasoolullah (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Namaz Padha Karte The , Phir Hazrat Ibn Masood Rdh. Ne Namaz Parhi Aur Takbeer E Tehreema Ke Alawa Dobara Haat Nahi Utaaye.” (Tirmizi : 59 /1 , Hadees : 252, Abu Dawud 748 , Nisaai : 1060 ). Yeh Jaan Le ke Sirf Yahi Ek Sahabi Hazrat Abdullah Bin Masood Rdh. Hai Jinse Sirf Tark e Rafedain Saabit. Rafedain karne Koi Hadees Hazrat Abdullah Bin Masood Rdh. Se Nahi Hai. Jitni Bhi Hai Sab Tark e Rafedain ki hi Hai. Yahi Wajah hai ke Ulama e Ahnaaf ne Hazrat Abdullah Bin Masood Radhi Allahu Anhu ki Is Hadees se (Jo Isteraabaat se Baari hai) Istedlaal Kiya hai — Hum Rafe yadain Kyun Nahi Karte ? Ghair Muqallideen Hazraat Abdullah Bin Omer ki Rafe-yadain ki Riwayato ko Bade Shauq se Pesh Karte haiLekin Hazrat Ibn Umar Rdh. ki Ahadees Ek Ek Jaisi Nahi Hai. Unki Ahadees me Shadeed Isteraab hai. 1. Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Bayaan Farmaate Hai Ke Maine Rasool Ullah SAW Ko Dekha Ke Jab Aap SAW Ne Namaz Shuru Farmaayi Toh Haato Ko Kaandho Tak Utaaya Aur Ruku Me Jaate Waqt Aur Ruku Se Uthte Waqt Aap Saw Ne Haat Nahi Utaaye Aur Dono Sajdo Ke Darmiyaan Bhi Haat Nahi Utaaye. [Musnad Al-Humaydi 277/2 , Hadees 614 , Saheeh Abu Awwaana : Jild 1 : 90 , Madawana Kubra: 71/1 , Saheeh Ibn Khuzaima : Jild 1 : 289 , Al-Khilaaqyaat Lil Bayhaqi V1/P404, Bawala Nasb Ur Riwaya 479/1] 6. Hazrat Abdullah Bin Umar Rdh. Takbeer e Tehrima , Ruku ke Baad , 2 Rakaato ke Baad Rafe- yadain Karte. (Saheeh Bukhari : Jild 1 : Safa 368 , Hadees No : 700 ) Note : Is Hadees me Ruku me Jaate Waqt Rafe-yadain Karne ka Koi Zikr Nahi hai. 7. Hazrat Abdullah Bin Omer Rdh. se Takbeer e Tehrima , Ruku se Pehle , Sajde se Pehle Rafe- Yadain Karna Manqool Hai. (Abu Dawud : 108/1) Lekin Iske Qilaaf Bahut Saare Sahaba Ikraam Rdh. Aur Tabien Rh. Namaz Me Takbeer E Tehreema Ke Waqt Haat Utaate The Phir Dobaara Nahi Utaate The. (Tirmizi Shareef : Aur Isi Tarah Khud Hazrat Ibn Umar Rdh. Ka Amal bhi In Tamaam Ahadees ke Khilaaf Hai.SANAD: Ibne Abi Dawood »»► Ahmad bin Yunus »»► Abu Bakar bin Ayaash »»► Hussain »»► Mujahid (rahmatullahi alaihim) Mujahid (Rah.) Farmate Hain Ke, “Maine Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Ke Peeche Namaz Parhi, Aap Ne Is Me Kahi’n Bhi Rafaul-Yadain Nahi Kiya Sivaaye Takbeer Aulaa (Tehreemah) Ke, Namaz Me.” [sharah Ma’aaniul Asaar : 163/1 , Musannaf Ibn Abi Shaiba : 417/2 , Hadees 2467]Aur Isi Tarah Yeh Riwayat Hazrat Mujahid Rh. ke Alawa Hazrat Ibn Umar Rdh. Ke Shaagird Hazrat Abdul Aziz Bin Hakeem se Manqool Hai. Wo Riwayat Karte Hai ke Maine Hazrat Abdullah Bin Omer Rdh. Ko