Sabz emama , Sfaid nerm topi, Sarbnd, zulfain, aik muthi darhi, aadhi pindli tk sfaid kurta ( maghzi, samnay 2 jaibain, miswak , jaib mein sabz,neela , kala 3 qalam , aik balisht khuli assteen), Takhnon say ooncha pajama , bari bnyan,sfaid chadar ooper k leye , kathai chadar parday mein parda k leye ..
App kab say start krain gay?
Apneh Murshid k Dar ka Kutta
Jazak ALLAH Khairan Kasira
Aameeen