Jump to content

wasim raza

اراکین
  • کل پوسٹس

    530
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    31

سب کچھ wasim raza نے پوسٹ کیا

  1. http://library.faizaneattar.net/Books/index.php?id=411
  2. Hazrat Imam Abu Hanifa Rahmatullah Alaih (80-150 Hijrah) wrote a very well known poem in Arabic called ‘ Qaseeda Nu’maniya’ in praise of the Holy Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam, consisting of 53 verses. Those who regard and claim Imam Abu Hanifa Rahmatullah Alaih as their Imam and guide in Fiqhi matters should scrupulously reflect on the poem and observe the lesson of Tawheed. Some of the verses, presented below: Ya sayyidus sadaat! Ji’tuka qaasidun Arju ridhaka wahtami bihimaka O Holy Prophet! I am present before you, I am hopeful of your pleasure and seek salvation from the troubles of this world Wallahi ya khairal khalaaiqi inna lee Qalban mashuqan la yarmu siwaka O best amongst all creations! I swear by Allah! My heart is devoted solely to you and is not interested in anyone else Antallazee lo laaka khuliqa imru’un Kalla wala khuilqal wara lo laaka If you had not been created than nobody would have been created In fact, if you had not been created then nothing would have been created at all Wallahi ya Yaseen mithuluka lam yakun Fil aalameena wa haqqi man ambaaka O Yaseen! I swear by Allah! There is nobody like you in the entire universe! I swear to this by Him (Allah) who granted you prophethood Fa iza sakattu fafeeka samti kulluhu Wa iza nataqtu fa maadihan ulyaka When I am silent I am thinking of you When I speak I do so in your praise Ya akramas saqlain ya kanzal wara Jud lee bijudika wardhini biridhaka O most honoured amongst all creation! O treasure of mercy for creation! Shower me with your favours and be pleased with me Anna tamiun bil judi minka wa yakun Li Abi Hanifata fil anaami siwaka I am hopeful of your mercy and kindness alone For Abu Hanifa does not have anyone in this world to turn to expect you.