Dekha ke Takbeer e Tehrima ke Waqt Kaano Tak Haat Utaate The aur Uske Siwa Haat Nahi Utaate The. (Muwatta Imam Muhammed : 93 , Al Hujjah Ala Ahlul Madinah : 97/1) Yeh Riwayat Muhaddiseen ke Usool ke Mutabiq Hasan Darje ki Hai. In Saheeh Riwayato se Maloom Huwa ke Ibn Umar Rdh. Tark e Rafedain ke Qaayal The. Aur Muhaddiseen ka Usool Hai : JAB RAAVI KA AMAL AHADEES KE KHILAAF HO TOH WO HADEES MANSOOQ MAANI JAATI HAI. Isliye Rafe-yadain Mansooq Hogaya Tha. Tabhi Toh Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Se Rivayat Hai Ke, “Nabi (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Sirf Namaz Ke Shuroo’ Me Rafaul- Yadain Farmate The, Iske Ba’d Dobarah Hath Nahi Uthaate The.” [Al-Khilaaqyaat Lil Bayhaqi V1/ P404, Bawala Nasb Ur Riwaya 479/1] Muhaddis-E-Hara m Sheikh Aabid Sindhi (Rah.) Farmate Hain Ke, “Mere Nazdeek Ye Hadees Yaqeeni Taur Per Saheeh Hai.” [ba-Hawalah Mu’arif As-Sunan 494/2]. Aur Ek Riwayat Me Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Bayaan Farmaate Hai Ke Maine Rasool Ullah Saw Ko Dekha Ke Jab Aap Saw Ne Namaz Shuru Farmaayi Toh Haato Ko Kaandho Tak Utaaya Aur Ruku Me Jaate Waqt Aur Ruku Se Uthte Waqt Aap Saw Ne Haat Nahi Utaaye Aur Dono Sajdo Ke Darmiyaan Bhi Haat Nahi Utaaye. [Musnad Al-Humaydi 277/2 , Hadees 614 , Hazrat Abdullah Bin Omer Rdh. Farmaate Hai ke Hum Sahaba Rdh. Makkah Mukkaramah me Aap SAW ke Saat Shuru Namaz me Namaz ke Andar Ruku ke Waqt Rafedain Kiya Karte The , Pas Jab Nabi e Karim SAW ne Madina Munawwara ki Taraf Hijrat Farmaayi Toh Namaz ke Andar Ruku Wala Rafedain Tark Farmaadiya aur Sirf Shuru Namaz Wala Rafedain par Saabit Qadam Rahe. (Akhbaar ul Fuqaha Wal Muhaddiseen : 213). Is Wazeh Qaul se Saabit Hogaya Hai ke Rafedain Mansooq Hogaya Tha. Ahnaaf ka Maslak : Ahnaaf ka Maslak Tark e Rafe- yadain ka hai.Iski Daleel Yeh hai : Hazrat Abdullah Bin Mas’ood (Raziallahu Anhu) Ne Apni Shaagirdo Se Farmaya: “Kya Main Tumhein Us Tarah Namaz Padhkar Na Dikhaao , Jis Tarah Rasoolullah (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Namaz Padha Karte The , Phir Hazrat Ibn Masood Rdh. Ne Namaz Parhi Aur Takbeer E Tehreema Ke Alawa Dobara Haat Nahi Utaaye.” (Tirmizi : 59 /1 , Hadees : 252, Abu Dawud 748 , Nisaai : 1060 ). Yeh Jaan Le ke Sirf Yahi Ek Sahabi Hazrat Abdullah Bin Masood Rdh. Hai Jinse Sirf Tark e Rafedain Saabit. Rafedain karne Koi Hadees Hazrat Abdullah Bin Masood Rdh. Se Nahi Hai. Jitni Bhi Hai Sab Tark e Rafedain ki hi Hai. Yahi Wajah hai ke Ulama e Ahnaaf ne Hazrat Abdullah Bin Masood Radhi Allahu Anhu ki Is Hadees se (Jo Isteraabaat se Baari hai) Istedlaal Kiya hai — Hum Rafe yadain Kyun Nahi Karte ? Ghair Muqallideen Hazraat Abdullah Bin Omer ki Rafe-yadain ki Riwayato ko Bade Shauq se Pesh Karte haiLekin Hazrat Ibn Umar Rdh. ki Ahadees Ek Ek Jaisi Nahi Hai. Unki Ahadees me Shadeed Isteraab hai. 1. Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Bayaan Farmaate Hai Ke Maine Rasool Ullah SAW Ko Dekha Ke Jab Aap SAW Ne Namaz Shuru Farmaayi Toh Haato Ko Kaandho Tak Utaaya Aur Ruku Me Jaate Waqt Aur Ruku Se Uthte Waqt Aap Saw Ne Haat Nahi Utaaye Aur Dono Sajdo Ke Darmiyaan Bhi Haat Nahi Utaaye. [Musnad Al-Humaydi 277/2 , Hadees 614 , Saheeh Abu Awwaana : Jild 1 : 90 , Madawana Kubra: 71/1 , Saheeh Ibn Khuzaima : Jild 1 : 289 , Al-Khilaaqyaat Lil Bayhaqi V1/P404, Bawala Nasb Ur Riwaya 479/1] 6. Hazrat Abdullah Bin Umar Rdh. Takbeer e Tehrima , Ruku ke Baad , 2 Rakaato ke Baad Rafe- yadain Karte. (Saheeh Bukhari : Jild 1 : Safa 368 , Hadees No : 700 ) Note : Is Hadees me Ruku me Jaate Waqt Rafe-yadain Karne ka Koi Zikr Nahi hai. 7. Hazrat Abdullah Bin Omer Rdh. se Takbeer e Tehrima , Ruku se Pehle , Sajde se Pehle Rafe- Yadain Karna Manqool Hai. (Abu Dawud : 108/1) Lekin Iske Qilaaf Bahut Saare Sahaba Ikraam Rdh. Aur Tabien Rh. Namaz Me Takbeer E Tehreema Ke Waqt Haat Utaate The Phir Dobaara Nahi Utaate The. (Tirmizi Shareef : Aur Isi Tarah Khud Hazrat Ibn Umar Rdh. Ka Amal bhi In Tamaam Ahadees ke Khilaaf Hai.SANAD: Ibne Abi Dawood »»► Ahmad bin Yunus »»► Abu Bakar bin Ayaash »»► Hussain »»► Mujahid (rahmatullahi alaihim) Mujahid (Rah.) Farmate Hain Ke, “Maine Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Ke Peeche Namaz Parhi, Aap Ne Is Me Kahi’n Bhi Rafaul-Yadain Nahi Kiya Sivaaye Takbeer Aulaa (Tehreemah) Ke, Namaz Me.” [sharah Ma’aaniul Asaar : 163/1 , Musannaf Ibn Abi Shaiba : 417/2 , Hadees 2467]Aur Isi Tarah Yeh Riwayat Hazrat Mujahid Rh. ke Alawa Hazrat Ibn Umar Rdh. Ke Shaagird Hazrat Abdul Aziz Bin Hakeem se Manqool Hai. Wo Riwayat Karte Hai ke Maine Hazrat Abdullah Bin Omer Rdh. Ko Dekha ke Takbeer e Tehrima ke Waqt Kaano Tak Haat Utaate The aur Uske Siwa Haat Nahi Utaate The. (Muwatta Imam Muhammed : 93 , Al Hujjah Ala Ahlul Madinah : 97/1) Yeh Riwayat Muhaddiseen ke Usool ke Mutabiq Hasan Darje ki Hai. In Saheeh Riwayato se Maloom Huwa ke Ibn Umar Rdh. Tark e Rafedain ke Qaayal The. Aur Muhaddiseen ka Usool Hai : JAB RAAVI KA AMAL AHADEES KE KHILAAF HO TOH WO HADEES MANSOOQ MAANI JAATI HAI. Isliye Rafe-yadain Mansooq Hogaya Tha. Tabhi Toh Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Se Rivayat Hai Ke, “Nabi (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Sirf Namaz Ke Shuroo’ Me Rafaul- Yadain