Jump to content

Qufl e Madinah

اراکین
  • کل پوسٹس

    2,216
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    5

سب کچھ Qufl e Madinah نے پوسٹ کیا

  1. , bahut achi info share ki aap ny......
  2. Sis in fatawas say pata chala k Islami Bhnain baloon ko Colour karwa skti hain sirf Black colour use na karain... Was'salamu Ma'alikram
  3. , 4 Sharing... Allah Pyaray Aaqa k sadqay aap k ilm o amal main izafa farmaye Aameeeen Bijahin nabi yel ameen
  4. سنت مؤکدہ: وہ جس کو حضورصلی اللہ علیہ وسلم نے ہمیشہ کیا ہو البتہ کبھی ترک بھی فرما دیا ہو(نہ کیا ہو)وہ کہ اسکے کرنے کی تاکید فرمائی اس کا کرنا ثواب اور نہ کرنا بہت بُرا۔ یہاںتک جو اس کے چھوڑنے کی عادت ڈال لے وہ عذاب کا مستحق ہے۔ سنت غیرمؤکدہ: وہ کہ اسکا چھوڑنا شریعت کو پسند نہیں۔اسکا کرنا ثواب اور نہ کرنا اگرچہ بطور عادت ہو عتاب کا موجب نہیں۔ سنت مؤکدہ پڑھنے کا طریقہ یہ ہے کہ قعدہ اُولٰی میں صرف تشہّد تک پڑھتے ہیں دُرود پاک اور دعا نہیں پڑھتے اور تیسری رکعت جب شروع کرتے ہیں تو سورہ فاتحہ سے کرتے ہیں۔ اور سنت غیرمؤکدہ میں قعدہ اُولٰی میں تشہّد کے بعد دُرودِ پاک اور دعا بھی پڑھنی ہے یعنی آخرتک سب کچھ پڑھنا ہے اور تیسری رکعت کےلیے کھڑے ہو جانا ہے اور تیسری رکعت میں ثناءسے(یعنی سبحانکاللھم سے) پڑھنا شروع کرنا ہے۔ باقی طریقہ وہی ہے۔ بس عصر کی اور عشاء کی پہلی چار سنتیں غیرمؤکدہ ہیں والسلام مع الاکرام
  5. Marhaba........Welcome to Islami Mehfil Umeeed hai k aap Naiki ki dawat ko aam karanay main hamare saath bharpur ta'awun karain gay..... Was'salamu Ma'alikram
  6. , Bahut he piyara kalam share kia hai... 4 sharing
  7. IN the Menu Bar Click on Action<<Join a chat Room<<Asia,Pasific,Oceania<<Pakistan<<Voice of Ahle Sunnat waj jama'at Was'salamu Ma'aikram
  8. Shajrah Shareef main Page # 5 main 1st point main ye baat likhi hui hai k: Shajrah e Aaliya Qadriah parhnay ki Har us Islami bhai aur bhan ko ijazat hai jo silsila e aaliya Qadriah Razawiah main dakhil hai... Every Islamic brother/sister who has entered the Qadiriya Razaviya saintly line is authorised to recite Shajra-e-Aaliya Qadiriya. Meri Naqis Malumat k mutabiq jo Qadri,Razavi,Ziai,Attari silsilay main Bai'at nahi un ko Shajrah Shareef k aurad o wazaif parhany ki ijazat nahi hai......... واللھ تعالٰی اعلم ورسولہ اعلم Agar mujhe galati karta huwa pain to Braye karam Islah farma dain.... Was'salamu Ma'alikram
  9. Marhaba..........WELCOME to Islami Mehfil Please keep in touch with islamimehfil. u'll gain a great source of knowledge here. Was'salamu Ma'alikram
  10. , , Sunnat ki Bahar i Faizan e Madinah main Faishon ko Haya i Faizan e Madinah main 4 Sharing Was'salamu Ma'alikram
  11. My Shweet Asma Kaisi ho aap.....???hmmm to aap ki mama aap ki taraf say reply nahi kartin,post k reply k mu'amlay main aap ko apni mama say Madani zid ki ijazat hai....smile Bahut khusi hui aap ny Duain yaad ki hain......Allah aap ko in duaon ko hamesha yaad rakhnay aur parhnay ki sa'adat naseeb farmaye.Aameeen hmm Shweet asma bhan bhaiyun main to ye sab chalta he rehta hai...... aap ki Baatain sun kar Dawat e islami k Madani Mahool ki barakat samnay aati hai k Is meethay meethay Madani Mahool say t'aluq rakhne wale apne Bacho ko Shuru say he Namaz ka zehan daite hain.....Baita Hamesha Namaz ko Qaim karti rehna.... acha to Asma ab Madani zid kar k aap apna reply add karwati rehna........Bal k Dua ye hai k aap ko jaldi say typing aa jaye aap seekhnay ki bharpur koshish kiye karo jald he aap achi typist ban jao gee phir hm aap ki posts IM per daikhain gay. Allah Pyaray Aaqa k sadqay Madani Soch aap ko atta farmaye Aameeen Bijahin nabi yel ameen aur haan har namaz k Baad apni is khala k liye zarur dua karna..... Was'salamu Ma'alikram
  12. , NOTE: Dawat e islami ki Website per ab New Rasil aur Vcd's available hain...... Was'salamu Ma'alikram
×
×
  • Create New...