  3. download link; http://www.islamimehfil.com/index.php?app=core&module=attach&section=attach&attach_id=46504 online : http://www.almazhar.com/gunah_i_baygunahi.php
  4. Jazakallah Hazrat. """ Qalam ki awwaliyat NOOREMUHAMMADI sallallahu alai wa Alihi wa sallam k Alawa Baaqi ashiya ki nisbat se hai """ {Imam Qustalani , Al- muwahibul ladaniyah ,vol1, pg 74: iska scan page milega?
  5. ﻣﺤﺪﺙ ﺍﺑﻦ ﺟﻮﺯﯼ ﺭﺣﻤﮧ ﺍﻟﻠﮧ ‏(ﻣﺘﻮﻓﯽ 597 ﮪ‏) ﻓﺮﻣﺎﺗﮯ ﮨﯿﮟ، ‏( ﻣﮑﮧ ﻣﮑﺮﻣﮧ ، ﻣﺪﯾﻨﮧ ﻃﯿﺒﮧ ، ﯾﻤﻦ ، ﻣﺼﺮ، ﺷﺎﻡ ﺍﻭﺭ ﺗﻤﺎﻡ ﻋﺎﻟﻢ ﺍﺳﻼﻡ ﮐﮯ ﻟﻮﮒ ﻣﺸﺮﻕ ﺳﮯ ﻣﻐﺮﺏ ﺗﮏ ﮨﻤﯿﺸﮧ ﺳﮯ ﺣﻀﻮﺭ ﺍﮐﺮﻡ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﮐﯽ ﻭﻻﺩﺕ ﺑﺎﺳﻌﺎﺩﺕ ﮐﮯ ﻣﻮﻗﻊ ﭘﺮ ﻣﺤﺎﻓﻞ ﻣﯿﻼﺩ ﮐﺎ ﺍﻧﻌﻘﺎﺩ ﮐﺮﺗﮯ ﭼﻠﮯ ﺁﺭﮨﮯ ﮨﯿﮟ۔ ﺍﻥ ﻣﯿﮟ ﺳﺐ ﺳﮯ ﺯﯾﺎﺩﮦ ﺍﮨﺘﻤﺎﻡ ﺁﭖ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﮐﯽ ﻭﻻﺩﺕ ﮐﮯ ﺗﺬﮐﺮﮮ ﮐﺎ ﮐﯿﺎ ﺟﺎﺗﺎ ﮨﮯ ﺍﻭﺭ ﻣﺴﻠﻤﺎﻥ ﺍﻥ ﻣﺤﺎﻓﻞ ﮐﮯ ﺫﺭﯾﻌﮯ ﺍﺟﺮ ﻋﻈﯿﻢ ﺍﻭﺭ ﺑﮍﯼ ﺭﻭﺣﺎﻧﯽ ﮐﺎﻣﯿﺎﺑﯽ ﭘﺎﺗﮯ ﮨﯿﮟ‏)۔ ‏( ﺍﻟﻤﯿﻼﺩ ﺍﻟﻨﺒﻮﯼ ﺹ 58‏) ﺍﻣﺎﻡ ﺍﺑﻦ ﺣﺠﺮ ﺷﺎﻓﻌﯽ ‏( ﺭﺣﻤﮧ ﺍﻟﻠﮧ ‏) ۔ ‏( ﻡ 852 ﮪ ‏) ﻓﺮﻣﺎﺗﮯ ﮨﯿﮟ ، ‏( ﻣﺤﺎﻓﻞ ﻣﯿﻼﺩ ﻭ ﺍﺫﮐﺎﺭ ﺍﮐﺜﺮ ﺧﯿﺮ ﮨﯽ ﭘﺮ ﻣﺸﺘﻤﻞ ﮨﻮﺗﯽ ﮨﯿﮟ ﮐﯿﻮﻧﮑﮧ ﺍﻥ ﻣﯿﮟ ﺻﺪﻗﺎﺕ ﺫﮐﺮ ﺍﻟﮩﯽ ﺍﻭﺭ ﺑﺎﺭﮔﺎﮦ ﻧﺒﻮﯼ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﻣﯿﮟ ﺩﺭﻭﺩ ﻭ ﺳﻼﻡ ﭘﯿﺶ ﮐﯿﺎ ﺟﺎﺗﺎ ﮨﮯ‏) ۔ ‏( ﻓﺘﺎﻭﯼ ﺣﺪﯾﺜﯿﮧ ﺹ 129 ‏) ﺍﻣﺎﻡ ﺟﻼﻝ ﺍﻟﺪﯾﻦ ﺳﯿﻮﻃﯽ ‏( ﺭﺣﻤﮧ ﺍﻟﻠﮧ ‏) ۔ ‏( ﻡ 911 ﮪ ‏) ﻓﺮﻣﺎﺗﮯ ﮨﯿﮟ ، ‏( ﻣﯿﺮﮮ ﻧﺰﺩﯾﮏ ﻣﯿﻼﺩ ﮐﮯ ﻟﯿﮯ ﺍﺟﺘﻤﺎﻉ ﺗﻼﻭﺕ ﻗﺮﺁﻥ ، ﺣﯿﺎﺕ ﻃﯿﺒﮧ ﮐﮯ ﻭﺍﻗﻌﺎﺕ ﺍﻭﺭ ﻣﯿﻼﺩ ﮐﮯ ﻭﻗﺖ ﻇﺎﮨﺮ ﮨﻮﻧﮯ ﻭﺍﻟﯽ ﻋﻼﻣﺎﺕ ﮐﺎ ﺗﺬﮐﺮﮦ ﺍﻥ ﺑﺪﻋﺎﺕ ﺣﺴﻨﮧ ﻣﯿﮟ ﺳﮯ ﮨﮯ ۔ ﺟﻦ ﭘﺮ ﺛﻮﺍﺏ ﻣﻠﺘﺎ ﮨﮯ ۔ ﮐﯿﻮﻧﮑﮧ ﺍﺱ ﻣﯿﮟ ﺣﻀﻮﺭ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﮐﯽ ﺗﻌﻈﯿﻢ ﺍﻭﺭ ﺁﭖ ﮐﯽ ﻭﻻﺩﺕ ﭘﺮ ﺧﻮﺷﯽ ﮐﺎ ﺍ ﻇﮩﺎ ﺭ ﮨﻮﺗﺎ ﮨﮯ ‏) ۔ ‏( ﺣﺴﻦ ﺍﻟﻤﻘﺼﺪ ﻓﯽ ﻋﻤﻞ ﺍﻟﻤﻮﻟﺪﻧﯽ ﺍﻟﮩﺎﻭﯼ ﻟﻠﻔﺘﺎﻭﯼ ﺝ 1 ﺹ 189‏) ﺍﻣﺎﻡ ﻗﺴﻄﻼﻧﯽ ﺷﺎﺭﺡ ﺑﺨﺎﺭﯼ ﺭﺣﻤﮧ ﺍﻟﻠﮧ ‏(ﻡ 923ﮪ‏) ﻓﺮﻣﺎﺗﮯ ﮨﯿﮟ، ‏( ﺭﺑﯿﻊ ﺍﻻﻭﻝ ﻣﯿﮟ ﺗﻤﺎﻡ ﺍﮨﻞ ﺍﺳﻼﻡ ﮨﻤﯿﺸﮧ ﺳﮯ ﻣﯿﻼﺩ ﮐﯽ ﺧﻮﺷﯽ ﻣﯿﮟ ﻣﺤﺎﻓﻞ ﻣﻨﻌﻘﺪ ﮐﺮﺗﮯ ﺭﮨﮯ ﮨﯿﮟ۔ ﻣﺤﻔﻞ ﻣﯿﻼﺩﮐﯽ ﯾﮧ ﺑﺮﮐﺖ ﻣﺠﺮﺏ ﮨﮯ ﮐﮧ ﺍﺱ ﮐﯽ ﻭﺟﮧ ﺳﮯ ﺳﺎﺭﺍ ﺳﺎﻝ ﺍﻣﻦ ﺳﮯ ﮔﺰﺭﺗﺎ ﮨﮯ ۔ ﺍﻭﺭ ﮨﺮ ﻣﺮﺍﺩ ﺟﻠﺪ ﭘﻮﺭﯼ ﮨﻮﺗﯽ ﮨﮯ۔ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﺍﺱ ﺷﺨﺺ ﭘﺮ ﺭﺣﻤﺘﯿﮟ ﻧﺎﺯﻝ ﻓﺮﻣﺎﺋﮯ ﺟﺲ ﻧﮯ ﻣﺎﮦ ﻣﯿﻼﺩ ﮐﯽ ﮨﺮ ﺭﺍﺕ ﮐﻮ ﻋﯿﺪ ﺑﻨﺎ ﮐﺮ ﺍﯾﺴﮯ ﺷﺨﺺ ﭘﺮ ﺷﺪﺕ ﮐﯽ ﺟﺲ ﮐﮯ ﺩﻝ ﻣﯿﮟ ﻣﺮﺽ ﻭ ﻋﻨﺎﺩ ﮨﮯ‏) ۔ ‏( ﻣﻮﺍﮨﺐ ﺍﻟﺪﻧﯿﮧ ﺝ 1 ﺹ 27‏) ﺷﺎﮦ ﻋﺒﺪ ﺍﻟﺮﺣﯿﻢ ﻣﺤﺪﺙ ﺩﮨﻠﻮﯼ ﺭﺣﻤﮧ ﺍﻟﻠﮧ ‏( ﻭﺍﻟﺪ ﺷﺎﮦ ﻭﻟﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻣﺤﺪﺙ ﺩﮨﻠﻮﯼ ﺭﺣﻤﮧ ﺍﻟﻠﮧ ، ﻡ 1176 ﮪ ‏) ﻓﺮﻣﺎﺗﮯ ﮨﯿﮟ ﮐﮧ ﻣﯿﮟ ﮨﺮ ﺳﺎﻝ ﻣﯿﻼﺩ ﺷﺮﯾﻒ ﮐﮯ ﺩﻧﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﮐﮭﺎﻧﺎ ﭘﮑﻮﺍ ﮐﺮ ﻟﻮﮔﻮﮞ ﮐﻮ ﮐﮭﻼﯾﺎ ﮐﺮﺗﺎ ﺗﮭﺎ ۔ ﺍﯾﮏ ﺳﺎﻝ ﻗﺤﻂ ﮐﯽ ﻭﺟﮧ ﺳﮯ ﺑﮭﻨﮯ ﮨﻮﺋﮯ ﭼﻨﻮﮞ ﮐﮯ ﺳﻮﺍ ﮐﭽﮫ ﻣﯿﺴﺮ ﻧﮧ ﮨﻮ ﺍ ، ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﻭﮨﯽ ﭼﻨﮯ ﺗﻘﺴﯿﻢ ﮐﺮﺩ ﯾﮯ ۔ ﺭﺍﺕ ﮐﻮ ﺧﻮﺍﺏ ﻣﯿﮟ ﺁﻗﺎ ﻭ ﻣﻮﻟﯽ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﮐﯽ ﺯﯾﺎﺭﺕ ﺳﮯ ﻣﺸﺮﻑ ﮨﻮ ﺍﺗﻮ ﺩﯾﮑﮭﺎ ﮐﮧ ﻭﮨﯽ ﺑﮭﻨﮯ ﮨﻮﺋﮯ ﭼﻨﮯ ﺳﺮﮐﺎﺭ ﺩﻭ ﻋﺎﻟﻢ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠﻢ ﮐﮯ ﺳﺎﻣﻨﮯ ﺭﮐﮭﮯ ﮨﻮﺋﮯ ﮨﯿﮟ ﺍﻭﺭ ﺁﭖ ﺑﯿﺤﺪ ﺧﻮﺵ ﺍﻭﺭ ﻣﺴﺮﻭﺭ ﮨﯿﮟ۔ ‏( ﺍﻟﺪﺍﺭ ﺍﻟﺜﻤﯿﻦ ﺹ 8
  6. scan?????????? """ Pas Qalam ki Awwaliyat azaafi hai ,Haqeeqi AwwaliyatNOORE MUHAMMADI sallallahu alai wa Alihi wa sallam ko hi hasil hai """" ( Mulla Ali Qaari ,mirqaart , vol 1 , pg 139 }
  7. book yajuj majuj downlaod link; http://www.alahazrat.info/library/UrduBooks/Yajuj-Majuj/Yajuj-Majuj.pdf read online / http://www.alahazrat.net/library/UrduBooks/Yajuj-Majuj/index.php
  8. Read online- http://www.alahazrat.net/library/UrduBooks/kiya-bad-mazhab-syed-hain/index.php
  9. download link- http://www.alahazrat.info/library/UrduBooks/kiya-bad-mazhab-syed-hain/Kiya-Bad-Mazhab-Syed-Hain.pdf
  10. read online : http://www.alahazrat.net/library/UrduBooks/Imam-e-Azam/index.php
