-
کل پوسٹس
232 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
19
سب کچھ Najam Mirani نے پوسٹ کیا
-
Ummat-E-Muslima Mein Shirk...
Najam Mirani replied to Qadri student's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
Ahl-e-Islam ko Mushrik kehney waaley khud Mushrik Hain Bad Qismati se Is UMMAT main, aese Log bhi Pae Jate hain, Jin ka kaam apne Siwa sab MUSALMAANON ko MUSHRIK AUR BIDDATI kehna aur samjhna hai. Zulum yeh hai, k Yeh Aawaaz Masaajid aur Madaris, donon se Suni jaati hai, Yeh Log yeh samajhte hain k Hum Dusrun ko MUSHRIK aur BIDDATI keh kar, TAUHEED ki Khidmat kar rahe hain. Haalankay yeh woh log hain, Jo UMMAT-E-MUSLIMA main, Fitnah O Fasaad ka Beej Bo Rahe hain, Inhon ne JAAN BOOJH kar SHIRK ki Itni IQSAAM (TYPES) bana lin hain, k In k Siwa koi Bhi Aadmi MUSALMAAN na Kehelwa sake. Khair Jo Dusron ko MUSHRIK kehte hain, In k Baaray main, HUZOOR (ALEH SALAAM) ki Hadees Mulaahiza ho: ALHADEES: Bahawala: Rawah Abu Ya'ala Ao Jaz At'Tafaseer Man Tafseer, Ibn-e-Kaseer, Page:183, Tafseer Ibn-E-Kaseer, JILD:6, PAGE:265) TARJUMA: "HAZRAT HUZEFA BIN YAMAN (REHMATULLAH) bayaan karte hain k, HUZOOR (ALEH SALAAM) ne farmaya k , "Woh UMOOR jin k baaray main tum par Andesha rakhta hun, Khof Zada hun, aur un main se ek yeh hai k, Ek SHAKHS QURA'AN parhe ga, Hat'ta k jab uski RONAQ us par RONUMA hogi, aur us par ISLAM ki Chadar Lipti hogi, to ALLAH TA'ALA us ko Jidhar chahe ga, Le jae ga, aur WOH us ko PAS-E-PUSHT phenk de ga, aur Apne PAROSI par TALWAAR k Saath Hamlay karega, aur Apne PAROSI ko MUSHRIK kahe ga". HAZRAT HUZEFA (REHMATULLAH) kehte hain k main ne Arz kiya k, "Undonon main MUSHRIK kon hoga??" 1) WOH jo dusre ko MUSHRIK kehne waala hai?? YA 2) WOH jise MUSHRIK kaha gaya?? AAP (ALEH SALAAM) ne farmaya.." Dusre ko MUSHRIK kehne waala khud hi MUSHRIK hone ka HAQDAAR hoga" NATEEJAH (RESULT): Is HADEES ko PARH kar un logon ko Hosh main aana chahiye, jo MUSALMAANON Par SHIRK O BIDDAT k ftway lagate hain, Q K Aese log khud hi MUSHRIK hain, AUR IN k LIYE AZAAB TAYYAR hai.. -
Ummat-E-Muslima Mein Shirk...
Najam Mirani replied to Qadri student's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
Ummat-e-Muhammadi Shirk Nahin karegi: ALHADEES: BAHAWALA: Sahi Muslim, Kitaab-Ul-Fazail,Hadees 30, Matbuwa Istambol Turkey TARJUMA: Hazrat Uqba bin Aamir (REHMATULLAH ALEH) se Riwayat hai k, SARKAR-E-AAZAM (ALEH SALAAM) ne Shohda-e-Uhad k Pass tashreef le kar NAMAZ-E-JANAZA parhi, phir Mimbar par tashreef farma huwe, aur farmaya, "MAIN tumhara SAHARA aur tum par GAWAH hun. ALLAH TA'ALA ki Kasam main apne Hoz-E-Qausar ko is waqt bhi dekh raha hun, aur beshak mujhe Zameen k khazanon ki Kunjiyyaan ata ki gai hain, aur Beshak mujhe yeh khatra nahin k tum mere baad SHIRK karne Lago ge, mujhe is baat ka dar hai k tum Dunya k JAAL main Phans jao ge". NATEEJAH (RESULT): SARKAR-E-AZAM (ALEH SALAAM) ne apni Zaat par ALLAH TA'ALA k diye huwe INAAMAAT aur INAAYAAT ka Zikar karte huwe, ALLAH TA'ALA ki Ata kardah ILM k Zariye sadiyon ka NAQAAB ulat diya, k MAIN dekh raha hun k tum SHIRK se mehfooz raho ge. Jab SARKAAR (ALEH SALAAM) mutmaeen hain, K UMMAT, SHIRK se mehfooz rahe gi, magar MUSALMAANON par SHIRK k fatway lagane waale BECHAIN hain, In ZAALIMON ko har dusra MUSALMAAN MUSHRIK nazar ata hai, ALLAH TA'ALA aese logon ko Hidayat naseeb kare.. Aameen -
Madani Channel(Views Of Ullama-E-Ahle Sunnat)
Najam Mirani replied to Najam Mirani's topic in مدنی چینل
