Jump to content

Khanjar-e-Raza

اراکین
  • کل پوسٹس

    40
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

سب کچھ Khanjar-e-Raza نے پوسٹ کیا

  1. Bad az Salam Arz Hai k mene DeoBandio k Batil Forum pr 1 Jadid Man Gharat Atraz Dakha Hai jis ka poster mene neche share kia hai ..us me Deobandero ka Dawa hai k Hind Kay 616 Ulama Ne Yeh Fatwa Diya Hai k Deoband Haq Hai aur is Kitab me Hassam ul Haramain ki Tardeed Aur Sath hi sath Ulama e Ahle Haq pr Shab Khoob marne ki sazish ki Ja Rahi Hai JEsa K Ap Poster Me Mulahiza Kr Skte Hai.Mjhe Is Baat pr Yaqeen hai k Yeh Deobandero ki Naei Iman farosh FAreeb Kari Hogi Lakin Jawab k Liye DAlil Ki Zaroorat Hoti Hai isi liye me yaha pr Apna yeh masla le kr pesh hua ho. Is Baat ko wazeh kr do k yeh kitab mere pass nahi hai aur jis Deobandi ne mjhe yeh atraz diya hai us ne mene mangi hai lakin mjhe nahi lgta k woh mjhe kitab dega Is poster k neche rabte k liye number bhi diye hue hai jo mene mitaye hai agar kisi sahab ko chaiye ho to mjhe bata de Me Number De Donga .. Jawab ka Muntazir, Noor Mohammad Qadri Was'Salam
  2. Please visit any hacking website its Islamic Forums any only Allow Legal Materials in it..
  3. As salam Alaikum, Bad az salam arz hai k 1 Deo k bandi ne Atraz kia hai Allama Syed Shah Ahmed Noorani Sahab Ne kaha hai k Barelvi kbhi masjid o Madtassah ni jate Jab k is k br aks deobandi ziada jate hai . Poster mulahiza kre Jawab darkar hai
  4. @Mustafaye apka bht bht shukriya magar mera sawal thora se alag hai .mene pocha hai k "agar nikal se phle hi sunni kr de to phir kia hukm hoga aur larki ka khandan kattar deoband nahi hai balkh agar larki ko hum apne tariqe pr chalaye to woh aajaiyegi aur larki ko sunni kis tarha bayana jaye??" bis in 3 sawalo k jawab de de to nawazish hogi.. Wassalam
  5. Khanjar-e-Raza

    Deoband Larki Se Nikah

    کیا فرماتے ہیں علمائے اہلحق اس مسئلے کے بارے میں کہ کیا کسی دیوبندی لڑکی کو سنی بنا کراس سے نکاح جائز ہیں؟اور لڑکی کا گھرانہ مکمل دیوبند نہیں ہیں بلکہ وہ نیاز وغیرہ بھی کھاتے ہیں لیکن لڑکی کا والد پہلے دیوبندی تبلیغ میں جایا کرتا تھا۔اسے گھرانے کے بارے میں کیا حکم ہیں اور اگر لڑکی کو سنی بنائے تو طریقہ کیا ہیں؟؟ برائے مہربانی کسی دار الافتاء سے جواب حاصل کر کے اس کا سکین لگا دے یا کسی صحیح العقیدہ مفتی کے حوالے سے جواب دے
  6. agar ap is hadees ka bhi de de to nawazish hogi.. رسول اﷲ (صلی اﷲ علیہ وسلم)نے فرمایا:۔ Qayyamat us waqt tak qaim nhe hogi jab tak iraq ke achay log shaam aur shaam ke buray log iraq ki taraf muntaqil na ho jaeen Musnad ahmad vol 5, page 249 Naeem ibn hamad kitab al'fittan, vol 2, page 631 Hashiya ibn qayyum, vol 7 , page 116 Ahmad bin humble Musnad jild sadas, page 317 Sahih Ibn Hibban vol 15 page 59 Sunnan Abi dawood vol 4 page 464 ksi 1 sahih ka scan de de
  7. Bhai jan saaf nazar aarahi hai ap reload kr kr dakhiye ya phir is link pr visit kre http://s19.postimage.org/voh637tqp/Nabi_ka_zinda_hona_shirk_USAMA_ka_tohid.jpg
  8. @Abu Huzaifa @ AHle Sunnat ap ka bhat bhat shuriya agar ap is hadees ka bhi de de to nawazish hogi.. رسول اﷲ (صلی اﷲ علیہ وسلم)نے فرمایا:۔ Qayyamat us waqt tak qaim nhe hogi jab tak iraq ke achay log shaam aur shaam ke buray log iraq ki taraf muntaqil na ho jaeen Musnad ahmad vol 5, page 249 Naeem ibn hamad kitab al'fittan, vol 2, page 631 Hashiya ibn qayyum, vol 7 , page 116 Ahmad bin humble Musnad jild sadas, page 317 Sahih Ibn Hibban vol 15 page 59 Sunnan Abi dawood vol 4 page 464
  9. 1 wahabi ghair muqallid ne yeh scan page diya hai is k bare me wazahat farmaye..
  10. mjhe bhat argent me is Hadees e Pak ka scan page chaiye kia koi bhai meri help kr skta hai.. agar scan page ni ho to complete hawala with hadees number bata de.. 1. Syedna Zaid bin Sabit (Radi Allahu Anhu) se marwi hai ke; “Rasool (Sallallahu Allaihe Wasallam) ne Yemen ki taraf deka aur ye dua farmai, Aye Allah! Inn ke dilo ko meri taraf mayal farma aurIraq ki taraf dekha aur ye dua farmai, Aye Allah! Inn ke dilo mein meri taraf mayal farma, aur Shaam ki taraf dekha aur ye dua farmai, Aye Allah! Inn ke dilo mein meri taraf mayal farma, Aye Allah! Hamaray liye sa`aa aur hamaray madd mein barkat ataa farma.” (Kanzul-ul-Aamaal, Vol. 9, Pg. 136 Muajjam-ul-Sagheer, Vol. 1, Pg. 173, al`Maktabt-ul-Islami, Beirut Muajjam-ul-Kabeer, Vol. 5, Pg. 116, Maktabat-ul-Uloom wa`Hikm, Mousal) 2. “Nabi (Salllallahu Allaihe Wasallam) ne Shaam ki taraf nazar ki aur ye dua ki, Aye Allah! Inn ke dilo ko apni ataa'at ki taraf mayal farma aur inn ke ird`girdd apni rehmat ghair de. Phir Yemen ki taraf nazar ki aur iss ki misl dua farmai, phir Iraq ki taraf nazar ki aur waisay hi dua farmai.” (Majmoa`-al`Zawaid, Vol. 3, Pg. 304, Darul Riyan-ul-Tiraas, Qahira, Darul Kitab al`Arabi, Beirut al`Adb-ul-Mufarrid, Vol. 1, Pg. 169, Darul Bashair-ul-Islamiya, Beirut) 3. Umm-ul-Momineen Hazrat Umm-e-Salma (Radi Allahu Anha) nay farmaya; “Imam Mahdi ki khidmat mein Shaam ke abdaal aur Iraq ke loog giroh`dar`giroh hazir ho kar bayt karein gay.” (Sunan Abu Duad, Vol. 4, Pg. 107, Darul`Fikr, Beirut Sahih Ibn Hibban, Vol. 10, Pg. 59, Beirut)
×
×
  • Create New...