Jump to content

Ghulam e Azhari

Translating Team (M)
  • کل پوسٹس

    349
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    4

سب کچھ Ghulam e Azhari نے پوسٹ کیا

  1. Jamia Be-Noori Town Karachi k Mohtamim Mufti Naeem Deobandi k moonh par aik aur zabardast tamancha! Jisne Peshawar k Deobandi Muftion aur Deobandi Wuzaraa k aik din pehle eid manane k faisle ko durust kaha tha. Deobandion ki ruswai ki taweel fehrist men aik aur izafa! Ab to awam ne bhi pehchaan lia k Yahood ko khush karne k liye ye Ummat men intishaar phela kar firqa wariat karrahe hen. Allah ham sab ko har qism k fitne se mehfooz rakhe, Aammeen. JazakAllah...
  2. Its amazing we still have to dispatch the evidences... anyway here you go only 2 for now, please do discuss these in Minhaji website and let us know their replies: Evidence No 1: http://www.islamimehfil.info/index.php?/topic/2380-sulah-kulliyat-ki-ab-kiya-hadd-honi-chahiye/ Evidence No 2: http://www.islamimehfil.info/index.php?/topic/1682-tahir-ul-qadri-ki-hazrat-ameer-muavia-radi-allah-anhu-ki-shan-main-ghustakhi/ (Note, the scans are on the second page of this topic)
  3. Dear brother Alteejani, do you like to listen the speeches of the Gustakh e Rasool wa Sahabah wa Ahle Bait Wahabi scholar Dr Zakir Naik's and admire his "works"? If yes then why, if not then why not?
  4. Wa'alaikumussalam, Sanaali baji aap yeh article parh li jiye InshaAllah mamla wazeh hojaega: http://www.islamieducation.com/ur/عقائد-اہلسنت/behs-hath-paon-choomna-aur-tabarukaat-ki-tazeem.html Same article translated into english: http://www.islamieducation.com/en/ja-al-haq-beliefs-of-ahlesunnah/respecting-relics-and-kissing-the-hands-and-feet-of-the-pous.html
  5. I was able to watch first 3 minutes of this video (couldn't watch full due to slow speed of internet), what I think is that they are not prostrating, those unlucky people are rather kissing the unblessed feet of Dr. Sahib, so we have to give them benefit of doubt. If it is Sajda e Tazeemi, then still it is not shirk, rather it is Haraam e Qat'i. But since this video do not give a clear evidence of prostration so cannot say they are doing Sajda. Kissing feet is a form of showing respect and Tazeem, but doing tazeem of a Gumrah Munafiq Bad-Mazhab is itself Gumrahi therefore it is strictly prohibited to praise a Munafiq. Dancing, yes that can be taken as issue. But Minhajis can say "those people are gone Majzoob and lost control". There are many conditions to know a person going Majzoob then doing Raqs, one is that if a deep sharp cut is given on their faces they will not even feel it rather they will continue doing their Raqs (I personally do not say whether people in this video are gone Majzoob or not). Watching this video, on 2:20 an unlucky person comes in white clothes and white cap and kiss the feet of Dr. Sahib, then he goes to the dancing area and start dancing/bhangrha silly for a few seconds, then suddenly he goes to the sitting area. That doesn't look going out of control, That's rather Drama-baaz. What you say? Sayidi Ala Hazrat have written given a great detail about Jazb and Raqs in Fatawa e Ridawiyyah Shareed, should read it to get a clear picture.