(367)HAZRAT MOLANA SHAMEEM-UL-HASAN VIEWS ABOUT MADANI CHANNEL http://www.metacafe.com/watch/10394237/367_maulana_shameem_ul_hasan_views_about_madani_channel/ (368)Hazrat Molana Badar-uz-Zaman Qadri Views About Madani Channel , Ameer-e-Ahle Sunnat & Dawat-e-Islami http://www.metacafe.com/watch/10409013/468_molana_badar_uz_zaman_qadri_views_about_madani_channel/ (369)Mufti Abdul Aziz Noori Views about Madani Channel, Ameer-e-Ahlesunnat & Dawateislami http://www.metacafe.com/watch/10394381/369_mufti_abdul_aziz_noori_views_about_madani_channel/ (370)Mufti Abu Tahir Muhammad Raza Noori Views about Madani Channel, Ameer-e-Ahlesunnat and Dawateislami http://www.metacafe.com/watch/10400715/370_mufti_abu_tahir_muhammad_raza_noori_views_about_madani_chanl/ -
Madani Channel(Views Of Ullama-E-Ahle Sunnat)
Najam Mirani replied to Najam Mirani's topic in مدنی چینل
(364)Khateb-e-Azam Hazrat Molana Abu Bakar Chisti Views about Madani Channel ,Ameer-e-Ahlesunnat and Dawateislami http://www.metacafe.com/watch/10393372/364_hazrat_molana_abu_bakar_chisti_views_about_madani_channel/ (365)Hazrat Molana Hamid Sarfaraz Rizvi Views about Madani Channel & Ameer-e-AhelSunnat http://www.metacafe.com/watch/10393416/365_hazrat_molana_hamid_sarfaraz_rizvi_views_about_madani_chanl/ (366)Hazrat Molana Peer Syed Khalil ur Rehman Views about Madani Channel & Ameer-e-Ahlesunnat http://www.metacafe.com/watch/10393471/366_molana_peer_syed_khalil_ur_rehman_views_about_madani_chanl/ -
Madani Channel(Views Of Ullama-E-Ahle Sunnat)
Najam Mirani replied to Najam Mirani's topic in مدنی چینل
(358)Hazrat Molana Nazr e Alam Misbahi Views about Madani Channel and Ameer-e-Ahlesunnat http://www.metacafe.com/watch/10392813/358_hazrat_molana_nazr_e_alam_misbahi_about_madani_channel/ (359)Hazrat Molana Qaari Mohammad Abu Bakar NaqshBandi Views About Madani Channel http://www.metacafe.com/watch/10392845/359_mohammad_abu_bakar_naqshbandi_views_about_madani_channel/ (360)Hazrat Molana Qonain Ashrafi Misbahi Views About Madani Channel ,Ameer-e-Ahlesunnat and Dawateislami http://www.metacafe.com/watch/10392872/360_molana_qonain_ashrafi_misbahi_views_about_madani_channel/ (361)Hazrat Molana Riaz Ahmed Samdani Views About Madani Channel http://www.metacafe.com/watch/10392904/361_hazrat_molana_riaz_ahmed_samdani_views_about_madani_channel/ (362)Khalifa e Mufti Azam Hind Hazrat Allama Molana Syed Zahoor ul Hasan Views about Madani channel, Ameer-e- Ahlesunnat ,Dawateislami http://www.metacafe.com/watch/10392918/362_hazrat_allama_molana_syed_zahoor_views_about_madani_channel/ (363)Khalifa-e-Mufti-e-Azam Hind, Hadrat Maulana Badrul Qadri Views about Madani Channel & Dawateislami http://www.metacafe.com/watch/10393051/363_hadrat_maulana_badrul_qadri_views_about_madani_channel/ -
Madani Channel(Views Of Ullama-E-Ahle Sunnat)
Najam Mirani replied to Najam Mirani's topic in مدنی چینل
(356)Hazrat Molana Syed Sibtain Hyder Views About Ameere Ahle Sunnat And Madani Channel اسلامی بھائیوں کی مارہرہ شریف،ہندمیں حضرت مولانا سبطین حیدر صاحب دامت برکاتہم العالیہ سے ملاقات http://www.metacafe.com/watch/10374339/356_hazrat_molana_syed_sibtain_hyder_views_about_ameere_ahle_su/ (357)Hazrat Molana Ghulam Muhammad Chisti Views about Madani Channel,Ameer-e-Ahlesunnat & Dawateislami http://www.metacafe.com/watch/10374375/357_hazrat_molana_ghulam_muhammad_chisti_about_madani_channel/ -
جزاک اللہ سید محمد علی بھائی ، جو مینے ٹاپک میں لکھا ہے اس کا ریفرنس یہ نہیں ہے جو آپ نے دیا ہے ، اصل میں یہ حدیث پاک اقامت کی تکبیر کے بارے میں ہے کہ نمازی کو تکبیر کے دوران کب اٹھنا چاہیۓ۔ حی علی الفلاح پر یا حی علی الصلاۃ پر ، مینے کافی سال پہلے یہ حدیث پاک پڑھی تھی کہ حضور صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم جب مکبر حی علی الفلاح کہتا تھا تو اپنے حجرے مبارک سے آتے تھے ، تب حضور صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے یہ فرمایا تھا : تب تک کھڑے مت ہواکرو جب تک مجھے آتا ہوا نہ دیکھ لو ۔