  11. http://www.alahazrat.info/library/UrduBooks/Imam-e-Azam/Imam-e-Azam.pdf
  12. """ Hazrat ubada bin Samat R.A se marwi hai k Huzoor sallallahu alai wa Alihi wa sallam ne faramaya ". BESHAKAllah Ta'la ne sabse pehle Qalam ko paida kia ,Fir ise farmaya k likh , Usne arz kia, Kya likhu ?, Allah ra'la ne farmaya QADAR TEHREER KAR JO KUCH PEHLE HO CHUKA AURJO KUCH QAYAMAT TAK HONE WALA HAI """" { Tirmizi , vol4 , pg 457 , raqm 2155 } SubhanAllah Kuch log Is Hadith ka pehla hissa bayan karke logo ko behka dete hai k Aap sallallahu alai wa Alihi wa sallam ne farmaya hai k sabse pehle Allah ne qalam paida farmaya hai , Jo ki is Hadith par galat bat bandhna hai , Is Hadith ka dusra tukda padhey , """ Allah ne farmaya : Qadar tehreer kar jo kuch ho chukahai "" Ab ye bat Qabile Qaur hai k Agar Allah ne sabse pehle Qalam ko paida farmaya to yeq kaha k jo kuch isse pehle ho chuka hai wo bhi likh de???????? Jab kuch tha hi nhi aur pehli cheez qalam hai to kalame ilaahi aisa q ?????????? Ab is Kalame ilaahi se ye Sabit hota hai k qalam se pehle bhi kuch tha , Tabhi to Rabb me farmaya k wo bhi likh do jo isse pehle hu chuka hai SubhanAllah Ab is Hadith ki sharah me maimuhaddithin ki bhi sharah de rha hu jisse is Hadith ka asalmeaning apko wazeh ho jayega , InshaAllah Great muhaddith Mulla Ali Qaari on this Hadith , """ Pas Qalam ki Awwaliyat azaafi hai ,Haqeeqi AwwaliyatNOORE MUHAMMADI sallallahu alai wa Alihi wa sallam ko hi hasil hai """" ( Mulla Ali Qaari ,mirqaart , vol 1 , pg 139 } Mashhoor muhaddith Imam Qustalani on This , """ Qalam ki awwaliyat NOOREMUHAMMADI sallallahu alai wa Alihi wa sallam k Alawa Baaqi ashiya ki nisbat se hai """ {Imam Qustalani , Al- muwahibul ladaniyah ,vol1, pg 74: mulla Ali qari air imam qustalani r.a ke qoul ke scan pages chahiye.
