Qufl e Madinah
اراکین-
کل پوسٹس
2,216 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
5
سب کچھ Qufl e Madinah نے پوسٹ کیا
-
Imam e Azam Radi Allahu Anhu ki wasiyatain
Qufl e Madinah replied to Qufl e Madinah's topic in دیگر اسلامی مواد
-
Imam e Azam Radi Allahu Anhu ki wasiyatain
Qufl e Madinah replied to Qufl e Madinah's topic in دیگر اسلامی مواد
-
Imam e Azam Radi Allahu Anhu ki wasiyatain
Qufl e Madinah replied to Qufl e Madinah's topic in دیگر اسلامی مواد
-
Imam e Azam Radi Allahu Anhu ki wasiyatain
Qufl e Madinah replied to Qufl e Madinah's topic in دیگر اسلامی مواد
-
Imam e Azam Radi Allahu Anhu ki wasiyatain
Qufl e Madinah replied to Qufl e Madinah's topic in دیگر اسلامی مواد
-
Imam e Azam Radi Allahu Anhu ki wasiyatain
Qufl e Madinah replied to Qufl e Madinah's topic in دیگر اسلامی مواد
-
Imam e Azam Radi Allahu Anhu ki wasiyatain
Qufl e Madinah replied to Qufl e Madinah's topic in دیگر اسلامی مواد
-
Imam e Azam Radi Allahu Anhu ki wasiyatain
Qufl e Madinah replied to Qufl e Madinah's topic in دیگر اسلامی مواد
-
Imam e Azam Radi Allahu Anhu ki wasiyatain
Qufl e Madinah replied to Qufl e Madinah's topic in دیگر اسلامی مواد
-
Imam e Azam Radi Allahu Anhu ki wasiyatain
Qufl e Madinah replied to Qufl e Madinah's topic in دیگر اسلامی مواد
-
Imam e Azam Radi Allahu Anhu ki wasiyatain
اس ٹاپک میں نے Qufl e Madinah میں پوسٹ کیا دیگر اسلامی مواد
-
TARBEYATI COURSE FOR ISLAMIC SISTER
Qufl e Madinah replied to Faizan e Attar@Madani Inaamat's topic in گفتگو فورم
-
Nice Sharing......
-
Nice & informative Sharing...... 4 Sharing
-
Aap is Book ko www.faizaneattar.net say download kar skte hain. Book ko Direct link say download karne k liye Yahan click karain. wassalamu ma'alikram
-
Apna Nick Change karne k liye aap Admin Bhai "Shareef Raza" say contact karain. wo aap ka nick change kar dain gay... Was'salamu ma'alikram
-
Dars e Nizami k Tulaba o Talibat k liye Double 26 Niyyatain 1.Riza e ilahi ko paish e nazar rakhte huwe is niyyat say parhun ga/gee k "Mujhe apni aur sari dunia k logon ki islah ki koshish karni hai" 2.T'azeem e ilm k liye saaf suthray kapre pehnun ga/gee. 3.Darjah(class) main jane say pehle wuzu kar liye karun ga/gee. 4.Darjah k kamray(room) ki taraf jate huwe har qadam per Talib ul ilm ki fazeelat paun ga/gee. 5.Nigahain jhuka kar rakhun ga/gee. 6.Raste main milne wale islami bhaiyun/bahno ko salam karun ga/gee. 7,8.Moqa mila to naiki ki dawat paish karun ga/gee.(Yani amar bil m'arouf o nahiyun anil munkar karun ga/gee). 9.Darjah main dakhil hote waqt salam karun ga/gee. 10.T'aleemi saal k aagaz per makhsoos jagah per baithne k liye kisi say jhagra nahi krun ga/gee. 11.Doran e parhai,agar koi meri jagah per baith chuka huwa to narmi k saath wahan say uthne ki request karun ga/gee basurat e deegar sabr karun ga/gee. 12.Darjah main baithne ki wajah say naik suhbat k fazail hasil karun ga/gee. 13.Deeni kutub ka adab karun ga/gee. 14.Dars ki jagah ka adab karun ga/gee. 15.sabaq Shuru karne say pehle T'awuz aur tasmiyah parhun ga/gee. 16.Nabi e pak per durud e pak parhun ga/gee. 17.Ustaz/ustani ki ziarat kar k aalim/aalima ki ziarat k fazail hasil karun ga/gee. 18.Ustaz/ustani ki baat tawaju say sunun ga/gee. 19.agar koi baat samjh main na aai to puch lun ga/gee. 20.fuzul aur bymahal suwalat kar k apnay saathi Tulaba/talibat aur ustaz ko kofat main mubtala nahi karun ga/gee. 21.Qilat e faham(kam samjhi ya kundzahni) per sabr karun ga/gee. 22.kasrat e faham(zahanat) per shukar karun ga/gee aur takabbur say bachun ga/gee. 23.Agar Ustaz Sahab/Ustani Sahiba ya nazim/nazima ny kabhi dant dia to khamosh rah kar sabr karun ga/gee. 24.Aik Ustaz Sahab/Ustani Sahiba ki kamzorain dusray/dusri ko bata kar unhain aapas ki ranjish main mubtala karne main hisadar nahi banun ga/gee. 25.jaiz sifarish karne ka moqa mila to zarur karun ga/gee. 26.jamia k jadwal per amal karun ga/gee. 27.Agar mujhe shikayat ki wajah say koi saza milli to main usay saza dilwane k liye moqa ki talash main nahi rahun