  6. Bohot hi Shaandaar aricle likha bhai Imran aap ne in Dehshatgard Wahabio ki asliyat dikhaane k liye. Allah aap k Ilm o tahqeeq men mazeed izafa kare. Media ne kab keh dia khullam khulla k "WAHABI aur DEOBANDI" hen? Agar esi baat hoti to khabron men aae din ham sunte "falan jagha Wahabion ne khud-kush hamla kardia, fulaan jaga wahabion ne itne itne begunah logon k gala kaat kar halaak kar k Ibn Abdul Wahab aur Saudio aur Ismail Dehlvi ki tareekh tohra di", esa nahi hai. Haan ham Sunni kehte hen ye sari barbariat Wahabion ki Ismail Dehlvi aur Najdi se mili hen wohi in qattal logon ko maante hen yehi hen Yahoodion k agent dehshatgard Wahabi aur deobandi. Dusri baat, ye Auliya Allah ko aziat aur behurmati karne wale inko azaab to zaroor milega.... Chahe Qabr o Hashr men ya k dunya men bhi. Ba'az ko dunya men bhi mil jata hai jese k 10 WAHABI TALIBAN jinko falij ka la-ilaaj attack parh gaya. Ye is liye k deegar wahabi Talibaniat aur Wahabiat se baaz ajaen warna agar dunya men nahi Qabr men pakarh to zaroor hogi... Aur ye baat bhi zehen men rakhen k jo koi bhi buzurgon ki behurmati kare usse dunyawi zahiri azaab milna lazmi nahi, ba'az ko to men chhoot di jati hai phir bil akhir mout k waqt aur phir uske baad azaab hi azaab hai. Allah Jisse chahe dunya k liye Ibrat ka nishaan bana de, warna kia tareekh men sirf aik Firon hi bura admi tha jis se ibrat hasil karne k liye ese baqi rakha gaya? Nahi.
  7. Assalamualaikum, JazakAllah for the post. To all Sunnis, this is one of the latest Fitnas in Pakistan concentrated in Karachi, called Jilani Chaand-Puri and are Gustakh of Sahabah. In Karachi, there is a sort of "mazar" oh this Chaand-Puri (though we should not say it) built, which has become their Markaz, where they invite common people and misguide them. His son means his Janashin is now doing speeches in public and is using severe words against Sahabah Radi Allahu Anhum. We should understand this is a Fitna, and spread his false Aqaaid and this Fitna's Radd so we can aware the common people. It is a serious shame that in building their "mazar" some Sunnis helped them financially... Afsos...
  8. You have freedom to explain your BELIEFS not your MQI family problems. We always have seen Deobandi, Wahabi, Shias and even Qadiyani on this forum and others that when they get their useless posts or topics deleted, they start shouting "you can't answer me that's why deleted". Now that's really stupid, questions we raised are not answered by you, and since this topic is too a useless topic so it will also be deleted, useless posts can be of use in MQIs but not here. Sorry for this. We have given you detailed anwers about the some of the beliefs of Tahir sahib, but what we received from you is single-lined baseless replies full of blames. Because I know and you too know that you cannot answer the questions raised about MQI beliefs rather came up with other matters that's not what a man should do, rather a ........ does these things. So be a man and answer the questions, if can't then accept the truth as you can see a person in past came and raised matter just like what you have said, but when we offered them the beliefs and asked for the replies he finally said he does not take any responsibility of the beliefs of Aqaaid and now Alhamdulillah you can see what he is now saying about Tahir ul Qadri sahib. http://www.islamimehfil.info/index.php?/topic/9107-criteria-for-being-a-sunni/page__view__findpost__p__56322 Yes, you will also say "See you can't answer and deleted my posts" lol, then you can be a man inside yourself only. Sorry, we didn't receive any sensible reply so far, that is why moderators took actions.
  9. Why don't you provide us the criteria? One who delivers long speeches is Sunni no matter whether he have kufria aqaaid or not? Is this all for Minhajians, speeches is the measure for everything and everyone?
  10. As I've asked earlied Do they have the same beliefs as Tahir sahib have or rather he tried to fool them be outwardly becoming Sunni and inside carring terrible past and false Aqaaid? If yes then provide proof. If you can't proof then please do not use their names for you filthy perpose of "they support tahir's beliefs" now you haven't proofed yet if they hold the same beliefs as Tahir sahib do. For a Muslim, you mean Sahi ul Aqeeda (of course Muslim is Sahih ul Aqeeda)? The answer is, No it is no good. But what do you call a person who preaches Christianity? Padri means preacher of Christianity and it fully fits to Tahir sahib. Now I ask you, one who preaches Christianity is called a Padri then why Prof. Tahir ul Qadri sahib can not called as Padri?