-
Madani Channel(Views Of Ullama-E-Ahle Sunnat)
Najam Mirani replied to Najam Mirani's topic in مدنی چینل
(355)Ghazi e Millat, Hazrat Sayyed Mohammad Hashmi Mian Ashrafi Jeelani on Madani Channel! Views About Dawat-e-Islami & Madani Channel Link http://www.metacafe.com/watch/10325183/355_ghazi_e_millat_hazrat_sayyid_hashmi_mian_on_madani_channel/ -
Madani Channel(Views Of Ullama-E-Ahle Sunnat)
Najam Mirani replied to Najam Mirani's topic in مدنی چینل
(354)AALIM-E-DEEN OF SYRIA (SHAAM)WHAT IS HE SAYING ABOUT DAWAT-E-ISLAMI Link http://www.metacafe.com/watch/10324868/354_aalim_e_deen_of_syria_shaam_what_is_he_saying_about_dawat/ -
(353)Hazrat Molana Yaqub Siddiqui Naqshbandi Damat Barkaatuhmul Aaliya Views About Ameere Ahle Sunnat And Madani Channel Link http://www.metacafe....barkaatuhmulaa/
-
SUNNI TABLEEGI JAMAAT KE FAREB NO.20 KA OPERATION JHOOTI TANZEEM SUNNI TABLEEGI JAMAAT NE APNI DUKANDARI CHALANE K LIYE AMEER E AHLE SUNNAT PAR KUFUR KA ILZAAM LAGAYA HAI . PYARE ISLAMI BHAIYO JAHAN IS JHOOTI SUNNI TABLEEGI JAMAAT NE HASAD AUR JALAN KI BINA PAR DAWATE ISLAMI PAR BE BUNIYAD ILZAM LAGAYE HAIN US ME EK ILZAM YE BHI HAI K SHEIKH E TARIKAT AMEERE AHLE SUNNAT KI MAYANAZ TASNEEF FAIZANE SUNNAT KI EK IBARAT KI GALAT TASHREEH KAR K USKE ANDAR KUFAR KA ILZAM LAGAYA HAI. HAQEEQAT MEIN AAP KO BATATA HUN FAIZANE SUNNAT K ANDAR EK UNWAN KUCH YUN HAI "Hum Eid kyu na manaye?" Uske Javab me AMEERE AHLE SUNNAT NE BADI PYARI BAAT LIKHI PAR IN SUNNI TABLEEGI JAMAAT WALO NE ISKI GALAT TASHREEH KI WO UNWAN YE HAI "JAB KOI MULAK KISI ZALIM HUKUMAT K CHANGUL SE AAZADI PAATA HAI TO HAR SAAL USI TARIKH KO USKI YAADGAR K TAUR PAR JASHAN MANAYA JATA HAI" PYARE ISLAMI BHAIYO HADEES E PAK HAI K RAMZAN YE JAHANNUM SE AAZADI KA MAHINA HAI AB AAP HI BATAO JAB HUMEN JAHANNUM SE AAZADI MILI TO HUM KUSHIYAN KYUN NA MANAYEN BILKUL MANAYEN GAY PAR IN JHOOTI AUR HASID SUNNI TABLEEGI JAMAAT WALO NE ISKI GALAT TASHREEH KI AUR JIS SE MURAD JAHANNUM SE AAZADI THI USAY NAMAZ ROZO PAR DAL DIYA AUR KAHA K MAULANA ILYAS QADRI NE NAMAZ AUR ROZO KO ZALIM KAHA... MAAZALLAH AB AAP HI ANDAZA LAGA SAKTE HO K YE SUNNI TABLEEGI JAMAAT NAMI TANZEEM KITNI JHOOTI AUR MAKKAAR TANZEEM HAI AUR YE BHI SAMAJ ME AATA HAI K YE TANZEEM SUNNIYO KO AAPAS ME LADA RAHI HAI..... ALLAH AZZAWAJAL IS JAMAAT K FAREB SE SUNNIYO KO MAHFOOZ RAKHAY....AMEEN —
-
SUNNI TABLEEGI JAMAAT KA FAREB NO.19 KA OPERATION SYED HASHMI MIYAN KO SYED NHI MAANTE YE HARAMI NAJDI TOLA SUNNI TABLEEGI JAMAAT KE LOG JAGA JAGA DHANDORA PEET RAHE HAIN KE SYED MADANI MIYAN AUR SYED HASHMI MIYAN SYED NHI HAIN . (MAAZALLLAH) , FITNE BAAZ LOG ASAL MEIN YAZEEDI HAIN JO AHLE BAIT KO SYED MAN'NAY SE INKAAR KAR RAHE HAIN (LANAT HO IN BAD BAKHTON PAR) SYED MADANI MIYA AUR SYED HASHMI MIYA SAYYED HAIN SAARI DUNIYA JANTI HAI PAR IN SUNNI TABLEEGI JAMAT WAALE INKE SYED HONE KA INKAR KARTE HAIN, JIS SYED GHARANE K ALA HAZRAT RADIALLAH ANHU APNE AAP KO GADA SAMAJHTE THE USI GHARANE K SHAHEZADO KO SYED MAN'NAY SE INKAR KARTI HAI YE SUNNI TABLEEGI JAMAAT. AB AAP JAWAB SUNO SAYYED MADANI MIYA AUR SAYEED HASHMI MIYA SYED ABDUL RAZZAK GILANI RAHMATULLAH ALAIHE KE SHAHEZADO ME SE HAIN JO MAKHDUM ASHRAF JAHANGIR SIMNANI RADHAY ALLAH ANHU K BHANJE THE JINHE KHUD MAKHDUM ASHRAF JAHANGIR SIMNANI RADHAY ALLAH ANHU NE APNA BETA MANA THA AUR APNI KHIDMAT ME BHI RAKHA THA UN HI KI AAL SE HUZUR MUHADDISE AAZAM THE AUR MUHADDISE AZAM K SHAHEZADE SYED MADANI MIYA SAHAB AUR SYED HASHMI MIYA SAHAB HAIN....ZYADA JAAN KARI K LIYE AAP NEECHAY WALI PICTURES MEIN LIKHI HUEE EBARAT PADHEN.