ga/gee. 28.Saathi Tulaba/Talibat per gussah aane ki surat main Gussay ko p kar is ki fazeelat hasil karun ga/gee. 29.Poore Badan ka Qufl e Madinah lagun ga/gee. 30.Bila ijazat kisi ki kitab ya qalam ya copy etc istemal nahi karun ga/gee. 31.Agar Sabaq yaad karne k doran koi baat bhul gai to apne say (bazahir) kamzor ya umar main chote islami bhai/bhan say puchne main sharm mahsus nahi karun ga/gee. 32.Agar kisi nay mujh say sabaq k bare main dariyaft kia to Hatal maqdoor ahsan andaz main samjhane ki koshish kar k musalmano ki khair khawahi karne k fazail paun ga/gee. 33.Mujh say danista tor per kisi ki haq talafi ho gai to muafi mangne main dair nahi lagaun ga/gee. 34.Ghamzada islami bhan/bahan ki ghamkhawari karun ga/gee. 35.Beemar islami bhai/bahan ki aayadat karun ga/gee. 36.Aapas main naraz ho jane wale/wali islami bhaiyun/bahno main sulah karwane ki koshish karun ga/gee. 37.Agar kisi Islami bhai/bahan ko mali madad ki zarurat hui to Ustaz sahab/Ustani Sahiba k mashware ya in k zariye say is ki mali madad kar k Rah e khuda main karch karne ka sawab paun ga/gee. 38.Islami bhaiyun/bahno per infiradi koshish karun ga/gee. 39.agar mumkin huwa to khane etc k ikhrajat jaib say ada karun ga/gee. 40.Agar kabhi tang dasti ny aa ghaira to b bil zarurat e sharee kisi say suwal nahi karun ga/gee bal k aisi surat main qarz ly kar apni mushkil hal karun ga/gee aur Qarz Hasb e w'ada wapas b lota dun ga/gee. 41.Apna waqt fuzul kaamon main zaya nahi karun ga/gee. 42.Parhai aur madani kaamon main mashgool rahun ga/gee. 43.Apne ilm per amal karne k liye madani in'amat per amal karun ga/gee. 44.Har madani mah ki ibtidai tareekhoon main apna risala madani inamat k zimmadar/zimmadara ko jam'a karwa dia karun ga/gee. 45.Madani markaz ki taraf say diye gaye jadwal k mutabiq aashiqan e Rasool k Madani Qafiloon main safr karta rahun ga. 46.jaan buj kar amrad k qareeb nahi baithun ga. 47.Agar wo mere qareeb aa kar baith gaya to hatal imkan apni jagah tabdeel kar lun ga,basurat e deegar uska chehra ya libas daikh kar baaat karne say bachun ga. 48.Suhbat k haqooq pure karne ki koshish karun ga/gee. 49.Sadagi ko barqarar rakhte huwe sunnat ki tazeem k liye ahtimam say Imama Shareef bandhun ga. 50.Madani Burqah dastane aur jurabain pehnun gee. 51.T'azeem e ilm aur sunnat per amal k liye khushbu istemal karun ga. 52.Kitab parhne say pehle Kitab parhne ki dua parh lia karun ga/gee. Hum ko Ay Attar sunni Aalimoon say pyar hai Insha Allah Azzawajal 2 jahan main apna baira paar hai.
-
Plz Check Ur Personal Messenger....!!! was'salamu ma'alikram
-
unicode Se Inpage AUr Inpage Se unicode me Convert
Qufl e Madinah replied to Yasir Attari's topic in انفارمیشن اور تیکنالوجی
mujhay to is site pay yeh software hi nae mil raha kia koi direct link mil sakta hay? LINK : Unicode Convertor link Was'salmau ma'alikram -
Moulana Sarfaraz Naeemi Sahab ko Shaheed kar diya gya
Qufl e Madinah replied to Shan E Raza's topic in اسلامی خبریں
انا للہ وانا الیہ راجعون Allah ki Un per Rahmat ho aur un k Sadqay hamari magfirat ho.Aameeeeen bijahin nabi yel ameen -
Bahut he Iman afroz sharing hai,iman taza ho gaya daikh kar............Allah ka Shukar hai k us ny hamain Dawat e islami k madani mahool say wabasta kia,Allah Meethay Aaqa k sadqay hamain is madani mahool main istiqamat naseeeeb farmaye aur hamara jeena marna isi mahool main ho.....Aameeeeeen Bijahin nabi yel ameen 4 sharing Sarkar ki Ghulami.........................Dawat e islami Was'salamu ma'alikram
-
, Bahut he piyari niyyatain share ki hain.... Was'salamu ma'alikram
-
video of Baapa Jaan-what a smile of my Murshid!
Qufl e Madinah replied to paapi's topic in امیر اہلسنت
, , 4 sharing -
deko to najdiyoun ko kawwoun pe piyar aae
Qufl e Madinah replied to Karam e Murshid's topic in دیگر اسلامی مواد
4 Sharing -
Urdu Tarajim e Quran ka Taqabuli Mutalia
Qufl e Madinah replied to Islami Bhae's topic in رد بدمذہب پر کتب
Is Article ko Aap Yahan say read kar skte hain. Was'salamu ma'alikram