Farmate The, Iske Ba’d Dobarah Hath Nahi Uthaate The.” [Al-Khilaaqyaat Lil Bayhaqi V1/ P404, Bawala Nasb Ur Riwaya 479/1] Muhaddis-E-Hara m Sheikh Aabid Sindhi (Rah.) Farmate Hain Ke, “Mere Nazdeek Ye Hadees Yaqeeni Taur Per Saheeh Hai.” [ba-Hawalah Mu’arif As-Sunan 494/2]. Aur Ek Riwayat Me Hazrat Abdullah Bin Umar (Raz.) Bayaan Farmaate Hai Ke Maine Rasool Ullah Saw Ko Dekha Ke Jab Aap Saw Ne Namaz Shuru Farmaayi Toh Haato Ko Kaandho Tak Utaaya Aur Ruku Me Jaate Waqt Aur Ruku Se Uthte Waqt Aap Saw Ne Haat Nahi Utaaye Aur Dono Sajdo Ke Darmiyaan Bhi Haat Nahi Utaaye. [Musnad Al-Humaydi 277/2 , Hadees 614 , Hazrat Abdullah Bin Omer Rdh. Farmaate Hai ke Hum Sahaba Rdh. Makkah Mukkaramah me Aap SAW ke Saat Shuru Namaz me Namaz ke Andar Ruku ke Waqt Rafedain Kiya Karte The , Pas Jab Nabi e Karim SAW ne Madina Munawwara ki Taraf Hijrat Farmaayi Toh Namaz ke Andar Ruku Wala Rafedain Tark Farmaadiya aur Sirf Shuru Namaz Wala Rafedain par Saabit Qadam Rahe. (Akhbaar ul Fuqaha Wal Muhaddiseen : 213). Is Wazeh Qaul se Saabit Hogaya Hai ke Rafedain Mansooq Hogaya Tha. Ahnaaf ka Maslak : Ahnaaf ka Maslak Tark e Rafe- yadain ka hai.Iski Daleel Yeh hai : Hazrat Abdullah Bin Mas’ood (Raziallahu Anhu) Ne Apni Shaagirdo Se Farmaya: “Kya Main Tumhein Us Tarah Namaz Padhkar Na Dikhaao , Jis Tarah Rasoolullah (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Namaz Padha Karte The , Phir Hazrat Ibn Masood Rdh. Ne Namaz Parhi Aur Takbeer E Tehreema Ke Alawa Dobara Haat Nahi Utaaye.” (Tirmizi : 59 /1 , Hadees : 252, Abu Dawud 748 , Nisaai : 1060 ). Yeh Jaan Le ke Sirf Yahi Ek Sahabi Hazrat Abdullah Bin Masood Rdh. Hai Jinse Sirf Tark e Rafedain Saabit. Rafedain karne Koi Hadees Hazrat Abdullah Bin Masood Rdh. Se Nahi Hai. Jitni Bhi Hai Sab Tark e Rafedain ki hi Hai. Yahi Wajah hai ke Ulama e Ahnaaf ne Hazrat Abdullah Bin Masood Radhi Allahu Anhu ki Is Hadees se (Jo Isteraabaat se Baari hai) Istedlaal Kiya hai —
-
Hum niyaz fatiha Q karte hai ? Hadiyatul Hara Main Bab 13 Page 68 » Hazrat Abu Zar. Gaffari Radiallahu anho Riwayat Karte Hain Hazrate Ibrahim Radi Allaho Taala Anho Farzande Hazrate Muhammed Mustafa. ﻪﻴﻠﻋ ﻪﻠﻟﺍﻰﻠﺻ ﻢﻠﺳﻭ Ka Visal Huwa tisra (3rd) din Tha Huzur ﻢﻠﺳﻭ ﻪﻴﻠﻋ ﻪﻠﻟﺎﻯﻠﺻ k pas Khusk Khajoor Doodh Aur Jaw ki Roti Badi Taadaad Me Layi Gayi. Sarkar ﻪﻴﻠﻋﻪﻠﻟﺍ ﻰﻠﺻ ﻢﻠﺳﻭ Ne Apne Nazdik Rakhwaya. 1martaba sure FATIHA Aur 3 Martaba Sure EKHLAAS Padha Aur Farmaya Maine Baksha Es Ka Sawab Apne Bete Ibrahim Ko , Phir Huqm Farmaya Tajdare Madeena ﻪﻴﻠﻋﻪﻠﻟﺍ ﻰﻠﺻ ﻢﻠﺳﻭ Ne K Logo k Darmiyan Taqseem Kardo. < Yeh kitab Hazrate Mulla Ali Qarii Alaihirehmatula hil baari Ki Hai Jo10 vii Sadi k Buzurg Hai Aur Es Kitab ParArab shareef k 27 Ulema ki Dastakhate (sign ature) Hai Aur Taqreez Par Imame AhleSunnat Ki Mubarak Dastakhat Hai >