  11. Well mister Saqi, the names you have given... first of of all Sybarite bhai have mentioned the names of Scholars who have "rejected the false beliefs of Dr sahib".. It is a shame to you that you don't know the great scholars mentioned, but how can you know though, you haven't looked arround for seeking truth, rather accepted the falsehood blindly. In your answer you should bring names of those who "accepted all the false beliefs of Dr sahib and has labelled them to be Islamic beliefs". Beliefs are infront of you, in the topics here, a person's support can only be accepted if he knows all the beliefs of Tahir and supports his beliefs. I am sure the list you gave is not of "those who support the beliefs of Tahir ul Qadri". Other than this I can surely say Tahir sahib can go to west and try to fool the people by looking like a Sunni and hide his real beliefs and his terrible past. Why don't you suggest your Sheikh ul Islam to go to all these personalities and say "I say jews christians this this that that" then see what replies sheikh sahib get from them, just us know about those replies as well. Afterall, his beliefs are completing against that of Ahlus Sunnat Wal Jamaa'ah. If you can bring a name with a proof and trying to justify the aqaaid of Tahir ul himself, then we will put it forward for further clarification and hukm e Sharaee.
  12. Thanks Dear brother for the reply, but what is the benefit for Christians of today to know about Islam? Why do they have to come and know about Islam according to Minhaji Aqaaid? What I mean to say is, according to Sheikh ul Minhaaj they are already on the faith and are Ahle Imaan then why do they have to know about Islam? What is the benefit for them then in knowing while they are already on the faith? Muslims Christians Jews all belong to Ahle Imaan according to Dr. Sb then it should be very clear Minhaaji Masajid are open for Jews and Christians not for knowing of Islam but to spread Shirk inside Masjid, to spread Christianity and Judaism, still them being the Mushriks they are "Ahle Imaan"... What a strange latest "Islam" it is of Minhaajia...
  13. You please correct if we are wrong, sir clever, about: "Are Christians and Jews allowed to come to Masaajid and pray according to their religion because Christians, Jews and Muslims all are people of the faith (Imaan wale, Ahle Imaan)...? Please read the statement fully and then provide answer.
  14. Mere confused confused ........ Aap k khyaal men haazir naazir kisse kehte hain? Wo zahiri Doori to hamare liye ho sakti hai, Sarkar Alaihis Salatu Wassalam ke liye kese hogi? aur ye doori bhi to Haqeeqi nahi, balke majazi o zahiri hai aur wo majazi doori bhi 12 maheene nahi balke jab Huzoor Alaihis Salam chahe jahan chahe Hazir hojaen, jesa k mene pehle hi keh dia hai. Jism e Asl or misl k jawab us attachement men hen, aur Hazir Nazir ka matlab hamare nazdeek kia hai wo bhi page men hai. Khair aap abhi ye bataen k aap k nazdeek Hazir Nazir k ki maana hen?
  15. Janab Fikr e Akhirat sahib, aap ne bhi wohi amaal ka zikr kia jis ka hamare Ulama ne jaaiz nahi kia, k goya aap ne kehne ki koshish ki k Fajr ki namaz chorhna, bijli ki chori karna, waghera waghera ham jaaiz kehte hen esi koi baat nahi, jo ye harkat karta hai aap us se baat kar k mamla tai kar len lekin in baaton ko aik maslak ka ijmaai faisla qarar dena mehez apni ilmi hesiat ko saamne lana hai. Hamare Ikhtilaf e Asl zara dekhiye: Deobandion k Qutb ul Irshaad Rasheed Ahmad Gangohi farmate hen: 1. Sawal: Mehfil e Meelad jis men riwayaat e Saheeha parhi jawen aur laaf gzaaf aur riwayaat mozu'a aur kaazba na hon, shareek hona kesa hai? Jawab: Najaiz hai, basabab aur wajooh k, faqat. (Fatawa Rasheedia, page 148) Yaani jis men riwayaat sahih hon jhoot na hon, is k bawajood jaaiz nahi??? Ye kia hai? Asl e Ikhtilaf. 2. Sawal: Ineqaad majlis e meelad, badun qayaam, bariwayat e saheeh, durust hai ya nahi? Jawab: Ineqaad e majlis e moulood har haal men najaaiz hai tadaai amr mandoob k wastay mana' hai. (Fatawa Rasheedia, page 136) yaani jo bhi ho, chahe bijli halaal ki ho ya chori ki, namaz e fajr parhni ho ya nahi, mard aurat ki mixing ho ya na ho har har haal men majlis Maulood jaaiz nahi... Ye kia hai??? Asl e Ikhtilaf. 3. Sawal: Jis Urs men sirf Quraan sharif parha jae aur taqseem e shireeni ho shareek hona jaaiz hai ya nahi? Jawab: Kisi Urs aur meelad men shareek hona durust nahi aur koi sa urs aur moulood durust nahi. (Fatawa Rasheedia, Page 147) Janab ab to wazeh hogaya hai, Meelaad kesa bhi ho jo bhi ho kitne paak hi kiun na ho kitna sharaee kiun na ho kitna muhabbat se kiun na ho har haal men aur har kism ka molood jaaiz nahi... Ye baaten hain Ikhtilaf kis Asl. aur yeh Deobandion k mayanaz Qutb ul Irshaad k fatawa hen. Ham Ahle Sunnat wa Jama'at Barelvi Maslak k hen Alhamdulillah ham muhabbat e Rasool wale hen aur Nabi ka meelad zoq o shoq se manate hen, lekin Gangohi sahib k nazdeek chahe zoq o shoq ho har haal men meelad haram, Ye Nabi Alaihis Salam k liye bughuz ka izhaar nahi to aur kia hai? Allah hamain fitnon se bachae! umeed hai ab deobandion ka mokif bohot wazeh hogaya hoga, taake awam un ki asl jaan kar unki Bughz e Rasool ko pehchan saken.