-
SUNNI TABLEEGI JAMAAT KE FAREB NO.18 KA OPERATION VIDEO KE JAWAZ PAR AITRAAZ KA JAWAB pyare islami bhaiyo aur islami behno ye jo aap picture dekh rahe ho ye sheikh e tarikat ameere ahle sunnat ki mayanaz tasneef faizane sunnat ki hai jis par jhooti tanzeem sunni tableegi jamaat ne aitraaz kiya hai. aitraaz ye kiya hai ke Dawate islami pehle video ko jaiz nhi samajhti thi ,ab video ko kyun jaiz keh rahe hain , is ka jawab ye hai ke hai k video per HARAM ka fatwa lagane ki waja Tasweer k hukm ki wajha se thi,magar ab chun ke Syed Mohammad Madani Miyan Ashrafi Jeelani ne apni fatwa mein PROVE kar diya hai hai k Video ki SOFT COPIES Tasweeeer k hukm me nahi hain. to jab wajha khatam ho gai to FEE-NAFSIHI video banana haram to na raha!!!! aur Madani Channel ki Wajha se video Halal ka fatwa nahi aaya..........balke Halal ka fatwa aane ki waja se madani channel shuru kiya gaya......... Syed Mohammad Madani Miyan Jeelani Ashrafi ki fatwa video jaiz hai aap nechay gaur se parhiye . Video k Mas'ale par ulama ka ikhtelaaf hai,aur jab Masa'il me Ullama Ka ikhtelaaf ho to aap kisi ko bhi follow kar sakte hain, hamary Piyary AAQA k farman ka mafhum hai, Ullama ka ikhtelaaf awaam k liye ba'is e Rahmat hai WALLAHU TA'AALA AALAMU WA RASULUHU AALAM VIDEO AUR TV KA SHARA'EE ISTEMAAL BY SYED MOHAMMAD MADANI MIYAN ASHRAFI JEELANI DAMAT BARKATHUMUL AALIYA بسم اللہ الرحمٰن الرحیم از جا نشین محد اعظم ہند کچھوچھہ شریف کیا فرماتے ہیں علمائے دین و مفتیان شرع مسلئہ مندرجہ ذیل میں کہ ویڈیو کیمرے کے ذریعے جو تصویریں بنائی جاتی ہیں اس پر حرمت اور شرعی ممانعت کا حکم لگے گا کہ نہیں ؟ علمائے کرام کی تقاریر اور بیا ہ شادی کے موقع پر تصاویر کا نکالنا اور ویڈیو کیسٹ پر پروگرام کو ریکارڈ کرنا یادگار کے طو رپر علمائے کرام کی تقاریر سے تبلیغ و ہدایت کی نیت سے ویڈیو بنانا جائز ہے کہ نہیں ؟ المستفتی محمد اصحاب نبی بخش اشرفی نائب صدر جمعتہ الاسلام ڈین ہاگ ہالینڈ اللھم ھدایتہ الحق و اصواب الجواب:مذکورہ بالا سوال سے ظاہر ہوتا ہے کہ سائل ویڈیو کیمرے کی حقیقت اور نوعیت سے واقف کار نہیں ہے جبھی اس نے اس کو تصویر کشی کا آلہ سمجھ لیا ہے اور اس کے خیال میں ویڈیو کیسٹ کے فیتے میں تصویریں ہوتی ہیں جنہیں ٹی وی کے ذریعے دیکھا جاتا ہے حالانکہ تحقیق اس کے خلاف ہے میں نے اس سلسلے میں بذات خود ویڈیو اور ٹی وی کے مسلم و غیر مسلم ماہرین سے رابطہ قائم کیا اور معلومات حاصل کیں تحقیق کے بعد یہ بات واضح ہوتی ہے کہ ویڈیو کیسٹ میں کسی طرح کی کوئی تصویر نہیں چھپتی بلکہ اس کے ذریعے اس کے سامنے والی چیزوں ریز RAYSشعاعوں کرنوں کو ٹیپ کر لیا جاتا ہے ، ٹیپ ہو جانے کے باوجود جس طرح آواز کی کوئی صورت نہیں ہوتی بلکہ وہ غیر مرئی ہوتی ہے اس طرح ان ریزز RAYS کی بھی کوئی صورت نہیں ہوتی جنہیں دیکھا جا سکے المختصر ویڈیو کیمرے کا کام انہیں غیر مری ریز اور آوازں کو ٹیپ کرنا ہے ۔ الہٰذا اس کو ان فلمی فیتوں پر قیاس کرنا صحیح نہیں جن میں باقاعدہ تصویریں چھپتی ہیں جو دیکھی بھی جاسکتی ہیں اور جنہیں پردہ سکرین پر بڑا کر کے دکھا یا جاتا ہے ، ویڈیو کیسٹ کی ٹیپ میگنیٹک (مقناطیسی ) ہوتی ہیں جو مذکورہ ریز RAYS کرنوں کو جذب کر لیتے ہیں پھر جب انہیں ٹی وی کے متعلق کیا جاتا ہے تو ٹی وی ان ریز RAYS کو صورت میں بدل کر اپنے آئینے سے ظاہر کر دیتا ہے ۔ چونکہ یہ صورت متحرک اور غیر مرئی ہوتی ہے اس لئے اس کو عام آئینوں کی سورت پر قیاس کیا جا سکتا ہے ، جب تک آئینے کے روبرو رہنے اس میں صورت رہے گی اور ہٹ جانے کی شکل میں ختم ہو جائے گی ۔ یوں ہی جب تک ویڈیو کا رابطہ ٹی وی سے رہے گا تصویر نظرے آئے گی اور رابطہ منقطع ہوتے ہی تصویر فنا ہو جائے گی ، رہ گئ یہ بات کہ مذکورہ رابطہ پیدا کرنے کے لئے بھی بٹن وغیرہ کو حرکت میں لایا جاتا ہے تب جا کے صورت نظر آئی ہے تو یہ ایسا ہی ہے کہ باپردہ آئینہ میں پردہ ہٹانے کا عمل ناگزیر ہے ان متحرک وغیرمرئی تصویروں کو پردہ فلم کی متحرک تصویروں پر قیان نہیں کیا جا سکتا اس لئے کہ پردہ فلم کی تصویریں در حقیقت جامد و ساکن ہو تی ہیں جس کی حرکت محض نگاہوں کا دھوکہ ہے ۔ ٹرین پر چلنے والا باہر کے درختوں اور زمینوں کو پیچھے بھاگتا ہوا دیکھتا ہے ویسے بھی پردہ فلم پر جن جامد و غیر متحرک تصویروں کو بڑا کر کے دکھایا جاتاہے ، ان کے غیر متحرک و جامد ہونے میں کسی کو شک نہیں ہوسکتا، ویڈیو کیسٹ کا معاملہ اس کے بالکل برخلاف ہے اس میں کسی طرح کی کوئی تصویر منعکس ہوتی ہی نہیں اور جب اس کے ریز RAYS ٹی وی میں پہنچ کر تصویر کی شکل اختیار کرتے ہیں تو وہ متحرک اور غیر قار ہوتے ہیں ۔ اس لئے ٹی وی کی تصویروں کے حقیقی طور پر جامد ہونے کا شبہ تک نہیں کیا جا سکتا ، اس مقام پر یہ بات بھی خالی از فائدہ نہیں کہ جن پروگراموں کو ویڈیو کیسٹ کے بغیر براہ راست ٹی وی سے نشر کیا جاتا ہے ان میں بھی یہی ہوتا ہے کہ کیمروں اور مشینوں کے ذریعہ انہیں ریز (RAYS)کو ٹی وی ٹاور تک پہنچایا جاتا ہے ، ٹی وی ٹاور انہیں اکٹھا کر کے ٹی وی بکس کی طرف منتقل کردیتا ہے پھر وہی صورت ہوئی جاتی ہے جو ویڈیو کیسٹ کے رابطہ کی صورت میں ٹی وی سے ظاہر ہوتی ہے اور سارے مناظر نظر آنے لگتے ہیں ۔ چونکہ یہ آلات جدید ہیں اس لئے مذکورہ بالا تحقیق نہایت ضروری تھی اس تحقیق کے بعد یہ بات واضح ہو جاتی ہے کہ ویڈیو اور ٹی وی کے استعمال کرنےکا معاملہ بالکل گراموفون ، ٹیپ ریکارڈ اور آئینوں کے استعمال کرنے کے معاملے کی طرح ہے جس طرح بالاتفاق گراموں فون و ٹیپ ریکارڈ سے ہر وہ بات سنی جا سکتی ہے جس کا سننا ان کے بغیر بھی جائز ہے اور جس طرح آئینے کے اندر ہر ان چیزوں کو دیکھا جا سکتا ہے جس کا دیکھنا آئینے کے باہر بھی جائز ہے بالک اس طرح ویڈیو اور ٹی وی کے ذریعے ہر اس چیز کو دیکھا اور سنا جا سکتا ہے جس کا دیکھا اور سننا اس کے بغیر بھی جائز ہو ، رہ گئے وہ امور جن کا دیکھنا اور سننا ناجائز و حرام ہے چونکہ فلم میں جامد وغیر متحرک تصاویر ہی بنیاد ہیں اس لئے اس کو دیکھنے اور سننے کے تعلق سے جائز و ناجائز کا مذکورہ بالا فرق نہیں کیا جاسکتا ہاں اگر بالفرض کوئی ایسی فلم تیار کی جائے جس میں ایک بھی جاندار کی تصویر نہ ہو اور وہ حرام و ناجائز نغمات و حرکات سے ملوث نہ ہو تو اس کا بھی دیکھنے میں بالاتفاق کوئی مضائقہ نہیں ان تفصیلات کے بعد سائل کے سوال کو سمانے رکھتے ہوئے جواب کی یہ صورت ہوئی کہ ویڈیو کمیرے کے ذریعہ کسی طرح کی کوئی تصویر نہیں بنا۴ی جاتی لہذا جاندار کی تصویر کسی کی حرمت اور ممانعت کے جو نصوص ہیں اس کا اطلاق اس پر ہوتا ہی نہیں ، بیاہ شادی کے موقع کے وہ جائز مناظر جن کو دیکھنے اور سننے میں شرعاً کوئی مضائقہ نہ وہ تو ویڈیو اور ٹی وی کے ذریعہ بھی دیکھے اور سنے جا سکتے ہیں ۔۔۔۔۔ اس صورت میں اس بات کی احتیاط ضروری ہے آج کل شادی بیاہ میں بے پردگی اوعر بے حجابی کے سبب عورتیں ہر پرگرام میں پیش پیش نظر آتی ہیں اور گاتی بجاتی ہیں ویڈیو کو ان مناظر سے بچایا جائے اس لئے کہ جس طرح نا محرموں ک اان کو دیکھان اور ان کا گانا سننا حرام و ناجائز ہے اسی طرح ٹی وی پر بھی ان کو دیکھنے اور ان کے گانے بجانے سننے کا یہی حکم رہے گا ، علمائے کرام کی تقاریر ، نیز دینی و مذہبی پروگرام کی نشر و اشاعت کے لئے ویڈیو کا استعمال بالکل جائز ہے بلکہ جن علاقوں میں کوئی گھر ٹی وی سے خالی نہ ہو اور لوگ غیر شرعی پروگرام دیکھ دیکھ کر اپنے اخلاق و کردار کو خراب کر رہے ہوں ، نیز ان کے بچے بھی دیکھا دیکھی اس روش پر چل رہے ہوں نہایت مناسب عمل ہو گا اگر ویڈیو کے ذریعہ خالص دینی ،مذہبی ، علمی اخلاقی پروگراموں کو گھر گھر پہنچا کر ان کے افکارو نظریات کی اصلاح اور اعمال و افعال کی درستگی کی راہ نکالی جائے اور اس کے ذریعہ تبلیغ و ہدایت اور تعلیم و اصلاح کا کام انجام دیا جائے اسی طرح اگر ایک طرف لوگوں کو ٹی وی کے صحیح استعمال سے روشناس کرایا جا سکتا ہے تو دوسری طرف عظیم تعمیری کام بھی انجام دئیے جا سکتے ہیں اور وہ بھی حدود شرع میں رہ کر ۔ فقط انا لفقیر الی حضرۃ الرب الغنی السید محمد مدنی الاشرفی الجیلانی جانشین مخدوم الملت حضور ٘محد ث اعظم اہند علیہ الرحمہ والرضوان
-
وعلیکم ا السلام و رحمت اللہ و برکاتہ ، تاخیر کے لیئے آپ بھائیوں سے معافی چاہتا ہوں 1. Imam Jalalludin Suyuti (born in 849 Hijri) ne apni kitaab " Husnul Maqsad fi Amalil Mawlid (حسن المقاصد فی عملل مولد)" mein Jashne Milad un Nabi صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ manaane ko jaiz kaha. 2. Mulla Ali Qari - (1014 Hijri) ne apni Kitab "Al Morid ul Ruvi fi MaulidinNabi (صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ( المورد الروی فی مولد النبی صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم " mein Jashne Milad un Nabi صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ manaane ko jaiz kaha. 3. Muhaddis Imam Ibne Jawzi (born in 510hijri) ne Jashne Milad un Nabi صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ manaane ko jaiz kaha - kitab - Ibne Jawzi, Al Milad un Nabi. (المیلاد النبی صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم ) 4. Imam Shamsuddin al Juzri (660 hijri) ne Jaiz kaha -kitab - "Husnul Maqsid fi Amalil Mawlid" (حسن المقاصد فی عملل مولد) 5. Imam Nawawi ke shaykh Imam Abu Shama (born in 599 hijri) ne Jashne Milad un Nabi صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ manaane ko jaiz kaha - kitab- "Al Baais Ala inkaril Bada val Hawadis( الباعث علا انكار البدع و الحوادث) " and "Sublul Huda val Rushad by Imam Salihi. سبل الہدیٰ والرشاد)) 6. Imam Zahbi (673 hijri) ne Jashne Milad un Nabi صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ manaane ko jaiz kaha - kitab -"Sayer A'alaam ul nublaa (سیر اعلام النبلاء)" 7. Imam Ibne Kaseer (701 Hijri ) ne Al Bidaya wan Nihaya ( البدایہ والنھایہ) main Jashne Milad un Nabi صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ manaane ko jaiz kaha. 8. Imam Shamsuddin bin Naseeruddin Damashqi (777 hijri) ne apni Kitab "Mawridul Saadi fi Mawlidil Haadi ( مورد السعدی فی مولد الھادی )" main Jashne Milad un Nabi صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ manaane ko jaiz kaha. 9. Imam Ibne Hajar Asqalani (773 hijri ) - ne Jashne Milad un Nabi صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ manaane ko jaiz kaha - kitab - "Suyuti - Husnul Maqsad fi Amalil Mawlid (حسن المقاصد فی عملل مولد)" 10. Imam Shamsuddin al Sakhawi (831 h) ne Jashne Milad un Nabi صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ manaane ko jaiz kaha - kitab- "Sublul Huda val Rushad سبل الہدیٰ والرشاد) )by Imam Salihi 11. Imam Qustulani (851 hijri) ne apni kitaab "Al Mawahib ul Laduniya ( المواہب اللدنیۃ )" main Jashne Milad un Nabi صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ manaane ko jaiz kaha. 12. Imam Qutubudin Hanafi (988) ne Apni kitab "Al a'alaam ba Alaam e Baitillahil Haram ( الاعلام باعلام بیت اﷲ الحرام )" main Jashne Milad un Nabi صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ manaane ko jaiz kaha. 13. Imam Ibne Hajar Makki (909 hijri) ne Fatawa Haadisia ( فتاوا حادثیہ )mein Jashne Milad un Nabi صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ manaane ko jaiz kaha. 14. Shaykh Abdul Haq Muhaddis Dehelwi (958 hijri) ne "Ma sabat Bil Sunnah Fi Ayamil sunnah ( ما ثبت بالسُّنَّة في أيام السَّنَة )" main Jashne Milad un Nabi صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ manaane ko jaiz kaha. 15. Imam Zarqani (1055 hijri) ne "Sharah Mawahibul Laduniya ( شرح المواہب اللدنیہ )" main Jashne Milad un Nabi صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ manaane ko jaiz kaha. 16. Hazrat Shah Abdur Rahim Dehelwi ne Jashne Milad un Nabi صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ manaane ko jaiz kaha - kitab - "Al dur rus sameen الدرس الثامن ) )" 17. Shah Waliyyullah Muhaddis Dehelwi (1174 h) ne "Fuyuz ul Haramain ( فیوض الحرمین )" main Jashne Milad un Nabi صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ manaane ko jaiz kaha. 18. Haji Imdadullah Muhajir Makki (1233 h) ne "Shamaim e Imdadiya Aur Faisala e Haft Mas'ala ( شمائم امدادیہ اور فیصلہء ہفت مسئلہ )" mein Jashne Milad un Nabi صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ manaane ko jaiz kaha. 19. Maulana Abdul Hay Lakhnawi (1264 h) ne "Fatawa Abdul Hay ( فتاوا عبد الحیئ )" main Jashne Milad un Nabi صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ manane ko jaiz kaha. 20. Aalahazrat azeemul barkat Imam Ahmed Raza (1272) ne Jashn e Eid Miladun Nabi manaane ko jaiz kaha. Farmaate hainHashr tak Daalenge hum Paidaish e Maula ki DhoomMisl e faaras najd k qile giraate jaayenge.
