Jump to content

IQRAR

اراکین
  • کل پوسٹس

    101
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ IQRAR نے پوسٹ کیا

  1. MUGHAL BHAI NARAZ KYU HO RAHE HO MAINE IMAM AUR AMEER KE MASLE IKHTILAF BATAYA AB DIFA AAP KE ZIMME
  2. Ilyas attar sahab ka khan sahab sey ikhtelaf. Nazrin e ikram ! aap hazraat jantey hain ki ilyas attar sahab apne bayanaat mein ahmed raza khan sahab ki kitni tareef karty hain. or jaha tak hota hain khan sahab ki kitabo se hawaley dete hain.or ilyas attar sahab ka 1 nara bhi bohot mashhoor hain. 'alahazrat se hamy pyaar hain inshallah mera bedha paar hain' hum toh yeh sochte thay ki attar sahab ka ikhtelaf toh sirf ulema e batil deoband or akhtar raza sahab kay sath hain lekin ! attar sahab ka ikhtalaf to khan sahab kay sath bhi hain. attar sahab ek sawal kay jawab main kahtay hain ki 'qabar main munkar nakir arbi zuban main hee sawal karengy' ilyas attar sahab ka jawaab download ka karain>>> click hear lakin khan sahab ka aqida hai ki munkar nakir kay sawal siryani main hongay.malfuzat e alahazrat,jild-5,page-12 main farmatay hain ki 'is ki babat toh kuch hadees main irshad nahi huwa-hazrat saidi abdul aziz dabbag raziallahutallahanhu sahab e kitab abraiz kay sheikh farmatay hai -munkir nakir kay sawal siryani main hoga or kuch lafz bhi bataye hain' nazrien e ikram ! ab faisla aap kay hath main hain , ki ab aap btay ki khan sahab haq per hain ya attar sahab . agar attar sahab ka masla haq hai to khan sahab ka masla nahaq hoga toh ab aap btay ki yeh kesa mujaddid hain ki jisay yeh bhi nahi pata ki qabr main sawal arbi main honge !
  3. ILYAS ATTAR KI KAHAANI...KHUD ILYAS ATTAR KI ZUBAANI... (Ilyas Attar ka Interview) Savaal no.1:-Chaliye janaab sab se pehle hum Ilyas attar se poochte hain ke kya vo Alim-e-deen hai..?Kya unhone kabhi kisi Ustaad se ilm sikha..? Ilyas Attar ka Jawaab Download Karein click here >>> http://www.archive.org/download/IlyasAtarQadriKiKahaniKhudIlyasMadariKiZubani/03Attar_alim_nahi.mp3 Jaisa ke Aapne khud upar wali clip me unhi ki zubani Suna Ke Ilyas Attar Alim nahi...Ek din bhi kisi Madarase me nahi pada..Magar Ye Sunke hairat hogi ke Ilm ki itni kami hone ke bavajud ye sahaab uleema e deoband ke sath ikhtelaaf ka davaa karte hain...(Ab kaun inhe samjhaye)Aise La-ilm shaks(ilyas attar) ko musnad-e-Mufti par bitha kar savaal javab poochne ka kya anjaam hota hai vo aap aage padhein....
  4. HAM TO KEHTE HAI SAARE DEOBANDI HAZRAT KO AHMAD RAZA KHAN SAHAB KI SUBHAN FI SUBOOH PADHKE DOOB MARNA CHAHIYE SMART ALI SAHAB AAP BHI PADHE AUR DEKHE
  5. AAPKI 1 BAAT MANLETE HAI LEKIN MERA AAKRI SAWAAL PADHE TOHEEDI BHAI AASHIQ ALI SAHAB NE KAHA RUHANIYAT SE DOOR NAHI JB KE KHANSAHAB NE KAHA : ARZ KIA HAN AIK PALANG KHALI THA , "FARMAYA IS PAR MAIN THA" AB YAHA RUHANIYAT SE YA HAZIR NAZIR YAANI ALLAH KE NOOR SE DEKHTA HAI KI TAVEEL NA DE KE KHANSAHAB NE KAHA MAI WAHA THA TO BATAYIYE uss waqt b jab wo apni biwi k saath ham bistari kar raha ho........ Aur ye k mureed ka aur mureed ki biwi ka peer se koi pardah nahi??