  16. Huzoor Alaihis Salaam jab chahen jahaan chahen Hazir hojaen bhala is se hamara Aqeeda kese ghalat sabit hua? Aur kia aap Huzoor ki sama'at k munkir hen? Yaqeenan hen, K Ma'azAllah Huzoor alaihis Salam to door ki awaz sunne k mohtaaj hen lekin sitam zarefi ki hadd to ye hai k apne nam-nehad bani e Dar ul Uloom Deobandi Qasim Nanotvi par aqeedatmangi kesi zahir hoti hai zara mulahiza karen: Aik baar Dar ul Uloom Deobandi main jhagrha hogaya aur Mehmood ul Hasan Deobandi Marsiya-khwan sahib ka Rafi ud Din deobandi se jhagrha hogaya, to bharhaal jhagrha yun khatam hua k Rafi sahib farmane lage "abhi abhi mere paas maulana Nanotvi jasd e ansari (jism e zahiri) k sath mere paas aae (jab tak k wo intaqal kar chuke the) jis se men aik dam paseena paseena hogaya aur mera lubada tar ba tar hogaya aur farmaya k Mehmood Hasan ko keh do k wo is jhagrhe men na parhe" (Arwah e Salasah, page 242) Wah jee wah, Nabi Alaihis Salam ko qareeb ya door ki khabar na ho aur sa'amat ka bhi ikhtiyar na ho, lekin Bani e Dar ul Uloom Deobandi ko marne k baad to sab khabar ho k jhagrha kis waqt hua, kahan hua, kiun hua, kon haq par hai aur kon nahi, kia wajha thi, Yani NAZIR the, na sirf ye balke khud jism e zahiri k apni marzi se samne aane ka ikhtiyar rakhte hue logon ko ziyarat karwata ho aur logon k paseene nikalwata logon ko "ba'ad wisaal madad" karta ho yani HAZIR the. Par Nabi Alaihis Salam ko esa kuch ikhtiyar na ho... Astagh firullah! Yeh aqaaid ab kis k khaate men jaega?
