Badmazhabo yaqinan KHUDA jab deen leta hai to aqle cheen leta hai.Jhoot bolna koi acchi sifat nahi balke aib hai.aisa aqida kay ma'aazAllah ALLAH jhoot bol sakta hai aisa samajhna ALLAH azzwajal ko aibdaar samajhna hua....ma'aazAllah... Aisa samjha ye sarasar kufr hai...
aur waise bhi jhoot bolne ki zarurat tab padti hai jab kisi raaz khul jane ya kisi baat ka dar ho,To agar baqool deobandio kay ma'aazAllah ALLAH azzwajal jhoot bol sakta hai aisa samajhne ka matlab yei howa ke use ma'aazAllah kisi cheez ka dar ho sakta hai jo ke sarasar kufriya aqida hai........