-
Ghous-E-Pak Ki Karamat Per Wahabiyon Ka Aetaraz
wasim raza replied to Uzma fatiam's topic in اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
jazakallah bhai. -
hzt hamare shahar me aaye the. Bahoot hi umda taqreer karte the.
-
Zaif Aur Mursal Hadees
wasim raza replied to Zulfi.Boy's topic in حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
ZAEEF HADEES BHI FAZEELAT KE AMAL ME QAWI MAANI JATI HAI: . Fazail a’maal aur Baab Manaqib me amuman Ahadeesa kaetbar kiya jata hai, Isliye munasib malum hota hai ki yahan par un baaz qarain ka zikr kar diya jaye jinke bina par Zaeef Hadees Qawi ho jati hai aur uska zof jata rehta hai. Pehli surat ye hai ki jab . 1: Hadees Zaeef mu’tad isaaniyad se marwi ho to wo Hasan Leghairihi ho jati hai, chunanche tamam mustanad Usool- e-Hadees ki kitabo me ye masla marqum hai, Mohaqqiq ala Itlaq Imam Ibne Hammam ne bhi (Fateh- ul-Qadee r J-1, S-248, Matbua Misr) me isko wazahat se bayan kiya hai. Aur Allama Sho’rani likhte hain: . 2: ‘Jab Hadees zaeef Mu’tad isnaadiyat se marwi ho to jamhur Muhaddesin isse istedlal karte hain aur isko gaah-e-Saheeh ke sath aurGaah-e- Hasan ke sath La-Haq karte hain.’ (Meezanunsh Shariatul Kubra, J-1,S-68) By: Imam Abdul Wahhab Sho’rani. . Dusri surat ye hai ki jab kisi Hadees Zaeef ke mawafiq, Mujtahdeen me se kisi ka qaul mil jaye, to usse bhi Hadees Zaeef ki taqwiyyat hojati hai, yani wo Mazbut ho jati hai. ChunancheAllama Shaami likhte hain: . 3: Mujtahid jab kisi Hadees se istedlal kare to uska istedlal bhi Hadees ke Saheeh hone ki dalil hai, Jis tarah Tehrir me Imam Ibne Hammam ne tehqiq farmayi hai. (Raddul Muhtar, J-4,S-1) By: Allama Ibne Aabedin Shaami Matoofi 1252. . Teesri surat ye hai ki agar kisi Zaeef Hadees ke mawafiq Ahle Ilm me se kisi ka Qaul ho to ussebhi Hadees qawi ho jati hai, chunanche Imam Tirmizi Hadees ‘Iza ti Ahadokumus salaata wal Imam Ali Haalal Hadees’ ke tehet likhte hain. ‘Haaza Hadees Ghareeb La Nu’refo Ahadus Sanad Al-imarawi min Haazal wajah wal amal ala Haaza Inda Ahlal Ilm’ Mulla Ali Qari iski Sharah me likhte hai., . 4: Allama Nawawi farmate hain ki ye Hadees Zaeef hai aur Imam Tirmizi Ahle Ilm ke amal seis Hadees ki taqwiyat ka irada farma rahe hain. (Mirqaat J-3,S-98) By: Mulla Ali Qari Matoofi 1014 Hijri. . Chauthi surat ye hai kibaaz Auqat Saalehin ke amal se bhi Hadeeski taqwiyat ho jati hai. Chunanche Salaatut Tasbeeh jis riwayat se sabit hai, wo Hadees zaeef hai aur haakim aurBaihqi ne iski taqwiyat ki waja ye batai hai ki Abdullah Bin Mubarak ke amal ki waja se ye Hadees taqwiyat paa gayi. Chunanche Maulana Abdul Khi likhte hain, . 