-
Sunni tableegi Jamaat Ka Operation-16 Attari Mureedin-O-Talibeen K Lye Madani Phool-RADD-E-BADMAZHAB Ameer-e-AhleSunnat K Ata Karda Mureedin-O-Talibeen K Lye 15 Madani Phool...______________ 1> mazhab-e-muhazzab ahlesunnat wa'jamaat per mazbooti se qaaem rahiye aur bad mazhabon ki suhbat ko eemaan k lye zehr-e-qaatil samajhte hue is se her haal me bachte rahiye 2> imam-e-ahlesunnat mujaddid-e-deeno millat moulana shah imam ahmed raza khan علیہ رحمتہ الرحمٰنk bayan kerda tamam ter aqaaed o aimaal ain quran-o-hadees k mutaabiq hain lihaza in per mazbooti se jamey rahiye-aala hazrat ki tasaaneef :tamheed-ul-eemaan" aur "hussaam-ul-haramainka mutaala kerlijye ya parhwa ker sun lijiye-(ye dono kitaaben dunya me jahan jahan maktabatul madina qaaem hain wahan se hadiyatan talb farma lijiye)
-
Sunni tableegi Jamaat Ka Operation-15 Dawat-e-Islami k Isha'ati Idaray Maktabatul Madina K Shaya Kerda takhreej Shuda Al'malfooz Maaroof ba (Malfoozaat-e-Ala Hazrat) Ki Jild 1 Page-90 se iqtibaas ____________________ Aaala Hazrat Azeemul Barakat Moulana Al Shah Imam Ahmed Raza Khan (Allah ki unper rehmat ho) farmatey hain: "Dekho narmi ke jo fawaaed hain wo sakhti me hargiz haasil nahi ho sakte, agar us shakhs se sakhti barti jaati to her giz ye baat na hoti-jin logon k aqaaed muzabzab (yaani daanwa dol) hon unse narmi barti jaaey k wo theek hojaaen, ye jo wahabiya main barey barey hain in se bhi ibtidaa'an buht NARMI ki gai........" *************************** Subhaan'Allah saabit hua k Dawat-e-Islami ka andaaz-e-tableegh 100% aala hazrat ki taleemaat o irshadaat k mutabiq hai.. 1>Dawat-e-islami ne aaj isi narmi ko apnaatey hue hazaaron nahi balkey lakhon nojawano ko gunahon ki daldal se nikaal ker nekiyan kerne wala bana diya 2> Ghair muslimon ko musalmaan bana diya 3> bad Mazhabon ko Sunnaton ka aashiq bana diya...Tana Tan Sunni Razavi bana diya.... 4> Beshak Dawat-e-Islami faizan-e-aala hazrat hai.... Allah karam aisa karey tujh pe jahan me...Ai Dawat-e-islami teri dhoom machi ho..aameen!!!
-
Sunni tableegi Jamaat Ka Operation-14 Is Jhooti Tanzeem ka ek Ilzam ye bhi hai ke Dawat-e-islami Deobandion ka Khula Radd nhi Kerti- JAWAB: Huzoor faqeeh-e-millat jalalat-e-ilm o amal hazrat allama moulana mufti jalaluddin ahmed amjadi sahib Alaih Rehma ka tasdeeq shuda ek fatwa::: Mas’ala:::&--#62; tehreek dawat-e-islami k log deobandio ka khula radd nahi kerte, to inke is tareeqa-e-kaar se sunniyat ka nuqsan puhnchta hai ya faaeda? Aljawab:::&--#62; tehreeq dawat-e-islami k tareeqa-e-kar se siwae faede k sunniyat ka koi nuqsaan nahi- kyunke fariza-e-tableegh ko anjaam dene k lye zaruri nahi k khula radd hi kiya jaaey- balke halaat o maslehat k pesh-e-nazar narmi o mulaaemat ka pehloo qabool-e-haq k lye zyada muawun o madadgar hota hai- jesa k hazrat moosa o haroon علیٰ نبینا وعلیہ الصلوٰتہ والسّلام ko jab fir’oun ki terf tableegh k lye bheja gaya to bawajood ye k us na muraad ne rabb hone ka dawa kiya tha- phir bhi narmi o mulaaemat se samhjane ki baat kahi gai- Irshad-e-Baari Taala hai فقولا لھ قولا لین (سورہ طٰہ، پارہ۷ آیت ۴۴) neiz manfa’at (faaede) ki gharz se ahle baatil ka khula radd na kerna aur ikhtilaafi masaael chhere bagher unhe dawat dena k wo hum se qareeb ho ker hamari baten sunen taake mazhab e haq qabool kerne k lye rasta hamwar ho, ye andaz-e-tableegh qur’aan se sabit hai- jesa k Allah ka irshad hota hai:قل یا اھل الکتاب تعالوا الی کلمتھ سواء بیننا وبینکم (پارہ ۳ سورہ آل عمران، آیت ۶۴) lihaza dor-e-hazir me jab deobandio ki tableeghi jamaat namaz ki aar le ker apne aqaaed e batila ko phela rahi hai aur sunniyat ko zabardust nuqsan puhncha rahi hai- inki aksar masjiden veeran hain, rah-e-sunnat se kaafi doori paai ja rahi hai aisay mahol me