Jazakillahu khaira Ss..............
Aap ny bilkul baja farmaye k ye Ulma e kiram ka kaam hai hmaray to apnay he aqaid main pukhtagi nahi hai.........hmain to Allah aur US k Mahboob ki ita'at karni Chaheye.
Badmazhaboon k baray main Hadees Pak main farmaya gaya hai k:
"Hazrat Anas say riwayat hai k Aaqa ny farmaya k jab tum kisi badmazhab ko daikho to us k samnay turshrui say paish aao islilye k Allah har badmazhab ko dushman rakhta hai."(Ibn e Asakr)
Jab Allah aur Meethay Aaqa un ko dushman rakhtay hain aur un say qata'a ta'aluq ka hukm dia hai to hmain to un say dur he rehna chahaye aur baqi kaam ulma e kiram per chor dain to behtar hai.........
Allah hmain Aaqa k sadqay badmazhaboon ki Suhbat say bachaye.aur hamara Iman Salamat rakhay Aameeeeeeeen Bijahin nabi yel ameen