5: Allam Baihaqi likhte hain ki Abdullah bin Mubarak, Sallatut Tasbeeh padha karte the aurBaad ke tamam Ulama isko ek dusre se naqal karke padhte rahe, is Waja se is Hadees marfuko taqwiyat mil gayi. Ye qawi ho gayi. (Al Asaarul Marfooa, S-23) By: Maaulana Abdul Khi Matoofi 1304 Hijri. . 6: Muslim Sharif ki Sharah likhne wale Allama Nawawi likhte hain. ‘Hazraat muhaddesin,fuqh a, aur deegar ulama-e-kiram farmate hain ki Fazail A’maal, Targheeb aur Tarheebme Hadees zaeef par amal karna mustahab(Behtar ) hai,jabki wo mauzu na holekin halal aur haram ke ehkaammaslan, bai’e nikah, aur talaq wagairah me Hadees Saheeh ya Hasan ke siwa aur kisi par amal durust nahi illa ye ki isme ehtiyat ho, maslan bai’ ya nikah ki karahat me koi Hadeeszaeef waarid ho.’ (Sharah Muslim Nawawi alal Muslim, J-1, S-21) By: Abu Zakariya Yahya bin Sharaf Nawawi Matoofi 676 Hijri. . . . In Tamam Usool-E- Ahadees se saaf zahir hota hai ki Zaeef Hadeese bhi ye Shartein maujud honepar Qawi ho jati hain aur Ehkaam me nahi lekin Fazeelat ke maslo parZaeef Hadees ko bhi shumar kiya jata hai aur use qawi maana jata hai. . Fazeelat me wo amal shumar hote hain, jinko karne se sawab milta hai, lekin chhodne per gunah nahi milta, jaise- Salat-o-Salam padhna, Azan se pehleDarud-o-Sa lam padhna, Fateha Dilana, Urs manana, Nabi alaihesalam ke naam par anguthe chumna, Buzurgo ke hath paaon chumna, etc. Lehaza in fazeelat wale a’maalo ke liye Zaeef Hadees ko bhi Qawi maana jata hai. Yehi Hadeeso ka Usool hai, jo ki tamamMuhaddesin ne bayan kiya hai. Ab agar koi Wahabi apni marzi se hi koi Usoolbana le aur fazeelat ke amal me bhi Hadees koZaeef kehkar inkar karta rahe to ye uski jehalat hai, aur kuch nahi. -
Hadees Reference Is Required
wasim raza replied to Secret's topic in حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
immam bukhari ne apni sahi me baab ke unwaan ke taur par ye Hadith Riwayath ki hai:Allah talah ka farman:Aur Allah ki shaan nahi ke woh kisi quam ko gumrah karde-is ke baad ke isne inhe hidayath se nawaz diya ho yaha takke wo inke liye wo chizen waze farmade jinse inhe parhez karna chahiye-Aur ibne Omer (raziAllahu talah anhuma) (Khawarij) Ko Allah ki Badtareen maqlook samajhty the- (kiyoun ki) inho ne Allah talah ki in ayat ko liya jo kuffar ke haq me nazil howi thi aur in ka itlaq momin par karna shuroo kardiya HADITH REF:BUKHARI FI SAHI 6/2539 and sahi bukhari 2/1024. immam bukhari ne apni sahi me baab ke unwaan ke taur