aik aisi tehreek ki zaroorat thi jo awaam me pheli hui bad amali ko door kare- veeran masjidon ko abaad kare- logon ko rah-e-sunnat per chalne ki talqeen kare aur sath hi deobandio k phelaey hue aqaaed-e-batila ki rok thaam ker k maslak-e-ala hazrat ko farogh de aur بحمد اللہ تعالیٰ tehreek dawat-e-islami apne munfarid tareeqa-e-kar se apne mission me kafi had tak kamyaab nazar aati hai- Chunanche apne dor k ahle sunnat wa jamaat k jayyed aalim-e-deen , azeem mufti shaareh bukhari hazrat allama mufti Muhammad shareef ul haq amjadi Alaih Rehma tehreer farmate hain……Molana Ilyas sahib (Ameer-e-tehreek Dawat-e-Islami) itna azeem-ul-shan, aalamgeer pemaaney per kaam ker rahe hain jiske nateeje me laakhon bad aqeeda, sunni sahi-ul-aqeeda hogaey- aur lakhon shariyat se bezaar afraad shariyat k paband hogaey- barey barey lakh pati, graduate ne daarhiyan rakheen- amama bandhne lagey- paanchon waqt baa jamaat namazen parhne lagey aur deeni baton me dil chaspi lene lagey- dusrey logon me deeni jazba peda kerne lagey- (Mahnama Ashrafiya January 2000) aur bilashuba ameer-e-dawat-e-islami k karnaamo se sunniyat hi ko faaeda puhncha hai-
-
STJ FAREB NO.7 KA OPERATION -JHOOTA ILZAAM K TV SE SARKAR SALALLAHO ALAIHI WASALLAM KI AWAZ AAYEE (MAAZALLAH) JHOOTI TANZEEM SUNNI TABLEEGI JAMAAT NE APNI DUKANDARI CHALANE K LIYE AAQA SALLALLAHO ALIHE WASALLAM PAR JHOOT BANDHA, YE JAN'NAY K LIYE NICHAY DEKHIYE PYARE ISLAMI BHAIYO JAHAN IS JHOOTI TANZEEM SUNNI TABLEEGI JAMAAT NE HASAD AUR JALAN KI BINA PAR DAWATEISLAMI PAR BE BUNIYAD JHOOTE ILZAM LAGAYE HAIN US MEIN EK ILZAM YE BHI HAI YE JO NEECHAY PICTURE AAP DEKH RAHE HO ISME AISA LIKHA HUA HAI HI NAHI K TV SE AAQA SALLALLAHO ALIHE WASALLAM KI AAWAZ AAI PAR IS SUNNI TABLEEGI JAMAAT NE APNI FITRAT K MUTABIK DAWATEISLAMI PAR ILZAAM LAGATE HOWAY YE JHOOT BOLA K AAQA SALLALLAHO ALIHE WASALLAM KI AWAZ T V SE AAI YE HAI US BOOK KI LINK AAP PURI BOOK PADHO AAP KO YE KAHIN LIKHA NAHI MILEGA K AAQA SALLALLAHO ALIHE WASALLAM KI AAWAZ TV SE AAI http://www.facebook.com/album.php?aid=44895&id=100000590467970 JAB AAQA SALLALLAHO ALAIHE WASALLAM KI AWAZ T V SE AAI HI NAHI TO FIR YE TO AAQA SALLALLAHO ALAIHE WASALLAM PAR JHOOT BANDHNA HUA AUR JO AAQA SALLALLAHO ALAIHE WASALLAM PAR JHOOT BANDHE US KE BAARE MEIN MERE AAQA SALLALLAHO ALIHE WASALLAM KA FARMANE IBRAT NISHAN HAI HADEES PAK KA MAFHOOM HAI KE "JO JAAN BOOJH KAR MUJH PAR JHOOT BANDHE WO APNA THIKANA JAHANNUM BANALE " AB AAP HI BATAO KYA AAP IS JHOOTI SUNNI TABLEEGI JAMAAT KA SAATH DO GAY JIS NE APNI DUKANDARI CHALANE K LIYE JHOOT K MUAMLE ME AAQA SALLALLAHO ALIHE WASALLAM KO NAHI CHORRA AAQA SALLALLAHO ALIHE WASALLAM KI SHAAN ME GUSTAKHI KI IS PAR ALLAH AZZAWAJAL KI KITNI LANAT BARAS RAHI HO GI KYA HUM ISKA BOYCOT NAHI KAREN GE BILKUL KAREN GE AUR DANKE KI CHOT PAR KAREN GE AUR GUSTAKHO KO DIKHA DENGE KI AAQA SALLALLAHO ALIHE WASALLAM K DIWANE ABHI ZINDA HAIN BATALADO DUSHMANE DEEN KO GAIRATE MUSLIM ZINDA HAI DEEN PAR MAR MITHNE KA JAZBA KAL BHI THA AUR AAJ BHI HAI
-
Sunni tableegi Jamaat Ka Operation-3 Humey Bataatey huey sharm aa rahi hai magr Sunni Tableegi Jamaat K FItnabaazon ko jhoota propaganda kerte aur awam ki aankhon me dhool jhonkte hue zara sharm-o-haya na aai...apni website me Risalay k hawaley se likha hai k "Frishtey Sarkar ko yaad dilaaney dusri martaba aaey" jab k inhi ka diya gaya Risalay Ka Scan Page inke jhoot ka pol khol raha hai kyunke wahan aisa kuch nahi likha hua aur na ksi jumley se ksi qism ki tauheen ka koi pehloo nikalta hai lihaaza iske siwa kya kaha ja sakta hai k' SHARM TUM KO MAGR NAHI AATI Note: Risala "Sarkar ka pegham Attar k naam" maqbool-e-aam hai aur ulama-e-ahlesunnat ki jaanib se is per koi sharai aitraaz ab tak saamne nahi aaya.