Jump to content

FznSg

اراکین
  • کل پوسٹس

    9
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About FznSg

تازہ ترین ناظرین

817 profile views

FznSg's Achievements

Rookie

Rookie (2/14)

  • First Post
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In
  • Conversation Starter

Recent Badges

3

کمیونٹی میں شہرت

  1. IMAM BUKHARI KI NAQL KARDA HADEETH KE AKSAR HISSE KE SAHEEH HONE ME KISI KO IKHTILAF NAHI HOGA MAGAR UNKE FIQH ME MOTABAR HONE KA KOI QAIL NAHI HAI 1400 SAALO ME AGAR AB KOI QAIL HAI TO ZAROOR BIDDATI HAI
  2. SHUROOH E BUKHARI ME DEKH LIJIYE CHAHE SHAFAI SHARAH B HO MASLAK FATHUL BAARI MAGAR IMAM BUKHARI KO KAI JAGAH ISTEDLAL ME KHAT'E QARAR DIA HAI KYUKE BAAB KE UNWAAN SE MUKHTALIF MAZMOON KI HADEETH WO US BAAB KE UNWAAN PER ISTEDLAL KE LIYE LAATE HAIN AGAR CHE HADEETH SAHEEH HOTI HAI
  3. AUR HAR GAIR MUQALLID KO DAWAT HAI KE WO MUATTA IMAM MUHAMMAD AUR SHARH MAANIUL ASAAR KO PADHE AUR HUMARE CHAMKTE SITAARO KI MAANIND FUQAHA KI AZMATO KO MULAHIZA KAREIN
  4. IMAM BUKHARI NE APNI SAHEEH ME KAI JAGAH APNE MAUQIF PER ISTEDLAAL KARTE HUE MAZMOON SE MUKHTALIF AHADITH SE ISTEDLAL KIA HAI UNKA FIQHI RUJHAAN SHAFAI MASLAK KI TARAF HAI MAGAR BA FARZE MUHAAL UNHE MUJHTAHID MAAN LIA JAAYE TO B UNKA FIQH BOHOT KAMZOR SAABIT HOTA HAI
  5. BROTHER YOU TRIED GOOD BUT THE IKHTILAF IN THE MAZAHIB IS NOT COZ ONE IMAM DIDNT HAVE A HADEETH AND THE OTHER HAD THE IKHTILAF IS OF USOOL OF TARJEEH MEANS IF TWO HADEETHS OF OPPOSITE MEANINGS ARE FOUND THEN WHICH HADEETH TO GIVE PRIORITY IN THIS REGARD THERE IS DIFFERENCE OF OPINION
  6. IS AYAT SE HUZOOR SALL ALLAHU ALAYHI WASALLAM KE GUNAAH MURAD NAHI HAIN ISKA JAWAB QURAN SHARIF ME HEE SURAH NAJM ME HAIN MAA DALLA SAHIBUKUM WAMA GAWA TUMHARE SAHIB NA KABHI BEHKE NA KABHI BERAAH CHALE
  7. Salaam Is mauzu per Ahle Sunnat ke olema ka likkha hua mawaad mere paas maujood hai thoda waqt dein mai share karta hu
  8. SALAAM IS MASLE KA EK AASAAN JAWAAB HAI ALLAH TABARAQ WA T'AALA QADEEM HAI AUR QADEEM HONE KE LIYE BE NUQS O BE AIB HONA LAAZIM KISI BHI TARAH KA AIB O NUQS HUDOOS PER DALALAT KAREGA TO KHUDA KO AIBI JAANNA GOYA INKAAR E KHUDA HO JAYEGA.. AUR HAR AIB USKO MUHAAL HAI.. AUR MUHAL KO ZERE QUDRAT MANA TO MUMQIN ME SHUMAAR HOGA......
  9. Badmazhabo yaqinan KHUDA jab deen leta hai to aqle cheen leta hai.Jhoot bolna koi acchi sifat nahi balke aib hai.aisa aqida kay ma'aazAllah ALLAH jhoot bol sakta hai aisa samajhna ALLAH azzwajal ko aibdaar samajhna hua....ma'aazAllah... Aisa samjha ye sarasar kufr hai... aur waise bhi jhoot bolne ki zarurat tab padti hai jab kisi raaz khul jane ya kisi baat ka dar ho,To agar baqool deobandio kay ma'aazAllah ALLAH azzwajal jhoot bol sakta hai aisa samajhne ka matlab yei howa ke use ma'aazAllah kisi cheez ka dar ho sakta hai jo ke sarasar kufriya aqida hai........
  10. Nyc to See you working for Ahle Sunnat Wal Jamaat the,way of the righteous people and Awliya Allah.....

    1. AhleSunnat

      AhleSunnat

      We must also contribute to this great cause whatever and however we can

×
×
  • Create New...