par ye Hadith Riwayath ki hai:Allah talah ka farman:Aur Allah ki shaan nahi ke woh kisi quam ko gumrah karde-is ke baad ke isne inhe hidayath se nawaz diya ho yaha takke wo inke liye wo chizen waze farmade jinse inhe parhez karna chahiye-Aur ibne Omer (raziAllahu talah anhuma) (Khawarij) Ko Allah ki Badtareen maqlook samajhty the- (kiyoun ki) inho ne Allah talah ki in ayat ko liya jo kuffar ke haq me nazil howi thi aur in ka itlaq momin par karna shuroo kardiya HADITH REF:BUKHARI FI SAHI 6/2539 and sahi bukhari 2/1024. -
Hadees Reference Is Required
wasim raza replied to Secret's topic in حوالہ جات کے اسکین صفحات کی درخواست
Ummat-e-Muhammadi Shirk Nahin karegi: ALHADEES: BAHAWALA: Sahi Muslim, Kitaab-Ul- Fazail,Hadees 30, Matbuwa Istambol Turkey TARJUMA: Hazrat Uqba bin Aamir (REHMATULLAH ALEH) se Riwayat hai k, SARKAR-E-AAZAM (ALEH SALAAM) ne Shohda-e- Uhad k Pass tashreef le kar NAMAZ-E-JANAZA parhi, phir Mimbar par tashreef farma huwe, aur farmaya, "MAIN tumhara SAHARA aur tum par GAWAH hun. ALLAH TA'ALA ki Kasam main apne Hoz-E-Qausar ko is waqt bhi dekh raha hun, aur beshak mujhe Zameen k khazanon ki Kunjiyyaan ata ki gai hain, aur Beshak mujhe yeh khatra nahin k tum mere baad SHIRK karne Lago ge, mujhe is baat ka dar hai k tum Dunya k JAAL main Phans jao ge". NATEEJAH (RESULT): SARKAR-E-AZAM (ALEH SALAAM) ne apni Zaat par ALLAH TA'ALA k diye huwe INAAMAAT aur INAAYAAT ka Zikar karte huwe, ALLAH TA'ALA ki Ata kardah ILM k Zariye sadiyon ka NAQAAB ulat diya, k MAIN dekh raha hun k tum SHIRK se mehfooz raho ge. Jab SARKAAR (ALEH SALAAM) mutmaeen hain, K UMMAT, SHIRK se mehfooz rahe gi, magar MUSALMAANON par SHIRK k fatway lagane waale BECHAIN hain, In ZAALIMON ko har dusra MUSALMAAN MUSHRIK nazar ata hai, ALLAH TA'ALA aese logon ko Hidayat naseeb kare.. Aameen -
Shirk Tha Jab Naaz Ahmade Mukhtar Par Nukta Chin The Log Jab Sayyade Abrar Par Har Wali Har Gaus Ko Be Dasto Paa Samjha Gaya Ya RasoolALLAH Kehne Par Tha Fatwa Shirk Ka Kufr Par Ek Din Maseeyat Ko Jalal Aa Hi Gaya Mere Aaqa Ki Muhabbat Ka Sawal Aa Hi Gaya Suratien Taskeen Ki Nikli Dile Seemav Se Ek Kiran Futi Achanak Charkh Pe Mehtab Se Us Kiran Ko Ahle Deen Ahmed Raza Kehne Lage Ummate Khatmo Rasool Ka Paswan Kehne Lage Us Kiran Ne Raahe Imaan Ko Munawwar Kar Diya Phool To Hai Phool, Khaaro Ko Dile Tar Kar Diya Qaum K Imaano Gurbat K Nigehbaan Zindabad Zindabad Ae Muftiye Ahmed Raza Khan Zindabad Abre Rahmat Tere Markaz Par Ko Har Baari Kare Hashr Tak Shaane Karimi Naaz Bar Dari Kare Fana K Baad Bhi Baaki Hai Shaane Rahbari Teri Khuda Ki Rehmate Ho Ae Ameere Kaarwan Tujh Par. . . . . . .