Jump to content

Farooha

اراکین
  • کل پوسٹس

    2
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About Farooha

Previous Fields

  • فقہ
    Shia

Farooha's Achievements

Newbie

Newbie (1/14)

  • First Post
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. mere respected bhai iran kia kerta he or kia nahin yeh hamara masla nahin he hum sab kal tak yeh nahin jante the keh kon sunni he or kon shia ab na jane kis taraf se yeh kesee buri hawa chali he keh logon ne firqe bana lie hain.issi ka faida kuffar utha ker musalmanon per musallat ho gae hain kehin palistine main kahin kashmir main or kahin na kahin dunya main muslim buri tarah pis rahe hain.yeh sab hemari apas ki naittifaqian hain jin ki wajah se yeh sab ho reha he hum to bus itna jante hain jo Allah ne Quran main fermaya hequran pak main 6 para start hote hi Allah tala ne fermaya he keh "Allah tala oonchi awaz main kisi ki badi bian kerne ko pasand nahin kerta siwae us ke jo sataya gia ho" yani is ka matlab yeh hooa keh jis per zulm hooa ho ya jis ko sataya gia ho us ke lie awaz buland kerna Allah g ko pasand he. or mere piyare bhai yeh to ahlebait se hamari muhabbat ka izhar he jis ka Allah g ne quran pak main fermaya he soora e shoora ayah 23 main plz perh ker khud hi jawab de dijie ga.Allah tala hum sab ko ittifaq or hidayat de Aamin.
  2. mere muhtarim ager Rasool Allah ke Nawase ka gham manana kisi ke lie takleef ka bais he to us ka shajra zaroor yazeed se milta he. Kia aap ke gher main koi mer jae to aap dinon ka hisab rakhte hain keh ab to office se chutti kerni pere gee. aap ne likha keh bughz se bhra hooa seena peetne wala to muhtarim yeh bataie keh shia ke dilk main jis yazeed ka bughz he us se aap ka kia relation he keh aap ko us per itna bura leg reha he.zara ghor se kabhi apni sahee bukhari perh lia kijie us main likha he ke ummul momineen bibi Ayesha (RaziAllah ) ne RasoolAllah sallAllaho Alyehi WAalehi wasalam ke nalain mubarik peker ker Hazrat usman ke Qatl ke khilaf matam kia.
×
×
  • Create New...