  17. This is the apropriate article for this Fitna, please read: http://www.islamimehfil.info/index.php?/topic/7113-ahle-quran-munkir-e-hadees-key-baatil-aqaaid/
  18. There had been many problems since 25+ years with Dr Sahib. One of the latest, in my knowledge, is the christmas and the christians matter, though this is not the only problem. These are the translated lines of his sayings, please read and comment that to what extend these problems are really the problems: The Masaajid of Minhaj-ul-Qur'an are always open for Christian brothers and sisters. They can come whenever they feel like and carry on there worship according to there religion. Till the last breath the Masaajid of Minhaj-ul-Qur'an will remain open for Christians. In Islam, Meelad-e-Mustafa has got the same respect/status as the Christmas day. Christmas and Meelad Shareef both are similar days of happiness. The Nature of both days are same. Those who believe in the Books from the Heaven are Believers and those who do not are non-believers, therefore Christian brothers are believers. Jews, Christians and Muslims all belongs to the row of Ahl-e-Imaan (people of the Faith) There are 3 major religions in the world, that are Islam, Christain and Jewism and are Ahl-e-Imaan (people of the faith). Now, statements on Tahir-ul-Qadri: Akram Maseeh Gul and Zahid Anwaar: The Christian school where Doctor Sahib got educated, he still give Wazaa'if to the students of that school. Dr. Andrew: I appreciate Shaykh-ul-Islam Dr. Tahir-ul-Qadri that he'd arranged the Christmas celebration day for us. We actually came here from Multan just to do the Ziyarah (deedaar) of Tahir-ul-Qadri Sahib. Today is a need of a bridge to be build in between the religions. Akram Maseeh Gul: Tahir-ul-Qadri is working as a bridge between the religions. http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=2380
  19. Yaani aapko phir confirm tehqeeq karni parhgi aik aik minute ki warna tehreef hojaegi aur imamat Haram hojaegi, haina? Khair yeh to ese hi kaha maine! Bhai, barhi umar ke logon ke baare main aksar esa hota hai keh unki tareekh-e-paidaish sabit nahi hoti. Ab jese maine aksar barhi umar ke logon ko dekha jo India se hijrat karke aae hain unko apni tareekh-e-paidaish maloom nahi hoti. Ab farz karain keh un 10 k 10 logon ki umar andazan 80 saal ki lagti hai lekin tareekh-e-paidaish kisi ki sabit nahi hai (yaqin to nahi horaha hoga lekin farz karain keh esa masala paish agaya phir) phir janab kia karainge? Asim sahib ne to kaha keh Durr-e-Mukhtar ki 21wi ibarat par amal kia jaega yaani "phir log jisse chahain imaam bana dain" lekin yeh to tehreef hogai na bhai....!!! Ab bazahir woh aap se ruju karte hue nazar arahe hain, chalain aapki marzi, yeh bhi apki marzi keh logon se mashwara karna bhi Haram aur shaitani amal hai. bohot ache! Acha to ala tanasul wali baat se kon ruju karega? Qazi sahib inko zara samjhaen keh is par ruju karne ka bhi please. Chalain, aapki is tamam baat ka mafhoom aur Asim sahib ki aik post ka mafhoom aik hi nikalta hai keh aap yeh maante hani keh jo cheez Sahih Hadees se sabit nahi woh tehreef yaani Bid'at hai. Aur har bid'at par amal karna Haram hai aur gumrahi hai aur esa karne wala insaan ya Jinn nahi shaitan hota hai. Janab aik baat aap ko main aur bata dun, aap ne kaha tha tehreef is bunyad par hai keh imamat ki asal 4 sharait hain aur aao 21 maante hain, iska maine jawab dia phir apko ab aap keh rahe hain keh janab jo bhi hai hai to tehreef chahe sharait ho ya kuch hon. Yaani imamat ke liye naik bande ko tarjeeh dena shaitani amal aur tehreef hai, imamat ke liye ziyada namaz ke masaail janne wala paish karna shaitani amal hai, waghera waghera. Phir aap ne kaha maine Hadees ki tauhin par tauhin ki, yaqin ki jiye aap se mujhe is ilzaam ki umeed na thi. Mujhe barha dukh hua aapki yeh baat parh kar. Baharhaal, yeh masala ab imamat ki sharait se badal kar tehreef aur Bid'at ki taraf jaa raha hai, is par to bohot se topic khule hue hain janab aap ne nae sirre se yeh baat karni chahi imamat ka mozu ta'aruf karwa kar woh bhi direct nahi, pehle khoob aitarazat kiye phir jawab milne par baad main asal baat kahi keh bid'at hai. Bid'at o Tehreef ke mamle main chand aik yeh topics hain, Phir yeh wala to ghaliban aap hi ke aik Ghair Muqallid bhai ne khola hua hai jo ab ghayab hogae hain, shayad woh sabit nahi kar paa rahe hain to agar aap unki madad kar sakte hain is par to zaroor karain keh "jo Sahih Hadees se sabit nahi uspar amal Haram aur shaitani amal hai": http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=6960 Baqi yeh topics hain: yeh topics hain: http://www.islamieducation.com/ur/عقائ...