AQAL SY KAM LO PHELAY NAFA BAKASH AUR NAFA O NUQSAN K IKEHTEYAR RAKHNAY MAIN FARAQ TU JAAN LO PHIR BAAT KRNA
TUJAY TU ABHI TAQ NAFA BAKASH AUR NAFAH O NUQSAN MAIN IKEHTEYAR RAKHNAY MAIN FARAQ KA HI NAHI ILM
NAFA O NUQSAN KA IKETEYAR SIRF ALLAH K HATH MAIN HAI NA K KASHTEY, LOHAY, JOWAY WAGAIRA K HATH MAIN.HAAN YEH NAFA BAKASH ZAROOR HAIN MGR NAFA O NUQSAAN K MALIK NAHI HAIN
JAB ALLAH IRSHAD FARMA RAHA HAI K
"AY NABI S.A.W IN SY KEH DEYJAIAY K MAIN TUMHARAY NAFA O NUQSAN MAIN KUCH IKEHTEYAR NAHI RAKHTA ( SURAH JIN AYAT 21)"
TU TUM KO ALLAH KI BAAT PEH BHI YAQEEN NAHI AA RAHA TUM KIS MATEY SY BANAY HOWAY HOO?
AGR NABI S.A.W NAFA O NUQSAN KA IKEHTEYAR NAHI RAKH SKTAY TU YEH LOHA, KASHTEY, JOWA WAGAIRA NAFA O NUQSAN KA IKEHTEYAR KAISAY RAKH SKTA HAI???????
ALLAH NAY APNEY AYAAT KHOOL KHOOL K BEYAN KI HAIN JIN LOOGOON K DILOON PEH MOHAR LAGEY HOI HAI UN KO WAZIHA AYAT BHI SAMHAJ NAHI AA SKATEY