Jump to content

MuhammedAli

اراکین
  • کل پوسٹس

    1,568
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    112

Community Answers

  1. MuhammedAli's post in Hadith E Noor - Musannaf Abdul Razzaq Urdu May Chahiye. was marked as the answer   
    https://archive.org/stream/MusannafAbdulRazzaqPerTehqeeq.pdf/MusannafAbdulRazzaqPerTehqeeq#page/n10/mode/1up
     
    Is kitab kay page 8 aur 9 par tarjuma mojood heh.
  2. MuhammedAli's post in Salam Jo Wahabi Khud Ko Salafi Kehte Hain Un K Bare Me Complt Detail Chahiye was marked as the answer   
    1) Wahhabi aur Salafi ek hee hen. Wahhabiyoon kay two major group hen Muqallid aur ghair-muqallid. Muqallid woh hen joh apna aap ko Hanbali aur Salafi kehtay hen. Ghair Muqallid Pakistani, India, Bangladesh, Afghanistan meh hen in ka kohi mazhab nahin siwahay joh in ko pasand ahay aur aam tor per yeh firqa apnay aap ko Ahle Hadith kehta heh. Jistera kutta ek hee janwar heh magar is kee bot si naslen hen issee tera Wahhabi be ek hee firqa heh magar jistera kuttoon kee naslen hen issee tera Wahhabiyoon kee bi different groups hen. Magar bunyadi tor per sab Wahhabi hen.

    Aslan Wahhabiat Kharijiat kee ek shakh heh aur jistera Khariji Sahabah ko Mushrik kehtay thay aur un kay qatal ko jaiz samajtay thay issee tera yeh Wahhabi Musalmanoon ko kissi na kissi waja say Mushrik yehni Kafir tehratay hen aur Musalmanoon kay qatal ko jaiz samajtay hen. Pakistan, Somalia, Syria, Iraq meh joh kuch huwa aur ho raha heh yeh sab Wahhabi mazhab kee talimat kay mutabiq ho raha heh. Yeh musalmanoon ko qatal kerna, suicide bombings, in sab ko yeh logh jaiz is leyeh samajtay hen keun kay yeh Sunniyoon ko Kafir Mushrik balkay in kay siwa jitnay be hen sab ko Kafir Mushrik samajtay hen. Aur is leyeh yeh musalmanoon kay qatal ko jaiz aur sawab samajtay hen. Yeh article peren thori madad hogi aap kee:

    - Hadith Of Tribes Worshiping Idols And Issues Which Support Allegations Of Muslims Committing Shirk.

    - The Satan's Group Will Descend From Dhil Khawaisira At-Tamimi.

    Baqi us ka yeh poochna kay RasoolAllah (sallallahu alayhi was'sallam) ka firqa kon sa thah. Aap ko kehta heh kay woh Salafi heh toh poochen kay kia RasoolAllah (sallallahu alayhi was'sallam) be Salafi thay? Agar kahay kay firqa Salafi thah toh Quran o Hadith say daleel mangen nah deh sakkay ga. Hadith meh heh 73 firqay hoon gay aur 72 jahanami hoon gay aur ek jannati. Ek aur hadith meh RasoolAllah nay farmaya kay Jannati woh firqa woh hoga joh RasoolAllah (sallallahu alayhi was'sallam) kay kee Sunnatoon par aur Sahabah kee Sunnatoon per hoga.In doh ahadith say yeh sabat hota heh kay Jannati giro be ek Firqa hoga 73 aur is say  ye bi sabat huwa kay RasoolAllah (sallallahu alayhi was'sallam) ka firqa Ahle Sunnat [e RasoolAllah sallallahu alayhi was'sallam] aur [Ahle Sunnat] Jammat [e Sahabah] wala hoga. Aur yeh sirf ek hee firqa heh jissay Ahle Sunnat Wal Jammat kaha jata heh aur yeh wohi firqa heh jissay urf e aam meh Barelwi kaha jata heh.Yeh sirf wahid firqa heh jis kay aqahid aur asool Quran aur Ahadith kay mutabiq hen. Uper wallay donoon articles meh asool aur nazriati ikhtilaf per behas huwi heh joh agar aap baghor peren gay toh in sha allah faida pahen gay.
     
×
×
  • Create New...