bhai ye aik fatwa ya aqeeda book se dekha tha, ye ulma karam asie book print kar ke konsa behter taameerr kaam kr rahin hain ...........
jab kisi Gair muslim ko jab islam ki dawat de jati hay tu wo pehla sawal yahi pochta hay,
" witch islam?" Sunni, shia or wahabi etc......?????
aik muslim k pass knowlege hona chahye k non muslim ko bataya jaye k jo cheez tumhray mazhab main khana jaiz hay, wo hamray main nahin hay, jab ye fatwa kisi wahabi aalim ko dekhaya jata hay tu saaf inkaar krta hay k ye fatwa hamara nahin hay, islia iss ka scan manga hay , jazak Allah