-wa-ahkaam.html http://www.ja-alhaq.com/urdu-section/ahle-...sey-saboot.html baar baar kab kaha hai? aik hi post par to baat ki hai hijrat ki shart ke mamle par...! Aap bhi na mazak karte rehte hain. lol Anyways, Bhai to aap ne bataya nahi keh hijrat imamat ke liye shart hai to isko khulle aam aap ki taraf se awazain kiun nahi aatin keh hijrat jisne nahi ki uski imamat Haram aur sarasar tehreef hai aur shaitani amal hai? Agar main ghalat nahi to Hijrat to tabhi ki jaati hai jab kisi ilaaqe rehna hi dushwar hojae aur imaan bachane ke liye hijrat karni parh jaae apna maal waghera chorh kar. Phir aap ki masaajid ke imamon ne esi koi hijrat ki? Warna to musafat kehte ya shift hojana kehte haina? Ab jese koi kuffar ke ilaaqe se behzaar hokar Musalmanon ki saltanat main aae apna imaan bachane ki niyat se keh rehna hi dushwar hogaya, to kahainge keh usne hijrat ki... To jo log Europe waghera Kuffar ke mulkon main jaate hain woh bhi apna Islami mulk chorh kar woh to hijrat nahi hai phir woh imamat kese kar lete hain wahan? Yaqinan woh Tableegh ke liye jaate hain, lekin hijrat karne ke liye thorhi jaate hain... Jee aap ne sahih kaha keh ab imamat se hatt kar tehreef-o-bid'at tak chala gaya mamla, to behtar hai unhi topics par baat karain jis par pehle ho chuka ho ya horaha ho taake baat dobara ibtida se shuru karain na parhe, warna waqt zaya hoga. Mazrat aik aur baat karna parh rahi hai, keh mere imtahaan bhi shuru hone wale hain, lehaza computer par waqt dena mushkil hojaega. Lekin Alhamdulillah, mere ilm ke mutabik maine poori wazahat kardi hai un aitarazat ki jo Durr-e-Mukhtar par kiye gae the. Ab baat chali Tehreef-o-Bid'at par to is mozu ka sahih tareeqa bhi apko bata dia. Wese yeh mozu par baat ho chuki hui hai dusre topics par. InshaAllah fikar na karain, is topic ko jaari rakhne ke liye aik aur bhai se maine guzarish ki hai woh jawab de dena shuru kardenge aapko. InshaAllah meri kami mehsoos nahi hogi. Akhri baat yeh keh janaab Asim sahib aap ki akhri post ke hawalat jo diye hain InshaAllah unko mila kar main dekhunga, kuch taqeeq ke baad jawab ya khud dunga ya dilwa dunga. Intazar farmaen! Mumtaz.
  20. Chalain khushi hui aik mozu to ikhtitam ko pocha. Alhamdulillah, maine poori wazahat kardi hai jo kuch aap ne poochi. Ab phir bhi aap isko tehreef samjhen yeh apki marzi hai. Asim sahib ne bohot hi be-bunyad batain, agar aap Qazi sahib se poochainge keh kia Durr-e-Mukhtar main ala tanasul ka esa hona wesa hona? Qazi sahib kahainge keh nahi janab aap ne apni kam-aqli se samjha yeh jabkeh Durr-e-Mukhtar main esi koi baat nahi likhi hui. Baqi ki wazahat main kar chuka hun pichli post main hi poori detail hai. Phir Asim sahib ne Durr-e-Mukhtar ki 21wi ibarat qabool karke yaani "phir log jisse chahain imam bana dain" tehreef kar dali Qazi sahib ke usool ke mutabik kiunkeh yeh Imamat wali Hadees main sabit nahi lehaza tehreef hai. Phir tamasha aap dekh chuke keh meri akhri dandaan shikan post aai to phir mozu tabdeel karne ki soojhi, issi ko maine tamasha kaha tha. Baqi aap ne kuch aur samjha to ap hi ki aql ka fault hai. Ab InshaAllah main doosra mozu yaani "Sharab se bana hua Sirka" par aik apna hi likha hua article post karunga agli post main. Is se pehle main is imamat wale mozu par aik akhri sawal poochna chahta hun. keh kia imamat ke liye hijrat karna shart hai? Aap keh chuke keh sharaait sirf 4 hain woh Hadees main hai, to ab bataen janab yeh hukm to har sadi (century) main maana jaega warna to tehreef hojaegi baqoul Qazi sahib ke.. phir aap main se kis kis ne hijrat ki hai? Kia Ghair Muqallidon ke har imam ne hijrat ki jo imamat ke liye masjid main itni jaldi taiyar hojate hain? Tabhi to maine hizrat ki wazahat talab ki, taake aap apne alfaaz se aa'iraz na farmain. To ab iska jawab dain. Asim sahib se guzarish hai Qazi sahib ki tarha zimmedar ho kar jawab dain, bila waja kiun left right jaate hain? Allah hamain haq qabool karne ka hosla dai, aur imaan ke masale ko ham apni ana ka masala na banaen. Aammeen.
