Qufl e Madinah
اراکین-
کل پوسٹس
2,216 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
5
سب کچھ Qufl e Madinah نے پوسٹ کیا
-
madina aj hamaray muashray men baad az marg pai janay wali bohat si khilaf e shara rasoom pai jati hain yahan ham un khilaf e shara baton ko mention karengay:
-
Warahamtullahi Wabarakatuhu Wamagfiratuhu , sister.......share karnay k liye
-
Madani In a'amat (islami behnon k liye)
Qufl e Madinah replied to Faizan e Attar@Madani Inaamat's topic in گفتگو فورم
-
Madani In a'amat (islami behnon k liye)
Qufl e Madinah replied to Faizan e Attar@Madani Inaamat's topic in گفتگو فورم
Mohtaram Islami Behno aur Islami Bhaiyu! تبلیغ قرآن و سنّت کی عالمگیر غیر سیاسی تحریک،دعوت اسلامی کے مدنی ماحول سے ھر دم وابستہ رہیے۔الحمد للہ عزوجل سنتوں بھری زندگی گزارنے کے لیے عبادات و -
Farman e Mustafa hai:Jo shaks meri Ummat tak koi islami baat puhnchaye ta k us say Sunnat Qaim ki jaye ya us say badmazhabi dur ki jaye to wo Jannati hai. (Hulyat ul Ooliya jild 10,page 45,Hadees 14466 Dar ul kutab ul ilmia Bairut)
-
Raat Bhar Main 1000 Masaail Hall
Qufl e Madinah replied to Shareef Raza's topic in اسلامی حکایات و واقعات
Nice & Informative Post........ -
Main Musalman nahi kehna kesa ???
Qufl e Madinah replied to Mureed-e-Attar's topic in فتاوی اور شرعی مسائل کا حل
Nice Sharing............Jazakallahu kahira -
Hazrat e Syeduna Anas bin Malik say Riwayat hai k Allah ko ye Baat Sab say Ziada Pasand hai k wo Banda e Momin ko Biwi Bachun k Saath Dastar Khawan per Baith kar khata daikhay Q k jab Dastar Khawan per sab jama'a hotay hain to Allah unko Rahmat ki nigah say daikhta hai aur juda honay say pehle pehle Un sab ko Bakhsh daita hai.(Tanbehul Gafeleen page 343)
-
Warahmatullahi Wabarakatuhu Wamagfiratuhu Ye Pages Ameer e Ahlesunnat Damat Barkatuhumul Aalia k Risala AADAB E MADINAH say liye gaye hain........Insha Allah inko parnay k Baad Dil Bagh e Madinah ban jaye ga
-
Madani In a'amat (islami behnon k liye)
Qufl e Madinah replied to Faizan e Attar@Madani Inaamat's topic in گفتگو فورم
-
Madani In a'amat (islami behnon k liye)
Qufl e Madinah replied to Faizan e Attar@Madani Inaamat's topic in گفتگو فورم
-
Madani In a'amat (islami behnon k liye)
Qufl e Madinah replied to Faizan e Attar@Madani Inaamat's topic in گفتگو فورم
-
, .........Nice Sharing Dawat e islami ki Qayyum,saray jahan main mach jaye dhoom Iss pay fida ho bacha bacha,Ya Allah Meri jholi Bhar day
-
sis section visit karnay ki niyyatain
Qufl e Madinah replied to Madinah_Madinah's topic in گفتگو فورم
Warahmatullahi Wabarkatuhu Wamagfiratuhu Sab say pehle to Jazakillahu khaira madinah madinah sisk Aap ny 1 mufeed mashwara Atta kia aur Buhat achi achi Niyyatain Share keen.Hamaray Madani Ina'am main say 1 per Amal karnay main aasani paida ki. Allah Azzawajal hamain Har jaiz kam say pehle Achi Achi Niyyatain karnay ki Sa'adat naseeb farmaye.Aameeeeeeen Bijahinnabiyel ameen MAZEED KUCH MADANI NIYYATAIN یاعطار K 6 HAROOF KI NISBAT SAY 6 MADANI NIYYATAIN 1)Post karnay ya kisi b post ka Reply karnay say Pehle Parhun aur likhun gee.(Ho skay to Darood e Pak likhnay ki b niyyat kar li jaye,aap ki post ko parnay say pehle jo jo Darood e pak parhay ga Insha Allah Azzawjal us ka Sawab aap ko milay ga, Aur Bapa jaan Damat Barakatuhumul Aalia ki Tehreerun aur Bayan ka Aagaz b Hamad,Tawuz,Tasmia Shareef aur Salat o salam say he hota hai) 2)"Puhncha Do meri Taraf say agarchay 1 he aayat ho" Is Hadees e Mubarka per Amal karnay ki niyyat say apna Ilm dusrun tak puhchaun gee. 3)Apni Moderator ki Ita'at karun gee(Shariyat k Dairay main reh kar) 4)Kisi b islami Behn ki chugli,geebat ya us k baray main badgumani nahi rakhun gee.Jhuth nahin bolun gee aur wa'ada khilafi b nahi karun gee. 5)Jo Kuch yahan say seekhun gee wo dusrun ko sikhaun gee. 6)Dawat e islami ki istilahaat apni guftagu main istimal karun gee Insha Allah Azzawajal..... Duaoon ki Madani Iltija -