  6. syed abdul aziz dabagh ka tou masla hi koi nahi hai... masla tou ye hai k ahmed raza sahab ne apnay paas se jo ilfaz beech mei thok diay, kya wo wahan per majood hain???? "ARZ KIA HAN AIK PALANG KHALI THA , FARMAYA IS PAR MAIN THA." inn pooray 2 pages per is terah ki koi baat nahi likhi k hazrat farmatay ho k "USS PALANG PER WO THAY".................. ya aati hai???? tou ahmed raza sahab ne apni baat sabit karnay k liay khud se hi aik line beech mei daal di aur ilzam dai dia aik wali ullah per?? issi page per jahan under line kia hua hai... uskay next line mei iss waqya ka essence....(yani k kashaf ka saboot hai) lakin ahmed raza sahab ne ye baat khud se laga kar k "palang per hazrat thay" sath hi apna asal maqsad sabit kar dia k peer sab har time mureed k saath hotay hain? halankay uss waqt b jab wo apni biwi k saath ham bistari kar raha ho........ Aur ye k mureed ki biwi ka peer se koi pardah nahi??
  7. TO APNI TARF SE IZAFA KIYA WO KAHA SE SABIT HAI AUR WAHA AGLE PAGE PAR KASHAF SABIT KIYA HAI...
  8. AB MERA SAWAL HAI KIYA KHAN SAHAB GUSTAKH NAHI JO ILME GAIB EK HAIWAN GADHEY KE LIYE BHI MAANTE HAI ? MERA AUR 1 SAWAAL HAI KE KHAN SAHAB NE KRISHNA KO 100 JAGA HAZIR NAZIR MANA AUR YE HUZOOR KI BHI SIFAT MANTE HAI TO JB WOH SIFAT JO GAIR INSAN KE LIYE HO SAKTI HAI INSAN KE LIYE KOI KAMAL NAHI AWR JO GAIR MUSLIM KE LIYE HO SAKTI HAI MUSLIM KE LIYE KOI KAMAL NAHI ‏YE KAFIR SIFAT KE LIYE MAAN KR KHUD APNE KAHE SE GUSTAKH HUYE YA NAHI?
  9. Toheedi Bhai mera aitraz ka jawaab nahi diya aapne Raza Khan Sahab ne gair muslim k liye sifat ka lafz istemal kiya hai....
  10. jo cheez ahmed raza sahab ne likhi wo ghalat hai ...... ku k ahmed raza sahab ne jo likha wo thora bht apne se azafa kar k hazir wa nazir ko sabit kiya ab us book me waha kia likha hai sirf sawal poocha gaya hai chothay palang par kaun tha ? yeh nahi kaha main tha ya kuch aur ........... jb k ahmad raza sahab ne kiya likha hai ....... chothay palang par main tha .peer murred se kabhi juda nai har shan sath hai ........ yeh bat kaha likhi hai us book main sabit to kijiye
  11. JAWAAB? AUR MUJHE PEER KA HAZIRI HAZRAT DABBANG WALE WAQIYE LINK CHAHIYE
  12. ﺍﺳﻤﻌﯿﻞ ﺩﮨﻠﻮﯼ ﮐﯽ ﻋﺒﺎﺭﺍﺕ ﻣﯿﮟ ﺗﺎﻭﯾﻞ ﺑﻌﯿﺪ ﭘﺎﺋﯽ‎ ‎ﺟﺎﺗﯽ ﮨﮯ ﺟﻮ ﮐﮧ ﻣﺤﺘﺎﻁ ﻋﻠﻤﺎﺀ ﻣﺘﮑﻠﻤﯿﻦ‎ ‎ﮎ ﻣﺬﮨﺐ ﭘﺮ ﻣﺎﻧﻊ ﺗﮑﻔﯿﺮ ﮨﮯ ۔ﻟﯿﮑﻦ ﯾﮧ‎ ‎ﺑﮩﺖ ﺿﻌﯿﻒ ﺩﺭﺟﮧ ﮐﺎ ﺍﺣﺘﻤﺎﻝ ﮨﮯ۔ ISSE KYA MATLB WO IBARATE SAREEH KUFR NAHI? UN IBARATO KO SAHI MANNE WALE PAR KYA HUKM HAI?
  13. ﺍﺳﻤﻌﯿﻞ ﺩﮨﻠﻮﯼ ﮐﯽ ﻋﺒﺎﺭﺍﺕ ﻣﯿﮟ ﺗﺎﻭﯾﻞ ﺑﻌﯿﺪ ﭘﺎﺋﯽ‎ ‎ﺟﺎﺗﯽ ﮨﮯ ﺟﻮ ﮐﮧ ﻣﺤﺘﺎﻁ ﻋﻠﻤﺎﺀ ﻣﺘﮑﻠﻤﯿﻦ‎ ‎ﮎ ﻣﺬﮨﺐ ﭘﺮ ﻣﺎﻧﻊ ﺗﮑﻔﯿﺮ ﮨﮯ ۔ﻟﯿﮑﻦ ﯾﮧ‎ ‎ﺑﮩﺖ ﺿﻌﯿﻒ ﺩﺭﺟﮧ ﮐﺎ ﺍﺣﺘﻤﺎﻝ ﮨﮯ۔ ISSE KYA MATLB HAI WO IBARATE SAREEH KUFR NAHI?