  21. Arre bhai esa na karain please, discipline kharab na karain. Araam aur shaguftgi se baat karain main yahin hun kahin bhaaga nahi jaa raha. Aqaaid par baat karne ki maine suggestion di keh koi aur topic open kar ke aap discuss karain taake aap ke pooche gae masaail ko koi farq na pohche lekin aap na maane aur yahin aqaaid par guftgu shuru farma di. Aur jo bhi newcomers aae hain main un se bhi guzarish karunga keh aap kisi aur topic par apne nae masale bayan karain kiunke Qazi sahib ko qat'an bardasht nahi keh unki mojudgi main kisi ki majal keh koi aur masaail saamne lae. Qazi sahib ki baat ki laaj rakhiye. Phir Qazi sahib aap ne jo scheme di thi "5 ke jawab do aur ameer ban jao" aap is par please qaaim rahain kiun idhar udhar jaa rahe hain? Maine aap hi ke batae hue masaail par is topic par ab tak kia guftgu nahi ki? Yaqinan ki hai, jese aap maan gae hain keh Durr-e-Mukhtar ki ibarat ka jo mafhoom aap ne dia maine woh ghalat sabit kia akhir main aap ne kaha keh jo bhi hai janab hai to Hadis ke khilaf hi. Ab is baat ka jawab dene par main aa raha tha lekin aap se sabr nahi hua. InshaAllah issi post main imamat ki 4 sharait wali Hadees par baat karunga be-fikar rahain. Aap ne meri baat ka jawab akhir nahi dia keh apko akhir kese pata chala keh Durr-e-Mukhtar main 21 ibaraat dar-haqeeqat imamat ki sharaait hain. Baharhaal main ab yeh baat karne jaa raha hun keh 21 ibaraat aur 4 sharaait wali Hadis main kia relation hai. Sab se pehle to Durr-e-Mukhtar ki 21 ibaraat jo aap ne paish ki woh yeh hain: 1. Sabse jyada namaz key hukum jaaney wala 2. Sabse achchi tilawat wala 3. sabse jyada nek 4. sabse jyada age wala 5. sabse achchey chal chalan wala 6. sabse jyada khubsurat shakal wala 7. sabse sharif nasal wala 8. sabse achey libas wala 9. sab barabar ho to parchi dal le 10. ya Phir log pasand kar ley 11. sablse jyada Raounak shakar wala 12. sabse badi nasab wala 13. sabse achi awaz wala 14. sabse khubsurat biwi wala (Nauzubillaha) 15. sabse jyada maal wala 16. Jiska sar baqi jism ki nisbat barha ho. 17. sabse jyada darze wala 18. musafir key mukabley me mukeem 19. phir azad, azad kiye gulam key mukable par 20. phir wazo key badley tayyammum wala, gusal key badley tayyammum wala 21. phir log jisey chahe imam bala le (Dur-re-Mukhtar) (Ibarat no. 16 ko maine durust kardia hai) Phir Muslim ki Hadis aap hi ke alfaz main: 1. Quran ka quari 2. Sunnat ka jyada janney wala 3. Hizrat me awwal 4. umar me bada. Sab se pehle mujhe wazahat kardain keh yeh hizrat ka kia matlab hai? Jis zubaan ka yeh lafz aap ne likha hai meri woh zuban nahi, ya shayad mujhe samajh nahi araha. Lehaza wazahat karain hizrat kia hai. Phir yeh bayan karain keh aik jamaa'at hain Musalmanon ki jis main 100 log hain. Un main se 10 log ese hain jo bohot ziyada Quran parhte hain, bohot ziyada Sunnaton ko janne wale hain, bohot hizrat main awal hai (Wallah a'lam iska kia matlab hai, wazahat par hi pata chalega) aur woh 10 k 10 assi (80) saal ke hain gharz yeh keh in main farq bayan kar hi nahi sakte keh kese aik ko doosre par tarjeeh dain. Ab aap kia karainge? Yeh to hui wazahat talabi. Ab mere jawabaat aapki khidmat main arz hain. Aap ne yeh kehna chaha keh baaz sharaait (baqoul aapke) Durr-e-Mukhtar ki Sahih Hadis main sabit nahi lehaza amal karna sakht haram hai. Sab se pehle yeh samajh lain