Khan sahab, lagta ha ap ny mairi baat par burhan ki post nahe pari esliya kham khuwa apna time waste kia. jo baat mainy puchi thi #28 main burhan uska jawab nahe dyrahay aur phir aik aur baat start ki jis k jwab main ye sb lekha giya.
esliya ap burhan say kahen k mairi baat ka jwab dy. warna kisi k pas itna time nahe hota k wo fazul baton main laga dy. aur zara ghor b karain k topic say kon hat raha ha. mairi baat k jawab main kia lekha, kia wo topic tha?