  14. Huzoor me aur Kirshan me Khan Sahab aik jesi sifat ke qaail hain phir Khan Sahab ko ye baat nhi kehni chahiye thi ke jo sifat gair muslim mai ho wo muslim k liye kamal nh iska matlab hua Huzoor ka hazir nazir hona koi kamal nahi hame koi Quran ki aayat na de kyu ke ham padh chuke kya Khan Sahab ne Quran nhi parha tha? Agar Quran ki Ayat ka aisa hi mafhoom hai jesa ke tum kehrahe ho tou phir yeh mafhom Khansahab ko kiyun samjh nhi aaya aur ye kiyun kaha ke jo sifat gair muslim me ho wo muslim k liye kamal nhi???
  15. AHMAD RAZA KHAN LIKHTE HAIN "PAS YE SAMAJH LIJIYE KI WOH SIFAT JO GAIR INSAN KE LIYE HO SAKTI HAI INSAN KE LIYE KOI KAMAAL NAHI AWR JO GAIR MUSLIM KE LIYE HO SAKTI HAI MUSLIM KE LIYE KOI KAMAL NAHI (MALFOOZAT JILD 4 PAGE NO 19) AB AAGE GADHEY KE ILME GAIB KA WAQIA SUNIYE "EK SAHAB AWLIYA ALLAH ME SE THE AAP KI KHIDAMAT ME BADSHAHE WAQT KADAM BOSHI KE LIYE HAAZIR HUE . HUJUR KE BAAS KUCH SEB NAZARMEEN AAE THE HUZUR NE EK SEB DIYA AWR KAHA "KHAO" ARZ KIYA HUZUR BHI NOSH FARMAEN AAP NE BHI KHAYA AWR BADSHAH NE BHI US WAQT BADSHAH KE DIL ME KHATRA YE JO SEB (APPLE) HAI BADA WALA KHUSH RANG AGAR APNE HAATH SE UTHA KER MUJHE DE DENGE TO MEIN JAAN LOONGA KI YE WALI HAI AAP NE WAHI SEB UTHA KER FARMAYA : "HUM MISR (EGYPT) GAYE THE WAHAN EK JALSA BADA BHARI THA DEKHA KI EK SHAKSH HAI US KE PAAS EK GADHA HAI US KI ANKHON PER PATTI BANDHI HAI EK CHEEZ EK SHAKSH KI DOOSRE KE PAAS RAKH DI JAATI HAI . AWR US GADHEY SE POOCHA JAATA HAI GADHA SAARI MAJLIS KA DOURA KERTA HAI AWR JIS KE PAAS HOTI HAI SAMNE JAKAR SAR (HEAD) TEK DETA HAI . YE HIQAYAT HUM NE IS LIYE BAYAN KI KI AGAR HUM YE SEB (APPLE) NA DETE TO HUM WALI HI NAHI AWR AGAR DE BHI DETE TO IS GADHEY SE BADH KER KIYA KAMAL KIYA " YE FARMA KER SEB BADHSHAH KI TRAF FENK DIYA YE SAMAJH LIJIYE KI WOH SIFAT JO GAIR INSAN KE LIYE HO SAKTI HAI INSAN KE LIYE KOI KAMAL NAHI AWR JO GAIR MUSLIM KE LIYE HO SAKTI HAI MUSLIM KE LIYE KOI KAMAL NAHI ' (MALFOOZAT JILD 4 PAGE NO 11) AB MERA SAWAL HAI KIYA KHAN SAHAB GUSTAKH NAHI JO ILME GAIB EK HAIWAN GADHEY KE LIYE BHI MAANTE HAI ? MERA AUR 1 SAWAAL HAI KE KHAN SAHAB NE KRISHNA KO 100 JAGA HAZIR NAZIR MANA AUR YE HUZOOR KI BHI SIFAT MANTE HAI TO JB WOH SIFAT JO GAIR INSAN KE LIYE HO SAKTI HAI INSAN KE LIYE KOI KAMAL NAHI AWR JO GAIR MUSLIM KE LIYE HO SAKTI HAI MUSLIM KE LIYE KOI KAMAL NAHI YE KAFIR SIFAT KE LIYE MAAN KR KHUD APNE KAHE SE GUSTAKH HUYE YA NAHI?
  16. THIK BHAI AAP KI BAAT MAAN LETE HAI LEKIN JO UN IBARTO KO SAHI MAANE TO KYA ILTZAM NAHI YAANI KUFR NAHI? TO MUJHE WO TEHREER DIKHAYE IN KUFRIYAT KO KUFR NA MANNE WALA KAFIR HAI
×
×
  • Create New...