Aaj Kal Online Marketing bohat ho rahi hai...or in main forex main bohat c marketing ho rahi hai...kaya ye jo forex main kaam kiya jaya raha hai darust hai??????agar is topic par koi fatwa ho to atta kar den.....plz detail
Nimaz main wase cot,jarsi,etc jo zip ya button wali hoti hain unka aage se mukamal khula rakhna kaisa??kaya ye b SADAL ki hi sorat bane gi??????islah farma den...agar ho sake to darul iftah ka fatwa ho to post kar den