  13. Sure nisa, aayat 80 '' jisne Rasool ki ata'at ki usne ALLAH ki ata'at ki. Iss ayat ki taseer me imam faqruddin raazi r.a ne tafseer e kabeer me iss hadees ko naqal kiya hai. Toheedi bhai ya phir koi islami bhai iss hadees ka scan page laga de to bahoot maherbani hogi,
  14. Juz e rafayadain imam bukhari ki kitab hai ya unki taraf mansoob ki gayi hai?
  15. YAZEED al_FAqir(tabi) Se Rivaya hai ki Muje Kharjiyo ki Ek Ray boht acchi lagti thi. Pas Ham Ne Ek Gini Chuni Toli Ke Sath Hak ke Liye Nikle Phir Ham Logu Ke Pas Gaye. Yazeed Al_FAQIR ne Kaha: Ham Madina Taiba Me Jabir Bin Abdullah R.a. KE pas Se Guzre, Wo Ek Satoon Ke Pas bethe , Logu Ko Rasoolulah ki Hadise Suna rahe the Unho ne *Jahanamiyo* ka Zirk Kiya To Me Ne Kaha; Aey Rasolulah Ke Suhabi! AAP kaisi Hadise Bayan Karte hai? ALLAH farmata hai, "beshak tu ne Jise Aag Me Dakhil Kardiy To Tune Use Rusva Kardiya"[AL_ IMR AN:192] AUR "AUR jab bi wo use Nikalne Ka Irada Kare ga Inhe Is me Lota diya jayega"[sajda:2 0] pas aap ye kya keh rahe hai? JABIR r.a. NE farmaya; kya tu Q0ran Padta Hai? Mene kaha: Ji han! Farmay: kya tuje Mohammad Salalahu Alyhi Wasalam ka Muqam Maloom hai. JO ALLAH apko Ata KARE ga? Me ne Kah:JI han! Unho ne farmaya: YE muqami Mahmood hai, Jis ke(ata karne ke) Zarye Allah Jin Logu Ko (jahanam se) Nikalna Chahega. Phir Unho Ne Pul_SIRAT ke Nasb hone aur Is par se Logu ke Guzarne ka Zikr kiya. Yazeed al_faqeer ne Kaha: muje Ye dar hai ki me ise achi tarah yad na Rahk Sak Sivayi is ke ki Unho ne bataya ki ek Qoom Aag me jalne ke baed Nikle gi, Wo(log) is tarah Nikle Ge Goya Ki Kali(jali huyi) Ladkiya hai. PHir Wo Janat ke Nehro Me se ek Nehr me Dakhal Ho Kar Gusul Kare ge Phir is tara bahir Nikle ge Goya (white) kagaz hain. Pas ham ne (Kharjiyo ki roy se) Raju Kar liya. HAM ne KAHA: TUMHARi kharabi ho! KYA ye Shekh, Rasoolulah Par jhoot Bol Rahe Hai? ALLAH KI qasam hargiz Nahi, Pas Ham sab ne Sivayi ek aadmi Ke Raju Kar liya, [Muslim:191] ise ye pata chala ki Khawaraji wo aayat Musalmanu ke mutalik Late the jin Me Kafiro ko Hamesha Jahanam me rakhne ko kaha gaya hai (jaisa ki upar ki di gayi do Aaya me zikr hai). Wo Log Nabi Salalahu alyh wasalam ki SHAFATUL kubra Ke Munkar the. (#AHLIhadis #alhamdulilah Ise Mante hai . Jaisa ki me ne Sabit kiya) Nabi salalahu Akyh wasalam Alhamdulilah shafat karenge aur Umati jahanam se Nikale ge Magar #Mushrik [nisa;4 8].
×
×
  • Create New...