keh sharaait woh hoti hain keh kisi shakhs main in main se agar aik bhi na paai jae to woh shakhs us amal ke laiq hi nahi hota. Umeed hai samajh agaya hoga. Lijiye ham aapko wazahat kardete hain keh Durr-e-Mukhtar jinko aap sharaait samajh bethe hain woh haqeeqat main tarjeehaat hain. aap ne apni aql-e-saleem se samjha keh yeh sharaait hain jo keh durust nahi. Choonkeh ab main keh chuka keh Durr-e-Mukhtar main woh baaz aik Tarjeehaat hain na keh sharaait, ab aap zabardasti yeh nahi keh sakte keh nahi nahi janab yeh sharait hain yeh hai woh hai. kiunkeh aap ke saamne main keh chuka yeh tarjeehaat hain. Mazeed wazahat mere nukte ki mulahiza karain, farz karain aik tarjeeh yeh hai keh ziyada achi awaz wala ho. yeh shart to ho hi nahi sakti kiunke kisi shakhs k muqabil jiski awaz usse ziyada achi na ho to woh bhi imamat karwa sakta hai. yeh to sirf tarjeeh hai, agar shart hoti to kam achi awaz wale ko imamat karna hi Haram hojati jo keh hamara tareeka nahi. Aur tarjeeh par amal na karne se imamat Haram nahi hojati, lekin fitnon se bachne ke liye amal karna behtar hai. Agar aap in tarjeehat ko nahi maante to yeh apki marzi. Umeed hai ab aap samajh gae honge. Kam achi awaz wala bhi imamat karna sakta hai. Agla mera jawab aapki di hui ibarat no. 14 hai jis main likha hai keh jiski bivi sab se khubsurat ho. Is main kia hikmat hai ap nahi samajh sakke. Bivi ka jamal apne shohor ki nazron ki hifazat ka aik zarya hai keh woh sirf apni bivi hi ki taraf maail ho. Zahir hai woh shakhs ziada behtar hai jo ghair auraton par nazarain na daalta ho aur apni bivi ko hi apne liye behtar nemat samajhta ho aur apni bivi se woh mutmain aur khush ho, ibarat ka bhi yehi matlab hai. Phir wohi baat kehta hun keh yeh tarjeeh hai, shart nahi lehaza kisi muqable ki zarurat nahi. Warna to ghair shadi-shuda shakhs imamat hi na karwa sakta! Ghair shadi shuda jamaa'at karwa le is main kia harj hai? Phir yeh bhi zehen main rakhain keh khoobsurati Tahajjud se barhti hai. Lehaza ibarat ka mafhoom yeh nikla keh jo apni bivi se mutmain ho keh uski nazron ki khoob hifazat ho taakeh dusri jaghain nazar na daale, jo keh tahajjud ki bhi alamat ho sakti hai. Umeed hai yeh baat bhi aapko wazeh ho chuki hogi. Maine Imamat ka masala mukammal tour par aap ke saamne rakh diya hai aur aap ke diye hue mojuda tamam baaton ka jawab de dia hai jese: ibarat no. 16 ka sahih mafhoom apki khidmat main arz kia. Durr-e-Mukhtar main ibaraat ki sahih hesiat aapko batai. Durr-e-Mukhtar ki Hadis-e-Muslim se relationship bhi bataai. Ibarat no. 14 ka bhi jawab apko dedia. Is poori behes main agar mujh se koi khataa hui ho to koi bhi Sunni bhai meri Islaah karde. Ab please aql sharif ko hazir rakh kar, insaaf ko apne liye behtar maan kar jawab di jiye ga. Agar aap ziddi hain to main kuch nahi kar sakta. Imamat ka masala to chal hi raha hai, aap ko khush karne ke liye InshaAllah agli post se main aik aur masala discuss karunga phir yeh donon masaail sath sath chalenge. Umeed hai apko bura nahi lagega. Aur discipline ka bhi khayal rakhiye ga. Auron ko guzarish hai keh ab hamari discussion barhi hi serious morh par agaee hai, lehaza dour beth kar sirf tamasha dekhain lekin agar topic ke mutabik hi koi baat karni hai to most welcome bashart ye keh topic ko idhar udhar na ghuma dia jae point par baat ho!
×
×
  • Create New...