Madani In a'amat (islami behnon k liye)
Qufl e Madinah replied to Faizan e Attar@Madani Inaamat's topic in گفتگو فورم
Ye thay 63 Madani Ina'amat.Insha Allah Azzawajal Radaye Rab ul Aanam k Kaam,Qufl e Madinah karkardagi aur Attar Damat Barakatuhumul aalia ki Ajmairi,Baghdadi,Makki aur Madani Baitiyaan aur Bapa jaan ki Special Dua ye insha Allah Azzawajal Jald he post karnay ki sa'ae karun gee aur in 63 Madani Ina'amat ki Details Insha Allah Azzawajal post hoti rahin gee ta k Islami Behno ko in Madani Ina'amat ko samajhnay aur in per Amal karnay main aasani ho....... Allah Azzawajal say Dua hai k Murshid Pak k sadqay hamain Ikhlas k Saath in Madani ina'amat per Amal karnay ki toufeeq atta farmaye aur Istiqamat b atta farmaye.... Aameeeeeeen Bijahinnabiyel ameen -
Madani In a'amat (islami behnon k liye)
Qufl e Madinah replied to Faizan e Attar@Madani Inaamat's topic in گفتگو فورم
HAFTAWAR(WEEKLY),MAHANA(MONTHLY)&SALANA(YEARLY)MADANI INA'AMAT -
Madani In a'amat (islami behnon k liye)
Qufl e Madinah replied to Faizan e Attar@Madani Inaamat's topic in گفتگو فورم
3RD(TEESRA)DARJA:12 MADANI INA'AMAT -
Madani In a'amat (islami behnon k liye)
Qufl e Madinah replied to Faizan e Attar@Madani Inaamat's topic in گفتگو فورم
2ND DARJA:18 MADANI INA'AMAT -
Madani In a'amat (islami behnon k liye)
Qufl e Madinah replied to Faizan e Attar@Madani Inaamat's topic in گفتگو فورم
YOMEEIYA(DAILY) 47 MADANI INA'AMAT PEHLA DARJA:17 MADANI INA'AMAT -
Madani In a'amat (islami behnon k liye)
Qufl e Madinah replied to Faizan e Attar@Madani Inaamat's topic in گفتگو فورم
MADANI INA'AMAT KA RISALA MULAHIZA FARMAIN: -
Madani In a'amat (islami behnon k liye)
Qufl e Madinah replied to Faizan e Attar@Madani Inaamat's topic in گفتگو فورم
Warahmatullahi Wabarkatuhu Wamagfiratuhu Ameer e Ahlesunnat Damat Barakatuhumul Aalia Irshad Farmatay hain: Zindagi Barf ki tarhan pighalti ja rahi hai.Mot apni tamam tar sakhtiyun samait peecha kiye chali aa rahi hai.Anqareeb Marna,Andhairi Qabar main Utarna aur Apni Karni ka phal Bhugatna paray ga. "Yaqeenan Wo Log khushnaseeb Hotay Hain jo marnay say Qabl Mout ki tayyari kar laitay hain" Meethi Meethi islami Behno! Hamara Har kam Chahay Acha ho ya Bura ! uska asar hamaray batin per zarur parta hai.Buray Amal ka asar to ye hai k gunah kartay he hamaray dil per aik siah nuqta laga dia jata hai.jab k naiki k sabab hamaray gunah mit jatay hain.Jaisa k Quran e Kareem main Irshad Huwa: Tarjuma e Kanz ul Iman:"Byshak Naikiyan Buraiyun ko Mita daiti hain" Chunachay Naikiyun ki barkat say Dil saaf o shifaf ho jatay hain aur Dil he Insani jism ka Badshah hai.Hadees Pak main hai:"Agar Dil Durust ho jaye to sara Jism he durust rehta hai" aur insan Sahib e Rohaniyat ban jata hai Phir wo Bari Bari Ibadaat Pabandi o istiqamat k saath baja lata hai. Manqool hai k Sarkar e Ghous e Pak Aur Hazrat Imam Abu Hanifa nay 40 Saal tak Isha k wazu say Fajar ki namaz ada farmai. Yani Sari Sari Raat Ibadat kartay rehtay aur Hazoor e Ghous e Pak 25 saal tak Mulk e Iraq k janglaat main ibadat kartay rahay.Kai Kai Din Faqoon main Guzar jatay.Dusray kai Bazurgoon k Baray main b isi qisam k waqiyat o haalat miltay hain.Ooliya e Kiram nay kai bars musalsal rozay rakhay.Rozana kai kai 100 Nawafil ada farmatay.Din bhar main Pura Pura Quran Parh laitay.kai kai 1000 Darood e Pak Rozana partay. YE SAB KUCH KAISAY HO JATA.........?? WO PABANDI K SAATH AISAY AZEEM USH SHAN AAMAL KAISAY SARANJAM DAY LAITAY THAY.....??? AAKHIR WO KONSI TAAQAT THI.........??? Us Taqat ka Naam ROHANIYAT hai.Allah Azzawajal jisay Rohaniyat atta farma daita hai us k liye mushkil tareen muamlaat b aasan ho jatay hain aur rafta rafta ISTIQAMAT b naseeb ho jati hai. Magar ibtida main apnay NAFS per jabar karna parta hai.Ibadaat main dil na lagnay k bawajud aamal e saaleha ko baja lana ho ga.kuch arsa baad Insha Allah Azzawajal jab Dil main Rohaniyat ki kirnain roshan hun gee to ISTIQAMAT b mil he jaye gee. Bazurgoon ka Qool hai:"Istiqamat Barh kar hai Karamat say" Magar is k liye Har Amal main IKHLASS hona zaruri hai. ATTA KAR DAY IKHLAS KI MUJH KO DOLAT NA NAZDEEK AAYE RIYA YA ILAHI MERA HAR AMAL BUS TERE WASITAY HO KAR IKHLAS AISA ATTA YA ILAHI Aur Hamara DAWAT E ISLAMI k Pakiza Mahool say Wabasta hona b Rohaniyat he ki talash hai.Agar hm jazbay aur ikhlas k saath deeni kamoon main masroof rahain gee to Insha Allah Azzawajal Rohaniyat ki manzilain tay karti jain gee.kyunki har kam chahay DEENI ho ya DUNYAVI ! us ka koi na koi maqsad zarur hota hai aur us maqsad ko samnay rakhtay huwe manzil tak puhnchnay ki koshish ki jati hai. TABLEEG E QURAN O SUNNAT KI ALAMGEER GAIR SYASI TAHREEK DAWAT E ISLAMI NY HMAIN BUHAT HE PYARA MADANI MAQSAD ATTA KIA HAI AUR WO YE HAI K: "MUJHE APNI AUR SARI DUNIA K LOGON KI ISLAH KI KOSHISH KARNI HAI INSHA ALLAH AZZAWAJAL" Apni islah k liye MADANI INAMAT per amal aur sari duniya k logon ki islah k liye GHAR K MARDOON KO MADANI QAFILOON MAIN SAFAR karwana hai. Apni Aakhirat sanwarnay,Gunhoon say Bachnay aur Naikiyan karnay ka jazba ly kar is Madani Maqsad ko panay main Masroof ho jaiye aur Rozana Fikr e Madinah kartay huwe Din Bhar ki naikiyun ka jaiza laina apna mamul bana lijiye.Jistarhan aik dukandar Rozana Sham k Waqt Dukan Band kartay waqt apni din bhar ki kamai ki ginti karta aur Nafa ya Nuqsan ka jaiza laita hai.Usi tarhan Hamain b Rozana Raat Sonay Say Qabl Apna Ahtasab kar laina chaheye. K aaj din bhar main kitni Naikiyan keen aur kitnay Gunahoon ki irtikab kiya.Naikiyun ki Toufeeq mil janay per Shukr e khudawandi Baja lana aur Gunah Sarzard ho janay per Toba o Istagfar karna he apna Ahtasab hai.Isi Ahtasab ko MADANI MAHOOL main FIKR E MADINAH kaha jata hai. ALHMDULILLLAH AZZAWAJAL QIBLA AMEER E AHLESUNNAT DAMAT BARAKATUHUMUL AALIA NY HAMARAY LIYE AHTASAB K AMAL KO AASAN BANATAY HUWE 63 MADANI INA'AMAT KA RISALA MURATAB FARMAYA HAI.JO SAWALAT KI SURAT MAIN HAI AUR AIK KHOBSURAT RISALAY KI SHAKAL MAIN HAMARAY PASS MOJUD HAI JIS KA MAQSAD APNAY MUREEDEEN.TALEBEEN,MUHEBEEN SAMAIT TAMAM MUSLEEMEEN MAIN KHASUSI NIKHAR PAIDA KARNA HAI. -
Madani In a'amat (islami behnon k liye)
Qufl e Madinah replied to Faizan e Attar@Madani Inaamat's topic in گفتگو فورم
Madinah.......Nice Sharing -
Meethay Meethay Aaqa Farmatay hain: Main Shab e Meeraj aisi Qoom k pass say guzra jo apnay chehroon aur seenun ko tanbay k nakhunun(Nails) say cheel rahay thay.Main ny Pucha,Ay Jebra'eel(Alaihussalam) ! Ye kon log hain?? Kaha,Ye logon ki Geebat kartay aur un ki izzat kharab kartay thay. (Sunnan Abu Dawud Shareef jild 2 page 313)